Lauda best 30mbps plan hai Aur dulex Ghar hai upar k room mein gye toh 3-4 Mbps deta lauda lasan Range bahot bekar hai bhale router k pass bethi toh 26-27 Mbps aajata hai
@@nhidkingagar ott aur live tv channels nahi chahiye to airtel best hai... Aur customer care service bhi achhi hai airtel ki....... Jio ki wifi range badhiya mil rahi mujhe ghar se bahar 30-40mtrs radius me aur 3 device connect ho aur streaming chal rahi ho fir bhi same speed aati hai sab me
Hello bhaiya, Outdoor Device se Router tk jo cable lagti h, wo *kitne meter tk cable free rehti h* , or uske baad kitnna charges hota h per meter ke hisab se
@@srikanttechofficial Meri location 📍 Jabalpur, Madhya Pradesh h Mujhe ye bola gaya tha, 15 meter cable free h, ushke baad Rs. 35 per meter ke hisab se charge rahega.
Sir jio stb ka ethernet port gigabit hai ya nahi. Mera 100mpbs ka plan hai wifi se stb ko 109 up or down athi hai aur ethernet se 98 up or down athi hai kiya ye sahi hai ?
Bhai airtel Xtreme ka kaise pata kre ki mere area me available h ya nhi... Mai online book kiya tha to unhone bola aapke area me service unavailable h. But jio ka air fiber available h yeha.
Sir... Mene camera lagvaya tha but router nahi lagaya thA or ab mene jio fiber lagvaya he or ab camera ip change ho gaya he to kese chalu karu koi help kardo
airtel airfiber best hai
Jio air fiber best hai
Upload speed 1-2 aa raha bhai 100 mbps plan ha
@@Jpxgamer mera 30mbps plan hai aur upload speed 29-30 Mbps mil rahi.... Depend hai tower aur router location pe
Na bhai mere pass airtel Air Fiber h wo best h
Lauda best 30mbps plan hai Aur dulex Ghar hai upar k room mein gye toh 3-4 Mbps deta lauda lasan Range bahot bekar hai bhale router k pass bethi toh 26-27 Mbps aajata hai
@@nhidkingagar ott aur live tv channels nahi chahiye to airtel best hai... Aur customer care service bhi achhi hai airtel ki....... Jio ki wifi range badhiya mil rahi mujhe ghar se bahar 30-40mtrs radius me aur 3 device connect ho aur streaming chal rahi ho fir bhi same speed aati hai sab me
Hello bhaiya,
Outdoor Device se Router tk jo cable lagti h, wo *kitne meter tk cable free rehti h* , or uske baad kitnna charges hota h per meter ke hisab se
40 meter tak company deti h bhai agar extra lagta h to uske liye maneger se baat krna padta h baki koi extra charge nhi lagta h
@@srikanttechofficial Meri location 📍 Jabalpur, Madhya Pradesh h
Mujhe ye bola gaya tha, 15 meter cable free h, ushke baad Rs. 35 per meter ke hisab se charge rahega.
Sir jio stb ka ethernet port gigabit hai ya nahi. Mera 100mpbs ka plan hai wifi se stb ko 109 up or down athi hai aur ethernet se 98 up or down athi hai kiya ye sahi hai ?
Bhai airtel airfibre or Xtreme fibre me kya difference hai
Bhai airtel Xtreme ka kaise pata kre ki mere area me available h ya nhi... Mai online book kiya tha to unhone bola aapke area me service unavailable h. But jio ka air fiber available h yeha.
Har jagah jio best nhi hota, 3 sal se jio sim me fasa tha😢 ab jake airtel me mera need fullfill hua hai😂 thora mahnga hai par mere yaha best hai
Sir... Mene camera lagvaya tha but router nahi lagaya thA or ab mene jio fiber lagvaya he or ab camera ip change ho gaya he to kese chalu karu koi help kardo
Camare wale kr denge uska ip set
Bhai Kya Ham Jio Airfiber Se Jio Airfiber Plus Par Upgrade Kar Sakte Hai?
4g network par lag jayega kya
Nhi
BSNL aur rail wire kai upper video banao
Bhai Jio Air Fider plus c6 ko kasia Book Kar Online pura Dital diga bhia❤❤
Kya Ranchi me jio air fiber lag sakta h
Ha bhai lag jayega aap apne near me jio stor pe chal jaiye wo log kr denge
बीएसएनएल का क्या अपडेट है?
BSNL Abhi koi update nhi h
499 ka plan kaha dikha rha?
Monthly Data Limit kitni hain Airtel mein ?
1 terabyte bro High speed
Later on 2 mbps unlimited
Best airtel speed 🎉🎉
ap kaha se hai bhai
Dhanbad jharkhand
Totol cost jio fifer
2121
Airtel airfiber me call hota hai kaya?
Landline lena padega
Nhi air fiber mai call nhi hota hai