Sakchi se 2 route hai, 1st. Sakchi se 🛺 auto reserve karke marine drive wala road pakadke 3km 2nd. Sakchi se direct jubilee park 2km Aur jubilee park dekhne ke bad Jubilee park ke Jayanti sarovar ke paschim disa se 900mtr 🚶♂️ walking distance ( chal kar jane ka rasta hai)
bahut hi shaandar jagah ka video hai
so thankyou bhaiya
Main mango jamshedpur se hu hmesa jati hu jublee park or zoo😊
That's very nice
Bahut accha
Zublii park m hi zoo h kya
Veri nice video
Very nice
Beautiful❤
Bus ja sakta hai
Bus se jayenge toh, Bus Bus bahar park karna padega.
Fir zoo me chalke ya fir zoo ka vehicle book karke ghum sakte hai.
very beautyful
Bahut achha
Transport service ka lia kya price hai
Alag alag gadi ke liye alag alag rate hai
800₹/1000₹/1200₹/1500₹/2000₹
Which is best jublee or Diamond park???
jubilee park
Sakchi se kitna km por ei zoo he...or auto sakchi se milega keya...I am from WB..
Sakchi se 2 route hai,
1st. Sakchi se 🛺 auto reserve karke marine drive wala road pakadke 3km
2nd. Sakchi se direct jubilee park 2km
Aur jubilee park dekhne ke bad
Jubilee park ke Jayanti sarovar ke paschim disa se 900mtr 🚶♂️ walking distance ( chal kar jane ka rasta hai)
Zoo ab week me kon konsa din close rehte hay jante ho?
Sirf
Monday ko close rahta hai
Tiger be like :- Pani mein jake muh ka pani chupa leta hun 😂
🤣🤣🤣
Kausa sted he bhai
Jharkhand hai bhi...
Ticket ka Keya ret hai.
30₹ tickit
Our bacche ke liye 20₹
भाई zoo में एक और प्रजाति रहती है दो पैरों वाली जो बेंच में चिपक कर बैठी होती है उसको नहीं दिखाया 😂😂
🤣🤣🤣🤣😂😂😂😂
Kitna liya ticket ka rs
Bado ke liye 30₹
Aur baccho ke liye 20₹
Timing kya h
Zoo ka timing hai
9:0am to 5:0pm khula rahta hai
ticket 4:30pm tak hi Dia jata hai
Aur every Monday Closed rahta hai.
Tickets ka kitna fee hai
12 year se upar 30₹
3 - 12 year tak 20₹
Or agar 10 person yeah usse Yada person ja Rahe Hai toh, per person par 5₹ ka discount rahega.