Nohay 2023 | Azadari Zaruri Hai | Syed Ahsan Abbas Baquri | New Noha Muharram 2023-1445

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 20 ต.ค. 2024
  • ‎بسم رب الحسین ع
    Nohay 2023 | Azadari Zaruri Hai | Syed Ahsan Abbas Baquri | New Noha Muharram 2023-1445
    #nohay2023 #azadarizarurihai #syedahsanabbasbaquri #saabproductions #Album2023 #Title #azadari
    AZADARI ZARURI HAI🏴
    SYED AHSAN ABBAS BAQURI EXCLUSIVE
    2nd TITLE NOHA 2023/1445
    PRESENTS | SAAB PRODUCTIONS
    This Kalam is Recited by Syed Ahsan Abbas Baquri & Written by Mohsin Abbas Rizvi
    ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
    Title • Azadari Zaruri Hai
    Recited & Composed by• Syed Ahsan Abbas Baquri
    Poet • Mohsin Abbas Rizvi
    Chorus | Rizwan Mirza & Team
    Audio • NAAZ Records
    Mixing & Master • ODS Studio (Umer Qureshi)
    Video • SAAB Productions
    Camera • Syed Abbas Hussain Lutfi
    Camera Support • Syed Raza Abbas Baquri
    Editing • JQ Productions
    Creatives • Syed Ali Abbas Baquri
    Media Partner • LiveAZA & SNS AZADARI
    Special Thanks • Syed Mubashir Hussain Abidi
    ~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
    Follow Us On Other Social Media Channels:
    “Follow on Facebook”
    www.facebook.c...
    “Follow on Instagram”
    / syedahsanabbasbaquri
    “Subscribe our TH-cam Channel”
    / @syedahsanabbasbaquri
    Pervious Title Noha’s:
    New - Labbaik Ya Hussain (as)
    • Nohay 2023 | Labbaik Y...
    1. Har Dil Ki Sada Ya Hussain Moula (as)
    • Har Dil Ki Sada Ya Hus...
    2. Gham e Hussain Mitane se.
    • Nohay 2021 | Gham e Hu...
    3. Aye Shahe Karbala Zehra ka wasta
    • Nohay 2021 - Aye Shahe...
    -----------------
    Lyrics:
    Ya hussain ya hussain
    Azadari zaruri hai
    Isi se qalb roshan hai mere dil ki yeh dhadkan hai
    Azadari zaruri hai azadari zaruri hai…
    1)Azadari ku pehchano yehi haq hai musalmano
    Azadari se he sab hai azadari he aur jab hai
    Yehi kehte hai hum sab se hamari hai yehi pehchan azadari zaruri hai…
    2)Ye hai allah ha ka wada isi zehra ne tha manga
    Ye ahle ishq ki duniya yeh matamdar ka qibla
    Hai is mei shart nahi walla yehi deen hai yehi ima azadari zaruri hai…
    3)Ye rahe haq hai moukam hai azadari he muqdum hai
    Yeh mazloomoun ki nusrat hai hamari wajhe qilkat hai
    Yehi maqsat hai jeene ka basi rehti hai is mei jaan azadari zaruri hai…
    4)yeh ibne fatema ka gham sab he ro kar saja zam zam
    Yeh nouhe marsiye matam alam bardar ka parcham
    Woh farshe gham ho ya majlis hai in per jaan bhi qurbaan azadari zaruri hai…
    5)Aza ka jo bhi munkir hai woh kafir hai woh kafir hai
    Aza se jis ko nafrat hai khuda ki us pe lanat hai
    Woh zalim hai munafiq hai wohi hai asl mei shaitaan azadari zaruri hai…
    6)woh atish per kadam rakh k mohabbat ka barham rakhde
    Woh abid k khayaloun se guzar jate hai sholoun se
    Ali ka naam le le kar ghulamein sayede zeeshan azadari zaruri hai.
    7)yehi deen ki zarurat hai ye mazloomoun ki nusrat hai
    Yeh pyassoun ki amanat hai aza he dil ki hasrat hai
    Ab isse badh k kya bole yehi zehra ka hai armaan azadari zaruri hai..
    8) yeh matam ki sadayein hain azadaroun ki ahein hai
    Woh ahsan raat ho ya din ye jazba dekhte mohsin
    Falaq bhi thar tharata hai farishte hogaye hairan azadari zaruri hai…
    Azadari zaruri hai
    Azadari zaruri hai….

ความคิดเห็น • 17