Sir Maine 2019 me admission liya tha aur 2022 me pass bhi ho gaya tha. Lekin no badhane ke liye maine Back ka form bhara Hindi Paper I & III me , Kyonki College me sahi se bataya hi nahi kah rahe the ki Keval do paper me form bhar sakte hain. Jabki mai teeno paper me bharna chahta tha. Uske baad maine Exam diya jiska result Feb 23 me aaya mere 12 no badhe lekin First Division me 4 no. kam hi rah gaye. Us 4 no ko badhane ke liye kya mai is baar bhi Back form bhar sakta hoon Hindi Paper III me , ya Hindi ke saare Paper me. Please Sir pata karke bataiye kyonki maine suna hai University BA pass karne ke liye Maximum 6 saal deti hai , aur mera abhi 4 saal hi hua hai abki baar 5th hoga 6 saal toh 2025 me hoga. Kya aisa possible hai. Please Sir pata karke bataiye.
Jaisa ki aapane likha , Ek subject Mein teenon paper mein examination back paper form Bhar sakte hain,ji ha! Lekin Abhi Keval 2023 Walon Ke Liye Hi back paper form bhara ja raha hai, Abhi previous year Walon Ke Liye Koi official notice Nahin I Hui Hai. Aane Ki ummid Hai, to ho sakta hai ki aapko fir se back paper ka form Bhar sakte hain, lekin bahut Mushkil Hai Kyunki aapane isase pahle back paper ka exam de chuke hain, Yadi Hota Hai to use per video Banegi aap form bharane ke liye eligible Honge to., please wait for new notification
Brother! Hamen To Nahin Pata hai, agar aap khud form ko online Karte Hain, ya Kisi Se form ko online Karvate Hain, to usmein fees ka number a jaega, Agar college form ko online Karvate Hain, to ho sakta hai college wale Jyada fees. Jitna hai usse Jyada
Yah semester ka paper ka form Nahin Hai, semester ka back paper ka form aap 4th semester Mein Bhar sakte hain,form bharate Samay usmein back paper ka option Nahin aaya tha kya, Ek Bar aap Jarur Apne college se contact Karen, 4th semester Mein back ka form bhara Ja sakta hai
@@anir22126 Maine abhi abhi baat ki toh unhone refrence number find karne ke liye update kar diyaa......badi mehnat ki..... Yaar ye log phone number ka reply nahi karte
Form Mein Aakhri step mein Aapane kis option per click kiya tha Send anyway ya go back Aapko send anyway per click karna tha, Vahin se fir se form ko reprint kar sakte hain, Form number nikal kar
Form Mein Aakhri step mein Aapane kis option per click kiya tha Send anyway ya go back Aapko send anyway per click karna tha, Vahin se fir se form ko reprint kar sakte hain, Form number nikal kar
Form Mein Aakhri step mein Aapane kis option per click kiya tha Send anyway ya go back Aapko send anyway per click karna tha, Vahin se fir se form ko reprint kar sakte hain, Form number nikal kar
@@parmendrayadav8304 aapane Agar back ke paper ka form bhara hoga to aapke admit card mein bhi, paper name hoga, usmein kya likha hua hai, ya fir Nahin Bhara Gaya Hai To agale semester mein.
To o Ex student Honge, Kitna paper chhuta Hua Hai? Agar pura paper chhoot Gaya,hai To yearly examination form bhara jayega, February March mein. Please Apne college se contact Karen.
Sir Please Reply, College me sansodhan kis chiz me hoga ? Yadi Hindi ke Paper I & III me back form bhar de aur baad me phir Paper III me bhi bharna chahe toh College se sansodhan ho jayega ya nahi. Yah sansodhan wala option is baar se aaya hai ya picchale baar bhi tha ?
Jo aap form Bhar Denge usmein sanshodhan Nahin ho sakta hai, Kyunki form bharate Samay usmein likha Bhi rahata Hai Ki sanshodhan Nahin hoga, yadi sanshodhan hota hai to college se hi ho sakta hai Apne college se contact kar sakte hain
Bhaiya mai environment me fail ( chhoot) hu mera b.a. 2020 me complete hua tha final year marksheet pass so kr rha h To kya mai environment back paper bhar sakta hu
BA third year hai ki aapka aur koi course, Vaise abhi 2023 ke alava kisi bhi Year ka back paper ka form Nahin Bhara ja raha, Please wait... Aane wali notice mein ho sakta hai ki kuch aur Year ka form bharane ke liye mauka diya jaye
@@PrabhatVermaa-dx3qo aap 2022 Mein back paper ka form Nahin bhare the kya, Aur aap abhi MA third semester ka exam dene ja rahe hain, Abhi filhal 2022 Walon ke liye back paper form Nahin Bhara ja raha hai, Sirf 2023 ke liye, Aane Wale notice mein ho sakta hai ki Aur Bhi year ka back paper form bhara ja sakta hai
try! Ek subject mein teenon paper ka form Bhar sakte hain, Lekin do subject Mein अलग-अलग form bharna Mushkil Hai, Apne college se contact kar sakte hain
Sir mera b. Sc second semester mein ek paper chemistry ka de nhi paya to back paper form ki date sheet kab aayegi
next semester mein
B.A 3rd years back paper का पैसा कितना lag raha hai
800
Agr 2 saal gape kiye o kab barege
Uske liye abhi back paper form Nahin Bhara ja raha hai,
Uske liye alag se ek notice Jari ho sakti hai, please wait for new notification
सर एग्जाम कब तक हो सकता हैं आपना अनुभव बताए
Last February mein ya starting March Mein hoga.
Sir पर्यावरण का back paper form ka video bna do sir plz
please wait...!
Environment ka back paper kab bhara jayega
Sir mera 2014 BA 3rd me environment me fail hai par uska online nahi ho raha plz bataye
Hona to chahie,
Aap mere Instagram per message kijiye, Name - Abu Umar
BA third year ka roll number dalkar ke check kariye.
Sir Maine 2019 me admission liya tha aur 2022 me pass bhi ho gaya tha. Lekin no badhane ke liye maine Back ka form bhara Hindi Paper I & III me ,
Kyonki College me sahi se bataya hi nahi kah rahe the ki Keval do paper me form bhar sakte hain. Jabki mai teeno paper me bharna chahta tha.
Uske baad maine Exam diya jiska result Feb 23 me aaya mere 12 no badhe lekin First Division me 4 no. kam hi rah gaye.
Us 4 no ko badhane ke liye kya mai is baar bhi Back form bhar sakta hoon Hindi Paper III me , ya Hindi ke saare Paper me.
Please Sir pata karke bataiye kyonki maine suna hai University BA pass karne ke liye Maximum 6 saal deti hai , aur mera abhi 4 saal hi hua hai abki baar 5th hoga 6 saal toh 2025 me hoga.
Kya aisa possible hai. Please Sir pata karke bataiye.
Jaisa ki aapane likha , Ek subject Mein teenon paper mein examination back paper form Bhar sakte hain,ji ha!
Lekin Abhi Keval 2023 Walon Ke Liye Hi back paper form bhara ja raha hai,
Abhi previous year Walon Ke Liye Koi official notice Nahin I Hui Hai.
Aane Ki ummid Hai, to ho sakta hai ki aapko fir se back paper ka form Bhar sakte hain, lekin bahut Mushkil Hai Kyunki aapane isase pahle back paper ka exam de chuke hain,
Yadi Hota Hai to use per video Banegi aap form bharane ke liye eligible Honge to., please wait for new notification
@@Abu_Umar_Awadhi okay Sir THANKS
Sir bsc 3 year maths first paper ka back paper online fee kitna hai please reply
Sir please reply me
Brother! Hamen To Nahin Pata hai, agar aap khud form ko online Karte Hain, ya Kisi Se form ko online Karvate Hain, to usmein fees ka number a jaega, Agar college form ko online Karvate Hain, to ho sakta hai college wale Jyada fees. Jitna hai usse Jyada
Rastra gaurav ka option nahi de raha hai
Mera b rastriye gaurav ka paper chut Gaya tha
Kaise bharna hai pata chala
@@Anonymousprayagi nahi yar kese bharenge pata ni h
Jo aapka paper Chhoota Hoga Vahi option Mein aaega
Video mein bataya to hun,
Kya aur koi video Banaya Jaaye
Sir m.a 2 samseter ka back paper kab hoga open ni ho raha hai kuch btaye
Yah semester ka paper ka form Nahin Hai, semester ka back paper ka form aap 4th semester Mein Bhar sakte hain,form bharate Samay usmein back paper ka option Nahin aaya tha kya, Ek Bar aap Jarur Apne college se contact Karen, 4th semester Mein back ka form bhara Ja sakta hai
नमस्ते उमर अब्बास जी !मैंने फॉर्मअप्लाई किया और फीस भी जमा हो गई। पर उसके बाद मुझे Examination form का प्रिंट ही नहीं हुआ।
Mera bhi
@@anir22126 Maine abhi abhi baat ki toh unhone refrence number find karne ke liye update kar diyaa......badi mehnat ki..... Yaar ye log phone number ka reply nahi karte
Form Mein Aakhri step mein
Aapane kis option per click kiya tha
Send anyway ya go back
Aapko send anyway per click karna tha,
Vahin se fir se form ko reprint kar sakte hain,
Form number nikal kar
Form Mein Aakhri step mein
Aapane kis option per click kiya tha
Send anyway ya go back
Aapko send anyway per click karna tha,
Vahin se fir se form ko reprint kar sakte hain,
Form number nikal kar
Form Mein Aakhri step mein
Aapane kis option per click kiya tha
Send anyway ya go back
Aapko send anyway per click karna tha,
Vahin se fir se form ko reprint kar sakte hain,
Form number nikal kar
Hamara 2nd semester me back hai dal sakta hu
4th me sem.me
Es samay 5th semester me hu
@@parmendrayadav8304 aap kis course ki baat kar rahe hain?
@@Abu_Umar_Awadhi b a
@@parmendrayadav8304 aapane Agar back ke paper ka form bhara hoga to aapke admit card mein bhi, paper name hoga, usmein kya likha hua hai, ya fir Nahin Bhara Gaya Hai To agale semester mein.
Bhai mera collage hi nahi sho ho rha h to result kaise chek kare avadh ka
Kis class ka hai,
Kaun se course ka result dekh rahe hain aap?
Ma final Sanskrit
College me marksheet hai
सर नोटिफिकेशन में स्नातक प्रथम वर्ष द्वितीय वर्ष लिखा हुआ है क्या तृतीय वर्ष के ऑनलाइन नहीं कर सकते हैं🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Pratham varsh likha hua Bed Walon ke liye,
Second year aur third year ka form to Bhara hi ja raha hai.
Bhaiya jinka pura pepar chut gya hai to kya kare
To o Ex student Honge,
Kitna paper chhuta Hua Hai?
Agar pura paper chhoot Gaya,hai
To yearly examination form bhara jayega,
February March mein.
Please Apne college se contact Karen.
@@Abu_Umar_Awadhi thanks bhai
Environment back paper dal sakte h please reply sir
Kyon Nahin
@@Abu_Umar_Awadhikaise daale option me he nhi aa rha h mera sirf zoology chemistry he dikha rha h
Sir Please Reply,
College me sansodhan kis chiz me hoga ?
Yadi Hindi ke Paper I & III me back form bhar de aur baad me phir Paper III me bhi bharna chahe toh College se sansodhan ho jayega ya nahi.
Yah sansodhan wala option is baar se aaya hai ya picchale baar bhi tha ?
Jo aap form Bhar Denge usmein sanshodhan Nahin ho sakta hai, Kyunki form bharate Samay usmein likha Bhi rahata Hai Ki sanshodhan Nahin hoga, yadi sanshodhan hota hai to college se hi ho sakta hai Apne college se contact kar sakte hain
Bhaiya jo fail gaye hain unka ex form kab tak ayenga
फरवरी मार्च में
Bhaiya mai environment me fail ( chhoot) hu mera b.a. 2020 me complete hua tha final year marksheet pass so kr rha h
To kya mai environment back paper bhar sakta hu
Abhi 2020 ke liye Nahin Aaya Hai Koi notice,
Yah to sirf 2023 ke liye hai
Bhai 2022 me Mera paper छूट gya tha kya ab ho sakta hai..ab Mai M.A. kar rha hoon..?
Kis course mein aap back paper ka form bharna Chahte Hain
BA third year hai ki aapka aur koi course,
Vaise abhi 2023 ke alava kisi bhi Year ka back paper ka form Nahin Bhara ja raha,
Please wait... Aane wali notice mein ho sakta hai ki kuch aur Year ka form bharane ke liye mauka diya jaye
Mera ba final ho chuka hai
Ab Mai MA kar Raha ho
Lekin back paper ba ka hai
@@PrabhatVermaa-dx3qo aap 2022 Mein back paper ka form Nahin bhare the kya,
Aur aap abhi MA third semester ka exam dene ja rahe hain,
Abhi filhal 2022 Walon ke liye back paper form Nahin Bhara ja raha hai,
Sirf 2023 ke liye, Aane Wale notice mein ho sakta hai ki Aur Bhi year ka back paper form bhara ja sakta hai
B.a 3rd year ka kitna payment le raha hai
800
Sir mera 2 sub me 1 _ 1 paper chut gya hai to back se ho jayega
try!
Ek subject mein teenon paper ka form Bhar sakte hain,
Lekin do subject Mein अलग-अलग form bharna Mushkil Hai,
Apne college se contact kar sakte hain
BED ka shirf back paper wale ka h ya sabka
Ji han ismein Bed ka bhi Bckk paper form bhara ja raha hai
BED 2nd year ka exam form kab bhara jayega
@@Abu_Umar_Awadhi jinka back nhi laga h un sabka exam form kab bhara jayega
@@Abu_Umar_Awadhi BED 2nd year ka
@@Abu_Umar_Awadhi BED 2nd year ka
Sir M.A 1st year m private admission abhi le skte h kya pls btaye
Nahin.
Bhai UFM walon ka kya hoga
Ufm ke liye ek notice Jari to hui thi,
Kya aapane Nahin Dekha,
Kitna paper aapka chhuta Hua Hai.?
Bhaiya mera result sho nahi ho raha h ma final Sanskrit ka
Aapke pass marksheet hai na,
Roll number Bhi Hoga,
To roll number Se Apna Back paper ka form Bhar sakte hain.
Sir payment kitna katega
Sir plese reply
BA ke liye 800, Aur Ke Liye Nahin pata, online karte samay Khud a Jayegi payment number.
Sir mujhe back pepar nahi dena hai mera % accha hai
Mujhe only ye bata de ki ye back exam k liye hi hai yaa main exam k liye pls reply
Aap kis year mein hain?
Abhi to yah main exam ka Nahin Hai,
Sirf yah back paper ka form hai.
Bhaiya kitne subject me back bhara ja sakta hai
Ek subject mein, ke
Sabhi paper mein
Fee kitni hai ek subject ki
Almost UG Ke Liye 900
1510 ya 1710
Aur ye back ka paper kab hoga
Last February mein ya starting March mein
Scholarship from kaise bharte hai
UP Scholarship official website se,
Aap mobile laptop se form Bhar sakte hain,
Ya Kisi cyber cafe se aap form ko bharva le,
Last date 10 January
Sir mera 2022 BAsecond year me back tha but mera nhi bhra rha h likh rha h no record found
Bhaiya bsc ag 1st samester ka back paper ka form kb tak aayega plz reply bhaiya🙋♂️🙋♂️🙋♂️🙋♂️🙋♂️🙋♂️🙋♂️🙋♂️🙋♂️🙋♂️RMALU
Sir ba 3rd year ka back exam kb hoga
Bsc part 3 ka bhi bhara ja rha h
Ji han.
Please Reply
Sir back paper kb hoga
Bed Uin ka.b hoga
Sir marksheet college me hai per net per sho nahi ho rha h kya kare help me
Aisa To Nahin Hona chahie,
Jahan per aapka exam centre gaya tha use college ko select Karke Apna result Dekhen.
Sir aapse baat karna hai koi contact number ya WhatsApp number mil skta hai
Sir aapse ham kaise baat ker sakte h
@@vinaykumar77049 Instagram mil sakta hai,.
Abu Umar Awadhi
@@vinaykumar77049 Instagram se ya Yahin per
Please bataiye bhai
B.a part 3 ka fee kitna hai
800