Brother isko charge krne ka liye agar koi adapter len to 12v kitne amp ka hona chahiye? Agar 12v 5A ka adapter ho to use krna sai ha ya battery ki health damage hogi Another thing full charge pe ye kitni der chalegi
14 v 4 amp Sa charge Karna mana ak short video upload Ki ha jis ma mana Small power supply banai ha vo dak lo ap ma us Sa charge karty Hu is battery ko
2000 mah k cell ho 24 cell laga ga lakin cell balcul new use karna Varna agar in ma sa koi ak cell b weak hoga to pore battery heat ho gay gi charging karta va is lay new cell use karna
Bro Jaruri nahin hai ki 40 empier ka hi BMS lagao 20 empier wala BMS laga do usse bhi kam ho jaega yah battery bike ke liye best hai agar is battery ko aap new cells se banate ho to
Assalam O Alikum bro ma ne 12 lithium ion battery se pack banaya tha 1 battery 1500mah ki ha is battery ko 1:15 hour chlane pr 5 second ke liye auto cut hota ha or 5 second ke bad phr dobara aisa ho ta ha mera bms 3s 40A ka ha mane ye battery pack new cells ka banaya ha is ki price mughe 2200 pri ha
bai maine 100 se ziada video dekhen hain magar har koi alag alag tareke se batry bana rae hain bai me seekne ki koshish kr rha hon magar confusion baut hai 😢😢😢
@@TechnicalExperiment0 bai koi sab cellon ko praral me koi series me is liye samajh me nai hara hai bai me sadar gaya maine unhe kha 50ahm ki batry bana k doge kia loge bola 50000 bai wahi batry me kud banaon gar per 18 se 20000 me banegi
Zabardast bro apne samjhaya buhat tariqy se hai
Thanks 👍
Think AP nay ezei tareka se sam jaya .me Pakistan se hno karchai . Or AP or video or eize tarekay se bany❤❤❤❤❤❤
Ma b Karachi sa hu
Zabrdasti
❤ Bhai Aap Ka Video Bahut Badhiya He..... Aap Aise Hi Mehnat Karte Raho Ek Din Jaroor Kaamyab Hoge 🇮🇳
G shukria
Bahot khob g .per yeh soldring past kahan se mil skti hai
Electric ki kasy b shop pa
Brother isko charge krne ka liye agar koi adapter len to 12v kitne amp ka hona chahiye? Agar 12v 5A ka adapter ho to use krna sai ha ya battery ki health damage hogi
Another thing full charge pe ye kitni der chalegi
12 v 3 amp ka charger say raha ga is k lay
I am Pakistani very good project
Good information dost thanks for your video hamare india 🇮🇳 me ye bms 38 rupees me milta hai
🤩 wow or yaha 100 ka
@TechnicalExperiment0 phir bhee sahi hai dost according to compair usd dollars brother ap ki video dekhne ke baad main bhee ek bms banaunga insallah
Great work bro
👌
33 cell 40A BMS ki battery ko charge kitny volt and kitny ampr ky charger sy krna hai ya bhi to bta dijiye ga bhai, ❤
14 v 4 amp Sa charge Karna mana ak short video upload Ki ha jis ma mana Small power supply banai ha vo dak lo ap ma us Sa charge karty Hu is battery ko
@@TechnicalExperiment0 mery pas laptop charger hai 3 alag alag
Sprey pump chalata?
Wow nice good
Very easy, keya aap mujhe baij sakte ho ye battery bana kar please?
Yes afcorse
Khay sa ho ap
achhe se btaya aapne bhai
Walaikum assalam waramatullahi wabarkatahu
Bhai 12v 15ah ki lifepo4 battery banani le to kitne mah ka cell chahiye or kine cell..?
2000 mah k cell ho 24 cell laga ga lakin cell balcul new use karna Varna agar in ma sa koi ak cell b weak hoga to pore battery heat ho gay gi charging karta va is lay new cell use karna
@TechnicalExperiment0 thank you Bhai
Video achii banai hy Apne
Thanks 👍
Bhai mere pass 15 battery hai 18650 3.7v issme konse bms use kree pls bta dijiye
Agar battery 2500 mah ki ha to 20 amp BMS use Karo or agar 1800 mah ki ha to 10 amp vala BMS use Karo
@TechnicalExperiment0 bhai 2600 hai
Bms kharab toh nahi hoga agr 3s 20 mah ki bms use kru 15 battery me 2600 mah kii
40 amp ka bms agr lgahyn 12volt battery k lyh tu kya the best hu ga bms charging k lyh. m ny yh system bike ki battery ki jagha lgana hy plz guide
Bro Jaruri nahin hai ki 40 empier ka hi BMS lagao 20 empier wala BMS laga do usse bhi kam ho jaega yah battery bike ke liye best hai agar is battery ko aap new cells se banate ho to
So beautiful video bro
Mujy ye wali battery chai hy. Bej dena bhai
Ap khay sa ho address batao
bhai 33 cell ky sath 3S 40a bms lgany ky sath battery ki totally out put power Yan MAH and AMPR kitny dy gi 😮😮😮
Kitne aah ka cell hai usko 11se multiply kar lo
Agar 2000mh hai to 22ah ka hoga agar cell 3c hai to 66ah ka discharge banega
C’est excellent 👍
Sir 10A bms ko 12v 20ah battery pack k sath connect krsakte h kiya? Kiu ki apne 10A bms ko 10ah battery pack banaia....plz sir reply....
Nay ap 10 amp BMS ko 10 amp tak ki battery mahe use kar sagty ho
Assalam O Alikum
bro ma ne 12 lithium ion battery se pack banaya tha 1 battery 1500mah ki ha is battery ko 1:15 hour chlane pr 5 second ke liye auto cut hota ha or 5 second ke bad phr dobara aisa ho ta ha mera bms 3s 40A ka ha mane ye battery pack new cells ka banaya ha is ki price mughe 2200 pri ha
Acha good
Bhai 3s 20 amp bms me kitni battery laga sakte hai
12 cells tak laga sagta ho
Grat work bhai
sir a battery computer ups me kam karega?
computer ups se full charge hoga kya?
Ya 10 amp Ki ha Agar apko ups ma lagani ha to 100 amp Ki use karni hogi
Bro agr isy soalr s chrge kry tw?
Ha solar sa charge kar sagta ho 10 ya 5 amp ka buck converter laga k
Soldering iron kitne watt ka use kar rahy hen ap?
60 watt ka
@@TechnicalExperiment0 hmm mey bhi yehi use kar raha ho lekin itni asani se chipak nhi raha ..
Can we use cell holder
Ofcourse
Yes
Kitny ampere ka charger huna chaeye 8ah lithium battery KY leye batana dear
3 amp ka
@@TechnicalExperiment0 14 volt 2 ampr ka lagaya hy slow kar ra charge 13 volt 10 ampr ka use karskty Kya ?
Kya ye battery ups mei charge ho sakta hei
No
@@TechnicalExperiment0 lithium battery ups mei charge kaise hoga
2000mh .1500mh. parelal karnese kya ayesa kar sakte hain
Ha palcul kar sagty hy
Can I use this package for Bluetooth speaker 12v ?
Brother can i use in my ups
Connection samajh me nhi aya
Bettry 1,2 kaise jane
Bplus battery ke plus mein b - battery ke mines Mein B1 battery 1 mein B2 battery 2 mein simple ha
is 12 vOlt battery ke sat 48 vote ke sat sirij kor 60 volt bana sekta hu ? please Ripley , main Bangladesh se hu
Nay balcul nay
Bike self start hogi kya
Ha g hoga lakin new cells pa banana battery
Ek cell Kitne amh ka hai?
2500 mah ka ha
Lithium battery ap ka kis se charges korega bhai.adaptorse ky.
Power supply Sa
Mare channel pa power supply Ki video ha shorts video ma vo daklo
In cells ki price kiya hen..or ye chargeable hen?
Ha ya chargeable Hy
Iska price 50rupay per cell hai
@@TechnicalExperiment0 isse 100 watt convert me us kr skte h
😊
G kar sagta hy@@AkashSingh-cn6wi
Bmc se lazmi lagana hai kia ager na lagye tu kia ho ga
Spry machine chalaye ki
3.7 v ki 3 battery jodo gay to 11.4 v hi dy gaa
3.7 volt ka cell full charge karna pa 4.2 volt data ha is lay 3 cell sa 12.6 volt banta ha
Bhai ye bettry dangerous ha ya nh
Nay dangerous nay ha
कितना एम्पिएर के ब्याट्री है?
Main lep top ke cell use kar raha hon plz bata do keya masla ho sakta hai ke 12 volt bms ke ander ni aa rahe
Ap bms ko ik bar chrge krogy to wo on hojay ga phr volteg show hojay ga
Kitna price me hogeya
3000
Tau iska backup kitna mila dc fan pr lgatar ?
1 hour 30 minutes
Kitna amp ka charger se charger hoga
Ya 3 amp k charger sa charge hoga
How to Charge12 volt 10 amp lithium ion battery or kon sa Charger s
Ma video upload karu ga rat tak usma dakna samaj gao ga k is ko kasay charge Kara
@@TechnicalExperiment0 video Kab tak aygi
Whats the name of that lead
Bhai sab 12V to bata rahy magar koi amp ka hisab nahi bata raha jay say 12v 7amp m kitny cell or kitny amp k cell
Bro aapke cell per depend Karta Hai Ke cell kitne mah Ke Hain
Agar cell 2000 mah ka hai to 3 Sel Ke 4 pair se aapki 8 amp ki battery Ban Jayegi ok
Nice bro 👌🏻
Solar panels charge kar stakty hy?
Yes inverter laga k
Whats the name of that bms
BMS Battery Management System
Kitne ki milegi
Cell Jo istemal kiye hain new hai ya usage mein
Use ma hy
New cell 30 se 35 ₹ ka milega. 2200 mah.
क्या यह बाइक में कम करेगा
Yes afcorse
Bhai ae battery bike me chalega
G balcul chalay gi bike ki pani vali battery sa zada bhather ha ya Vali battery
@@TechnicalExperiment0 bhai ye battery pack kitne Watt ka he
Where is your charger video link
Or
Make video on this charger please
Ok
Charger ki video ka link description mein hai
12volt 8ah ma kon sa bms use kara
10 amp karlo ya 20 amp marzi ha tumhare
❤❤❤❤zabardast❤❤❤❤
How do you charge this battery pack
Power supply
th-cam.com/users/shorts2MlLtvAx1z4?feature=shared
ager laptop charger sy charge kary to maloom kesy hoga ky battery fully charge ho gya hai 😢😢😢
Bms autocut kar dega
Soldring nh ho Raha hai Bhai lithuim sell par😢
Bro wait Karo ma kuch din ma spote wealding kit ki video upload karu ga us ma dak Lana
Use good quality soldier wire and take soldering iron approximately 60w it will work.in past same case happy with me
Aleyküm selam ustam bms koymadan direk seri bağlantı olsa motor siklet için kullanıla bilirmi bilgi verirseniz memnun olurum saygılar from TÜRKİYE 👋
Can't use this battery in bike without BMS
🤲🤝@@TechnicalExperiment0
Bhai ye charging karne bala charger kaise banaya is video ka link do chanel par mil nhi raha
Okey main is video ka link description Mein dunga
Assalamualaikum Bhai Jan ya Jo app na flux istaemal Kia ha koon sa ha please is ka Nam Bata da sukarea
Ya soldering flux ha
Bhai BMS Kahan sy milta hy or kitne Ka plzz reply
Local market me 90 se 100 ₹ tak milega. Online me zra mehngaa.
Mana offline market Sa parches kia ha
Bms lagne se kiya fayda charge lagane pr halat kharab ho jata hai
Bro main cell charge kar battery bana raha hon 12 volt ki par bms par 12 volt out put ni aa rahe jab ke bina bms ke 12 volt aa rahe hain esa q
WhatsApp pa a gao
Number do
Mane battery banaya hai but 12 volte Adapter che charging hi nahi ho raha koy or trick batavo
Bro ISI video ki description Mein Maine charger banane ki video ka link Diya Hua Hai
well done
Bhai aapne bola ki mene fresh cell liya hai par ye toh used cell hai jispe zinc ki strip lagi Hui thi spot welding se
Fresh cell ka matlab new cell nay fresh cell matlab capacity kafi ha in ma
@@TechnicalExperiment0 ok
12 Old Hai ya 6
12 old kay
Can we convert into powerbank
Yessss power bank ki casing a jati. Us me ye cell laga k use kro
Arrenahi negative positive connection kit I baat repeat karts Rajo hoge
जय श्री राम🙏🏻🧡
Is ka charge bhi. Batavo
discruption ma link ha charger ki video ka
Bhai ye charging supply kaise banai iski video dikhao
Is ki video short videos ma ha daklo
Price ❤
3000
Esko charge kese kre ye bataye
Is video ki description Mein Maine power supply ka link Diya Hua Hai
@@TechnicalExperiment0 Direct power supply sai charge krenge ki kuch convert ki jarurat bhi paregi
Ampaly chale gaki nahi
Ok
Ye cells different hain ya same hain
Bahi ya Sara cells same Hy 3.75 v K Lakin in K mah alag alag hy
@@Fitnesstech0660bhai alg alg ampr ky cell lgany sy masla nahi hoga😢
@@alishercommunication12115 nay koi masla nay hoga
@@TechnicalExperiment0 thanks dear
bai maine 100 se ziada video dekhen hain magar har koi alag alag tareke se batry bana rae hain bai me seekne ki koshish kr rha hon magar confusion baut hai 😢😢😢
Q confusion ha
@@TechnicalExperiment0 bai koi sab cellon ko praral me koi series me is liye samajh me nai hara hai bai me sadar gaya maine unhe kha 50ahm ki batry bana k doge kia loge bola 50000 bai wahi batry me kud banaon gar per 18 se 20000 me banegi
Ye to asan se to ban gayi roj use karoge tab pata chalega ki kabhi bms ho gaya kharab kabhi battery
Jai shree Ram ❤
Battery me to 13 voll hoti hy up to 11.40dekhaya bhai😢
Ha to bahi battery full charge nay ha na to is lay 11 . 40 deka ray ha
Bhai par Ampere 12ah kese hua iska
12 nay bolay mana 10 bolay hy q k ak cell 2500 mah ka ha
@@TechnicalExperiment0 ha Sahi h , mujhe spray pump k liye chahiye 12v12ah price
very nice
7 lithium battery say kasay bnay
7 sa nay 3.6.9.12.15 3 ka pair hota ha bro 7 ka koi hasab nay
بھائ جان BMSکے لگانے اور نہ لگانے کے فائدے اور نقصان کیاھے میں نےبناBMSکا بنایا ھے
BMS sa battery balcul secure charge hoti ha BMS ka matlab battery management system ha
Bhai aap kaha rahete ho mujhe bhi banana hai sara Saman mein dunga
Ya mara WhatsApp number 03102225393
Bhai ye 7.5 ampere hua hai ne?
Bahi ak cell 2500 mAh ka ha to kitnay mAh Hua 10000 matlab 10 amp
@@TechnicalExperiment0 par bhaiya aapne toh 3s use Kia hai ne jisme 3 cell series me hai toh 2500×3 karenge toh 7500 mah hoga?
@@kingzone4373bro 4 cell ko parallel ma connect kar K pher UN pair ko series ma connect Kia ha
How did you get 12v and how did you get 10 amp, which you did not explain properly.
Mery pas laptop ka charger hai 12 volt 4 ampr ka wo sahi charge kry ga,
Brother kya isko 12volt ×6 pack connect karke 72 volt banake 1800 watt motorko chala sakta hai ki nai please!
aap country aur konsi city se ho
Assalamu Alikum
Muhtram Bhai
Total cost kitni ayi
W slam 1500 cost ayi
@@TechnicalExperiment0
Thanks for answering
Ok bro
cell aur BMS kahan se purchase kiya
aapki location
W ALAIKUM ASSALAM WAREHMATULLAHI W BARKATUHU..
Apne paas ki local market me ptaa kijiye. Dono item sasta hi milega??
Bro video ma apna contact bhi de do jis Bhai ne koi guidance Leni ho to rabta krlega apse
Ok@@sunnypkful
1 dish like add dikhane ke liye 😂
Patna se
how to make 12 volt lithium ion battery Charge ?
BMS k through hi charge hoti he bro
"Agar cell 2000 mah ka hai to 3 Sel ke jaga 6 cell Ke 4 pair se 12 Volt hi hogy