Mango Pickle -Desi Aam Ka Achaar - How To Make Mango Pickle
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 9 ม.ค. 2025
- Recipe
Raw mango(kacha aam) 1 kg
salt(namak) 4 tsp
turmeric powder(haldi) 1 tsp
coriander seeds(dhania powder)
fennel seeds(saunf)
dry red chillies(sukhi lal mirch) 8-10
cumin (zeera) 1/4 tsp
fenugreek seeds(methi dana) 1 tsp
onion seeds(kalonji) 1/4 tsp
mustard seeds(sarso ke daane) 1/2 tsp
carom seeds(ajwain) 1/4 tsp
turmeric powder(haldi) 1/4tsp
coriander powder(dhania powder) 1tsp
red chilli powder(lal mirch powder) 1tsp
mustard oil(sarso ka tail)100ml
salt and turmeric water(namak or haldi ka pani) 1tbsp
Hame bhi aap ki dishes bahut acche lagte hai,
Bhaut badiya mam. AAP bahut aache se sikhate ho .
Apka program bhut acha hai👍 apk bolny ka andaas bhi acha h👍 .. Or apny ghr kbhi ander sy bhi dekhae ga .. 👍👍
Ji aapke bataye mutabiq achar banaya👍Mazaa aagya👏👏👏 pdosiyo ko bhi aapke bare mei batya. Apka Bhut bhut shukriya
+Veenita Paul ji
Icy tarah piyar dete rahen aap ka shkriya
Ma sha Allah bhot authentic recipe h
mashalla App ko nazar na lge aur achchi achchi dishes bnayaye. aap bhaut achche se btati h. hum To app ke fan h bhaut bde superb mam👌👌👌👌
Yummy 😋 pikel so nice api and you love u api
aapka samzane ka tareeka, aap ki receipe se muze bahot seekhne ko mila, thank you and keep it up !
+shweta deomane ji
Thank you sister
Wahh mun me pani agia Excellent.
Subhan Allah. Bahut umda. Jiyo bibi.
+Bakhtawari Begum ji
Shukriya aapa
Assalam alaikum
Appi
Ap ki du recipes main ne try ki ju bahut hi zaeqedar bani thi (jalebi aur haryali chicken) ma sha allah ap bahut achhe tariqe se batatin hain .
Please aam ka khtta mitha achar aur tamater ka achar bhi bataiye .
Walekumassalam dear inshaallah zarur banaynge
Aap hamare dusre chennal samina s kitchen tips par gujrati chunda ki video bhi dekh len dear Thanks
sach me ap ki waja se hum to chef hi ban gyae hain..
+shamsa nayani ji
You deserve it dear
bht achey se samjhati hain ap aur bht achi recipe di hai ap ne mai zaror try kron gi..thnx from Pakistan.
+Sohni Mohni11 Sohni Mohni11
Shukriya
aapa hm ap k bht bary fan ho gy hn. piyary pakistan sy apko mohbbat bhra salaam. and plz hri mirchon ka achaar zror sikhaiy. sirf hri mirchon ka. thnx
+Umairyamin Yamin ji
Itni pyar bhari baton se dil khush ho gaya inshaallah jaroor bataungi aap ko shukriya
Ap k batny k style bohat acha ha
Wah mam very testy aur aap bade khubsurat tarikese sumzate hai duwa karte hai ki aap Hume achchi achchi recipes sikhate ruhe shukriya aapka
Excellent boht khoob. Shandar achar dalla hy Kia 👌👌👌👌
+saba iftikhar jafri ji
Thanks for like dear
assalamuallikum aapa aap ki har dish muje bohat pasand hai 👌👌👌👌
Jazak allah u khairr
Aap ny meri farmaish poori kardi
Excellent recipie
Allah paak aap ko deeno duniya main rehmat o aafiat ataa farmaye k aap apna talent ham sy share karti hain
Jazak allah u khairrr
+rakioon sajidoon ji
Shukriya
Aap ache dhang se explain krti hain. Good recipe thanks for sharing your video.
recipies bhot achi h ap ki thanks
Allah apko jazaye kher de Ameen aur mujhe lasoory aur aami ek sath ka achar batayen plz
Yummi Dedi maza aagaya... Hip hip hurry 👍👍👍👍👍👍Mohammed Aslam
+Arctic Circle ji
Thank s for your nice compliment
Very nice recipe Jazakallah khair for sharing your recipe.
Buht zabardust .ap hmey leemo or mirchi ka achar bhi bnana sikhlaen.
+Faheem Abdullah ji
Jaroor sikhanyge shukriya
Masha Allah very nice
Mam you do a great job. ALLAH karay aap jitni sugghar me b hojaun. Aameen
Nice,ambi ka pani jo nikla hy wo wapis dalny sy achar kharab nhe ho ga,aur agr ye pani wapis he daln hy tou ambi ko pehly chiraty kiyoo hain ?
muazaz kathoon plz Kashmiri Mirch k achar b bnana sekyain
+Mehreena Khan ji
Inshaallah jaroor
Omg mooh mein paani agaya
Assalamoalikum wrwb to all MUSLIMS.pls mix achaar bhe banana bataein jo store bhe kia ja saky.Allah swt apko sehat aafeat or eemaan ata fermaey AAMEEN
Thank you Didi love the way you speak
Mam agr sabut kashmir mirch na ho to paprika bri wali dal dy
asalaam u alikum. baray karam lemo mirch or lehsan ka achaar banana bata den. allah apko hamesha khosh rakhe. ameen
+shakeel khan ji
Walekumassalam inshaallah jaroor bataynge shukriya
aapne bahut aache se bataya hai.
+THE INDIAN KITCHEN ji
Thank you
nice way of making pickle
Kindly lasoory ka achar dalna bta dain,jb bhe dalti hoo thory din k bad kharab ho jata hy
MASHAALLAH aap bolti bhi boht pyara hein.
aap kare ki sanji banana bhi sikhaye
asslamu alaikum my sister
Pichhle saal aam sukha kr rkhe huye h, unka achar bnana h please jaldi se ek video bnaiye uska achar kese bnate h, mujhe urgently bnana h
bibi jis bartan sa achar nikal k botal men dala tha aur malmal k kapray sa dhanp kar 4/5 roz k lia dhop men rakh k jab achar ko khola tab bhi wohi bartan wasay hi para hua tha?// umeed ha k ap bat samajh gae hongin yes aap k khano ki receipe kafi achi hoti hen. keep it up.
Super mam I like all dishes . If urs mam.. thanks 😍👏👏
Aunty isme lehsun aur Rai dal bhi daal sakte hai kya agar haa to kitna daale?
Dal sakte hen lehsun 50grm raidal 2 tbl spoon
very nice m favourite thank u
ماشأاﷲ محترمہ آپ کے تمام طریقے بہت آسان ہیں کھانا کوئی بھی ہو آپکے بتانے کا انداز اِتنا آسان ہے کے کوئی بھی بنا سکتا ہے اللہ تعالیٰ آپکے عِلم میں مزید اضافہ کریں اور آپ کے چینل کو ترقی عطا کریں آمین۔ محترم خاتون چند دن پہلے آپ سے ایک گزارش کی تھی جسکا جواب ابھی تک موصول نہیں ہوا ۔
+muhammad khan ji
Aap ki hosla afzai ka bohot bohot shukriya
Aap baray karam apna sawal batayn
Auntie plz lasore ka or aam ka mix achar banana bata dain
Aapka garam masala video lazawab hai! Ye achar kitne din tikega?
One year
15 denis ko doop m rkna hy ya nhi
Salam
MaaShaAllah very nice video
Plz Gunde ka Achar be bata hai
JazakAllah Khair
U r the best 👌👌👌👌👌
kiya achar ka used oil new achar ma daal saktay hay? r agr kachay aam, lemon r nasoray ka mix achar banaya jai to wo sahe ban jaiga...
plz reply soon.
Yes use kar sakte hen or mix achar bhi bna sakte hen
Zaika Dilli 6 plz share recipe of mix achar of lemon, lasoday or kacha aam.
Haldi namak wala pani ap ny q add kiya pani to achar ko kharab karta hai ?????
Nicely done 👍
Bahut accha
Bht aala
isme hum sirf sarso ka oil hi daal sakte hai ya phir veg.oil bhi daal saakte hai
ji aap sirf sarso ka oil hi use kijiye.
bht achy mam zaika dili
+Pinku Prince ji
Thanks a lot
+Pinku Prince ji
Thank you
mazay dar.
+Syed Riz ji
Shukriya
Madame aachar se nikla paani dalne se fungus nahi lagenge?
No
MA SHA ALLAH nice hn ap to bht
As salamo Aalekum baji ap sukha hua aam. Ka achar bana btaye. Plz
Please batye.
what is the main reason. that even if we place achaar in sunlight. but even after one month it stays hard and stiff.
Waiting for your kind reply.
viewer from pakistan.
Sara
First to achar poora oil me duba hona cahiye second achar dalte waqt aami me so jo pani nikalta he wo bhi dalna cahiye usse achar soft rehta he or aap video dhyan se dekhen dear Thanks
Zaika Dilli 6
THANK U FOR THE REPLY.
AFTER APPLYING HALDI AND SALT FOR OVER NIGHT AND DRAINING OUT WATER.
CAN WE DRY AMBI IN FAN ONLY. AGAR SUN GHAR MAI NAI ATA HO ATNA.
Yes 4 hours fan me sukha len or wo pani bhi dal len
Zanardast per aap ne Pani q dala h achar kharsb to nhi hoga
Samina bji agar glass ka jar na ho to plastic k bowl m rakh k sunlight laga skty hain?
Plastic k jar me rakh kar dhoop laga sakte hen Thanks
Baji kya lahsan dena zaruri nahi h agar de diya to kya koi nuksaan hota h plz reply
Dal bhi sakte hen nahi bhi dal sakte hen Thanks
baji me ne haldi or namak ka jo proces hai usme namak kam dala ha kya kru?
Sahi rahega
Achaar km dhuli keri bila msala kaise khana keri k liye (teeth) na ho to kaise achar enjoy kre msala dher saraho baat bn jaye tkx
Khuda आपको हर बुरी नजर से बचाये 🙏 आपकी ज़िंदगी में हर खुशीया शामिल करे। जिस तरह आप प्यार से सभी मसाले add करती हैं
+Veenita Paul ji
Shukriya same to you
Ameen
Aik kg Aam main kitna sarso ka oil lena ha plzzzzzzz tell me
200 ml
Aunty main jab bhi achaar banati hu wo 3 - 4 saal tak kharab nahi hota. Isme achaar ka pani daala hai to ye kab tak tikega?? Kya ise fridge me rakhna padega??
Ye bhi 2 sal chalega dear bahar hi rakhna he
Looks very delicious
bhot acha achar bnaye ap lekin achar me aapne pani dale usse achar khrab nhi hoga kya Q k achar me pani nhi padta na
Isi aami ka pani he dal sakte hen
Gosh ka achhar bhi bataye pls
Dear sister love your recipes , you have uploade almost all important recipes , but I was looking for shalgam char , if you know hoe it is made many thanks
+Ranam Ughaid ji
Shukriya shalgam ka bhi mooli ka bhi achar hame bohot acche se aata he jaldi hi dalenge
Ranam Ughaid
plz Sardai bana na sikha dein
Awesome
Nice Aapi
Appi main mango lai ho achar dalne k liye wo mithe nikle h kya kro kuch bta hi de
Aap hamare dusre chennal samina s kitchen tips par gujrati chunda ki video dekh len wo bana len
Salam, dhoop na ho to aam kesay sukhaein.. kya pankhein k nichay sukha saktay hain.
+Adil Malik ji
No
or muje adha kil0 ki recipe bta dein. ya me isi ka adha quantity masala dal lu.
Yes dal len
mem ap ne pani add kiya h usse fafon. to nahi ayegi
+Samar Khan mem nice resipi ji
Humne achaar ka hi Pani add Kiya hai..jab aambi Ko raat bhar chhoda tha tab jo Pani Nikla tha Wahi add Kiya hai..isse achaar khrab nh hoga
e c recipe se mircho ka achar bana sakte hain?
+Shahnaz Shams ji
Humne mirch ke achaar ki video bhi upload ki hui h..aap dekh Sakti hain
Baji assalamualaikum ap plz gatmi mai looooo ke liye aam pennaaa bataiga apne wala
Aam ka panna k nam se video dali hui he aap dekh sakte hen Thanks
Ma'am maine abhi kch din pehle ye achar bnaya hai bt aaj thoda ek do piece me fungus hona shuru hua hai actually jo kanch ki handi hoti hai usme bnaya hai maine wo airtight nhi hai upr se bs aise hi kanch ka dhakkan hai ab plastic me store kru ab isey ya kya kruuu please help me maine first time bnaya hai taste bna hai sbne tareef ki bt ma'am ye prblm agyi ab main kya kruuu please help me ASAP plzzzzzzz plzzzz plzzzz rply ab apka hi sahara hai plzzz ma'am i request you 🙏 🙏
Aap is achar ko plastic k dabbe me daba kar bharen oil achar se oopar hona chahiye fungus sahi ho jayega plastic ka dabba chota len dabba achar se bhara rahe
Salam sis, bohat maze ka achar lag raha hai, main try karna chahti hon lekin main USA ke os hissa mein hon, jahan dhoop mushkil se nikalti hai, so os ke liye kya karon?
+Anjum Niazi ji
Walekumassalam dear ktey aamo ko fan ki air me 24 hour sukhayen baki sab hamara method use karen oil achar se oper chada kar rakhen 1 month k bad use karen
Bohat shukria, banae ke baad aap ko bataon gi ke kesa bana :)
AP ne ic main pani dal deya ye khrab ho jy ga
Ye aam ka hi pani he isse kharab nahi hota
nice
+Saleha Khan ji
Thank you dear
Panjabi kitchen main aam ka achar dhoop main kyun nahin rakha??
Bina dhoop wale achar ki recipe aap hamare dusre chennal samina s kitchen tips par dekh sakti hen video dali hui he Thanks
Excellent
Aapa asmk,agar hum aisi jagah rehta hae jaha dhoop mein bahar nhi rakh Sakta,toh ghr mein aisa he rakh le,or amiyo ko haldi namak ke Pani ke baad fan mein sukha le yeh dhoop mein he sukhae
My dear aap hamare dusre chennal samina s kitchen tips par dekh sakti hen wahan bina dhoop ke achar ki 2 video dali hui hen aap zarur try karen
Baji sabut kashmiri red chilli kha milenge purani dilli me mil jyegi
+Saima Sualeen ji
Fateh puri chowk me mil jaygi
thank you
Please aloo ki tahari sikha dain I am waiting 😊😊😊😊😊😊
+saba iftikhar jafri ji
Aalu masala pulao ke nam se hamari video dali hui he aap dekh sakti hai
my mouth got pani pani
+Toko Yanki ji
Thank you
Thank you baji me apne husbnd se magaungiii
mam ya akhir ma pani dalna zarury. ha?
+Ainee Qureshi wo pani nahi hai hamne apni ambiya jo charayi thi to wo hamari ambiyo ka hi nikla hua pani tha ek boond bhi pani nahi dalta isme alag se is pani aapka aachaar bohut soft rahega 1 saal tak no dry
oh u mean jo start ma ambion. ka. pani nikallana usay phankana nhy last ma is ma add Kar daina ?
Ap ny kitny mango liye hain aachar k liye
Half kg
brtn zra achy use kia kre
Thanks 👏👏👏🙏 laajawab 👍
DIDI VERY NICE MANHO PICKLE
Best one