Bhaiya m bahut confuse hu psychology kaha se pdhu?? Phli bar exam dungi mujhe psychology ek hi baar padhni h kisi teacher se lekin samjh nhi aa rha kisse pdhu 😢
Avni ya Shikhwal me se koi ek book le lo ye samjhne me kafi aasan h,baki aapko mere notes samaj me aaye to wo bhi aap dekh skte ho, telegram per h👉t.me/Parihareducation Or channel par videos bhi h
Mujhe to koi mistake nahi lagi, dekhiae 2-4 mistake to har Book mein hoti hai aur agar aapko Lage ki kuch mistake hai to us Book mein vahi sudhar do, Or kisi acchi book ka chayan karke padhna start kar do samay bahut kam hai
मैने Reet pre & Reet main 2023 पास कि है, pchologhy वन्दना जादौन book से, Rajasthan gk Springboard book से, हिन्दी 9-12 रचना प्रबोध book से,
Aap ke notes copy mil skti h or sst ke bhi ....aap ki video bhut achhi h .....
Sorry mam🙏 abhi me notes provide nahi krwa skta,filhal aapko video se notes banane honge🙏
And thnx ki aap hamari classes ko dekhte ho🙏😊
Okay
Sir aapke notes de dijiye plz sir
English medium walo ke liye h kya koi psychology book??
Reet me kesy pass kiye Jaye
Ashok Pareek sir की राजस्थान में अभी तक कोई टक्कर वाला नहीं है 100%❤
Psychology king Ashok pareek sir ji❤
@BhuvneshDahiya 👍
Dr pshy
Sabhi teacher apne aap me king h bs padhne wala ruchi lena chahiye bhai
@@MovieClub79382 sahi bat hai bhai 👍
Science. Level 2 ke liye ncert 6-12 / 6-10 kafi h
More than enough hai 6-10
Sir mere pass avni ki bhi h kalam ki bhi dono book h dono me ache se samjh aa rha h jyda book padne se to dimak ghum jaayega sir
Kisi ek book ko padhiye
Mare pass to utkarsh ke notes hai
@@chittoraclasses3941 aapke pass Jo bhi matter hai acha hi hoga,abhi time Kam he jo matter aapke pass he usi ko bar bar padhiye,kafi h
@@ritukumari977 2nd grade ke pshychology hai mare pass to usi ko pad raha hu
Thanks sir 🙏
Bro aap kha se ho aapka koi chenal h kya
Language me pedagogy, teaching methods ki koi book bra deejie hinid, english
First rank ya kalam publication
Sir sabse best book konsi psychology ki plz sir
Reet level 1 ke liye konsi book pade
Sir apko math m kitne aye the mains m mai math k normal question to kr deti hu but hard questions nhi hote
थर्ड ग्रेड भर्ती के लिए भी बताओ ना स्ट्रेटजी
Hello g
3 grade ke liye sst ka subject combination kya hona chahiye
Sir REET level 1st me Spical teacher ki kitni post aa Sakti hai please sir reply 😊😊😊
100 jyada se jyada
Reet level first se kon h
Me
अहम्
प्रथम बार परीक्षा देगे लेकिन साईकलोजी समझ नहीं आ रही है अवनी बुक से
Awni book achhi h,par aapko samaj me nahi aa rhi h,to mene or bhi book batai h aap wo try kijiye
Avni book bhut tuff h...aap first rank publication ki lo bhut achhi h
Same whi h mere pass @@TanuYadav-fz3qg
Aap shikhwal pad lo or sath me youtube pe video h sare topic k dekh lo
Asok pareek sir ki book padho
Bhai Vandana jaduan mam sahi hai kya ?? Ya dheer singh ki classes...,muje koi keh rha ki Vandana mam ke questions nhi aate 😢
Vandana mam ki kafi easy to way h,itna saral exam me nahi aata thoda achha padhiye,dheer sir bhi thik h
Please sir koi psychology ke liye teacher bataiye 😢🙏 abhi rk vaishnav sir ka new course aa rha h kya sir wha se padhna thik hoga 😢
Unka padhaya hua aapko samaj me aata h to le sakte ho,baki time bahut kam h kisi achhi se daily 3-4 din padhoge to samaj me aa jayega
@@ushaaloriya7017 you tube par koi sir
Sir meh widow category se hu to kya mera pree clear ho jayega n special bstc kr ri hu 2nd year h
@@Saharan1174 aaram se hoga tumhara toh no tension
Bilkul ho jayega,salected matter or sahi ranniti se padhte jaiye
Bhaiya m bahut confuse hu psychology kaha se pdhu?? Phli bar exam dungi mujhe psychology ek hi baar padhni h kisi teacher se lekin samjh nhi aa rha kisse pdhu 😢
Ashok pareek sir ko mat chhodna...unka koi mukabla nahi hai
Avni objective +shree singh daubhai course le lo best h
Avni ya Shikhwal me se koi ek book le lo ye samjhne me kafi aasan h,baki aapko mere notes samaj me aaye to wo bhi aap dekh skte ho, telegram per h👉t.me/Parihareducation
Or channel par videos bhi h
reet ka result 29-09-2022 ko aaya or bed ka result 08-12-2022 ko aaya to meri reet valid h ya nhi....to ky reet dobara deni hogi ky.
Dubara dena pedega
Ye notes ki pdf de do sir ❤
Telegram par share nahi honge,aap apna koi contact de dijiye send kr dunga🙏sorry
Sir EVs k liye nath ki book kaisi hai Mukesh pancholi wali m mattar jayda hai kya kre
Sorry sir,uska mujhe nahi pata,wo mene nahi dekhi
Skhilwal best h EVs k liye m khud pad rhi hu
@@AartiSharma-zs3ng kitne page ki hai
@@Prakash2020-n3t 427 Page h
Psychology dheere singh dhabhai ka online course le lo +avni objative book pd lo
Eshe best kuch na h
Sir itni books nhi pdh sakte hum koi limited source btaiye 😢 kyunki abhi phli bar psychology pdh rhe h
Mere hisab se Shikhwal ki kafi easy h,isse aapko samaj me aayega
Sir aapka total score kitna tha
Ye pdf kaha se liya apne
Sir bstc + non कॉलेज B.A. se L2 ke liye eligible hain kya ?
@@Anusingh-u5z aap to meri trh h
@TanuYadav-fz3qg kaise
@@Anusingh-u5z m bhi bstc or ba kr rhi hu
@@Anusingh-u5z aap b a konse year m ho
@@TanuYadav-fz3qg mere dono final ho chuke hain
Sir kahte hai ki sikhwal me khub mistakes hai... Kya kre
Mujhe to koi mistake nahi lagi,
dekhiae 2-4 mistake to har Book mein hoti hai aur agar aapko Lage ki kuch mistake hai to us Book mein vahi sudhar do,
Or kisi acchi book ka chayan karke padhna start kar do samay bahut kam hai
@Parihareducation OK ji
Psychology dheere singh dhabhai ka online course le lo +avni objative book pd lo
Eshe best kuch na h
Pls 🙏
Sir ji gk kis book se pdhe
Rajasthan adhyyan best
@Parihareducation school me jo lgti h wo
Thanku sir ji🙏
Sir y notes mil sktw h kya
Reet se pahle mere saare notes krwa dunga detail se
Sir pre to feb m h
@@ritukumari1306 kaya par note milege
Mere pass 1st rank ki hai kesi shi rhegi kya
Achhi h👍
Fir last vacancy me aapki job lgi ya nhi
🥺🥺🥺🥺 kash lag jati
कितने नंबर आये भाई mains me
Sir reet pre clear hai ab dobara reet pre ki tyari kre ya mains ki
Reet mains ki kro..pre ek bar hi clear Krna hota h😊👍🏻
Mains ki kijiye
Reet mains mai yeh books sahi रहेगी क्या??
Goood
Thnx
Notes de do na
Kal daal dunga pakka
Notes mil gaye
सर मेरे पास अवनी की बुक है स्कूल व्याखता की रीट के लिय यही सही है या अलग लाऊ
Sabse best he bhai
Best h👍
Sikhwal book ke author kon he
Vandna joshi
@vandna jadon ki bhi best hAartiSharma-zs3ng
@@GautamDhayal sbki apni apni choice h jisko jis se smjh aaye
Aapka selection ho gya tha esse
Ha ji