Eapro Solar Inverter 800 Watt Ke Solar Panel Par Kitna Ampere Dega

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 11 ม.ค. 2025

ความคิดเห็น • 20

  • @SurekantSajjanshetty-vo3zv
    @SurekantSajjanshetty-vo3zv 4 วันที่ผ่านมา +1

    Apprio🎉🎉🎉❤❤

  • @nabarunmondal3314
    @nabarunmondal3314 14 วันที่ผ่านมา +2

    Bhai, ye hui na asli baat, ap agar 6 ke 6 panel lga dete ho to apka pura power ka solution Eapro kar dega, bohut mast chal rha hai bhai mere ghar pe bhi, mera abtak ka 1870 watts panel install hai, jisme do 405 waree ka apke jaisa panel installed hai, peak time pe 40 amp se jayda total ampere deta hai, jo 1100 watts ke karib hoga, is segment ka sabse kabil inverter hai bhai👌💪💪💪💪

  • @NaseemKhan-ge7wk
    @NaseemKhan-ge7wk 10 วันที่ผ่านมา +1

    Bhai eapron ka self load kitna amp hai.
    Grid charging cut karne pe self load grid se kitna leta hai
    Kya isme apne customise battery percentage ya voltage set kar sakte hai kya ki 11.8 pe grid re connect kare.
    Agar night me grid reconnect karne ke baad agar light chali jati hai to kya iska inverter apne aap on to nhi ho jata hai, matlab jab meri battery discharge rahe to apne aap inverter on nhi hona chahiye night me aisa karne ka customise option hai ya nhi.
    Kyu ki agar ye inverter on kar diya battery se load chalane laga to battery full discharge kar dega and mazboori me mujhe grid charging on karna hoga night me.
    Jab solar lagaye hai to only day me charge ho.
    Bhai mujhe eapron 1800 12 volt wala purchase karna hai to bas itna jankari mang raha hoon

  • @opistorm6269
    @opistorm6269 13 วันที่ผ่านมา +1

    Bhai Eastman solar promax 1000va 12v ka review karo please iss per 900watt ka load chal jata hai yeh inverter kaisa hai please batao kyuki eapro ki mere yaha service nahi hai utl or eastman ki hai

  • @anikachauhan2724
    @anikachauhan2724 13 วันที่ผ่านมา +1

    17000 ka mil gaya tha on market se

  • @rajeshsaini3386
    @rajeshsaini3386 13 วันที่ผ่านมา

    Kha se le aatey ho itney inverter

  • @nishayadav8368
    @nishayadav8368 14 วันที่ผ่านมา +1

    First 🥇

  • @jasts002
    @jasts002 11 วันที่ผ่านมา

    Mene moglix se purchase Kiya Rs 17350 me ashi packing ke sath

  • @pankajgoyal4990
    @pankajgoyal4990 14 วันที่ผ่านมา

    Eaprotron1800 lena h kesa h

  • @ashokcsc4286
    @ashokcsc4286 13 วันที่ผ่านมา

    sir amine bhi amazon se order kiya hai mujhe 17400 ka mil gya hai

  • @Gaurav-vashishtha
    @Gaurav-vashishtha 14 วันที่ผ่านมา

    Iski sabhi setting dikhaye

  • @gouravbhardwaj4465
    @gouravbhardwaj4465 14 วันที่ผ่านมา

    6 mm lgyo 45 digri pr layuo Badiya kaam karege

    • @SolarTechsool
      @SolarTechsool  14 วันที่ผ่านมา

      Ha Bhai structure banayenge tb wire bhi change kar denge

    • @bhagatsinghfan4037
      @bhagatsinghfan4037 13 วันที่ผ่านมา +1

      Bhai 45° toh sardiyon mein bhi nahi rehta angle 😂😂 max to max 28° angle par lagana chahiye

  • @arajanbhaizala8644
    @arajanbhaizala8644 14 วันที่ผ่านมา

    Sar konsa solar Lena chahiye

    • @SolarTechsool
      @SolarTechsool  14 วันที่ผ่านมา

      Koi bhi lo....bas service nearby mile to accha h

  • @pankajmourya8722
    @pankajmourya8722 14 วันที่ผ่านมา +1

    Bhai eapro inverter aapke hisaab se kaisa Hai main lene wala hu kitna time ho gya use krte hue service kaisi hai koi bhi jldi fault toh nhi hota hai isme please reply

    • @SolarTechsool
      @SolarTechsool  14 วันที่ผ่านมา

      @@pankajmourya8722 bhai service to nhi liye koi...pr quality accha hai

    • @Sindhu_295_punjabi
      @Sindhu_295_punjabi 13 วันที่ผ่านมา

      भाई एप्रो का इन्वर्टर अच्छा है कोई दिक्कत नहीं है