Bhai aapki baat sahi jab humne puchha tha agency balon se differential gear ke bare mein unhone kha kii isko use na hii kre toh acha hai tractor andhar andhar se bhaut kuch tod dega
Mud me kaam nahi krta ye sukhi mitti hai esliye nikal gaya mud rahta to dono tyre slip marne lagte. Maine mud me bahut baar try kiya lekin tractor kabhi nahi nikla.
Mysore jhuthi Nahin Hai vaise Nahin ho jayegi Hamen bataen Koi Jankari ke video Banaya karo ji se Hamen Koi Jankari mile chalo aapane koshish ki Achcha hai Humne comment kar diya
Very good bhaiya ji mujhe to pata nahi tha Aaj chala thankyou so much
Well explained 👌
Badhiya bhai good job 👍
Thanx bhai
Bhai aapki baat sahi jab humne puchha tha agency balon se differential gear ke bare mein unhone kha kii isko use na hii kre toh acha hai tractor andhar andhar se bhaut kuch tod dega
Good information
Thanks
❤❤❤ love you bro🎉 thinkyou
Bhai the way of your explanation is too good
Thanks alot bhai
Good information bhai ek vedio agle tyre kese uthate h wo bhi btana
Sure
Super sir.
Esa video swaraj ka banao bhai
Differential lock kaun se gair me use karenge
Aapke yaha ki mitti bahut soft hai
Ji bhai ...soft mitti h
Konsi gear me lagana chahiye or akbar batao or rpm kitna dena hai 😅
High 1 gear or rpm swad anusar
Bhot kam ki information
Thank you bhai
clutch dbaakar lock ko press krna hai ya clutch chodne ke baad ?
Chodne ke baad
बहुत से ट्रेक्टरो में ये डिप्रेशन लोक नही होता है।
Brake ka use bhi kiya ja sakta hai
Bina clutch dbaye bhi laga sakte hai kya
Lga sakte h ..but gear failure ho jata h kai baar load me ...to us situation se bachne k liye ..aap clutch ka use kre its safe
Phala cluch karna hogha ke
Mice 😁
Swarj 735 fe me nahi h
Massey Ferguson ka dynatrack model mein yeh locking differential hota hai kya ji ?
Nahi
Agr jutai krte time dick plough me agr is lock Ka use kre to kya tractor pr koi lod pdta he ya diesel Jada jlta he kya
Ans me
Load pe dba sakte hain
Ha bilkul ..bs stering sidha hona chahye ...mod par na dabaye
Depression lock dabana se kaun kaun sa nuksan hoga
Isko mod par na dabaye bas Kyoki mod par dono tyres ki chal alag hoti h
To crown pinion pe maintenance aa sakti h
Mud me kaam nahi krta ye sukhi mitti hai esliye nikal gaya mud rahta to dono tyre slip marne lagte. Maine mud me bahut baar try kiya lekin tractor kabhi nahi nikla.
To 4by 4 kharid lo na
Mysore jhuthi Nahin Hai vaise Nahin ho jayegi Hamen bataen Koi Jankari ke video Banaya karo ji se Hamen Koi Jankari mile chalo aapane koshish ki Achcha hai Humne comment kar diya
Thanks ji
UseDC
Har vakt nahi kam aata hey ye
E
Salip gear hunda salia
umeed hai Apna ghar ta ase na bolta hovega veere
..wo differntial lock b h ..phle pta krlo
Desi pasha ch salip gear te original name hai differntial lock hota hai
Punjabi ch kehnde aa salip gear