Bheem sirf khata nahi tha ... bahat achha khana banata bhi tha ... kam se kam saamaan se badhia khana banata tha Hindu mythology me jo characters achha khana banane keliye maane jaate hai unmese ek Bheem hai. 🙂 Bheem ka dil bachho jaisa saaf tha - jo dil me hota tha wohi jubaan par
Ye Mahabharat ki jitni bhi ghatnaye aap in parts me dekh rhe ho Pandavo ki mrityu se lekar Yudhishthir Yaksh ka Samna aur Sawal Jawab uske bad Bheem ka Hanuman ji se milna then MahaRishi Durvasa Ka Aana aur Bhojan Mangna ye sab Ghatnaye aaj se 5000 Sal phle Dwaparyug me Aaj Aapke Pakistan 🇵🇰 wale Area me hui thi...Mahabharat ki aur bhi bht si Ghatnaye Pakistan 🇵🇰 me hui thi...vo bhi mostly Pakistani Punjab me...
Yahi Hamara Culture he,Ghar pe Ane Wala Vyakti (Insaan) Tript Ho ke jaana Chahiye, Atithi devo Bhav,And AnnaDaan Sarvottam Daan he😊.And Ye Shri Durvasa Rhrish Ki Pariksha he😊.
Ye wahi durvasa rishi hai jinhone kunti ko vo mantra diya tha jisse vo kisi bhi devta ko bulakar putra praapt kr sakti hai
Mehmaan ko apna jhootha nahi khilate isiliye pandavo ne apna jhootha khaana Rishi durvasa ko nahi diya
Bheem sirf khata nahi tha ... bahat achha khana banata bhi tha ... kam se kam saamaan se badhia khana banata tha
Hindu mythology me jo characters achha khana banane keliye maane jaate hai unmese ek Bheem hai. 🙂
Bheem ka dil bachho jaisa saaf tha - jo dil me hota tha wohi jubaan par
Atithi swayam narayan hai !!
Maharshi me sabse jada kroth a karthe
1. Apna jootha jaanboojh ke nahi khilana chahiye.
2. Itna sa khana 100+ logon ke liye kaafi nahi hota.
Bhai Suna hai aapke Pakistan me Trump ki Beti hai 😂😂😂😂😊
😂😂😂
Vaalekkum assalam bhai log
Maharishi durvasa ko duryodhan ne bheja tha pandavo ke pas unko arshivad dene yeh isme nahi dikhaya