Islam has teachings that can be related to the law of attraction, although the concept is not explicitly mentioned in the Quran or Hadith (the sayings and actions of the Prophet Muhammad). Here are some Islamic principles that align with the law of attraction: 1. The power of intention: Islam teaches that intentions and goals are important, as they shape our actions and decisions. (Surah Al-Asr, 103:1-3) 2. The importance of positive thinking: The Quran encourages believers to focus on the positive aspects of life and to cultivate a positive mindset. (Surah Ar-Rahman, 55:1-78) 3. The role of gratitude: Islam emphasizes the importance of gratitude and appreciation, which can attract more blessings and positivity into one's life. (Surah Al-Furqan, 25:54) 4. The law of karma: Islam teaches that our actions have consequences, and that good deeds can lead to good outcomes, while bad deeds can lead to bad outcomes. (Surah Al-Baqarah, 2:286) 5. The power of prayer and supplication: Muslims believe that prayer and supplication can change one's circumstances and attract divine favor. (Surah Al-Baqarah, 2:186)
Quran me ek aayat he W aatakum min kulli ma saltmuh.. Tumne jojo kuch manga hmne ata kiya . Hmne jjojo managa wo Allah ke liye kuch yani thida ..hmre liye sabkuch ..he yani mangi kitna mangna ..he. Yhi ek aayat me sara law of attraction he
सुभान अल्लाह व रब्बी वाला हम देही लासारी कलही वला हम तारा कुल नफसीम व सैयदिनी जन्नतीन व अर्सील अजीम हक का लिंन व परवरदिगार आलिमिन खुदा आउजु काली माटी ला इलाही इल्लल्लाही
Aur mera apse ek aur sawaal ha jesa shams ul ma'arif ka ilm hai woh loug black magic k liay use karte lakin agar hum woh ilm kisi achay kaam k liay istemaal karein toh?? Aur bina kisi lalach k isme azam ka istamaal Karen toh kia woh b shirk hoga kyun k aise ilm ko parhty huay tauheed main aur emaan main difference karna mushkil hojata ha..what are your thoughts on it?
Saalaam! Humari shariyat toh aam insaanon k liay hai...toh what about sufi,rabia barsi and other personalities? Humein ahle bayt k elwa kay elawa kisi ko itni importance denii chahiay? Humein toh sirf quran aur ahle bayt ko follow krne ka kaha gaya haina toh inn personalities ko follow karna kesa ha? Inke knowledge sa nustafeed hona toh theek ba but what about other thing peer-mureed system?
Acha ik bat batayen, Now I'm 30 years old lady. Mei bachpan se leqar aaj taq asman ko dekh dekh qar badi hui hun ar Allah se baten ar Allah se duayen krti raheti hun toh fir kyun meri jindagi jhand hai abtaq, Love,betray, cheat,tabah, barbad, Jindagi ki sari kamai sab ujad gye mre jindagi mei sirf saans lene ke alaba kuch v nhi bacha hei filhal..... Ar ek bat mei bachpan se leqar avitaq Allah ki ibadat krti hui aai hun? So why I'm faced this situation? Anybody tell me plz
@mrfarhaan3265 No this is not true' about mi words jab mene yeh bat likhi thi tab mjhpr kuch julm huaa thaa meri bahen ne meri ijjat wahan khrab ki jahan meri ijjat bani hui thi aap batayenge kyaa sotela ho na gunah hei....badakhlakhi auraton ki wajah hei jahenam mei jane ki leqin esa nhi hei ki koi neymath Na ho mre upar mre Allah ki, Allah ne mujhe jinda ar salamth rakha hai recently meri ik dua qubul hui mere Abba ne mjhe ghrse Jane nhi dia blki meri bahene chahti thi ki mei ghrse chali jaun,,mre 5 sotele vaii bahen hei,ar mei mere abba ki dusri biwi ki ek akeli beti hu ar haal hi meri ammi Allah k pas chali gaii ar......Otherwise yu r right but jab todne bale ho apne ho toh dard baht jyada hoti hai.....but ye dard ka v suqar ada krni chahiye kyunki ab strong ban chuki hun mentally.mei samjh chuki hu jin k piche vaag rhi hu woh mra sath meri qabr pr nhi denge ar aakhirat ki taiyari suru krdi hei mne nd now' I'm happy so about mi Allah mne dar gujar krna seekh liya hei.......savi chiz ko ar ees dunia ko v
Mai comments check kar raha tha to aap ka comment Mila, mai kehna chahunga Alhamdulillah aap hausle wali ho, aap ye yaad rakkho ki Allah jise jitna chahta hai use utna hi jyada azmata hai, uspar mushkilain utni hi jyada ati hai, meri aise kai logo se mulakat hui hai jo bade nek aur parhezgar log hai par unpar sabse jyada mushkil aati hai, par at the end Allah unke dilo me sukun daal deta hai, ghamo k andhere kuch zahiri taur par Allah hata deta hai kuch dilo se par khushiyan zaroor aati hai, aur mushkil Ane par ghabra Jana fitrat hai aur jab ye musalsal hoti rehti hai to insaan Sikh jata hai, aur ye hamare liye behtar hai isme Kai hikmat hai, aur jab iski had paar ho jati hai to Allah use us pareshani se nijat de deta hai, ghum na karain, Allah aap ko apni hifazat me rakkhe
@aftabquraishiwisdom ye v aapki bat bilkul sahi kah hai ,, Mre dilme badi hi saqun hei kuch v nhi hai mre pas avi .filhal ammi gujar gai sudden ar fir mera talaq hua fir ik nai taqlif mei muftala hun, Leqin baht suqun mei v hu, Allah ne jo talaq ka kanoon jo irshad farmaya hai qurane paak mei .jisk jariye mei khabis jse sohar se bach gaii agr kya hota mera uss insan se talaq na hota toh Allah ne mjhe bacha lia.esi 10,000 musibaten aan paden mjhpr koi gham nhi mjhe mera Allah jesa koi na hoga musibat se nikalne wala Woh na deekhne bala gham par v marham rakh sakta hai****
Bhai aap background music jo dete the pehl wo aap dijiye kyu ki music achha hain aur video ko aur achha banata hain aur raat mein video dekhne sunne mein achha lagta hain so pls plss sab video mein music diya karein
Merai bhai tumhai bas thora intro aur editing par Focus karo tab apkai videos ko pushback milega example dhruv rathee videos your explanation is good like dhruv just focus on those points and TH-cam algorithm
Dear u promise ke ism e azam batao gaye per apne tu Kuch bhi nahi bataye jo kuch bhi apne last episode main share Kiya hum tu already jatna hain . That's not fair..
Aapko ism e azam kya hai pata chala?? Main bahot majboor hu mere beta bahot bemar rehta hai koi doctor Bhi madad nhi Kar pata hai muje please ism e azam kya hai bataye taki Mai apne bete ki shifa ke liye allah tala se dua maangu aur mera Beta normal zindagi jiye muje esm e azam ki bahot zarurat hai
Allah k sifati namo k zariye Allah se mange,,,salatul hajat namaz padh kr,,, ya hayyu yaqayyum,,,,ya Hannan ya mannan,,,ya sattar ya gaffar or farz namaz k bad dua me,, insha allah zarur qbul hogi
दुनिया ke सभी Muslim kaafir ho gaye hai. Ab ye 72Firke me bate aapas me ladhane waale Ha'Raami mardud ho gaye hai. सभी Ha'Raamiyon pe Allaah, Rasulallaha, Fariste our mominon ki laanata ho. Aamin, Aamin, Aamin.
Ji aap ne sahi kaha, aur mai ye bhi batana chahunga ki Hamari family UP, Bareilly ki to hai par Mai apne aap ko kisi ek specific sect se identify nahi karta na deobandi na kuch aur, mai use qubool kar leta hu jo reason ke mutabik sahi ho aur jo fitrat ke kareeb ho aur society ke liye behtar ho, chahe wo kahi se bhi mile mujhe bas Islam ke fundamental principles ke against na ho
Par bhai aap occult wagaira me imaan rkhte hai jabki prophet muhammad ne saaf mana kiya hai Messenger of Allah (pbuh) say: “Whoever wears an amulet, may Allah not fulfil his need, and whoever wears a sea-shell, may Allah not give him peace.” (Masnud Ahmed 16951.)@@aftabquraishiwisdom
Manifestation does work in a big way
Everyone should practice it
It’s not haram
Bhai Jaan ya ganiyu ya mugani ki fhajilaat bolo
Right bro.. m Hindu from India.. hamari bhagwat Geeta me kha gya. Jaisa sochoge waisa he payoge,
Islam has teachings that can be related to the law of attraction, although the concept is not explicitly mentioned in the Quran or Hadith (the sayings and actions of the Prophet Muhammad). Here are some Islamic principles that align with the law of attraction:
1. The power of intention: Islam teaches that intentions and goals are important, as they shape our actions and decisions. (Surah Al-Asr, 103:1-3)
2. The importance of positive thinking: The Quran encourages believers to focus on the positive aspects of life and to cultivate a positive mindset. (Surah Ar-Rahman, 55:1-78)
3. The role of gratitude: Islam emphasizes the importance of gratitude and appreciation, which can attract more blessings and positivity into one's life. (Surah Al-Furqan, 25:54)
4. The law of karma: Islam teaches that our actions have consequences, and that good deeds can lead to good outcomes, while bad deeds can lead to bad outcomes. (Surah Al-Baqarah, 2:286)
5. The power of prayer and supplication: Muslims believe that prayer and supplication can change one's circumstances and attract divine favor. (Surah Al-Baqarah, 2:186)
Quran me ek aayat he
W aatakum min kulli ma saltmuh..
Tumne jojo kuch manga hmne ata kiya .
Hmne jjojo managa wo Allah ke liye kuch yani thida ..hmre liye sabkuch ..he yani mangi kitna mangna ..he.
Yhi ek aayat me sara law of attraction he
Ab to mry bhai ki video py kafi likes hen mashaAllah❤... Un e taraqi kren or tahkeek krty rahy jazak Allah
Jazakallah
@@aftabquraishiwisdom Bahia video kab ay gi
Salute bro your knowledge hat's of weldon❤
Mashallah mubarak ❤
Your videos are amazing.....
Thanks
Thanks a lot ❤️
The way you describe everything it’s really amazing keep it up bro 👍🏻👍🏻
Amazing work my brother
Love from London England 🏴
Keep it up
Apk bolne ka andaz qabil e tareef ha
Lajawab Sir Amazing words thanks so much and JazakAllah Sir 😊
My perspective is power
थैंक्यू थैंक्यू सो मच sar ❤❤naes bidio 😊😊😊धन्यवाद धन्यवाद univers 😊😊😊❤❤❤❤थैंक्यू univers
Sukriya assalamualaikum bhai jaan 👍
Nice information
Ap Furqan quraishi ke bhai hai kya...
Mujhe bhi yahi laga dono ka topic same hai but both are doing nice job Masha Allah
सुभान अल्लाह व रब्बी वाला हम देही लासारी कलही वला हम तारा कुल नफसीम व सैयदिनी जन्नतीन व अर्सील अजीम हक का लिंन व परवरदिगार आलिमिन खुदा आउजु काली माटी ला इलाही इल्लल्लाही
9: 10:35 10:44 10:28 39 z 1 1 1 10:58 10:52 0:51 0:48 0:25
Aftab bhai koi yesa isme azam batao jis se jindgi asan ho jaye vo allak ke 3 huruf ko se hai
Astagfirullah padhlia kro,
Sab solve sab easy
Bhai magical books. names bata na raply plz
Aur mera apse ek aur sawaal ha jesa shams ul ma'arif ka ilm hai woh loug black magic k liay use karte lakin agar hum woh ilm kisi achay kaam k liay istemaal karein toh?? Aur bina kisi lalach k isme azam ka istamaal Karen toh kia woh b shirk hoga kyun k aise ilm ko parhty huay tauheed main aur emaan main difference karna mushkil hojata ha..what are your thoughts on it?
MashaAllah
I am eager to know the next part of law of attraction
Dua kaise qubul hoti hai wo to batya nhi
Aap video mei photoes kaha se download karte ho?
Vo 3 huroof isme azam kya hai bhai reply jarur karna
❤❤❤❤❤ nice video 🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Urdu mein books name batana bhai
Wow.
Aftab bhai, did your channel monetized?
Mujhe iska kai din se intazaar tha
Saalaam! Humari shariyat toh aam insaanon k liay hai...toh what about sufi,rabia barsi and other personalities? Humein ahle bayt k elwa kay elawa kisi ko itni importance denii chahiay? Humein toh sirf quran aur ahle bayt ko follow krne ka kaha gaya haina toh inn personalities ko follow karna kesa ha? Inke knowledge sa nustafeed hona toh theek ba but what about other thing peer-mureed system?
Acha ik bat batayen,
Now I'm 30 years old lady.
Mei bachpan se leqar aaj taq asman ko dekh dekh qar badi hui hun ar Allah se baten ar Allah se duayen krti raheti hun toh fir kyun meri jindagi jhand hai abtaq,
Love,betray, cheat,tabah, barbad,
Jindagi ki sari kamai sab ujad gye mre jindagi mei sirf saans lene ke alaba kuch v nhi bacha hei filhal.....
Ar ek bat mei bachpan se leqar avitaq Allah ki ibadat krti hui aai hun? So why I'm faced this situation? Anybody tell me plz
@mrfarhaan3265 No this is not true' about mi words jab mene yeh bat likhi thi tab mjhpr kuch julm huaa thaa meri bahen ne meri ijjat wahan khrab ki jahan meri ijjat bani hui thi aap batayenge kyaa sotela ho na gunah hei....badakhlakhi auraton ki wajah hei jahenam mei jane ki leqin esa nhi hei ki koi neymath Na ho mre upar mre Allah ki, Allah ne mujhe jinda ar salamth rakha hai recently meri ik dua qubul hui mere Abba ne mjhe ghrse Jane nhi dia blki meri bahene chahti thi ki mei ghrse chali jaun,,mre 5 sotele vaii bahen hei,ar mei mere abba ki dusri biwi ki ek akeli beti hu ar haal hi meri ammi Allah k pas chali gaii ar......Otherwise yu r right but jab todne bale ho apne ho toh dard baht jyada hoti hai.....but ye dard ka v suqar ada krni chahiye kyunki ab strong ban chuki hun mentally.mei samjh chuki hu jin k piche vaag rhi hu woh mra sath meri qabr pr nhi denge ar aakhirat ki taiyari suru krdi hei mne nd now' I'm happy so about mi Allah mne dar gujar krna seekh liya hei.......savi chiz ko ar ees dunia ko v
Mai comments check kar raha tha to aap ka comment Mila, mai kehna chahunga Alhamdulillah aap hausle wali ho, aap ye yaad rakkho ki Allah jise jitna chahta hai use utna hi jyada azmata hai, uspar mushkilain utni hi jyada ati hai, meri aise kai logo se mulakat hui hai jo bade nek aur parhezgar log hai par unpar sabse jyada mushkil aati hai, par at the end Allah unke dilo me sukun daal deta hai, ghamo k andhere kuch zahiri taur par Allah hata deta hai kuch dilo se par khushiyan zaroor aati hai, aur mushkil Ane par ghabra Jana fitrat hai aur jab ye musalsal hoti rehti hai to insaan Sikh jata hai, aur ye hamare liye behtar hai isme Kai hikmat hai, aur jab iski had paar ho jati hai to Allah use us pareshani se nijat de deta hai, ghum na karain, Allah aap ko apni hifazat me rakkhe
@aftabquraishiwisdom suqria baht aapka
@aftabquraishiwisdom ye v aapki bat bilkul sahi kah hai ,,
Mre dilme badi hi saqun hei kuch v nhi hai mre pas avi .filhal ammi gujar gai sudden ar fir mera talaq hua fir ik nai taqlif mei muftala hun,
Leqin baht suqun mei v hu,
Allah ne jo talaq ka kanoon jo irshad farmaya hai qurane paak mei .jisk jariye mei khabis jse sohar se bach gaii agr kya hota mera uss insan se talaq na hota toh Allah ne mjhe bacha lia.esi 10,000 musibaten aan paden mjhpr koi gham nhi mjhe mera Allah jesa koi na hoga musibat se nikalne wala
Woh na deekhne bala gham par v marham rakh sakta hai****
Bhai aap background music jo dete the pehl wo aap dijiye kyu ki music achha hain aur video ko aur achha banata hain aur raat mein video dekhne sunne mein achha lagta hain so pls plss sab video mein music diya karein
Ji inshallah
Bhai mene kafi video's dekhchuki hu koi bhi video samjh me nahi ai but aap ki jab ye video dekhi to tab pata chala kya sahi hai kya galat h
i love you bhai
Gravity law failed for smoke
Aftab bhai mai kia home mai sufi ban sakta hu mai to hanafi hu lekin sufism ke li a chor dunga inshallah
Hanafism Aur Sufism Kafi Closely Connected Hai Infact Jyadatar bade Hanafi Scholars Sufi The
Lohe qurani pr bnaein plsss mujhy lgta h ism e azam lohe qurani mn hai
Inshallah
@@sadia5553 mujhe bhi aisa hi lagta hai
Merai bhai tumhai bas thora intro aur editing par Focus karo tab apkai videos ko pushback milega example dhruv rathee videos your explanation is good like dhruv just focus on those points and TH-cam algorithm
Acchi suggestion hai shukriya, mai gaur karunga ispar inshallah
Allah huakbar Allah huakbar Allah huakbar Allah huakbar Allah huakbar Allah huakbar Allah huakbar Allah huakbar Allah huakbar Allah huakbar
Dear u promise ke ism e azam batao gaye per apne tu Kuch bhi nahi bataye jo kuch bhi apne last episode main share Kiya hum tu already jatna hain . That's not fair..
Aapko ism e azam kya hai pata chala?? Main bahot majboor hu mere beta bahot bemar rehta hai koi doctor Bhi madad nhi Kar pata hai muje please ism e azam kya hai bataye taki Mai apne bete ki shifa ke liye allah tala se dua maangu aur mera Beta normal zindagi jiye muje esm e azam ki bahot zarurat hai
Bhai Ya hayyo Ya Qayyum kasrat se padh kar dua karen
A..
Allah k sifati namo k zariye Allah se mange,,,salatul hajat namaz padh kr,,, ya hayyu yaqayyum,,,,ya Hannan ya mannan,,,ya sattar ya gaffar or farz namaz k bad dua me,, insha allah zarur qbul hogi
दुनिया ke सभी Muslim kaafir ho gaye hai. Ab ye 72Firke me bate aapas me ladhane waale Ha'Raami mardud ho gaye hai. सभी Ha'Raamiyon pe Allaah, Rasulallaha, Fariste our mominon ki laanata ho. Aamin, Aamin, Aamin.
Bhai mujhe mejhe lagta hai Na tum Ahle haddes ho na deobandi ho aur na hi Shia ho Mujhe tum Sunni(ahle sunnat wal jamaat Barelvy)lagte ho
Bhai sirf musalman hain. AUR jo tafurqe daltaa hai wo kafir hai kyu ke is ki sooch aisi hai
Ji aap ne sahi kaha, aur mai ye bhi batana chahunga ki Hamari family UP, Bareilly ki to hai par Mai apne aap ko kisi ek specific sect se identify nahi karta na deobandi na kuch aur, mai use qubool kar leta hu jo reason ke mutabik sahi ho aur jo fitrat ke kareeb ho aur society ke liye behtar ho, chahe wo kahi se bhi mile mujhe bas Islam ke fundamental principles ke against na ho
@@aftabquraishiwisdom ha yeh acchi baat hai Bade bhai Allaha apke ilm me aur ijafa kare
@@aftabquraishiwisdomha bhi kyu ki mujhe yakeen tha ki Allaha unko itna ilm nahi deta Jo Nabi pak sallahu allyhe walsalam ke ilm ka inkaar karte hai
Par bhai aap occult wagaira me imaan rkhte hai jabki prophet muhammad ne saaf mana kiya hai
Messenger of Allah (pbuh) say: “Whoever wears an amulet, may Allah not fulfil his need, and whoever wears a sea-shell, may Allah not give him peace.” (Masnud Ahmed 16951.)@@aftabquraishiwisdom
Bhai tum video late upload karta hoo isiliye tumhare channel grow nahi hoo rahi hai
Hello beta tu kaun hai ki mujhe maloom nahin tera phone number chahie mujhe
Thanks