Iska matlab hai ki aapne chene ko jyada masal diya hai jisse uska ghee nikalne lag gya hai.... Usme uss condition mai thora sai maida or halka sa ararot daal dijiye
Mukesh bhai sahab meri ak samsya ka upay batye. Mere 7 Sal ke bete ko sugar ho gayi hai usko rashgulla bhut pasand hai bina chasni me pakahye ban Sakta hai kya rasgulla plz sugar walo ke liye bhi kuch mithai batye .apke reply ka besabri se intzaar hai
Nahi bat jyada sugar ki hai.sugar hisab se aur rasgulle chashni me dubane ke liya pani jyada dale. 15 minutes pakne par sugar chashni brabar ho jayegi.
Hare krishama
Wao guru g🙏🙏🙏
Sir rasgulla m kuch trick hota h wo sb bataiye taki sabke rasgulle badiya bane
❤kardiya❤he❤S❤G❤waw❤
छेने की गोली बनाते समय उसमे का चिकना छूटने लगता है जिससे गोली बनाने में बहुत ही मुश्किलें आने लगती है ।ऐसा क्यों होने लगता है?भाई
Iska matlab hai ki aapne chene ko jyada masal diya hai jisse uska ghee nikalne lag gya hai.... Usme uss condition mai thora sai maida or halka sa ararot daal dijiye
Packet ka konsa dhodh se rosgolla. Acha hoga please coment sir
Please Bombay golden halwa famous hai Mumbai ka .racipe share kare
Ok
Aapki recipes bahut acchi lagti h ap ye bataye ki dry fruit ki cutting kaise karte hai
Sir Ras gula banane ka Measurement I caption me Lekhi na pls
Reetha toh soap hai na toh chaani me soap taste nahi aata hai kya
Aapke saare video like karne wale hote hai 👍🏻👍🏻🖕🖕👌👌🙏🙏
Aapne isme soda kyu nahi dala? Soda ki wajah se tutte hai kya?
Mukesh bhai sahab meri ak samsya ka upay batye.
Mere 7 Sal ke bete ko sugar ho gayi hai usko rashgulla bhut pasand hai bina chasni me pakahye ban Sakta hai kya rasgulla plz sugar walo ke liye bhi kuch mithai batye .apke reply ka besabri se intzaar hai
Sugar free rasgulla bhi banta hai tu mujhe jab time milega main aapke liye sugar-free rasgulle ki recipe jarur banaunga
bhut badiya bhai good good
1 kg dudh का कितना रसगुला बनेगा
Sir doda barfi km quantity m sikhaye
Very very nice videos
ustad ram ram
rasgulle me fullaoo kyo nhi aata h ?
Aapne dudh kitna liya hai bhai saheb?
2 liter
Rita nahi he to fess lane ke liye Kay kare
हेलो मुकेश कुमार जी नमस्कार छेना मुर्गी बनाने का तरीका बताइए
Ritha dal nae par karva hota h rasgulla....
Good food chife
Yeh sponge rasgulla nahin hai na
Jo rubber jaisa banta hai
Haldiram & all tin rasgullas
استاد جی پنیر میں مسالہ وغیرہ نہیں ڈالنا کیا
Mere rasgulle to bikhr gye chasni me dale to
Aapane paneer kadak kar diya hai
Paneer ke chana bhaja recipe
What is basic difference in chumcham and rasgula ?
Shape
Sir pan petha gilori
Ok
Bangali pakane ka tarika badhiya
वाह बर्फी सम्राट 😊😊😊
Gajab sir
Bhaiya reetha se kadwe ho jate hai rasgulle
Sar mathura ke pede recipes bataea
Rasgulla ban jane j bad upar white dot jese chasni me rahte he kyu?
Dabal aavaj aa rahi hai to thik. Se samaj nahin aa raha
Chandan Bhagat Bihar se bol rahe ho mere liye kuch naya kuakata bhi theek banane ke Dal sakte hain
Excellent
Bahut badhiya..iss recipe mey aapne cheeni kitni li hey kuch samaj nahi aaya..?
सुपर
भाई साहब काजू बाईट की रेसिपी शेयर करें
15 days upload
Nice sweets
Super
Om shanti bhai ji
Very nice
Super sweet
Nice rasgulla recipe
One litre cow milk and suger kitni leni hai.
Apne do vedio me chasani ka ratio alag alag hi bataya tha
👍👍
Kya aapka byag kho gaya hai
Bangali nahi bangali mithai boliye
कोई भी हलवाई पकाने की प्रक्रिया अच्छे से नहीं समझाएगा. जैसे रसगुल्ला को पानी पिलाना और परफेक्ट कैसे बनाएं
Waa
Thanks
@@Mukeshyadavcooking इतने शिद्दत से कोई नही बताता भाई .. आपकी बोहोत तरक्की होगी. गॉड ब्लेस यु 😘🙏😍
Pl tell about khara boondi recipe.
Mera rasgula dekne me to acha ha lekin hard ha aur ras ander tak nahi aiya aur jali bane ha lekin फूले नहीं ha
Thanks
Nahi bat jyada sugar ki hai.sugar hisab se aur rasgulle chashni me dubane ke liya pani jyada dale. 15 minutes pakne par sugar chashni brabar ho jayegi.
Are bhai namkin ka video bhejo na
Ritha se to smell ati hogi
Kya itni sugar dalni jaruri hai.mere rasgulle to pile ho gaye the.
Jab tak chashni mein rasgulla dubange nahin tab tak rasgulle kaise pakege
रसगुल्ला अच्छे बने but आपने किसी चीज का नाप नहीं बताया
Arey!Saari cheej ka naap banaya..
2lit cow milk,11/2kg sugar &600ml paani
@@poonambajpai6707 Thanks sir mai कानों से नहीं सुनता मैं केवल आपकी वीडियो देखता हु लिखा क्या और करना क्या है🙏🏻🙏🏻
Mukesh baya I made rasagulla but it came in yellow colour. Plz give me tips for white colour rasagulla
Kya aapka byah kho gaya hai
छेना से पानी पूरी तरह निकला ही नही नरम रह गया हो तो क्या करे ?? काफी देर लटका कर रख्खा फिरभी ऐसा हुआ ।
Paneer Ko kisi bartan mein nikaalen aur kapde ko uske upar se hathon se दबा-दबा ke Pani nikale
Bhola yadav
Please apna n. Send kar do
AP apna address or mobile no. De ,,,hame bat karni he