Accha isme cooling coil hota h bhai, jab heat recovery wheel lga hai fresh air ko reduce karne ke liye to isme cooling coil kiyo lga hota hai or isme chwsl or chwrl connect h
haa isme colling coil laga hota hai kyunki agar aap direct fresh air ko room pe bhejenge to garam hoga jisse humidity badh jayegi or sweating ka issues or water leaking ka issues jyada hoga isliye fresh air ko cool karke bheja jata hai taki sweating ka issues naa ho
Bhai without cooling coil wala bhi fahu hota hai kya Or jis fahu m cooling coil lga hota hai to uska set point hota hai nahi or fahu m jo water Ata hai wo cooling tower se Ata hai Aap Mera comment ka response dete hai uske liye sukriya
ek CFU ata hai jisme cooling coil nahi hita hai jisko jyada tar plant me use karte hai fresh air ke liye or fahu ka bhi set point kiya jata hai isme child water supply kiya jata hai child water recycling ke liye jo yaa to chiller se dete hai ya fir district cooling system se , or cooling tower sirf water coold condenser ke liye use hota hai condensing ke liye
Bhai aap ke vedio se bahut kuchh sikhne ko milta hai ❤❤❤
thank you,☺️
Bahut hi achchha hai bhai jaan
Very niece bhai jaan
Good information 💯💯💯
☺️
Each and every one enhance the knowledge to achieve the goal 🥅
Good information
kindly make a vedio for PPM and CPM ...i am waiting do let me know
Bhai isme sirf fahu se hi room m supply air ducts ke diwara cooling kr raha hai ya phir AHU bhi hai isme
nahi ye sirf fresh air ko room tak pahuchane ka kaam karta hai baki yaa to ahu ya fcu laga hota hai room ko cooling ke liye
Accha isme cooling coil hota h bhai, jab heat recovery wheel lga hai fresh air ko reduce karne ke liye to isme cooling coil kiyo lga hota hai or isme chwsl or chwrl connect h
haa isme colling coil laga hota hai kyunki agar aap direct fresh air ko room pe bhejenge to garam hoga jisse humidity badh jayegi or sweating ka issues or water leaking ka issues jyada hoga isliye fresh air ko cool karke bheja jata hai taki sweating ka issues naa ho
Bhai without cooling coil wala bhi fahu hota hai kya
Or jis fahu m cooling coil lga hota hai to uska set point hota hai nahi or fahu m jo water Ata hai wo cooling tower se Ata hai
Aap Mera comment ka response dete hai uske liye sukriya
ek CFU ata hai jisme cooling coil nahi hita hai jisko jyada tar plant me use karte hai fresh air ke liye or fahu ka bhi set point kiya jata hai isme child water supply kiya jata hai child water recycling ke liye jo yaa to chiller se dete hai ya fir district cooling system se , or cooling tower sirf water coold condenser ke liye use hota hai condensing ke liye
क्या हम हिट व्हील को धो नही सकते के ये सिर्फ nonwashable hota है ।
Yes wash kar sakte hai,recovery wheel ko wash kar sakte hai pressure gun ke saath,ye bhi cooling coil ki tarah block hota hai dust ke karan , 👍
Please bataye bhai
Isme kitane number ka belt lgta hai bhai
SPB3800
Kya usme return air aur fresh air mix hota hai ya separate air cycle hota hai
FAHU se only fresh air hi jata hai or AHU ke return duct me fresh air or return air dono mixed hota hai taki room me oxygen level maintain rahe 😊