3rd ac have better sitting arrangement but 3ac economy has better interior. Seats choti hai 3ac Economy ki. Price me 100rs ka difference hai. Sitting capacity bhi 3ac ki kam hai company to 3ac eco
Bhai train mein khana chai Pani Ki Botal Aur bhi jo bhi khane Peene Ki chijen Hain Sab kitne ka Milta Hai Uska Bhi video Banaya karo aur Nahin usse overrate beche to complaint kara karo Twitter per ya railway mein barabar rate mein bech Rahe Hain Ki Nahin aur plus saaf Safai Ka Bhi Agar Nahin Kare to complaint dalo ok
👍👍👍👍
Your videos are realistic. Especially high speed running train sound. Maza aata hai bhai
Thanks Brother
Thank you so much
Train ki crossing and curves kaise cover karte hai uska video banao bhai
Bhai nice vlog ek number. Bhai mein family trip Ajmer jana hai first time sleeper class vs 3 tier ac best please reply
3ac best hai. Kyuki is train ke sleeper me paise maange wale bahot aate hai usme kaun chor hai pata nahi chalta.
Mujhe b saat leke jaata borivali se ...😁 ...chilled climate re ..
I know mumbai me December me bhi garmi hoti hai😉
Very good blog, keep up the good work
Thank you brother. Good to see your comment that you enjoyed.
Plzz bhai ,
Train name details dedo
Bandra terminus sey ....
Train number 12995 Ajmer SF Express. Bandra se 5pm nikalti hai aur ajmer 10:15 am drop karti hai
@@travel.extreme Thankz Alot Bro 👍👍👍
Anand aur Nadiad Station Nahi leti kya
Maine yeh station already cover kiya hai Mumbai to Ahmedabad Double Decker AC express wale video me.
Sir jee What is the difference between 3rd AC and 3rd AC aconomy can you please explain?
3rd ac have better sitting arrangement but 3ac economy has better interior. Seats choti hai 3ac Economy ki. Price me 100rs ka difference hai. Sitting capacity bhi 3ac ki kam hai company to 3ac eco
@@travel.extreme thanks for the information sir but kaise book kar sakte hai Ixigo koi option nahi batara hai 3rd AC economy ka
DADAR.AJMERMEE.BEE.BADSHED.DATE.HAI.KJA
Yes brother
Fare ticket kya he
2AC ka 1940, 3E ka 1270, 3AC ka 1370, Sleeper ka 520 hai
Bhai train mein khana chai Pani Ki Botal Aur bhi jo bhi khane Peene Ki chijen Hain Sab kitne ka Milta Hai Uska Bhi video Banaya karo aur Nahin usse overrate beche to complaint kara karo Twitter per ya railway mein barabar rate mein bech Rahe Hain Ki Nahin aur plus saaf Safai Ka Bhi Agar Nahin Kare to complaint dalo ok
Sure. Hapa Duronto wala video dekho. Usme bataya kaise RPF ne mere complaint karne pe action liya aur unauthorised passanger ko train se nikala
Train number
Train No: 12995