Sach me , etna Saral tareeke se Aur puri details ke saath aap ne samjhyaya sir. Uske liye thanks. Sir gic par kya update h Us par ek video bna dijiye. Plz sir
Sir I am doing M.A pol science 🔭 to kya.....abhi bhi vhi elegibility hai ki lacturar me sirf M.A se ab ban skte hai Ya ab B.ed UPTET ko add kar diya gya h ?
Sir ji mane ye shuna hai ke GIC mai ab b.ed laga karege kya ye sach hai ya fake news please sir bta do or pgt mai bhi bol rahe hai ke lage ge b.ed bta do sir ji kya sach hai.
Sach me , etna Saral tareeke se Aur puri details ke saath aap ne samjhyaya sir. Uske liye thanks. Sir gic par kya update h Us par ek video bna dijiye. Plz sir
Ok
Bahut achhi video hai bhai
Previous year paper mains English subject ka mill jata to achha hota bhai
Kafi deep knowledge h aapko sir🎉🎉
Bhartiya kitni aati h.8-10 saal me bharti aati h.exam 2-3 saal me hote h.posting hone me 2-3 saal lg jate h.sr ji.bharti only naam matr ki h
Jor jor se Mt bolo sabko scheme ka PTA chal jayega
लगभग 7 साल से वैकेंसी नहीं हुई है इसलिए इसमें कम से कम 5 साल उम्र बढ़ाई जाए और अधिकतम उम्र सीमा 45 साल रखी जाए श्रीमान जी इन मुद्दों को भी तो उठाइए
Agriculture wale Dal skte h ?
Thank u sar aapane Jo jankari Di Aaj Tak kisi ne nahin di h
Thanks
Isi tarah ki aur bhi video hai channel par
Sir gic hindi me sanskrit combination to nhi lagega ?
Very helpful video .......thank you sir🙏
GIC ke liye BED compalsary hai kiya??
Very good sir acche se samjaya apne
Thanks
Sir apke samjane ka process bahut accha laga
Thanks
Sir bed v chiea kya gic k liea?
Sir 2018 me lt me sirf ek hi paper hua tha 2024 me kitne ho skte h
Plz reply me
I am confused
Pre aur mains le kar prepration Karen. Baki jaisa hoga notification aane ke baad pta chalega. Jada serious mat ho padhai mein lag jao bs😊
kab form aayega .mera subject biology h kya form bhar sakte h
Sir sbhi subject vise ka alg alg video bnaiye jisse sbko apne sub me help mile please
Helpful information 👍
Thanks
Sir ji maine Bsc +bed+MA(History) se kiya hai kya mai GIC LECTURER me apply kar sakta hu please koi confirm kare,,
Ha Bhai bilkul apply kar sakte ho
कर सकते हो
Sir commerce ki bhi niklati hai vacancy?
Yes
Sir written exam hota h kya GIC ka
Yes
Esme interview bhi hota h kya sir
Sir mcom me v toh ho skta hai
Merit keval mains ke no. ko jodkar banta hai?
Sir ji GIC ke liye b.ed karna jaruri hai kya please sir bta do.
Nahi
@@FastStudyPlanner sir ji thankyou so much 🙏
Maine pg ancient history se kiya hai kya mai polity subject se form fill kar sakta hu
No
Nice Video sir,, thank u
Sc, candidates k liye umr kya hogi....
Sir isme negative marking bhi h kya
Yes
TGT PGT dono ka transfer hota hai sir knowledge increase kriye apna
Nice, thank you so much sir 🙏
Gic lecturer level 10 pay scale wale group a me aate h ?
Salary kiski jyada h PGT ya GIC
Good morning sir
Good morning Bhai
Transfer kaise hota h
Thank you so much bhai
Gic history me bed Lagu hoga Kya sir abki bar please reply
Filhaal to nahi hai
Sir gic pravakta me hindi ke sath sanskrit hona jaruri hai kya
Yes
Sir PG mein kitney percent min chahiye…??
Only paas
sir paper 2 assy ka example de kr bata dete to maharbani
Other states wale aaply kar skate hai kya?
Yes
Sir computer science ke liye bed compolsury hai kya?
Nahi
Sir kyaa gic chemistry ke liye mpharma in pharmaceutical chemistry eligible hai
Nahi
sir MA hindi hai aurr Bsc graduation me hai aur sanskrit se Bhi MA kiya hun kya mai eligible hun Hindi k liye plz tell me
Yes
Maine B.A ke teeno saal m hindi hai...or M.A hindi se kari hai ...m apply kar sakti hu sir ...plz batye
Yes
Apka samjhane ka mathod bhut achcha hai
Thanks
Sir GIC lecturer vacancy me education subject se related details provide kraiye
Ok
M.A SOCIOLOGY
MSc me kitna percent hona chahiye form bharne ke liye gic me?
Pass hona chahiye
Sir mera subject sociology hai to kya Hindi ka bhi Dena padega please 🙏 sir reply me
Yes
Ok sir thankyou
Sir mera pg hindi s h to eska syllabus kya hoga hindi lectures k liye gic m
Pehle wali vacancy k notification me check kar Lena Hindi ka syllabus
Subject combination jaruri hai?? Interview hota hai??
Subject combination lt grade me hona chahiye GIC lecturer me nahi
Sir,mera D.o.b.2 july 2003 h kya mai elliglible hu
Jab vacancy aayegi tab tak ho jawoge
Sir GIC lecturer ke liye exam uppcs se hoga
Nahi
Sir mera 10th ke certificate me father name galat ho gya ab correction nhi ho rha to kya hum phir se 10th kr sakte hai
Kar sakte ho
sir Gic pravakta me bed nhi lagega na
Nahi lagega
Sir Gic lecturer k liye BEd jaruri hota h kya? Mera MA Geography se h, kya mai eligible hoon , please reply me.
PG degree honi chahiye
Pg na ho only bed ho to form nhi daal skte please reply
Nahi
Sir b.e d to nhi lagega
No
Sir I am doing M.A pol science 🔭 to kya.....abhi bhi vhi elegibility hai ki lacturar me sirf M.A se ab ban skte hai
Ya ab B.ed UPTET ko add kar diya gya h ?
Abhi tak pg degree Wale elegible hai
Sir mera M.A. public administration se me konse subject ke liye eligible hu
Jis subject se pg Kiya hai
@@FastStudyPlanner ok
Etna kyo test ye kya h pcs exam hai
Added school ka tgt ya pgt teacher pradani ka chunav lad sakta hai
MLC ka lad sakta hai
@@FastStudyPlanner MLA ka lad sakte hai
Thanks sir
Sir MA ke sath BEd anivarya h ya nhi
Nahi
@@FastStudyPlanner thanku sir 🙏
Political science se bhrna h sir booklist kya hoga iska
Ok video ka wait karo
Sir isme computer science ke vkncy bhe aayege?
Sir b.ed nahi magta ..
Mai bs M.A ki hu Sanskrit se to kya mai de skti hu
Yes
Sir esme PG me 50% hona jaruri h kya
Nahi
@@FastStudyPlanner ok
Thanks sir ji
Sir ji mane ye shuna hai ke GIC mai ab b.ed laga karege kya ye sach hai ya fake news please sir bta do or pgt mai bhi bol rahe hai ke lage ge b.ed bta do sir ji kya sach hai.
Lagega lekin abhi tak nahi hai
GIC k liye b.ed jarori hai kya
No
Sir mains exam 1 days mai hi hota hai kya gic ka
Yes
Mains mai sub objective hota h ya written
Dono
Sir kya GIS lectural me interview nahe hota ab
Pahle too.. hota thaa
Plz reply sir 🙏 🙂
Nahi
@@FastStudyPlanner OK sir
Thanks 😊
GIC lecturer के लिए b.ed नही चाहिए क्या ??
Nahi chahiye
Sir bio subject se related video bnayiye
Ok Wait karo
Yes sir plz
बहुत ही सुन्दर, क्या अब साक्षात्कार नहीं होता है।
Nahi
Sir ye har sal conduct hota hai GIC
Nahi
Gic lecture me bed ka vetage milta hai
No
Sir graduation mein history ka combination to mangte
Combination tgt aur lt grade me chahiye
Thank you so much sir
I was confused
Kiuki uppgt mein syyad combination mangte hai
Isliye I was in doubt
Sir form kab aayege
2024 me aane ki puri umeed hai
But english bale ko main exam me hindi ka dena hoga.
Sir ab only one paper kr diya gya h.
Thanks sir ji 🙏🙏👍
चैनल से जुड़ने के लिए आपका भी धन्यवाद
Gic lecturer me interview h ya nahi sir
Bhai video me sab kuch jankari di to hai
M.A me mera 54.4% h GIC ka form bharne ke liye eligible hu ?
Yes
B.A.+B.ed.+M.A.Geography..kya m Elegible hu
Yes
Lt grade ayegi kb
Sir interview hota h isme?
Nahi
@@FastStudyPlanner thank you sir
Sir age kitana hai.
21 से 40
Interview hota h kya
Yes
Ohho
Sir isbar gic lecturer me bed compusalary kar dega?
Abhi Tak to nahi hai
Sanskrit me kitne seat hai
Bhaiya kab vacancy ayegi iski
2024 me aane k pure chance hai
Pg me % kitna mangta h
Pass hona chahiye
Are vacancy kb ayegiiiiii
Sir pgt per vedio daal do please ❤
Ok
Tgt, pgt k liye b.ed chahiye kya sir?@@FastStudyPlanner
Tgt mi transfer nahe ho sakta
Ho jata hai lekin jis school me transfer hoga waha seniority list me sabse niche aa jaoge
Thank u sir
Welcome
Sir mai m a hindi se kri hu ho jaayega
Yes
Vacancy kb ayengi
2024 me aane ki puri umeed hai
PGT SOCIOLOGY
Aage ki degree kharab to nhi hogi
Jo 10th me hai wo sabhi me hona chahiye
@@FastStudyPlanner but sir baki me to thik hai naman hai lekin 10th me namanm ho gya hai lekin ab correction nhi ho rha to ab kya kre sir