Kamaal ka video banaya hai aapne. Mere table fan ke dono bush ghis chuke the. Meine 15 amp. Ke socket ka earth ka sleeve nikal kar, thoda bahut file kar, bush ke under ghusa kar, fan ko chalaya thaa. Lekin, 1 ya 2 mahine baad sleeve ghis kar, fan kaam karna band kar deta hai. Aapki rai me, kya bush ko kisi aur tareeke se repair kiya ja sakta hai, ya phir bush ko badalne ke sivay aur koi upaay nahi jai. Aapke bahumulya Salah ka intezar hai. Dhanyavaad. Jai Hind. Jai Bharat.
K.p.Ravi bhai, agar aap shift aur bus ko Nikal ke new lagayenge to sabse jyada achcha hoga aur yah bahut Dinon Tak chalegi aapko koi dikkat Nahin Hogi so aap naya wala shift aur bus lagaiye aapka problem solve ho jayegi, Thanks for watching my video 🙏 Jay Hindi,jay Bharat
@@technicalkafi Tahe dil se dhanyavaad karta hun aapka. Mein aapke advise ke mutabik hi chalunga. Aap aise hi, pate aur kaam ke video banaiye. Hum sab aapke saath hein. Thank you again. Jai Hind. Jai Bharat.
apne 1 dam mast samjhaya sirji, but video lamba hota hai to hone do yaar,kyonki kisika fan kharab hota hai tabhi wo leke baitha hota hai repairing ke liye, fir wo adhi jankari me kaise fan chalu karega.
@@technicalkafi sirji mera fan ulta ghumne laga hai pata nahi kyoun, maine power wire ka 1 wire speed 0 me lagara aur baki same jo apne bataya pls help me
ভাই, রানিং এবং স্ট্যাটিং কয়েলের পাকসংখ্যা চার কয়েল মিলিয়ে নাকি এক একটা কয়েলে ঐ পাকসংখ্যা দিতে হবে। vdo দেখে ঠিক বোঝা গেলো না।আমার তো মনে হয়েছে running কয়েলগুলতে 760 পাক নেই। statting কয়েলগুলতে ও তাই। vdo করার সময় একটু পরিষ্কারভাবে বলা দরকার। এটুকু ছাড়া বাকি vdo দারুন লেগেছে। ধন্যবাদ
@@technicalkafi par sir, jab Guage mota karte hain to resistance Kam hojata hoga na , agar resistance Kam hojaye to fan bohot garm hojayega, to resistance ko kam karne k liye turns ko badhaana padega shayed? Sir ye jo ap ne 36 data bataya kya ye practically apne kiya hai ?
Bahut acchi baat hai,main is Tarah se coil Dala kyunki Jo naya naya banda hai usko Ek sath coil dalne mein jo connection hai vah samajh mein Nahin aaega, isliye is Tarah se video banana para
Company ka bandha hua 3 speed coil bahut din chalta hai, aur mistri ke haath ka bandha hua coil ka no guarantee hota hai, company ka kuchh alag hi hisaab hota hai.
Har ek electrician Apne Apne Tarika se fan winding karta hai Lekin company ka fan winding sim ek hi Tarah se Hoti hai,, isliye aapko lagta hai ek electrician ka fan winding kara jyada din Nahin chalta hai,, l lekin Aisa bilkul bhi Nahin hai agar aap acchi Tarah se fan winding karenge to company se bhi jyada din tak aapka fan chalegi
Good morning bhai your video is a perfect choice Thanks 🎉
Aapko video se bahut help Mila aur kamane ke utsah Mila aap yah video banate rahe main aapko video se Labh le sake
Good video on youtube. Mujhe kisi aur video ki jarurat nahi hoti. Thanks for making this video. I love to see your all videos.
My fast commend, good job
Thanks
Is video ke jariye kuch to sikhne ko mila sir apka bahut meher bani
Kamaal ka video banaya hai aapne. Mere table fan ke dono bush ghis chuke the. Meine 15 amp. Ke socket ka earth ka sleeve nikal kar, thoda bahut file kar, bush ke under ghusa kar, fan ko chalaya thaa. Lekin, 1 ya 2 mahine baad sleeve ghis kar, fan kaam karna band kar deta hai. Aapki rai me, kya bush ko kisi aur tareeke se repair kiya ja sakta hai, ya phir bush ko badalne ke sivay aur koi upaay nahi jai. Aapke bahumulya Salah ka intezar hai. Dhanyavaad. Jai Hind. Jai Bharat.
K.p.Ravi bhai, agar aap shift aur bus ko Nikal ke new lagayenge to sabse jyada achcha hoga aur yah bahut Dinon Tak chalegi aapko koi dikkat Nahin Hogi so aap naya wala shift aur bus lagaiye aapka problem solve ho jayegi,
Thanks for watching my video 🙏
Jay Hindi,jay Bharat
@@technicalkafi Tahe dil se dhanyavaad karta hun aapka. Mein aapke advise ke mutabik hi chalunga. Aap aise hi, pate aur kaam ke video banaiye. Hum sab aapke saath hein. Thank you again. Jai Hind. Jai Bharat.
Bhai aap ka video mast laga sikhane me achha h bahut sahi bhai me bhi sihana chahata hu me Varanasi se hu
Aap mere video dekha kuchh sakte ho to mere ko bahut achha lagta hai, thanks for watching my video, from West Bengal
Hello bhai aapka quail wendin video bahut Achcha Laga👌👌👌👌
Thanks
Aap ki video dekh kar mera ek bahut bara problem solve ho gaya thank you
Most welcome
Simple method sir,, thainks'' lekin mai khud karke dekhunga tabhi mujhe satisfie hogi,,
thank you sir aap baut axase samjhate hai🙏🙏
Hello kafi bhai
apne 1 dam mast samjhaya sirji,
but video lamba hota hai to hone do yaar,kyonki kisika fan kharab hota hai tabhi wo leke baitha hota hai repairing ke liye, fir wo adhi jankari me kaise fan chalu karega.
Thanks, Shriram. Bhai 🙏
@@technicalkafi sirji mera fan ulta ghumne laga hai pata nahi kyoun, maine power wire ka 1 wire speed 0 me lagara aur baki same jo apne bataya pls help me
Sir app ke btane ka tarika achha hai sir app ye btaye ki 37no wire nahi hai to ham 36no se winding karna chahe to tarn kya rhega btane ka last kare
Har coil ka 20 turn kam kar dena hoga
Excellent work. Please translate in English. Thanks
Good job bro ab Mai bhi samajh Gaya hoo kai coil winding karte hai thanks bro
Thanks for watching my video
Allah.apko.salamat.rakhe.sir.samjh.giya.jay.maharastra
Thanks,anshari 🙏
Sir samaj nahi aya ya tho inner to inner or outer to outer batayea ya right hand to right hand or left hand to left hand batayea.
Sir.aapka video bohut Assa laga🙏🙏
Bahut aacha laga tofan compani ham janta hay. O to colcata ka com. May barrack pur se bol raha hai. 👍
Ok
Thanks from Tanzania east Africa❤❤❤
Thanks for watching my video
Sir bahot achchi tarah se samjaya tenk you.nice video
Thanks for watching my video 🙏
अरे आपका काम मुझे बहुत पसंद है आप बहुत आसान तरह से समझाया है
मेरे भेजे को देखने के लिए बहुत-बहुत धन्यवाद
ভালো হয়েছে। ধন্যবাদ
আপনাকে অনেক ধন্যবাদ আমার ভিডিও দেখার জন্য,rokonali bhai 🙏
@@technicalkafi dada amar usha company r 1ta stand fan ache.. otay ektu problem hoche.. Contact no. ta pele valo hoto.. Whatsapp kore nitam....
Connection diagrams Ka video banaye sir jee
Must sir g sahi se samjhane ke liye
Thanks
ভাই, রানিং এবং স্ট্যাটিং কয়েলের পাকসংখ্যা চার কয়েল মিলিয়ে নাকি এক একটা কয়েলে ঐ পাকসংখ্যা দিতে হবে। vdo দেখে ঠিক বোঝা গেলো না।আমার তো মনে হয়েছে running কয়েলগুলতে 760 পাক নেই। statting কয়েলগুলতে ও তাই। vdo করার সময় একটু পরিষ্কারভাবে বলা দরকার। এটুকু ছাড়া বাকি vdo দারুন লেগেছে। ধন্যবাদ
প্রতিটি কোয়েলের 760 পাক দিতে হবে রানিং কোয়েল,, তারের নাম্বার-37
প্রতিটি কোয়েলের730 পাক দিতে হবে
স্টাটিং কোয়েলে,, তারের নাম্বার 37
@@technicalkafi Thank you for reply my question
I love you sir aapka video bahut achcha hai
Love you to bro 🙏 mere video dekhne ke liye
i m not understand Indian language but understand what you make its wonderful work my Regards
i will explain to you
Bahut aacchhheee video.....
Thanks
Good invention boss
Very best excellent video.please Running ka 1-3 connection bolo.
[PAKISTAN]
Bohut acha video sir bohut Sikh liya me thanks
Sir, apni khub valo dekhiyechen
35swg deta Ky Sir
Bahut achchhe se samajhae k liye धन्यवाद!
Thanks for watching my video 🙏
Bohot acha shikaya.aapne.sir.thangs
Sir mere ko bahut Achcha Laga connection ke bare mein mere ko samajh mein a Gaya Koi bhi aap video dalen the Aise correction bataen
Thanks
Very nice 👌👍
Thanks for this video
Thanks sar
Very nice Sir. Connection method is very helpful. Thank you very much.
Bhai I love this video bhaot sukriya ap ko kam mera asan hogaya...
Thanks bro 🙏
please english, o speak more slowly, great video, tanks
I will try sir
Sar ap ke videvoes bahut achhe hote hai thank you sir
Thanks bro 🙏
it will be very nice to express your work in English language, so as to carry everybody along......Thanks
Very good. Please intimate when is your next video is being published.
Hello sir. Aamthorpe fanki speedme 1No.slow speed,2No medium speed,3no high speed hothahai.lekin aap 3no low speed,2no medium speed aur 1no high speed khahtheyhai.my confuse hogiyaho.please.clear my doubt
Yes Apne Sahi kaha, yahan per thoda sa mistake ho gaya hai, lekin ismein koi problem Nahin aap point Ko switch me sidha karke lagadena sahi ho jayegi
খুব ভালো হয়েছে
Thanks
Sir, your this video is very helpful. Thank you. Upload so many videos.
भाई आपका नंबर चाहिए मुझको
Very Good sir ji love u sir ji
Love you to bro 🙏
Bhai your video really good new larnar t q boss
WOW! Great Video.Thank you! :)
Ok sar
Acha he bhahut nice 👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍👍
Jabarjast, Bhai wah
pura winding finish kar na ma kitna time lagta hia
Aisa winding Karne se stater bahut hit horaha he
Mein runing 750 dia,starting 720 dia,stater hit horaha he ,solution kya he.
No problem hit thoda bahut hoga sir
Stater hit hoke Kuch jala hua smell ataa he, bahut hit horaha he sir, stater ki upper hatth nehi rak parahun, new saft, new bush dala Hun,
Super explains 👍
बिना रेजिसटेनस के इसपिड कनटरोल किस परकार कोयेल से निकला है और मेरा फेन का एक वायार टुटा हुआ है।
Starting coil mein connection dene per fan sahi ghumta hai तो क्या कॉल जल सकता है
Thank you sir आप बहुत अच्छे से समझाते हैं
Very knowledgeable video. Thanx sir jii
Thanks ,Dineshway ,sar
sir ye masarmant kis liye karte hain ye bhi to batao
ধন্যবাদ স্যার
ধন্যবাদ আমার ভিডিও দেখার জন্য ,tapan sing bhai 🙏
Aap Se Request Hay Ki Sab se Pauly Commn Coil Ka Connection Karny Bad my Fast Medium Low Ka Connectin Bataty Bahoot Achha Hota
Ap description per link hai a video dekho ap ka doubt clear ho jayegi
Bhai table faner saft bush chang and satting korar video ta diben plz.....
Ok bhai next time video banaunga
Thnks
Best video sir
Thanks bhai 🙏
Agar ham thodasa mota copper wire winding karenge to kya hoga
very very good video
Your presentation is very good. Kindly translate to english so I can understand much further. Thank you
Ok I will try present my video English language
@@technicalkafi h
Hiy
Very good bhai
Achaa laga
Thenks dosto veri naic
Ye connection kon kon kiya hai😊😊
Nice professional work...
Nice video sar
good job
Thanks bro 🙏
VERY VERY GOOD VEDIO. VOICE, EXPLANATION, TECHNICAL EXPERTISE ALL GOOD. THANKS AND BEST WISHES.
Kitna kitna bar ghumayenge
Nice video bro
सर 16 स्लॉट टेबल फैन वाइंडिंग केल्यानंतर गरम कशामुले होतो
Bhai Jo wooden Ka piece use keya ha farma ke use ma uska total size Kay ha thoda deep ma bata o na...
Bohot achha explain kiya hai ap ne, sir kya ye winding 36 Guage k wire me bhi kar sakte hain ? Agar kar sakte hain to winding data bataiye please
Ji ha 36 vi used kar sakte hain, R-710,S-700
@@technicalkafi thank you sir
@@technicalkafi par sir, jab Guage mota karte hain to resistance Kam hojata hoga na , agar resistance Kam hojaye to fan bohot garm hojayega, to resistance ko kam karne k liye turns ko badhaana padega shayed? Sir ye jo ap ne 36 data bataya kya ye practically apne kiya hai ?
Ap a data 100% use kar sakte he
@@technicalkafi ji sir thank you
Aapane dikhaye Jo achcha hai per Jim karke dikhaye to bahut achcha hoga
Description per diagram video hai aap dekh sakte ho
Sar day geram 2 banaye 1ranig 1Estading kanek San alag alag
Sir mai bhi coil pahle aise hi banata tha alag alag par ab 4 coil ek santh banata hu
Bahut acchi baat hai,main is Tarah se coil Dala kyunki Jo naya naya banda hai usko Ek sath coil dalne mein jo connection hai vah samajh mein Nahin aaega, isliye is Tarah se video banana para
@@technicalkafi Han achchi bat hai. 🙏
Outer to outer and inner to inner or 1-3 connections.connection leads inner say nakalayan.good video
[PAKISTAN]
Nice bro 👍
Super explains
Thanks 😊
@@technicalkafi 👍🏿
Sir is fan ko aluminium data Se Kaise banding karte hain please bataenge
16slotme swg35 coil se chalega or jalega nahi bhaiya
Chalega lekin hit hoga
Company ka bandha hua 3 speed coil bahut din chalta hai, aur mistri ke haath ka bandha hua coil ka no guarantee hota hai, company ka kuchh alag hi hisaab hota hai.
Har ek electrician Apne Apne Tarika se fan winding karta hai Lekin company ka fan winding sim ek hi Tarah se Hoti hai,, isliye aapko lagta hai ek electrician ka fan winding kara jyada din Nahin chalta hai,, l lekin Aisa bilkul bhi Nahin hai agar aap acchi Tarah se fan winding karenge to company se bhi jyada din tak aapka fan chalegi
Thank you so much.
Starting quole ka connection repeat karen thanks
When you turn the coil, are all in clockwise?
Yes
3speed table fan pe swg 35 lagagato coil jalega ya jalega bhaiya
No
Aap Kagaj Me Es ka pura Connetion Bataty To Achha Hota Sukriya
Description per link hai ap jakar dekh sakte hain
Nice bro
Thanks bro 🙏
Thanks Bhai
কিছু কিছু ceiling fan এর 6201 নিচের ball bearing টি ceiling fan এর body তে না লাগিয়ে কেন sharft এর সঙ্গে লাগানো থাকে? 🤔🤔
Thenks sir