Ik Mulaqaat [slowed × reverb] indian lofi song ayushmann khurrana, nushrat bharucha || Dream girl

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 14 พ.ค. 2022
  • Ik Mulaqaat [slowed × reverb] song | ayushmann khurrana, nushrat bharucha || Dream girl
    Main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne
    Dil ko behka diya ishq ke jaam ne
    Main bhi hoon tu bhi hai aamne saamne
    Dil ko behka diya ishq ke jaam ne
    Musalsal nazar barasti rahi
    Taraste hain hum bheege barsaat mein
    Ik mulaqaat...
    Ik mulaqaat mein, baat hi baat mein
    Unka yun muskurana ghazab ho gaya
    Kal talak woh jo mere khayalon mein thhe
    Rubaru unka aana ghazab ho gayaa..
    Mohabbat ki pehli mulaqaat ka
    Asar dekho na jaane kab ho gaya
    Ik mulaqaat mein, baat hi baat mein
    Unka yun muskurana ghazab ho gaya
    Makhtabar dard ka kuch khayal nahi hai
    Ik taraf main kahin, ik taraf dil kahin
    Aankhon ka aitbaar mat karna
    Ye uthey to qatl-e-aam karti hain
    Koi inki niagaahon pe pehra lagaao yaaron
    Ye nigaahon se hi khanjar ka kaam karti hain
    Makhtabar dard ka kuch khayal nahi hai
    Ik taraf main kahin, ik taraf dil kahin
    Ehsaas ki zameen pe kyun dhuaan uth raha hai
    Jal raha dil mera kyun pata kuch nahi
    Kyun khayaalon mein kuch barf si gir rahi
    Ret ki khwahishon mein nami bhar rahi
    Musalsal nazar barasti rahi
    Taraste hain hum bheege barsaat mein
    Ek mulaqat...
    Ik mulaqat mein, baat hi baat mein
    Unka yun muskurana ghazab ho gaya
    Kal talak jo mere khayalon mein thhe
    Rubaru unka aana ghazab ho gaya
    Song credits:-
    Song: Ik Mulaqaat
    Music : Zee Music Company
    Singers: Meet Bros Ft.Altamash Faridi &
    Palak Muchha
    DISCLAIMER: ⚠️
    ‌[This Following Audio/Video is Strictly meant for Promotional Purpose.]

    ‌*We Do not Wish to make any Commercial Use of this & Intended to Showcase the Creativity Of the Artist Involved.*

    ‌*The original Copyright(s) is (are) Solely owned by the Companies/Original-Artist(s)/Record-label(s).All the contents are strictly done for a promotional purpose*

    ‌*DISCLAIMER: As per 3rd Section of Fair use guidelines Borrowing small bits of material from an original work is more likely to be considered fair use. Copyright Disclaimer Under Section 107 of the Copyright Act 1976, allowance is made for fair use
  • เพลง

ความคิดเห็น •