महोदय.. सही कहा.. किन्तु एक बात... लग्नेश पंचमेश नवमेश योगकारक... द्वितीयेश सप्तमेष मारक किन्तु इन मारक में योगकारक भी आये तो वो मारकेश न होकर योग कारक होता है...
Sir please agar shubh grah like chandrma and papi grah like surya are sitting in lagna kendra then clear concept yogkarak,marak,sam please clear note down thanks
Namaste sir 🙏 Aap ka video bohut accha lagta hey. Ek sawal hey ... Agar koi graha yog karak hey aur baitha hey kissi bhi inn bhav mei, jaise 2 or 7 or 4 or 10 or 11 mei, aur 2 or 7 or 4 or 10 or 11 ka swami marak hey, toh feer ratna diye jaate hey keya ? Kripya bataye 🙏
Mean lagan me 5th sthan ka swami chandra hoga...aur vo agar 8th stan me beth jay to kya falkathan aap karoge?...aayu me vrudhi hogi k balarist yog kaha jayega....plz muje ans. Dena sirji
nanste yadi 9 bhav mi 11 no.likha ho or shani 2 bhav mi chandra ki saath bhete ho to kya neelam dharn karna hoga. ye yogkark banata hai kya. jawab jarur digiyega.
डॉक्टर साहब राम राम यदि मेष लग्न की पत्रिका है एवं दशम भाव में मकर राशि उसके स्वामी शनि भी वहीं बैठे हो और ग्यारहवें भाव में कुंभ राशि तब कौन सा रत्न पहनना चाहिए
सर मेरे बेटे की कन्या लग्न की कुंडली है प्रथम भाव में चंद्रमा और मंगल साथ बैठे है,क्या वह मांगलिक हुआ,2 भाव शनि,10 भाव बुध, गुरु हैं, 9 भाव सूर्य हैं, और 12 भाव में उनकी सिंह राशि है, तो वह मारक हुए या योग कारक,जिन्ह जोतिषी ने उसकी कुंडली बनाई है, उन्होंने सूर्य देव को मारक लिस्ट में रखा,पर मैं आपको फॉलो कर रहा हूँ मुझे लगता है, सूर्य योग कारक हुए
Yogkarak grah trik bhav mai jane par yadi viprit rajyog mai ho to acha phal dete hai. Is baat se to ye samzhana chahiye ki trik bhav mai jane par generally yogkarak planets aapna bura prabhav hi dete honge vridhi nhi karte honge aur viprit rajyog mai aane par hi bhav ki ache phal ki vridhi hoti hogi. Kyuki yadi aisa nhi mane to Yaha viprit rajyog hone par ye manna hoga ki grah viprit rajyog mai hone par vridhi karna chod denge. Is baat se ek hi confusion hai ki Rajyog hona to ek shubh yog hota to iskai prabhav mai aane wala planet bhav ki vridhi karna kaise kam karega.
Sir agar yogkarak astam( 8ve)me ast ho jaye to kaya kare aur unka swami ki placement dono jagah ok ho to kyay unka ratan pahan sakte ha jaise makar lagan me sukar 5th le aur 10th house me par sukar ke placement surya ke sath ast avastha me 8thouseme ho to kya sukar ka ratan pahana ja sakta ha .pls ans.
Guru g pranaam... Kripya mujhe ek baat batayiye ki meri mesh lagan ki kundli hai.... Isme surya 8th house mein ja kar beitha hai.... To kya ye yogkarak hi rahega ya maarak ho jayega.... Kripya margdarshan karein.....
dear mera brisav lagna hain, but mera 8th ghar main sukro(0 degree) i mean lagnesh betha hain nd 6th ghar main sun + Jupiter(0 degree) batha hain , kya main white opal par sakta hoon....????? plz i m from bangladesh
Guru ji Vrishchik Lagna hai ,6th house me mesh rashi hai aur ketu planet baitha hai . Ab yha Mangal grah maarkish hoga ya fer Yogkaarak grah mana jaayega ???
Gaurav ji namste. Very nicely explan but ek Q he sapos kanya lagan ki kundli ho. Or usme trikon me 5th House 10 number ho,or 6th House me 11 number ho or shani grah sixth house me ho to kya priduction karna chahiye?
Radhe Radhe Jai Shree Krishna
AAP bahot achchha se samjhate ho
Best information on योगकारक ग्रह
इतने अच्छे तरीक़े से आज तक किसीने नहीं समझाया । प्रणाम सर ।
Like it good explained by Astrologer
your way of explanation is very clear and simple with facts....one can understands easily....thanx thanx alot sir...i appriciate you
Guruji, you have Explained very clearly. Aap ko mera pranaam
Jai Mata ki
अति उत्कृष्ट माहिती धन्यवाद
Apki har ek video only meaningful h.. Jyda faltu ki baat nhi h.. Good
महोदय.. सही कहा.. किन्तु एक बात... लग्नेश पंचमेश नवमेश योगकारक... द्वितीयेश सप्तमेष मारक किन्तु इन मारक में योगकारक भी आये तो वो मारकेश न होकर योग कारक होता है...
Excellent explanation prabhuji 🙏
Yes Dr Gaurav Thank You So Much Bahut achcha Vedio Tha aapka
Sir you are a best astrology guru
Very good sir
Sir please agar shubh grah like chandrma and papi grah like surya
are sitting in lagna kendra then clear concept yogkarak,marak,sam please clear note down thanks
very nice Explanation
Explanation is fine ,sir.
Very nicely explained
Namaste sir 🙏
Aap ka video bohut accha lagta hey.
Ek sawal hey ... Agar koi graha yog karak hey aur baitha hey kissi bhi inn bhav mei, jaise 2 or 7 or 4 or 10 or 11 mei, aur 2 or 7 or 4 or 10 or 11 ka swami marak hey, toh feer ratna diye jaate hey keya ?
Kripya bataye 🙏
Mean lagan me 5th sthan ka swami chandra hoga...aur vo agar 8th stan me beth jay to kya falkathan aap karoge?...aayu me vrudhi hogi k balarist yog kaha jayega....plz muje ans. Dena sirji
Very easy to understand, even layman can understand, thanks for nice language, Oghavati bhasha.
अध्भुत
Sir meri kark lagn or maker rashi h ...Mere lagn me or 7th house me keval chandrama betha h to kya mujhe moti pahnna chahiye
Thank You Doctor sahab , aapne bahut achhe se explain Kiya hai, Thank you So much Sir
Thank you Sir, Very informative
Sir yogkarak graho k b beej mantra kiye jaa skte h?
Very well explained. Thanks for such informative video.
Yog kark girha Astam bhav ya fourth bhav me ho to kiya usse sambandhit kariyar bana na chahiye
Agar yog Karak grah ache bethe he aur uspar ketu ki melific effects hai to Ratna pehna chahiye ?
Sir thanks
Good knowledge. Appreciated..
Sir meri kundali ke 10 house me Chandra aur ketu ki yuti hai aur 4 number likha hai on dono me se kaun karak hai aur kaun marak please btaye🙏🙏🙏
Sir namaskar
Very good explanation sir
Very effective knowledge.
Sir Kundli ka vishleshan karaane ke liye kya karna padega
nanste yadi 9 bhav mi 11 no.likha ho or shani 2 bhav mi chandra ki saath bhete ho to kya neelam dharn karna hoga. ye yogkark banata hai kya. jawab jarur digiyega.
lagnesh & panchamesh surya apna hi house 5th house me ho toh kya fal dega guru
Bhut best
Sir ur videos are very good.
डॉक्टर साहब राम राम यदि मेष लग्न की पत्रिका है एवं दशम भाव में मकर राशि उसके स्वामी शनि भी वहीं बैठे हो और ग्यारहवें भाव में कुंभ राशि तब कौन सा रत्न पहनना चाहिए
Very nice vedio. Thanks a lot.
Trikon present in 1,5,9 ya phir 1 ,4,9 bhav ..... m very confused
1,5,9
App gochar ke graho ki stithi ki baat kar rahe ho yaa lagan ki ?
Thanks a lot Prabhu
Sir mere lagna chart mein Mars 3rd house mein yog karak hai.... Kya mein moonga dharan kar sakta hu?
Kya Singh Lagna me Venus 10th bhaw me (apne hi rashi me) surya se combust ho jaye to kya Opal pahna ja sakta h?
सटीक व्याख्या।
Yogkark shani in eight house m kya fal deta hai
जन्म तिथि 21.7.1999जन्म समय 11.40am जन्म जगह बेगूसराय राज्य (बिहार)गुरू जी कृपया बताए कि हमें कोन सा रत्न धारण करनी चाहिए
Very good video sir.. 🙏
Finally ! I understand 🙏
Very nice explaination...Sir
sir sabhi graho ke beej mantra kar sakte hai ?
Or agar mark grah 6 8. 12 mai hoto kya bah kami karenge badhao mai
Namaskar Gurujee
Awsom.guide you are.
Regards
Dear sir if yogkarak plneat in kundali desied but D1 or chandra kundali Which is one choice
सर, भाग्येश , अष्टम में हो तब किया करे, विऋषिक लग्न में।
very good one
mera makar lagn hai....shani 4th house me aries me neech ke bethe hai aur shadbal me bhi sabse kamjor grah hai...to bhi kya wo acche fhal denge ??
Sar agar lagnesh ka shatru 1 5 9 me beta hai to yogkark hai kai
सर मेरे बेटे की कन्या लग्न की कुंडली है
प्रथम भाव में चंद्रमा और मंगल साथ बैठे है,क्या वह मांगलिक हुआ,2 भाव शनि,10 भाव बुध, गुरु हैं, 9 भाव सूर्य हैं, और 12 भाव में उनकी सिंह राशि है, तो वह मारक हुए या योग कारक,जिन्ह जोतिषी ने उसकी कुंडली बनाई है, उन्होंने सूर्य देव को मारक लिस्ट में रखा,पर मैं आपको फॉलो कर रहा हूँ मुझे लगता है, सूर्य योग कारक हुए
Sir ji buddh 6 house me makarlagna me yogkark ho to Ratna pahan sakte hai buddh ka ?
Yogkarak grah trik bhav mai jane par yadi viprit rajyog mai ho to acha phal dete hai.
Is baat se to ye samzhana chahiye ki trik bhav mai jane par generally yogkarak planets aapna bura prabhav hi dete honge vridhi nhi karte honge aur viprit rajyog mai aane par hi bhav ki ache phal ki vridhi hoti hogi.
Kyuki yadi aisa nhi mane to Yaha viprit rajyog hone par ye manna hoga ki grah viprit rajyog mai hone par vridhi karna chod denge.
Is baat se ek hi confusion hai ki Rajyog hona to ek shubh yog hota to iskai prabhav mai aane wala planet bhav ki vridhi karna kaise kam karega.
Sir ager budh ager yogkarak h 5 house mai h or 6th house mai bhi to kya panna phna ja skta h
Guru ji kundali me jab sabhi grah....khrab ho to kya karna chiye
Sirji Nmaste
in mY kundali GURU placed in 8th bhav and currently Guru ki mahadahsaa chal rahi hai and i m suffering bad time plz suggest any remedy
Sir , can we wear two panna ?? Little & ring finger ?? Pls advise
Bcz once pandit advised me wear panna in ring finger ...right hand
What about mars in cancer ascendant?
Agar chandra 5th ka mslik hoke 8sthsn me beth jsy to kya fal dega?...aayu badhayega ki ....kuch aur
Very informative
गुरू जी मारक ग्रह का काट है कि नही।
Ache bhav kaun kaun hai guru ji
sir par agar lagan 6. 8 . 12 mai ho toh lagan dosh lagta ha ?
सर कन्या लग्न में पुखराज पहन सकते हैं क्या ? गुरु 8 घर मे हैं।
MERA DOB 21/11/1991 our time 5.25PM place Kolkata. mujhe konsi ratna pahanna chaiye? guruji bataye
ओर द्वितीय भाव क्या है सर जी
Sir meri kundli Dhanu lagan ki hai aur guru 12th house me hai to foreign settlement hoga ???
Sir agar yogkarak grah neech rashi me ho to bhi acha mana jayega?
Sir agar yogkarak astam( 8ve)me ast ho jaye to kaya kare aur unka swami ki placement dono jagah ok ho to kyay unka ratan pahan sakte ha jaise makar lagan me sukar 5th le aur 10th house me par sukar ke placement surya ke sath ast avastha me 8thouseme ho to kya sukar ka ratan pahana ja sakta ha .pls ans.
Sir mera lagnesh hai Kanya rasi or wo mere 6th house Mai hai to kya mujhe... Panna pehen na chahiye?
Guru g pranaam... Kripya mujhe ek baat batayiye ki meri mesh lagan ki kundli hai.... Isme surya 8th house mein ja kar beitha hai.... To kya ye yogkarak hi rahega ya maarak ho jayega.... Kripya margdarshan karein.....
Mera Shanu Lagna hai but Budh 6th House mei Byatha hai ? Ye mera yog karak hai ke marak hai ?
Sir...namaskar....aapne ati yogkarak ke baare mn bataya......yogkarak grah kya hai..????
dear mera brisav lagna hain, but mera 8th ghar main sukro(0 degree) i mean lagnesh betha hain nd 6th ghar main sun + Jupiter(0 degree) batha hain , kya main white opal par sakta hoon....????? plz i m from bangladesh
Guru ji ati yog karak grah kaun hai
ग्रहों की युति यथा शनि-चंद्र, शुक्र-राहु कितने दिन तक होता है?? you tube में इस पर कोई भी video नहीं है। इस पर एक video बनाया जाय।। बहुत likes होगा।
Min lagna me mangal 5th house me Chandra ke gar me he to munga use karna he.. Mangal atti YOG karak he..?
Sir kya marak grah agr triton me baithe to kya wo acche fal denge
Guru ji Vrishchik Lagna hai ,6th house me mesh rashi hai aur ketu planet baitha hai . Ab yha Mangal grah maarkish hoga ya fer Yogkaarak grah mana jaayega ???
Thanks you
Beej mantra ka Farida ke bare me bateia guruji
Gaurav ji namste.
Very nicely explan but ek Q he sapos kanya lagan ki kundli ho. Or usme trikon me 5th House 10 number ho,or 6th House me 11 number ho or shani grah sixth house me ho to kya priduction karna chahiye?
What if wearing ratna only based on good placements of planets, how the results would be??
Sir yadi yog karak graha 6,8,12 ghar matlab asuv ghar men rahega to kya fal dega ?
Sir apki kya fees h consultation ka?
6,8,12 ka swami agar 6,8,12 me baithe ho to unka ratn phn skte he kya
Thank you very much sir