Ma v Bhai ji ajj motor la kar aya the Bhai j vo tu mare bache ko current laga Bhai ji ma tu dar gya kya karo but apki video dakh kar sas mela Bhai ji Thanks Bhai ji
Me chipak gya gya tha ek baar fir mene motor ko machine ke fatte me fit kar diya lekin motor me currant rahta he machine me nahi aata ab aapki ye trick bhi ajma ke dekhta hu
@@tailorjankari please sir reply jarur karna... Meri jack f4 machine ke head me earth ata hai har wakt nahi par machine 5ghante kaam karne ke baad heat ho jati hai fir earth ana shuru ho jata hai....uske head me boot me bhi lakdi ke patte me bhi eqrth ata hai...kya karna chahiye
@@tailorjankari thank you sir.. mene wire ek side machine ke head me jaha par earth aa raha tha or dusra side stand ke neech jameen me daba diya ab earth nahi aa raha hai par....machine chhat par rakhi thi isliye mujhe chhat par hi stand ke neeche lagana pada...par kuch log bol rahe hain ki fars ko pani se dhone ke baad problem or jyada ho sakti hai ye sahi baat hai kya
बिलकुल सही कहा आपने मैने भी इसी तरह से सेट कर दिया है, अब बिलकुल करंट नहीं आता, ये घर की लाईट फीटिंग प्रोपर नहीं होने के कारण होता है
जी भाई
Streak ne bahut achcha kam Kiya hai meri mushkil aasan kar di
Bhaiya etani achi janakari di hai
Bahut acchi lagi ho yaar
अच्छा जानकारी दीया धन्यवाद जी ❤❤❤👌🙏🌹🇮🇳
🌹🌹🌹
Ma v Bhai ji ajj motor la kar aya the Bhai j vo tu mare bache ko current laga Bhai ji ma tu dar gya kya karo but apki video dakh kar sas mela Bhai ji
Thanks Bhai ji
THANK YOU sir aapka ye video hamareliye useful
Very good
Thankyou thankyou thankyou thankyou thankyou so much Bhai
Most welcome 🤗
bhut shukya bhai bhai btane k liye
O bhaisab 😮 jaduu😅😅 tx boss
Very good
Big brother
Thank you so much
Thank you ji
बहुत बढ़िया
बहुत अच्छा
Right very good
Thanks bhai ji
Thank you so much 🥰❤️❤️
May Allah reward you
Very nice 👍
Aapka thanks bada bada thanks Aaj teen din se pareshan Hain ham aaj ka solution samapt Ho Gaya hai vahi tric kya aapane thanks
Thank you ji
Wah bhai sahab
Thank you bhai
Thank a lot❤
May Allah grant you successful
Thank you so much
Good sir thank you
Welcome
Thank u master g
Thank you ji
Tanks bayya
Tnx....
Jai ho
Stand ma bi aa jyaga
Thank you
Thank you sir
Simple machine me motar laga sakte hai kitne time chal jaegi
Ji lga sakte hai uski chhoti moter aati hai achhi machine ho to salo saal chlegi
@@tailorjankari thanks
Thanks
Welcome 🤗
Apka bahut dhanyawad apko mai bahut pareshan thi
Dhanyvad
Thank u so much sir for your advice. Sir ek aur question hai wo kya hai ki taar me bhi bohot size hote hai usme se konsa bolke batawo please
Aap normal kisi bhi तरह की तार ले सकते हो कोपर,नॉर्मल आदि🕉️🕉️🕉️🌹
Very good
Thanks 👍
Mastar ji mere motar or masin dono me karant aarhe h jaisa aap ka mashin me aarha h sem to sem mere masin me bhi yesa hi aaya karant
To video me solution btaya gya hai kar lo original video bhi bna rakhi hai carant par dekh sakte gai
Bhai ye taar kesa lena h mera Matlab h ki jo dori m do taar hote h usme se hi le le
Yes koi simple wire single le sakte ho
OK🙏🌹🙏
Ok
Aapke bataiye anusaar fir Jamin me to currant to nhi aayega
Bilkul nahin ayega current bilkul jameen ke andar khatm ho jaega
ek bat btaye kon si compony ka mottor jada acha hota ha
भाई वैसे तो सभी कंपनी अच्छी है लेकिन सबसे अच्छी मोटर दीप कंपनी की होती है
Jo wire latkai hai vo konsi Leni hai
कोई भी साधारण बिजली की वायर हो मोटर में लगाकर नीचे स्टैंड में लगा दो
Sir steand me to nahi aayega karant
Main vidio start from 4:37
Bhaiya ji mujhe ek baat samajh mein nahin aaya ki niche tiles hote Hain to wire ko bahar le jakar jameen mein karna hoga please reply
Vair ko aap tile ke joint mein daba sakte hain
@@tailorjankari thank you bhaiya ji
Bhaiya meri moter garm bhut ho Jatin h bs 7 din huye h lgaye bhut jyada garm ho jati h
एक बार देख लेना जो बेल्ट है आपकी मशीन पर लगी हुई बेल्ट ज्यादा टाइट होने की वजह से मोटर पर लोड पड़ता है और मोटर गर्म होती है
Me chipak gya gya tha ek baar fir mene motor ko machine ke fatte me fit kar diya lekin motor me currant rahta he machine me nahi aata ab aapki ye trick bhi ajma ke dekhta hu
Yah tric 100% kam Karti hai machine per bhi motor ko fit kar sakte hain
Agar Ham hath wali silai machine mein motor lagakar istemal kar rahe hain tab usmein current aane per kaise Sahi Karen
Earthing to deni pdegi ji
To chhoti silai machine mein kaise arthing de use per ek video channel per upload kariye bhaiya 🙏
Tar name ki hoi
Jamin me to nhi aayega karent
Na
Meri maseen par bahot Aata hain karant me bhi karungi isliye hi video dekh rahi hun
Kara apne
Fir bhi aa raha hai
M ne ye Kiya.... pr current ab b aa rha h....
Jo board mein tar lagi hai usko palat kar laga do
Maine karke dekha fir bhi nahi gaya current kya kare
तार को जमीन में अटैच करो या फिर जो पलक है उसको एक बार दूसरी तरफ बदल कर देख लो
Ab apki machine me current ata he??
Ek taar motor me lagana hai aur dusra clear, samaj nahi aya
Motor mein ek tar lagana hai usi tar ka dusra hissa niche jameen mein attach karvana hai
@@tailorjankari thank you bro
Problem ka solution batane ke liye itna time mat liya karo Bhaiya
Bhai detail mein samjhana padta hai
Main marte marte bacha hun aise kam karne se😅😅😅
मोटार मे लगाकर जमीन पर तक तार लगानी है क्या
मोटर के सामने पेच में तार को अटैच कर दें और दूसरे हिस्से को या तो जमीन में दबा दो या स्टैंड के अंदर अटैच कर दो
@@tailorjankari please sir reply jarur karna...
Meri jack f4 machine ke head me earth ata hai har wakt nahi par machine 5ghante kaam karne ke baad heat ho jati hai fir earth ana shuru ho jata hai....uske head me boot me bhi lakdi ke patte me bhi eqrth ata hai...kya karna chahiye
@@srjsurajji8932
th-cam.com/video/4KZU2Y3NAuQ/w-d-xo.html
Aap yah link wali video dekhlen ismein aapko Samadhan mil jayega
@@tailorjankari thank you sir..
mene wire ek side machine ke head me jaha par earth aa raha tha or dusra side stand ke neech jameen me daba diya ab earth nahi aa raha hai par....machine chhat par rakhi thi isliye mujhe chhat par hi stand ke neeche lagana pada...par kuch log bol rahe hain ki fars ko pani se dhone ke baad problem or jyada ho sakti hai ye sahi baat hai kya
@@srjsurajji8932 koi problem nhi hogi
Bebakuf 😂 bana rahe ho curent kese nai he dekho
मोटर को मशीन के पट्टे पर फिट करवा लें।
भाई मोटर के भी तो हाथ लग जाता है जाने अनजाने में फिर क्या करोगे
@@tailorjankari मोटर के लिए तो आपने अर्थ कर लेना चाहिए। सुरक्षा जरूरी है। सुरक्षा डबल हो जायेगी।
Thank u bhai
Thanks ❤❤❤
Thank You
अच्छा ट्रीक
Thank you
Thank you