Aslamalaikum Arif bhai Wao MashaAllah Extremely Owsome Zaburdust mouthwatering recipe hay aj ki, bohut unique method say ap nay Arif bhai recipe prepared ki our explain ki j, baghar bhi bohut Zaburdust our colourful hay our bohut tempting banaday ga dal ko presentation bhi bohut tempting our mouthwatering khubsurat hay ,Arif bhai jazakAllah khair kaseer itni Zaburdust laziz recipe share kurnay k liyan inshaAllah zaroor try karoun gi Well done very nice MashaAllah ♥️ 👍👌👏👏😀
Ma Sha Alah bohat achi recipe share ki hai aap ne. Aaj kal issy dalche me kaddu ke sath gosht bhi dala jata hai khas ker shadiyon me lakin is ka rang bhi same yellow hota hai, memon aur gujrati loog bhi yeh banate hain aur iss ko dal gosht kehte hain agar gosht na ho to issy ko khatti dal bhi kehte hain agar immli ke pani ka istemal kerain. Yeh dal steam ya bhigare chawalon ke sath bare shook se nosh ki jati hai. Hyderabadi albatta iss ke sath alag tala huwa gost serve kerte hain jo fantastic hota hai. Dehli, Lucknow aur doosre elake ke loog dal gosht lal rang ka banate hain aur dal ka itna fine paste nahi kerte balke wo khari khari hoti hai aur ziyada ter tandoori nan, chapati ya doosri regular roti se nosh kerte hain. yellow dal gosht aur loki me ko aap ki recipe ki tarha alag gosht aur loki bana ker dal dalin to yahi look aaiga na? Bhigar to iss dal ki Jan hai bhai. Sath me Aalu ke chips aur talli hui masala bhari mirch bhi khate hain, kuch loog tali hui machli khate hain khas ker white ya black pomfret ke Talay huwe lambe slice.
Bohat shukeria itni tafseel se comment kernay ka aur hum daal gosht bhi bana chuke hain aur bombay ka daal gosht bhi jisme loki dali gai hay app play list me vedios search ker sakte hain
Bhai aap ni dal sabzi me methi bhaji dal jo garlic Hari mirchi katta kar ki banyi thi usmi kadi patta orange wali dal methi bhji Woh bato plz too good lagi hi uski video ary zaiqa me delet hu gi aap yad karo recip plz Woh bato❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
اپکےسبکھانےماشاءاللہ❤❤❤
❤️
Zabardast ❤❤❤
Zaberdast recipe 👍🏻
Aslamalaikum Arif bhai Wao MashaAllah Extremely Owsome Zaburdust mouthwatering recipe hay aj ki, bohut unique method say ap nay Arif bhai recipe prepared ki our explain ki j, baghar bhi bohut Zaburdust our colourful hay our bohut tempting banaday ga dal ko presentation bhi bohut tempting our mouthwatering khubsurat hay ,Arif bhai jazakAllah khair kaseer itni Zaburdust laziz recipe share kurnay k liyan inshaAllah zaroor try karoun gi Well done very nice MashaAllah ♥️ 👍👌👏👏😀
Bhagar mein pani ka chirkao, today’s tip 😇
Nice chat - pata dalcha all time favorite
Thanks for sharing 🙏
Dalcha baghara is Fridays must-have must make recipe in Hyderabad India❤❤❤
Masha Allah buht mazedar banaya h bhai🎉❤
Zabrdast👍
Bhai bohat Sha dar recepi he
@@JamilaIrfan-u4p jazak Allah
Aaj banaungi me dalcha
Ma Sha Alah bohat achi recipe share ki hai aap ne. Aaj kal issy dalche me kaddu ke sath gosht bhi dala jata hai khas ker shadiyon me lakin is ka rang bhi same yellow hota hai, memon aur gujrati loog bhi yeh banate hain aur iss ko dal gosht kehte hain agar gosht na ho to issy ko khatti dal bhi kehte hain agar immli ke pani ka istemal kerain. Yeh dal steam ya bhigare chawalon ke sath bare shook se nosh ki jati hai. Hyderabadi albatta iss ke sath alag tala huwa gost serve kerte hain jo fantastic hota hai. Dehli, Lucknow aur doosre elake ke loog dal gosht lal rang ka banate hain aur dal ka itna fine paste nahi kerte balke wo khari khari hoti hai aur ziyada ter tandoori nan, chapati ya doosri regular roti se nosh kerte hain. yellow dal gosht aur loki me ko aap ki recipe ki tarha alag gosht aur loki bana ker dal dalin to yahi look aaiga na? Bhigar to iss dal ki Jan hai bhai. Sath me Aalu ke chips aur talli hui masala bhari mirch bhi khate hain, kuch loog tali hui machli khate hain khas ker white ya black pomfret ke Talay huwe lambe slice.
Bohat shukeria itni tafseel se comment kernay ka aur hum daal gosht bhi bana chuke hain aur bombay ka daal gosht bhi jisme loki dali gai hay app play list me vedios search ker sakte hain
@@AKKWITHARIFDAWOOD Thank you, will certainly watch your recommended video
Bhai aap ni dal sabzi me methi bhaji dal jo garlic Hari mirchi katta kar ki banyi thi usmi kadi patta orange wali dal methi bhji Woh bato plz too good lagi hi uski video ary zaiqa me delet hu gi aap yad karo recip plz Woh bato❤❤❤❤❤❤❤❤❤❤
👌👌👌👍
Nice recipe isme tuwar aur masoor ki daal bhi daal sakte hai?
Ji koi bhi dal use ker sakte hain
Hum bhi lucknow se hain our dubai Mie rehti hain
@@SofiaAhmed-x3d masha Allah
❤👍👍👍👍👍👍👍❤❤❤
Nice recipe
Thanks a lot
Me africa se hu . Abhi banaya mene dalcha apki recipe se masahallah bohot testy bana he. Dekhte he husband kya kehte he khane ke baad
@ bohat khushi hoi apka comment parh ke stay blessed
Muje recipe Dena sir mutton Italian biryani ki
Or ha mere husband ko bohot Pasand aya dalcha . Thanks😊
Muje mutton Italian biryani recipe chahiye thi
Agay chal ke banaeen gay abhi appki request aii hay kuch din lageen gay
Oh
@ don worry juld banjaiga 😊
❤❤❤🎉🎉🎉🎉🎉
Buhat khub ap kaha hain
May dubai rehta hon
Tast kar k btaya Karen last mai.
Ok