Kindly upload repairing of automatic ACCL changeover repairing. If output not coming, generator output or main supply output not coming, please upload repairing video of same thing.
@@ElectricalMaster123 Mai nahi samaj paya hu pls explain me.. Jab main line I/P rahega inverter I/P rahega.. to O/P rahega. Inverter charging ke liye kya karna hoga pls reply me Inverter charging karna hoga na..
Paha baat to ye hai changeover me inverter line nahi dala jata hai genretor aur men line ko dala jata hai aur agar aap ka heavy ups/Inverter hai to koi bhi changeover lagane ki zarurat nahi keun ki ups/Inverter hi changeover ka kaam kar dega Ok bhai sahab
@@ElectricalMaster123 Mera problem bata deta hu. Mere pass ek UPS/inverter hai To Mera connection main line se (meter) direct ups/inverter ko Diya hu . Aur output Jo hai inverter se sub line (jaise ki freedge,tv ,fan ,bulb etc ) To mujhe kya karna chahiye ki ? Jo main line he o pahile use ho Jay after main line off hone ke baad inverter chalega . Eske liye ek aap video clip daliye. thank you for replying me.
Kya is main alag alag Nutral lagana jaroori hai ya Phir ek common Nutral se bhi connection kiya ja sakta hai?, mere yaha generator ka sirf phase diya hua hai, please batayea
@@ElectricalMaster123 thanks for your reply, par I think mera question clear nahi hua, mere yaha main ka phase aur Nutral hai, par generator ka sirf phase diya hua hai, generator ka Nutral nahi hai aur Nutral main supply ka commonly use kiya hua hai, so agar main yaha automatic changeover switch lagaounga toh kya ek common Nutral se main aur generator dono ka connection use kar sakta hoon?
Good...bahut badhiya se samjhaya...pahali baar me he samjh me aa gaya...
Thank u bhaiya ek chij to dikhane ke liye kintu aur bhi kuchh pura kholkar bataiye jis tarah aap switch on off karke dikhayen bahut achcha Laga
Next time pura load de kar dikhane ka koshish karenge
Kindly upload repairing of automatic ACCL changeover repairing. If output not coming, generator output or main supply output not coming, please upload repairing video of same thing.
Thanks DaDa
✔️
Sir chota m video banye
Ok bro next time
Bro apni videos Mai voice clear Dala Karo , you are good electrician 😉
Thank you bro next time pura koshish karunga
Kitna empier mein Kitna light pankha chalega yah bhi bataiyega
550 wats me 5 6 pankha 8 se 10 9wats led light 1 led tv 32 se 60 inch sab chal jayega
Inveter charge kaise hoga
Inverter bhi charge ho jayega load Kam karna hoga
@@ElectricalMaster123
Mai nahi samaj paya hu pls explain me..
Jab main line I/P rahega inverter I/P rahega.. to O/P rahega.
Inverter charging ke liye kya karna hoga pls reply me
Inverter charging karna hoga na..
Paha baat to ye hai changeover me inverter line nahi dala jata hai genretor aur men line ko dala jata hai aur agar aap ka heavy ups/Inverter hai to koi bhi changeover lagane ki zarurat nahi keun ki ups/Inverter hi changeover ka kaam kar dega Ok bhai sahab
@@ElectricalMaster123
Mera problem bata deta hu.
Mere pass ek UPS/inverter hai
To Mera connection main line se (meter) direct ups/inverter ko Diya hu .
Aur output Jo hai inverter se sub line (jaise ki freedge,tv ,fan ,bulb etc )
To mujhe kya karna chahiye ki ? Jo main line he o pahile use ho Jay after main line off hone ke baad inverter chalega . Eske liye ek aap video clip daliye.
thank you for replying me.
Ok video denge time ka thoda problem hai lekin koshish karenge jaldi video banane ki
Asslamo alaikum..Bhai sahab kya inverter me istemal kar sakte hai... Macca Saudi Arabia
W/a Bhai beshak kar sakte ho
Shukriya.
Very good knowladg for electrician
Help full videos
Kya is main alag alag Nutral lagana jaroori hai ya Phir ek common Nutral se bhi connection kiya ja sakta hai?, mere yaha generator ka sirf phase diya hua hai, please batayea
Bhai isme neutral aur phase dono dalna hoga tabhi kaam karga kyun ki ye automatic changeover hai ok
@@ElectricalMaster123 thanks for your reply, par I think mera question clear nahi hua, mere yaha main ka phase aur Nutral hai, par generator ka sirf phase diya hua hai, generator ka Nutral nahi hai aur Nutral main supply ka commonly use kiya hua hai, so agar main yaha automatic changeover switch lagaounga toh kya ek common Nutral se main aur generator dono ka connection use kar sakta hoon?
Aap waha check karo Kya man aur generator ka nutral ek sath Mila hua hai agar Mila hua hai to kam krega
Kay bat hai janab
Gen ka canetion घर के canetion kare to chalega kya
Bhai sorry aap ka questions hamko samhaj me nahi aya
Nice bhai
Kya ishko inverter ke liye use Karen sakte hai
Yes kar sakte hai
Hello sir otometik chenger hum lagay hai lekin invertor v hai ab ho raha hai ki jab line cutup hota hai to genretor line kam nahi karta 2•5 Amp ka hai
Chenger otomatic
Change over ko pahle check karo
करंट लिमिट से ज्यादा यूस करने के बाद कितनी बार ऑटोमेटिक चेंजर स्टार्ट हो जाती है
जैसे ही लिमिट पार करेगा तुरंत कट हो जाएगा फिर 10 सेकंड में ऑन हो जाएगा
Please repearing chenger
Nice vedio
Kya Ham is mein nutal ki jagah per phase wire de sakte hain. Donon phase wire sir please batana jarur please
Dono phrase me nahi chalega Bhai kyunki ye 220 volt ke liye bana hai ok
Kya yah 500 voltage ka bhi hota hai
Nahi Bhai ye 3 phase me ayega 415 volt ka
Solar par chalega
Solar mein DC to AC converter laga hua rahega to chalega
Yadi donon light chalu Rakhi jaaye tab yeah kharab to nahin hoga
Bhai jab light as jae ga to aap ko generator to band karna hi padta hai na yadi agar dono chalu rahe to v khrab nahi hoga
घर का लोड पुरा चालये गा क्या
Bilkul chalega bhai
Kon si company
Company to bataya maine
Agar light hai aur kisi e generator chalu kar diya to
Kuch bhi nahi hoga min line me lod rahega generator me lod nahi pareha
Generator neutral ka ha connection karna.
Ok ho jayega bhai
Yah kitne ampiar Tak ka hota hai
40 amp Tak mil jayega
No vice of vido