Echo point 2 hai waha , jo dhoopgarh road pe hai waha jane ke liye ticket hai aur rajendra giri udyan ka malum nahi baki pandav caves , mahadev , jata shankar yaha ke liye koi ticket nahi hai aap yaha pe apni gadi se ja sakte hai, aap waha jaonge to log apko acche gaide kar denge
Bhai gysy karte ho to apko thoda niche le jayenge aur khud ki gadi se jate ho to uper hi gadi rakhana padata hai , baki bat rahi ticket ki to waha ke lagati hai lekin waha apni gadi le ja sakte ho
Jo jo jaiga janeke lie ticket lagtahe, all points jadi bike se cover kare to total bike with ticket price kya hoga aur wo kitna dino ke lie valid hoga? I will go panchmari in the month of November 2024.
Day 1 jeepsy kar lo wo apko pandav caves , apsara fall, silver fall , richgarh , b fall , dhoop garh , echo point , and second day aap apni gadi se jata shankar ,mahade ,gupt mahadev ,champak lake city tour kar sakte ho
Apko waha bahot sare acche hotel mil jayenge jo ki pachmarhi city me milenge aur agar se apko resort karna hai to zero point jisko jaistambh chowk bolte hai waha mil jayenge
Gypsy ek baar lene k baad vo guide kitne points pr ghumayega apne ko . 2500rs approx dene k baad kya vo saare points cover krayega ya ek point dikha k vo mana to nhi करेगा
ज़्यादा से ज़्यादा जितने पोईँट कवर हो सकते है एक दिन में उतने पोईँट पूरे घुमायेंगा , और हाँ जिप्सी आपको प्राइवेट करनी होती है जिससे आप किस पोईँट पर घूमना चाहते हो पहले ही डिसाइड कर सकते हो.
@@Swati-m5v madam gypsy se aapke karib karib 80% places cover ho jayenge aur agar se aap dusre din bhi rukna chahate ho to city ke pass ke places cover ho jayenge….pachmarhi city bahot hi chota hai aap paidal bhi ghum sakte ho
Good
Thank you 🙏
Best information video
Thank you 🙏
Very very usefu and in detail l information. Thanks for sharing.🙏
Thank you 🙏
Sir, Echo Point & Rajendragiri udyan are free or paid site? Please respond.
Echo point 2 hai waha , jo dhoopgarh road pe hai waha jane ke liye ticket hai aur rajendra giri udyan ka malum nahi baki pandav caves , mahadev , jata shankar yaha ke liye koi ticket nahi hai aap yaha pe apni gadi se ja sakte hai, aap waha jaonge to log apko acche gaide kar denge
@@TheRamblerCop Sir B falls & Reechgarh apka paid list me hai.please confirm
Bhai gysy karte ho to apko thoda niche le jayenge aur khud ki gadi se jate ho to uper hi gadi rakhana padata hai , baki bat rahi ticket ki to waha ke lagati hai lekin waha apni gadi le ja sakte ho
Dhupgarh, bee falls 2nd gate, Apsara, silver falls, panchali kund me rented bike allow hai? Please bataiye?
Bhai bee fall me allow hai baki jagah gypsy leke jana padata hai but abhi kuch changes hue to pata nahi
Jo jo jaiga janeke lie ticket lagtahe, all points jadi bike se cover kare to total bike with ticket price kya hoga aur wo kitna dino ke lie valid hoga? I will go panchmari in the month of November 2024.
Informative videos
Thank you 🙏
Pachmarhi me koi. Sasta stay ya dharmshala btaay pls
Bhai dharmshala mushil hai par apko sasta stay mil jayenga
Ticket le k personal car se ja sake hn lyaa
Person car se aap kuch hi point pe ja sakte ho
Hum 17-19 November pachmarhi rehna chahta hai. Kya ye sahi samay hai? Is time sasta hotel miljayega kya? Zara help kijiyega please 🙏
Bhai vo samay jyada bhid rahti hai isliye hotel thode mahange milte hai khaskar jan jugratiyo ka tyohar rahta hai
Nice
Thanks
Two days ka plan bataye
1 day jeep tour aur 2 days bike tour 🙏🏻
Day 1 jeepsy kar lo wo apko pandav caves , apsara fall, silver fall , richgarh , b fall , dhoop garh , echo point , and second day aap apni gadi se jata shankar ,mahade ,gupt mahadev ,champak lake city tour kar sakte ho
bhai apni gadi se kaha ghum sakte hai
Bhai apni gadi dhoogarh silver fall aisi kuch jagaho par nahi le ja sakte baki jagah ja sakte ho, baki video playlist me hai apko jankari mil jayengi
Pachmadhi me sabse acha hotel bataye
Apko waha bahot sare acche hotel mil jayenge jo ki pachmarhi city me milenge aur agar se apko resort karna hai to zero point jisko jaistambh chowk bolte hai waha mil jayenge
Monsoon mein vha adventures hote h like paragliding , atv rides?
Shyad nahi chalu rahta hai
Gypsy ek baar lene k baad vo guide kitne points pr ghumayega apne ko . 2500rs approx dene k baad kya vo saare points cover krayega ya ek point dikha k vo mana to nhi करेगा
ज़्यादा से ज़्यादा जितने पोईँट कवर हो सकते है एक दिन में उतने पोईँट पूरे घुमायेंगा , और हाँ जिप्सी आपको प्राइवेट करनी होती है जिससे आप किस पोईँट पर घूमना चाहते हो पहले ही डिसाइड कर सकते हो.
और हाँ playlist में पंचमढ़ी के पूरे पोईँट है आप देख सकते हो धन्यवाद ।
Thanks 😇
Ek jypsy m 7 tourist Beth sakte hai kya ?
Waise to sirf 6 log allowed hai lekin gypsy wala se bat kat karke dekhna padenga aapko
Gypsy ka charge dene ke bad petrol ka charge bhi dena padega ya usi me include rhega
Gypsy ke charge me hi petrol included hai
Aur jo charge hai vo sabhi k liye included hai ya fir per head lgta hai individual ya sirf ek hi gypsy ka charge me 6 log travel kr skte hai
Bhai description me detail hai… ticket me 6 log include hai aur gypsy me 6 log allowed hai
Gypsy kitni der ghumati h??
Pura din
Groups ke lie hotel kis price me available hai
Seoson ke hisab se price change hote rahta hai.apko wahi jake pata chalenga
Airtel kaa coverage kaisa hai waha, kon si company kaa SIM le jaana chahiye
Network ka koi problem nahi hai city me…lekin internal area me ho sakta hai…
Cash le Jana padega ki Paytm chalta hai? Internet kaisa hai udhar ka?
Bhai sab hai waha atm bhi aur paytm bhi.. city me coverage hai lekin internal me nahi aata baroabar
Gypsy ya car self driven ke liye milti hai kya
094796 54633 thakur pachamarhi gypsy wala hai call karke detail le lo
Vha auto vghre chlte hai ya nahi???
City me hai lekin touriest places ke liye gypsy hi book karna padata hai
@@TheRamblerCop okk mtlb 2 din ka plan h to dono din hi krna pdega ???
@@Swati-m5v madam gypsy se aapke karib karib 80% places cover ho jayenge aur agar se aap dusre din bhi rukna chahate ho to city ke pass ke places cover ho jayenge….pachmarhi city bahot hi chota hai aap paidal bhi ghum sakte ho
Okk tnkuuu 🥰
Mo no bheje aapka
Bolo kya baat hai 🙏
Bhai koi apni bike se jaye to ja sakte h kya
Bhai ja sakte ho bike se , par kuch aisi jagah hai jaha pe sirf gypsy allowed hai
Jipsy self drive le skte hai ya driver compalsary rahega
Nahi bhai , kuch places me allow nahi karenge baki aap dusri jagah city me try kar sakte ho gypsy wale se contact kar ke
@@TheRamblerCop ok thank you bhai 😊👍🏻
@@TheRamblerCop bhai agr hum apni 4by4 le jaye to bhi nhi chlega kya
@@Natureloverofindia bhai dhoopgar jaisi jagho me bahar ki gadi allow nahi karte, baki mahadev aur kuch jagaho pe apni gadi le ja sakte ho
Agar khud ke bike se jaye to. Tourist places pe bike allow hai kya
Bhai kuch jagah hai jaha bike aur car allow hai baki kuch aisi jagah hai jaha allow nahi hai
@@TheRamblerCop ok bhaiya.. thank you
Bhai dhoopgarh , silver fall , panchali kund , apsara vihar ye point pe nahi le ja sakte baki jagah le ja sakte ho
@@TheRamblerCop thank u .
@@TheRamblerCop apni gadi matlab rented scooty bhi nhi le ja skte h ?