Mera inverter microtek 24X7 900 watt hai usme almunium ka 16 sq mm battery terminal wire lga h jo khrb ho gya h ab mai copper wire kis gauge ka lgau plz reply??
Dear sir Luminous eco watt neo 1050 model,150ah battery lagana hai bit ghar mein inverter ki wiring .75mm ki chod rakhi hai,risk to nahi hai plz suggest
Maynay apnay ghar ki wiring may 4 mm aluminum wire use kiya hu future may koi problem toh nahi na hoga sir reply or inverter may 0.75 mm copper use karna chahata hu .
sir pls ye bataiye main shocket wire (input wire negative, positive ) kitne mm ka hona chaiye for 1200 wtinverter ka ?? matlab inverter se jo wire nikalta hai wo nahi , inverter ko power dene ke liye jo shocket hai uska wire ka mm ??
Mera inverter microtek 24X7 900 watt hai usme almunium ka 16 sq mm battery terminal wire lga h jo khrb ho gya h ab mai copper wire kis gauge ka lgau plz reply??
Nice 👍🎉💐👌
Thank you sir for your guidelines
Thank you so much
Dear sir
Luminous eco watt neo 1050 model,150ah battery lagana hai bit ghar mein inverter ki wiring .75mm ki chod rakhi hai,risk to nahi hai plz suggest
Thanks sir 👍👍👍
Thank sir
800 va ke invertor me 1.5 sq.mm ka wire lagaya he to kya batry jaldi discharge ho jayega kya pls bataye
Sir utl 3350 inverter he at a time max load 1200 watt se jiyada nahi chalega to konsa output wire le aur company bhi suggest kare thank you
1 sq mm. Copper
Battery 200ah
inverter microtek 1225 model
4 5 fan 4 5 led ..
Konsa wire thik rhega
1 sq mm
Mujhe kewal Janna hai ki 500-,700 watts k liye kitna mm wire use karna hai?
0.75 sqmm
Thank u❤
1125va inverter pe 2.5 sqmm copper wire use kr skte hai kya?
1.5 sqmm use kar sakte hai
Maynay apnay ghar ki wiring may 4 mm aluminum wire use kiya hu future may koi problem toh nahi na hoga sir reply or inverter may 0.75 mm copper use karna chahata hu .
Aluminium wire ki agar quality accha hai to thik nahi to aluminium wire pvc ke ander se hi khatam ho jata hai.
Inverter wire sahi hai
Sir 1000va invoter per 0.75sq mm cable se 4 celleng fan 1 chota wala led tv or led bulbs k liye use kar saktehe koi dikkat to nahi?
0.75 sq mm wire use kar sakte hai.
Jaha tak aapne baatya 0.75 sq/ mm ka wire use karne wha par ham 1 sq / mm lga sakte hai please answer
yes
Iss inveter ko power dene ke liye(input) kitna sq. mm ka wire minimum use karshakta hun ?
800 VA hai, 1.5 SQMM wire use kar sakte hai
@@EITechnician 900Va ke liye v 1.5mm use kr sakte hai ?
Yes
Respected Sir, अगर 2.5 mm की चार wire को एक साथ जोड़ दें तो क्या 10 mm की wire की तरह काम करेगा? इससे कोई दिक्कत तो नहीं आएगी?
Koi dikkat nahi
@@EITechnician Thank you very much Sir जी
1050 watt inverter pe 1.5 mm wire use kar sakte hai kya ?
Yes
1mm se bhi sal jayga na bhaiya ?
Charging ke samay mains se kitna current lega ye kaise nikalege
Charin camera inverter ka circuit kitne ka dalna chahie
1100 watt ka inverter main 1.5mm cable use kia hu. Kuch problem hoga kia. Or better i should changed to 1mm. Pls rply
अगर 1 sq mm उपलब्ध है तो बदल दीजिए । नही तो चलने दीजिए
@@EITechnician sir 150 mh battery kitna mm ka taar lagye
1.0
Inverter se bulb jalane ki liye mota (thick) wire ka use kiye h to kya isse inverter jaldi discharge ho jayega kya
Bataye
Moti wire se koi dikkat nahi bus yehi ki invoter k output k liye jyada moti wire use karna khas maine nahi rakhta 1.5sq mm v enough he
1mm pe 6 ampire copure hitting ho jata hai bhai
Kuch nahi hota hai bhai cable original quility honi chaiye
Kuch samajh nahi aaya
Inverter ka connection karne me 2.5 mm ka wire use karne se kya effect. Hoga
No probule but 1.5sq mm hi jyada he invoter k liye
sir pls ye bataiye main shocket wire (input wire negative, positive ) kitne mm ka hona chaiye for 1200 wtinverter ka ?? matlab inverter se jo wire nikalta hai wo nahi , inverter ko power dene ke liye jo shocket hai uska wire ka mm ??
2.5 sq mm
जय नेपाल
1.0mm वायर का लिये कौनसा ईन्वटर लग्ना पडेगा
600 VA to 1200 VA ka