@@healthsrainbow4897 aap bahut nek karya kar rahe .Logon ko health ke bare mein educate kar rahe hai iske liye bahut dhanyavad jaldi hi aapke subscriber increase honge 🙏🙏
Mera Sgpt 150 h bhuk nhi lagti sir muje kon sa haptics ho shakta h or wait bhi kam ho raha h dr ne udiliv 300 tab 3 month khane ke bola h or kuch time phele muje kujli bhi Hui the plz bataye kon sa haptics hua hoga muje plz tell me sir?
Hello sir meri bhatiji pregnant hai or use HCV c hai kya vo thik hai please sir reply jarur dijiye ga kyu ki o 6 month pregnant hai time nahin hai maa or bacche bono thik hai na please sir help me
बहुत ही बढ़िया नॉलेज सर....धन्यवाद आपको..
Aapne bhut achcha information diya sir ji
Hello sir
Aapne jo information diya...wo achha laga... sankshep me aapne puri jankari de di...shukriya ❤
Aap ki video hamare liye bahut helpful hai sir ❤❤❤❤
Very informative and helpful
Thanks
Sir ap bhut ache se proper jankari ke sath batate h
Thanx sir apki video bahut pasand ai ap ko video se bahut himmat mili h
Sir Aapne bhut achchi jankari di apka bhut bhut dhanybad
Thanx bro kuch sikhne mila
Doctor sahab best information Diya aapane thank you
Samjhane ke liye bahut bahut dhanyawad sir ji
Thank you so much sir for information about Hepatitis a b c d and e
THANK YOU SO SO SOOOOOO MUCH SIR FOR INFORMATION ABOUT HEPATITIS
Thank you very much for the valuable information
Indeed awesome info about hepatitis.
You provide very good information I use to watch your all videos to improve my healthy lifestyle thank-you very much sir
Very good,
Thank you Sir ji
Very nice sir apne bhut achchijankari di thanks
Bhut aacha lga sir sun ker thanks 🙏🙏
Hindi english me dono me achhe se same me ajata h sir thanks sir
Thank so much sir mere liye ye bhut achha rha . Vidio se muche bhut help Mili he exam me
Sar Har aadami darane ki koshish karta hai aap bahut acche samjhte Hain
Thanks a lot
Ish bimari me kitna di n hospital rahena padega
Thanks 🙏 bhaut ache se samjhaya sir.
Thanks a lot
Bahut achhe se aap samjhaye sir
Thank u
Aapka video bahut hi acha laga
Thanks a lot
Thanks for nice and effective info
Total concept helpful vedio sir
Bahut sundar tarke se samjaya gaya h
Thanks for this knowledgeable contain
जानाकारी दिनेके लिए धन्यवाद सर ।
Thank you and nice video sir hepatitis c k khana yani kya kya kha sakta hai
Sir ap ne bhut ache se clear kar wa diya Thkuuu sir 😊😊😊
Thanks a lot
@@healthsrainbow4897 aap bahut nek karya kar rahe .Logon ko health ke bare mein educate kar rahe hai iske liye bahut dhanyavad jaldi hi aapke subscriber increase honge 🙏🙏
Thanks a lot, 🙏
Bhut achchha guru
Sir sab sa acha vedio laga aap ka ..ma kisi vedio pa comment nhi krta but aap ka sab sa acha laga sir thnx
Thanks a lot
Thanku sir information ke videos bnane ke liye
Sir nice information aap hepatitis a and b ke vaccine ke price par video banaye
Best video sir.pura concept clear hogya
Very nice information ❤❤
Thank you❤
Bahut cahe taraha se samjaya hai aap ne
Thank you so much.....sir
Hepatitis b diet chart pr viedo banao sir
Thanks for giving good information
Simple and good information
bahut sundar jankari sir
Thanks sir,
V nice information
Thanks for information sir👍👍👍
Adviser Sir ap yeh btao ki eski main reason khalee liver ko damage Krna hota hai kya
bhut aachh lag aap ka video sir.
More informational vedio❤
Bahut Achcha sar
Sirji hapatites b, Sgpt-80, sgot51, fattyliver gr2.h iska ilaz ho jayega ya nahi
Mera homiopathy se chronic hepatitis b negative ho gya hein9511559493
VERY GOOD INFORMATION.
Sir hame kaise pta chalega ki kon sa hapatitis he iske baare me bhi btaye
Hepatitis A, B, C, E ke test honge, antibody test honge
Good concept...hbv ag ka treatment kaise hota koi achcha Dr bataiye
Please connect with any MD hepatologist in your location
Accha bataya gaya hai super
Very nice..informative ...hats off
Hapetatis b ka tika kaun sa hai sir batao or positive ke bad negative ho sakta hai ya nahi
Hepatitis pataint ka life kitna rahta hai sir kyonki mere sath ye pahli bar itna test karwana padh raha hai
Achha se samjhaya aapne
Hepatitis c ke liye treatment btao sir or kha pr iska acha treatment hota h
Homiopathy se hepatitis c poori tarah se ngtv ho jata hein9511559493
Thnx 👍
Hepatitis ho or shrir me sujan hota hai to Kya eshka elaj hoga Kya please 🙏 eshka jabab dijiyega
Thanks 🌹🙏
Mujhe Jaundice ho gya h kya mujhe iske baad hepatitis A ka vaccine laga sakta hun
Thank you so much sir
👍 thanks
Thnk u sir
Sir ji ham abdomin ka ct sken kraye the Dr. Ji bole hai ki liver me 400 ml. Mwad ban gya hai ab ham kya kre plees help mi
Muze pregnency ke vakt malum pada hip b hai lekin Dr. Ne kaha tretment ki jarurat nahi hai fir mai kya karu abhi meri age 40 hai
Nice video....
Thanks Sir 👍
Nice information 👌👌
Nice
Sir hcv elisa kya hota h iska kya treatment kar skte h
HCV elisa test, Hepatitis C virus ko pata karney ke liye shuruaati test hota hai
Sir mere papa ko bahut din pahle se habititise -b karib 2 saal pahle hua tha to kya mere papa thik ho jaaemge
Good knowledge sir🙏
Thank you
Better video
Sir sgpt 68 point h aur Hapetites B positive h Dr. Se dikha the hai GB tk nagetive ho jayega
Thanks
Good❤
Thanks sir
V.informative
Good information
Good sir
अच्छा समजाया धन्यवाद
sir make all disease vedio
Very nice video
Sir ct scan ya MRI say pata chal sakta hai ke cancer hai ya nahi
Yes
Teeke kaha milengi or konsi company ki acchi h
Nice sir good 💯
Good
Hume kaise pata chalega ki hume bachpan me koinsi vaccine lagai hai b ya nhi...
Agar lagana ho to 25age me laga sakte hai vaccine?
#Homeopathyforall#hepatitis#हेपेटाइटिस की पूरी जानकारी
thank you bro❤
Iska ilaj me kitna samay lag sakta hai B. ka
Mera Sgpt 150 h bhuk nhi lagti sir muje kon sa haptics ho shakta h or wait bhi kam ho raha h dr ne udiliv 300 tab 3 month khane ke bola h or kuch time phele muje kujli bhi Hui the plz bataye kon sa haptics hua hoga muje plz tell me sir?
Hello sir meri bhatiji pregnant hai or use HCV c hai kya vo thik hai please sir reply jarur dijiye ga kyu ki o 6 month pregnant hai time nahin hai maa or bacche bono thik hai na please sir help me
Very very tnx
Mujhe jaundice ho gya h to kya Hepatitis A b c or E ka vaccine laga sakta hu
Sir ye HBS and HCV test kis liye krte hai
Hapatatis E ka patients kitane din me thik hote hai sir?
Max 2- 3 months, depend on diet