Plzzz telll Agar May 2027 mere age 21 yrs ho rhe he....to upsc ke 2027 ke march me form aate to kya me eligible huu....yaaa fir muze 2028 me form bharna chahiyeee???? To fir abhi ye course lena chahiye ya nhi? Plz answer
My class is going on regularly. If you are in Graduation then can buy , but new Prarambh Batch because syllabus aage ho chuka hai. Depend on you for join or not according to your condition
Hlo bhaiya ek btt btao humko welcome kit or jo book's btati h batch m unka payment alg se krna padega kya yha fir batch ki payment se hi milega Please bta do bhaiya Or bhaiya pdhne k liye laptop lena jruri h kya
Books batch ke sath included rahti hai . Iske liye koi extra payment nahi karna padega. Laptop nahi to phir Tab le sakte ho isse Likha hua words ko dekhane me asani hogi . Apne condition ke according aap abhi mobile phone bhi use kar sakate ho.
Ha ho sakati hai but ap new batch purchase karna because isme 4 months study ho chuka hai. If new prarambh Batch hai then purchase karte samay EMI ka option ayega
Bhaiya kya ap ek video bana sakte he ki prarambh batch ki books ham kese order kar sakte he in books ke alag se charge karne padte he yaa nhi 😢... Plzzz plzzzz plzzz bhaiya itne help kar dijiye
Ap Some steps ko follow karna... Step 1- PW app Step 2- PW store section me jana Step 3- search: Prarambh books for. UPSC Step 4- Books ka price ₹5500 (Combo of Pre+main +CSat ) And purchase
Thank bro itna information dene ke liye... Mai 2023-2025 session ki 11-12 ki student hu or mujhe bhi ye 3 year course purchase krni hai but abhi nhi 12 ke bad....so puchhna ye hai ki ye books batch ke sath mila ye alg se purchase kiye?....or kiya ye batch fir 2025 me ayga? Please answer dijiye
Bhaiya mujhe bhi upsc ki preparation karni h aur main offline coaching afford nhi kr pa rhi hu as a senior kya aap mujhe suggest krenge ki pw UPSC prarambh batch Lena sahi rhega
@@indoankitvlog ji bhaiya main graduation 1st year student # tq bhaiya for your reply and suggestion .Thank you a lot and aapko bhi best wishes for UPSC
Hlo bro kya tumne sankalp batch kharid liya kyuki mai use kal parso mai kharidne bala hu kuchh btado uske bare mai bhai yaar bahut help ho jayegi please bro @@patel1031
Bhai muje pralambh batch purchase karna hai unke teachers aache hai matlab unka padaya hua samaj me aata hai worth it lena koi dikkat to nahi hogi online classes me sahi batana bhai
Teacher sabhi achhe Hain but depend karta hai ki apki unse samajhane ka frequency match hota hai ya nahin . Kabhi kisi teacher ke sath yadi frequency achha match hota hai to teach best lagate Hain. Jaruri nahi hai ki sabhi teacher aapko utne hi achhe Lage . But teacher best Hain ❤️
Bhai Is Batch me syllabus ka kuchh part samapt ho chuka hai. About 4 months. Apko backlog khatm karne me time lagega and Dikkat bhi hoga. Yadi aap chahate ho to purchase kar lo ya phir jab is year new batch ayega tab purchase karna
Bro... Mujhe upsc ke bare me abhi tak kkuvh bhi pta nhi hai..... Maine decide kiya hai is sal se preperation taiyar karne ke liye... Mai is sal BSC CS me admission lungi 3yr ka hai.... But mujhe kuvh samjh nhi rha batch kaunsa lu.. Kaise prepared karu... Mujhe ncert ke bare me bhi kuvh pta nhi.. Kaise padhe... Mai you tube par search kar rhi hu.. But kuvh samjh nhi Aa rha Please reply
Maine last two yr neet ka exam di... But mujhe ab upsc karna hai.... Islutr mai bsc cs me addmision le rhi hu... Please ap btaye mujhe ki mai kis tarh se start karu Zero se.... Please please reply.. Maine comment dekha apne sabpar reply kiya isliyr comment ki....
Please muje guid kijiyr ki... Mujhe upsc ka koi knowledge nhi abhi... Mujhe zero se strat Krna hai... Kis batch kaise daily routine karu... Kya kya padhu... Pw ka batch lu kya lu samjh nhi Aa rha
Both are best at their place.. In online you have to make self discipline and be honest for self study and Online classes, Save yourself from Backlog then it is better . Here no any interaction with teacher and student, So It may be low confidence.
@@indoankitvlog I was planning to take offline coaching in PW Lucknow for upsc .... So I was curious to know about the faculties that's the main thing I wanna know actually.
Plzzz telll Agar May 2027 mere age 21 yrs ho rhe he....to upsc ke 2027 ke march me form aate to kya me eligible huu....yaaa fir muze 2028 me form bharna chahiyeee???? To fir abhi ye course lena chahiye ya nhi? Plz answer
Nro bro ni de skte form bharne time 21 sal hona chaiye ....same problem Mera bhi birthday may me hai aur 26 me 21 sal ka hounga but 2027 me exam de paunga 🙂🙂🙂
If u will be 21 years old on 1 august 2026 then u will be eligible for 2026 upsc cse...... Candidates birth month doesn't matter, upsc consider 1 august, like if u r born before 1 august then then r eligible fr that particular year but if u r born after 1 august then u will have to wait fr one more year
Bhaiya jo Prarambh 2.0 ( 10 feb 2025 se start ) h wo join kru ya Prarambh batch...jo 6 mahine gujr chuke hai
Standard book cover karai h kya ya hme alg se krni pdegi aone apne aap
No , Sir keval notes banakar Achhe se Samjhate hain books ko self cover karna padega
Bhaiya prarambh 2027 ka batch le liya lakin hard books ke liya form fill nahi krna ke liya mila
Form kha milaga welcome kit me liya
Form address and other information ke liye fill karna hoga . And form announcement section me milega .
@@indoankitvlog thankyou bhaiya
@@indoankitvlog wase form kitna din ma ata hai
i am also purchased UPSC PRARABH BATCH 2026 and i also receive these books and some books twice time
Yes mujhe bhi kuchh books 2 times mil gayi
Fees kya hai batch ki
29999@@reemayadav9962
He prbhu@@indoankitvlog
Batch purches karne ke kitne din baad apne books recieve kiya
Plzzz telll
Agar May 2027 mere age 21 yrs ho rhe he....to upsc ke 2027 ke march me form aate to kya me eligible huu....yaaa fir muze 2028 me form bharna chahiyeee????
To fir abhi ye course lena chahiye ya nhi?
Plz answer
2028 keliye form fillup karoge
Bhai march m form aaege na 2027 m to tum august 2027 tk 21 ke complete ho jaane chahiye ho
In books se padhna sahi rahega ya standard books. And class notes ??? 🎉🎉🎉🎉
Class notes jo aap banaye ho best rahega uske bad koi bhi books
😢 I didn't receive Welcome kit it is mentioned in my invoice but not showed in my orders 🥺
Fill a form in mentor section. It is in your batch
How to fill and where this section is on the prarambh 2027
I will help you msg me
How is your class going on ....I am thinking to join now ...pl suggest should I join it or not
My class is going on regularly. If you are in Graduation then can buy , but new Prarambh Batch because syllabus aage ho chuka hai. Depend on you for join or not according to your condition
Bhai ek baat batao pw upsc ki book padhu ki standard book padhu
Depend karta hai ki apko PW book ka language samajh AA Raha hai ki standard book ka .pahale AAP easy language wala Book read Karo then standard book
Comic books padho
@@MeetPrajapati-o9s accha me padhunga tum bhi padh lo oo sorry 😔 tumhe to padhna hi nhi ata hai
Hlo bhaiya ek btt btao humko welcome kit or jo book's btati h batch m unka payment alg se krna padega kya yha fir batch ki payment se hi milega
Please bta do bhaiya
Or bhaiya pdhne k liye laptop lena jruri h kya
Books batch ke sath included rahti hai . Iske liye koi extra payment nahi karna padega.
Laptop nahi to phir Tab le sakte ho isse Likha hua words ko dekhane me asani hogi . Apne condition ke according aap abhi mobile phone bhi use kar sakate ho.
Prarambh Batch me hi kewal Book included rahti hai
Thank you bhaiya time nikal k reply dene k liye
Bhaiya kya EMI se Payment ho skti hai isme course main?? Agar hai to kesi karni hogi plss batain
Ha ho sakati hai but ap new batch purchase karna because isme 4 months study ho chuka hai. If new prarambh Batch hai then purchase karte samay EMI ka option ayega
Ha EMI se ho sakta hai batch purchase karte samay EMI option bhi ayega
Kr lo bhai emi se maine kia h prarambh 2.0 shi h 4 instalment me fee pay krna pdega
Pw 2023 sampoorna book best hai ya this black one ??
Both books are best
Apka order packed kitne din mai aagya tha likha hua purchase k baad
Approx 1 and half month me order aa gya tha
Bhaiya kya ap ek video bana sakte he ki prarambh batch ki books ham kese order kar sakte he in books ke alag se charge karne padte he yaa nhi 😢...
Plzzz plzzzz plzzz bhaiya itne help kar dijiye
Ap Some steps ko follow karna...
Step 1- PW app
Step 2- PW store section me jana
Step 3- search: Prarambh books for. UPSC
Step 4- Books ka price ₹5500 (Combo of Pre+main +CSat )
And purchase
Thank bro itna information dene ke liye...
Mai 2023-2025 session ki 11-12 ki student hu or mujhe bhi ye 3 year course purchase krni hai but abhi nhi 12 ke bad....so puchhna ye hai ki ye books batch ke sath mila ye alg se purchase kiye?....or kiya ye batch fir 2025 me ayga?
Please answer dijiye
Books batch me included hai and batch every year launch hoga
@@indoankitvlog ye prarambh batch me BA ki degree Diya jayega ya koi alg batch hai iske liye ?
Isme Aisa nahi hai but ek batch sayad launch hua hai jisme BA bhi included hai
bhai mujhe bhi nhi mila mujhe sir NCERT WALLAH book hi mili thi or mujhe na hi abhi tek welcome kit mili or na hi next sem. ki books mili kya karu
Mentors se connect Kariye
Sankalp batch 2026 hindi me
Kya sbhi classes shi se chalti h
Mujhe batch lena h please
Btaiye
Bhai Mera prarambh Batch hai So Sankalp ke bare me mujhe utna information nahin hai
Agar muze 2028 me exam denaaa ho to muzee ye course lena chahiye kyaaa??
Plzz answer
Yadi app 2028 me Dene Wale Hain to 2025 me Aisa hi batch le Lena and graduation ke sath upsc ki taiyari karna ho jayega all the best ❤️
Maine prarambh 2027 batch purchase kr liya hai book kab tak aayengi
About 1 and 1/2 months
Bhai csat or optional bi isi batch mai hoga ??
Ha
Bhaiya mujhe bhi upsc ki preparation karni h aur main offline coaching afford nhi kr pa rhi hu as a senior kya aap mujhe suggest krenge ki pw UPSC prarambh batch Lena sahi rhega
Low price me Best batch hai Ap Prarambh Batch Lena chahte ho to le sakate ho Lekin Graduation me ho tabhi Lena
@@indoankitvlog ji bhaiya main graduation 1st year student # tq bhaiya for your reply and suggestion .Thank you a lot and aapko bhi best wishes for UPSC
Prarambh 2027batch me bottle aur diary nahi aayi bag and books aye
If bottle and diary included hogi to ayegi
bhaiya return kaise karu mera bhi same agaya ha book
Mera bhi abhi tak return nahin ho paya hai
Ye free hota h kya
Bhai kitna time lgta hai en books ko aanai main
Batch buy karne ke 2 months ke andar
Sirf NCERT ka book hai ya Sampoorn books polity and etc ????
Sampoorna books ayegi abhi ai nahi hai
How many days are required for delivery of Books?
Approx 15 to 25 days
Bhai ek chij batao prarambh batch ke sath me ncert workbook aur pw upsc ka sampoorna book jo hai woh bhi mila
Abhi syllabus ke according ncert books aa Gaye hai.Jab Advance course chalega tab sampoorna Book aa jayengi
Did you paid for this?
Nowadays PW is sending black and white books instead of coloured, is everyone facing this problem
Prarambh batch to 8th July se start hua hya , apko video to 8 mas purana hya
Mera prarambh 1.0 batch hai. 8th July ko new batch Aya hai
Keep posting videos bro❤
Thank you
Himdi medium ki book nahi aati kya?
Aap PW app ke store me jakar check kar sakte ho sayad aati hogi
I am from prarambh 2.0.....Mujhe sampoorna ki jagah upsc wallah book receive hua hai
Sayad Sampoorna Book bhi Diya jayega but advance class me . Abhi to keval ncert chal Raha hoga .
Hello aapko kitne time mai books mil gai
Mera batch prarambh 1.0 hai and Mera book and kit about 1 months me aa Gaye the .
bhai mai sankalp batch 2026 le rha hu kya kya deliver hota hai only books ya fir welcome kit bhi aayegi
Apke batch ke Discription me Jo included hoga wo ayega . AP Batch me jakar ckeck karen
@@indoankitvlog bhai usme ab select 360 ka bhi option nhi show ho rha hai jab mai purchase krne ja rha tha
Hlo bro kya tumne sankalp batch kharid liya kyuki mai use kal parso mai kharidne bala hu kuchh btado uske bare mai bhai yaar bahut help ho jayegi please bro @@patel1031
How much time it took to reach you?
Approx 1 month
@@indoankitvlog can I know your state? Are you from Delhi?
Do you get books every semester?
Yes
Yes
Love you bhai ❤❤❤. Nice video
Bhai please btana ye welcome kit online coaching me bhi milta hai? ....🙏please
Mera online batch hi tha and welcome kit Mila ❤️
@@indoankitvlog kitna price tha apke batch ka?
Sir iski books out of stock ho gya h
Now kese purchase kare😢
Stock ka wait karna padega
Do you have any discount coupon code?
Nahi Bhai
Bro SKUP23 GET DISCOUNT OF 3000
Bhai muje pralambh batch purchase karna hai unke teachers aache hai matlab unka padaya hua samaj me aata hai worth it lena koi dikkat to nahi hogi online classes me sahi batana bhai
Teacher sabhi achhe Hain but depend karta hai ki apki unse samajhane ka frequency match hota hai ya nahin . Kabhi kisi teacher ke sath yadi frequency achha match hota hai to teach best lagate Hain. Jaruri nahi hai ki sabhi teacher aapko utne hi achhe Lage . But teacher best Hain ❤️
Baki overall to koi dikkat nahi hogi na
Batado Bhai purchase karlo fir koi dikkat to nahi hogi
Batado Bhai koi dikkat to nahi hogi pralambh batch me
Aap abhi konsa degree course kar rhe hu college se sir.
BSc physics honours 1st year
Aap ka 12 kitna aaye tha sir
NIA officer bana ke liye konsa exam dene hota hai sir
Agr hum sirf books he lena chahe toh mil skti h
Ha keval books bhi purchase kar sakte ho
@@indoankitvlog kitne price hota h
PW app me store par jakar price check kar sakte Hain
@@indoankitvlog thank you sir
A sab bache ka sath free kiya?
Bhai ye batao batch buy krege to books aur kit free me h yaa fir order dena hoga ?
Free me milta hai apko kewal address form fill karna padega . And depend karta hai ki apke batch me books and kit included hain ya nahin .
@@indoankitvlog batch me welcome kit aur ncert books h .....
To aayega dono n
Yes
Bhai kitne dino main sare book aa gya tha
Semester ke according books aate Hain
Bhaiya ye book English language me ha ya hindi language me
English Language me
Thanks 👍
I got the books only
Bag bottle pen dairy kuch nhi mila🙂
Batch me included hoga to milega. App check kijiye
@@indoankitvlog Hum toh pura payment kiyen the...bas books hi mile....jin jin logo ne books order kiyen the unn sabhi logo pura saman mila
What is the fees ?
₹35,000 included books
Does anyone has pw sampoorna's polity's volume 2 notes??
No
Online course me b milta hai kya
Yes
@@indoankitvlogmuje nhi mila abhi tak
Bhai total 35k ma kya kya Ara ha
Yes
Abhi le sakte hai kya yeh batches
Abhi aap Prarambh 2.0 le sakte ho ya phir new prarambh Batch launched hoga tab aap Lena and ye batch college going students ke liye hai
@@indoankitvlog new prarambh batch kab start hoga appko pata hai kya
Upsc prarambh batch mene purchase kiya ha .. mera pass order details aagyi ha .. but track kaise kru btao bro .. big fan ❤❤
Order details me track ka option hota hai waha se Aap track kar sakate ho ❤️❤️
Kitna din me aaya tha aapka
Bhaiya mujhe v batch lena hai to ky ye batch sahi rhega ,ya koi aur batch lu.plz suggest .av b.A kr raha hu
1st year
Bhai Is Batch me syllabus ka kuchh part samapt ho chuka hai. About 4 months. Apko backlog khatm karne me time lagega and Dikkat bhi hoga. Yadi aap chahate ho to purchase kar lo ya phir jab is year new batch ayega tab purchase karna
Ye poora total kitne ka study material hai plz tell .
Ye material Batch me included hai and batch ka cost 35000₹ hai .
Ye material PW store me bhi mil jayega ap PW store me jakar check kijiye
Mai sankalp 4.0 lu to usme milega ??
Batch ke Discription me check kariye ki included hai ya nahi . If included hoga to milega.
@@indoankitvlog sayd extra fee dena padega ek baar check kr ke bta dijiye plz ...bas books chahiye
Is this worth it coaching offline coaching kha hoti h inki?
Offline coaching Patna, Delhi me bhi hai
Bhaiya book ka bhi paisa lagata h kyy
No ,Ye books batch me hi included hai
Bro... Mujhe upsc ke bare me abhi tak kkuvh bhi pta nhi hai.....
Maine decide kiya hai is sal se preperation taiyar karne ke liye...
Mai is sal BSC CS me admission lungi 3yr ka hai....
But mujhe kuvh samjh nhi rha batch kaunsa lu.. Kaise prepared karu...
Mujhe ncert ke bare me bhi kuvh pta nhi.. Kaise padhe...
Mai you tube par search kar rhi hu.. But kuvh samjh nhi Aa rha
Please reply
Maine last two yr neet ka exam di... But mujhe ab upsc karna hai.... Islutr mai bsc cs me addmision le rhi hu...
Please ap btaye mujhe ki mai kis tarh se start karu
Zero se.... Please please reply..
Maine comment dekha apne sabpar reply kiya isliyr comment ki....
Please muje guid kijiyr ki...
Mujhe upsc ka koi knowledge nhi abhi...
Mujhe zero se strat Krna hai...
Kis batch kaise daily routine karu...
Kya kya padhu...
Pw ka batch lu kya lu samjh nhi Aa rha
Please reply kijiye... Mai wait kar rhi hu apke reply ka.... Please mujhe zero se guid kar dijiyr... Maine apni situation bta di... Please please 😊
Mujhe hindi medium lu ya english ye bhi nhi decide kar pa rhi hu.... Meri English normal hai...... Please sab reply dijiyega btayiye 😊
Kuchh samay wait kijiye Mai jajur reply dunga detail me
Can i purchase this batch through EMI??
Yes
Bhai yrr mene Hindi ka batch liya pr book s english ki aa gy h i kya kru
App par jakar connect us par query likhiye
Bro ky price hai batch ka ?
Bro price kitna tha batch ka
₹35,000 for 3 yrs
bhai kitne k aaye puri books
Prarambh batch ke sath Books free hain
Means books batch me hi included hain
Is these iteams included into prarambh Batch or not?
I mean, how to purchase these items with this Batch or not?
Please reply...
These all are included in the batch .
Bhai mai parambh 2.0 batch liya hu aur book mere ko English me chaiye koi option nahi tha to mere ko kayshe pata chalega ki book kisme aa rha hai 🙏
Apka batch agar English me hoga to book bhi English me ,
Batch Hindi to book Hindi ,
Batch Hinglish to Book English me ayega
Bhaiii course time se karva rahe hai?
Yes Bhai
Abhi sab time table ke according hi chal Raha hai
@@indoankitvlog bhaiii teachers kaise hai sabhi content clear hojata hai?
Bhai Bina batch purchase kiye , inn books ko pad sakte hai for self study?
Yes, PW stores se Book buy kar sakate ho
Yes,Brother but also important to take help of upsc wallah ncert in TH-cam ok , for basics
I already watching those lectures
Online ya offline ????
Online classes hai
I also PW prarambh batch student
Batch kesa hai bhai teacher are good or bad be honest ok ???
Teacher good hain . Ap Demo Class dekh kar apne according decide karna ki apko lecture kaisa laga teacher kaise lage
@@indoankitvlog aap konse attempt ki tayari kr rhe ho ???
First attempt
Best hai
Course Lene me Kitna kharch pada bhai
₹ 35,000
Batch purchase karne ke kitne din baad aayi hai books?
Ek sath sabhi books nahi ATI hai but right time par books dhire dhire AA Rahi hai. Batch purchase ke 1 month approx me kuchh books AA gayi thi.
@@indoankitvlog Ok
Thank you!
Live form classroom hai kya
Yes all live lectures are provided.
@@indoankitvlog
bhai ye puchh rha hu ki
Classroom me student hai
Ya
Camera ke samne se pdha rhe hai
Laptop se ( camera ke samne)
I am also from this batch
Ap hme bata sakte hai kaya pw ka sankalp batch acha hai mujhe join karana hai plz bata dijiye..
Ye sab batch ke sath free h
Yes
Hindi medium ka book kaise pr
Ap PW book store me jakar check karo all book available hai
Only English medium ka hi dikha raha h
Price kya hai
₹ 35,000 batch subscription with books
What is fees for 3 years?? Offline
Iske bare me mujhe jankari nahi hai, sorry
Kisi ne history optional batch purchase kiya hai dosto?
Kon kon prarambh 2.0 (2026) batch kharidne ke baad yaha aaya hai 😂.
Kaisi study hoti hai main lene ke liye soch rahi hun batch
I am also purchased upsc praramh batch 2026
Ok
Bro batch price?
Bhai aapne kitne me liya batch pw ka price kya hai.
Prarambh Batch:- ₹ 35,000
@@indoankitvlog dhanyawad bhai🙏
Maine bhi enrolled kiya hai, aapka naam kya hai?
Ankit Kumar.
AP Kaha se Ho?
@@indoankitvlog bihar se
Hindi ma batch
Ye Hinglish me batch hai lekin hindi medium ka bhi batch launch hua hoga aap PW app me jakar ek bar dekh lijiye , Thank you ❤️
Ab tak total kitne books mile hai ....
12 books
Welcome kit sabko milte hay kya???
Jo batch purchase karta hai use milta hai Yadi batch me welcome kit include Kiya gya ho
@@indoankitvlog include kayse krna hay ?
@@indoankitvlog bhaiyaa.... Option show nhi ho rhi hay include krne ki.... Ap kisi offer me liye the kya??
Kya ye pw ki taraf se mula hai free me
After subscription of 35,000 of prarambh Batch and books are free with batch
@@indoankitvlog Thanks
Where are you from
From Bihar (Aurangabad)
I am from Ara bihar 🥰
ketne ka hai bhai sab
Prarambh Batch pw 35,000 me included hai
Did you get everything together?
Yes, and Books according to class and syllabus
@@indoankitvlog i haven't received my welcome kit 🥺
@@amriii_0825 I also haven't received the WELCOME KIT and SAMPOORNA BOOKS
Bhaiya
Now iam studing 12th
Tell about fees
₹ 35,000 for 3 years course
Bhaiya iam from Karnataka
Which language they teach? Hindi or English?
@@Magilchi_077 hinglish
KYA KR RHA HAI BHAI APNA OR HMARE TIME WAISTE KR RHA HAI😢
Bhai Sorry but kuchh information Dene se time waste nahi hota hai. And aap to Video par click khud kiye ho 🙏
Din ke kitne ghante dena padega??
3 hrs live class + Revision + News and magzine
Price?
UPSC prarambh batch 35000 including Book, kit etc
Hello
Hi
Price kitna hai course ka?
₹ 35,000 for three years
Can u please tell me that offline/ online is better for upsc coaching
Both are best at their place..
In online you have to make self discipline and be honest for self study and Online classes, Save yourself from Backlog then it is better . Here no any interaction with teacher and student, So It may be low confidence.
@@indoankitvlog I was planning to take offline coaching in PW Lucknow for upsc .... So I was curious to know about the faculties that's the main thing I wanna know actually.
Plzzz telll
Agar May 2027 mere age 21 yrs ho rhe he....to upsc ke 2027 ke march me form aate to kya me eligible huu....yaaa fir muze 2028 me form bharna chahiyeee????
To fir abhi ye course lena chahiye ya nhi?
Plz answer
21 yrs Wale aspirants to exam de sakate hain but app confirm ho Lena
Nro bro ni de skte form bharne time 21 sal hona chaiye ....same problem Mera bhi birthday may me hai aur 26 me 21 sal ka hounga but 2027 me exam de paunga 🙂🙂🙂
If u will be 21 years old on 1 august 2026 then u will be eligible for 2026 upsc cse...... Candidates birth month doesn't matter, upsc consider 1 august, like if u r born before 1 august then then r eligible fr that particular year but if u r born after 1 august then u will have to wait fr one more year
@@AjeetYadav-vq9lj kya koi mere kuch doubts solve kr payengeee plz?