Sir pehle 14 subject Mai se 7 subject Mai pass hona jaruri tha ab 6 subject h to kitne subject Mai pass hona jaruri h ab kya har subject Mai 40 number lekr aane h kya
Bhai mere ER. Aa gaya hai ek subject mein internal mein F hai theory mein D hai Exam mein itne marks aayenge nahi to kya main internals assessment dubara de skta hoon Plz reply 🥺🥺🥺
Guys, mai 5 semester ka exam ke liye form fill kar rha hu but merko bol rhe hai ki " please wait your exam fee not define" kya karna chahiye ye normal hai??? Pls suggest
Sir ek baar bata dijiye ki m abhi 3rd sem m hu pr m 1st sem m ek subject m fail hu jisme fail hu vo subject Punjabi h tho kya yeh 1st sem ka subject change ho jaye ga .... please sir bata dijiye 😢
Nahin aapko yah subject aap change nahin kar sakte ho kyunki aap ismein fail ho gaye ho agar aap fail nahin hue Hote to aap kaise subject change ho jata ab aapko iska exam Dena hi hoga
@@babitapal9623 to uske liye aapko exam form fill karna hoga Jab aap admission kar aaoge second year third semester Mein FIR aapka first semester ka exam Jo Punjabi ka hai jismein aap fail ho gaye ho matlab absent the tab fail ho gaye ho vah aapka exam FIR 3rd semester ka exam ke sath Ho jaega aur uske liye aapko 400 pay karne honge alag se
@babitapal9623 nhi yr maine aapko kya bataya agar aapane yah subject pahli bar liya hota aur aapka is subject ka exam nahin hua hota to aap hi subject change karva paate but aapane yah first semester Mein yah exam Mein aapki absent a gai hai because aap exam dene nahin gaye the to aapka college record mein Naam a Gaya Hai is subject ke regarding to yah subject change nahin ho sakta hai aapko yah subject ka exam Dena hi hoga a soul university ke rules kahate Hain main unke according hi aapko bata raha hun baki aapko meri baat per trust nahin Hai to koi baat nahin
Conclusion: Passing criteria ye hai ki internal assessment aur theory dono ko mila kar agar 40% aayenge, tabhi pass maane jaoge uss subject me!
❤❤
Agar 50% aye toh fail?🌚
M back ka exam dungi toh merko bhi internal assessment Dena padega kya ?
Plz bta do koi
@@snehamaan8399 Yes
2 ki coffie aur raat ke 2 am kafi hai yrr agle din ke liye 😂❤👍
Bhai logo internal mai jyda se jya try kro ki full hi aae baaki theory mai thoda bhi kroge toh aaram se pass hojaoge
Sir online study material download nahi Ho pa raha hai use problem ka kuchh solution bataen please
PC me Download hoga Phone se nhi
Sir pehle 14 subject Mai se 7 subject Mai pass hona jaruri tha ab 6 subject h to kitne subject Mai pass hona jaruri h ab kya har subject Mai 40 number lekr aane h kya
Sir apke adhe view toh conclusion wale khaa jaa rahe h 😂😅
Time to bach jata hai
@@Shreya-o8f hello
Sir jinke first sem m back aye thi unke liye pllz ap ek particular
Reel ya video banao toda sa thik se update do pllzzzz
Sir jinke first sem m back aye thi unke liye pllz ap ek particular
Reel ya video banao toda sa thik se update do pllzzzz 2023 dexm m diye the
100 me se theory or assignment mila ker agar 40 aaye to fail ya pass? Kya hai Du Sol ka passing criteria? Koi bta do😢
Sir Mane fees payment kar di ha laken subject selection nahin kiya hai lekin ab apna book ka appointment kaise la
Kuch smjh ni aa ra 😅😅kaha jau m , muje pta hi ni h abi tk mera centre kaha pada h
Sir kaise apna language change kare du sol me 1 semester😢
Conclusion = Conclusion 😂😂😂
Bhai mere ER. Aa gaya hai ek subject mein internal mein F hai theory mein D hai
Exam mein itne marks aayenge nahi to kya main internals assessment dubara de skta hoon
Plz reply 🥺🥺🥺
sir exam kitne minimum sub ke dene zarurui h sem overall clear krne ke liye? kyuki sir jan me exams h durse
batch 2021 wahlo ko bhi dena hota h assessment please reply
Sir, 6 semester ka er exam kab hoga
Internal assessment ??? Bcom ke liye kya hai mujhe koyi email or message nhi aaya
Sir 1st semester me 5 subject me ER/ Back aayi hai to hame internal assessment dobara dena hoga
mere internel 57/70 h aur externel m 90 m se 30 aa gye to m kya pass ho jaugi externel m
Aapke 36.75 bn rhe hai
SIR ER VIDEO PLEASE ❤😢😢😢
Guys, mai 5 semester ka exam ke liye form fill kar rha hu but merko bol rhe hai ki " please wait your exam fee not define" kya karna chahiye ye normal hai??? Pls suggest
Fee kam jama ki h
@kashifset bro abhi tak koi jama hi nahi ki hai fees.
@@khushmeetrana4460 tum sol wale ho ya regular wale
@@khushmeetrana4460 aaj raat me try krna arround 1 to 2 bje night me
Is time server bilkul sahi chalta hai
@@kashifset sol
Sir ek baar bata dijiye ki m abhi 3rd sem m hu pr m 1st sem m ek subject m fail hu jisme fail hu vo subject Punjabi h tho kya yeh 1st sem ka subject change ho jaye ga .... please sir bata dijiye 😢
Nahin aapko yah subject aap change nahin kar sakte ho kyunki aap ismein fail ho gaye ho agar aap fail nahin hue Hote to aap kaise subject change ho jata ab aapko iska exam Dena hi hoga
@HarshMimroth mene exam nhi diya h exam ke din m absent thi tho fail show ho rha h
@@babitapal9623 to uske liye aapko exam form fill karna hoga Jab aap admission kar aaoge second year third semester Mein FIR aapka first semester ka exam Jo Punjabi ka hai jismein aap fail ho gaye ho matlab absent the tab fail ho gaye ho vah aapka exam FIR 3rd semester ka exam ke sath Ho jaega aur uske liye aapko 400 pay karne honge alag se
@HarshMimroth mtlb change ho jayega Punjabi agr m 3rd semester me addmission le lu uske baad
@babitapal9623 nhi yr maine aapko kya bataya agar aapane yah subject pahli bar liya hota aur aapka is subject ka exam nahin hua hota to aap hi subject change karva paate but aapane yah first semester Mein yah exam Mein aapki absent a gai hai because aap exam dene nahin gaye the to aapka college record mein Naam a Gaya Hai is subject ke regarding to yah subject change nahin ho sakta hai aapko yah subject ka exam Dena hi hoga a soul university ke rules kahate Hain main unke according hi aapko bata raha hun baki aapko meri baat per trust nahin Hai to koi baat nahin
1st semester me 5 subject me ER/ Back aayi hai to hame internal assessment dobara dena hoga
Ni only theory
Internals kab hote hai or online ya offline kya scene hai??
Internal exam se phle hote h du sol ki official website pr datesheet mil jaygi or internal online hote h phn pr he
Juice pila do, mausambi ka 😂
MOOD OFF HAI😂
Sir login problem
40% mtlb 100 m se 40 number lane h kya dono ko milakr
PECHLE SAAL TOH ALG ALG LANE THEEE THEORY OR IA ME ALG ALG 40% LANE THEEE 2023-24
Jai Baba ki 🙏👾
40%ka matlb kya hota
Jitne marks ka exam hota h uska 40% passing marks h.
😢😢😢
Sir ak baar bata do ki er exams k admit card kab tk aayega
Okay
Exams ke 1 week pehle aa jayega
Plz make video @CollegeUpdates
@@HiYashikaer subject aur jo 3rd semester ke subject hai dono ka admit card sath me hota hai kya ?
First view 😂
1st semester me 5 subject me ER/ Back aayi hai to hame internal assessment dobara dena hoga
Nahi jinke new addmission hai unko dana hai bss
humra tho bss theory ma 40°/° aana chahiye