5G phone he par tum ne 5G mode he nahi kiya 5G phone kharit ne par khut 5G internet nahi ban ta on kar na par ta he mode change kar ke dek 4G se 5G Karo phone ka problem na hi he
Mujhe 12gb variant Flipkart pe 16,000 ka Mila kyunki us samaya Diwali offer tha. FLIPKART LINK : MOTOROLA g54 5G (Pearl Blue, 256 GB) on Flipkart dl.flipkart.com/s/4bFpKiuuuN
Bhai phone badiya hai na normal gaming ke liye 2 ghante raat ko 1 ghanta din ko khelta hu bas mere ko 5g or storage chayiye camera ke liye chayiye best hai na
Best toh hai kyunki aap 2-3 ghante hi game khelte ho. Agar 4 hours + gaming karni hai toh yeh phone sahi nhi hai, heat karne lagta hai. Mein bhi din bhar mein 1-2 ghante hi khelta hu
Take a look at this Motorola g54 5G (Mint Green, 256 GB) on Flipkart dl.flipkart.com/dl/motorola-g54-5g-mint-green-256-gb/p/itm9f608c1154160?pid=MOBGQFX8XGUATGRT&cmpid=product.share.pp&_refId=PP.2d7ff58b-c6a3-4000-af9a-1a09325c32f8.MOBGQFX8XGUATGRT&_appId=CL
aapko screen uncomfortable lagne lagega aur toh aur back side bahut heat matlab ekdum 50degree jitna garam ho jaayega. Soch rha hu ki ek heating test pe video upload karu
@@M.SRIJAN bhai me le rha hu toh jada nhi sirf raat ko 2 ghanta game or baki TH-cam per me vdo edit krke upload ke pau toh kya ye phone iss kabil h 8 256 variant me
Heat hone se koi lag issue nhi hota hai sirf heat hota hai, agar aap chaho toh phone cooler le sakte ho jisse heat ho ga hi nhi, ungraduate gamer jab phone mein khelte the na tab woh live stream mein phone cooler use karte the taaki heat nhi ho.
Ye network Mobile ka problam nahi hai ye Game ka Glitch hai and 5G lounch halhe Mai hua hai na islya ping high ho Raha hai Mera mobile Mai ve ping problem hai
Yeh video dekhlijiye :- th-cam.com/video/JXUihBCm73s/w-d-xo.htmlfeature=shared Yaa yeh video dekhlijiye:- th-cam.com/video/Y_7IZsIVErw/w-d-xo.htmlfeature=shared
Ji haa bhai, aapko iss phone mein 2-3 ghante se jyada khelne pe bahut heat hone lagta hai. Game ekdum smooth chalti hai par screen aur back itna garam ho jaata hai ki aap khel hi nhi paoge.
Aisa kaise ? Aapka phone manufacturing defect wala ho sakta hai kyunki mein abhi isi phone se aapko reply kar rha hu aur yeh mera primary phone hai. Abhi BGMI testing ka bhi video aa rha hai
haa bhai meine shuru mein phone ko dosh diya tha kyunki mujhe laga ki phone mein net nhi sahi chalta but mere ghar mein sabhi logo ko net ki dikkat aa rhi hai, mere area mein net nhi chalta sahi se. Soch raha hu ki wifi lagwa lu airtel ka
Refresh rate 120hz rakhne se game ekdum smooth chalta hai. By the way my sensitivity:- DPI 432 In game sensi :- General 94 Red dot 100 2x 100 4x 84 Sniper scope 70 Free look 50
Sach bolu toh thoda heating aata hai 1 hour gaming pe, 2-3 hours se jyada game nhi khel sakte iss phone pe because of heating. Phone slim hai isliye heating hoti hai.
Bro mere paas bhi Realme ka Narzo 50A tha jo 4gb 128gb tha Helio G85 processor ke saath, usme game ultra pe lag karta tha aur aap keh rhe ho ki aapka 4gb mein 12gb Ram waale se tagda chalta hai
Around 30 minutes mein ultra pe heat hota hai aur standard aur smooth pe 1 hour pe heat hona shuru hota hai. Phone achha hai par heating issue thoda feel hota hai
@@avhiichauhan Agar 3-4 ghante ya usse jyada gaming karni hai toh yeh phone nhi Lena chahiye but agar 1-2 hours gaming and normal use ke liye achha hai is budget mein. Yeh phone mein khud use karta hu, iss mein video editing bhi achhi hoti aur according to price range 2K (1440p) tak editing ho jayegi Kinemaster mein.
Poco x5 5g ka display inme se sabse best hai ( sAmoled ) but uska processor( SD 695 ) inme se sabse bekar hai, Moto G54 ka processor ( Dimensity 7020 ) inme se sabse best hai aur display bhi medium hai but heating issue hota hai toh lambe time Tak gaming nhi kar paayenge, Infinix note 30 5G ka display bhi medium hai par jaldi kharab hota hai aur processor bhi poco se achha but moto se bekar hai ( medium hai ( Dimensity 6080 )).
BGMI Test is coming soon !!! This week
Lage raho bhai youTube▶️ me
Thanks for support bhai 🙏
Agar aap sabko BGMI Test and Battery Drain Test chahiye toh video ko like karke comment kijiye
Avi BGMI KA Problem chal Raha ha crash problem . Tum khalo ma dakna chahata ho bgmi gameplay ⭐
Ok then wait for it
BGMI mein ek baar khela toh koi bhi crash nhi dikha iss phone mein.
Bhai heating problem hai Kya gaming karne pe aur cemera me moisture Bhi aajata hai kya😢 please reply 😢
@@P1shubham ha heating problem toh hai bhai, par camera moisture ya camera delay ki problem nhi hai
Ko batt nahi mere jann
Koi tension nhi bhai 👍🏻
Op bhai
PC aur phone dono mein mai tumse jyada accha khelta hu 😊
@@srijanmishra999 Mai bs pc pe nhi khel pata
@@srijanmishra999 phone Pe op god ff KO haraya hoon
@@srijanmishra999 aur yeh comment section hai koi faltu chat nhi
Ok
Bhai ka channel grow karo re❤❤❤❤
Thanks Bhai for supporting 🙂
Bhai.... full support aapko.....❤❤❤❤
Thanks 🙃
Bhai Lagta hai aap ka network coverage area Thoda kharab hai 😅
Haa yesa hoga
@@abhibanakarss5054 Kya Eisa hi hoga..? Yaar Moto G54 me 14 5g Bands Hai 🙂
Sahi mein mera Net coverage kharab hai
@@M.SRIJAN Kisi Dusre 5g Phone Se Network Check karlo 🔢
Op gameplay
Thanks Bhai 🙏🏻☺️
@@M.SRIJAN wlc bro 🙂
Good job
Thanks 😊
Ham Tumhare Sath Hain bro 🎉🎉🎉🎉
Thanks for support ☺️ Bro
@@M.SRIJAN Moto g 54 thik he bhai game play please batao
@@KumarChoudhary630 Achha phone hai baaki video mein aapne gameplay dekh hi liya hoga, but ping issue thoda reh jaata hai
Bhi iam saport you
Op bro ❤❤
Don't forget to watch my new video on BlueStacks red number sensitivity ❤
❤ Thanks 👍
Welcome 🙂
Mera jio pe ho Raha hai ping problem...😅😅
Same bhai 😊
Bhai full support brooo❤❤
Thanks bro😊♥️
Wow very good video bro I love your video please give me Shout Out
Sure bro in next upcoming video
Don't forget to watch my new video on BlueStacks red number sensitivity
Full sapotar bro
Thanks bro 😊
Bhi ma bhi ake ASA phone longa
Ok bro 👍🏻 hope aap aur accha phone lena
Best❤❤❤❤
Thanks ❤😊
Bhai plz hide number ❤
Kon hua 😊
Ha vii kar Diya......
5G phone he par tum ne 5G mode he nahi kiya 5G phone kharit ne par khut 5G internet nahi ban ta on kar na par ta he mode change kar ke dek 4G se 5G Karo phone ka problem na hi he
6:22 iss samay pe dhyaan se dekhiye, meine 5G mode on kiya hai bas uss samay ghar ke undar 5G network nhi pakad rha tha kewal 4 G pakad rha tha.
ABE YE NETWORK ISSUE H SIM COMPANY KA@@M.SRIJAN
Mana subscribe kar deya
I am your new subscriber bhai ❤
Thank you so much Bhai for your support ♥️ aap sabke support se ek din bada youtuber ban jaunga 😊
@@M.SRIJANbhai is phone pe 4g ka sim use karne pe net pink hoga ki ni
@@r.k.pandeyg6834 Nhi bro, ping problem nhi hoga. 5g pe thoda ho rha tha but software update ke baad thik ho gya hai.
Bro screen recoder konsa ha
Bhai default screen recorder hai joh inbuilt aata hai iss phone mein.
Ok
kiya mast khelte ho bhai
Thanks Bhai ❤😊
Mai bas ye phone head shot ke lia le raha😅
Op compound , complex
Nai Bhai Mera 4g VOLTE PHONE HAI USME MERA BHI PING JYADA HOTA HAI PARESAAN HO GAYA HU 5G AAYA HAI TO 4G SLOW HO GAYA HAI
Bhai mai aaj bhi samsung j7 ( 3/16) mai khelta hu...... 😢😢😢
Nise❤❤❤❤❤😊😊
Thanks ☺️♥️
Nice bro
Thanks Bhai ♥️
Nice❤video bro......
Thank you so much bro 😊♥️
Market mai price kya hai iski 12 gb ram wale ki
Mujhe 12gb variant Flipkart pe 16,000 ka Mila kyunki us samaya Diwali offer tha. FLIPKART LINK :
MOTOROLA g54 5G (Pearl Blue, 256 GB) on Flipkart
dl.flipkart.com/s/4bFpKiuuuN
Nice ❤
❤❤❤❤
Hello you tube wale bhaya meri sath game khelo ge mere pass ek id hai free fire ki
Agar khelna ho to mujhe bata dena
konsi class me padtee ho bhai
Bhai kya iss phone me shi me network problem aata hai abhi bhi pls batao mujhe lene hai ye phone
Thoda problem mujhe bhi feel hua par kuch updates ke baad sahi chalega.
By the way Happy New Year
bro koi problem nhi ha bass network seeting me jake ek bar reset krdena
ekdam badhiya hojayga
@@M.SRIJAN happy new year bhai
Network issue ka update aaya kya abhi 5-2-2024 tak
Ek update aaya hai par meine abhi kiya nhi hai
Konse graphics ka gameplay hai ye?
Max graphics :-
Resolution High ( 2K )
Shadow On
Filter - Ocean
Fps - High ( 60fps )
farlight 84 ka bhi graphics and fps test.
Bhai game khelte samay lag hoga ya nhi?
No bhai, ekdum bhi nhi. Aap video mein bhi dekh sakte ho ki kitna smooth chalta hai. Mein iss phone se regular rank push bhi karta hu
bhai 12 256 ka budget nahi hai 8 128 me gaming ho jayegi na with scree recording?
Haa hojayegi, live streaming mein lag kar sakta hai
Waise Bina live ke smooth chalega recording ke saath
@@M.SRIJAN thanks sir
@@M.SRIJAN waise aapne is video me jaisi story batai hai aapki mera bhi waisa hi haal tha , lekin ab papa maan gaye hai phone dilane ke lie 😊
@@Zxarman8 welcome 🤗 bro
Free fire Sala J2 mai chalta hai Moto to Android 13-14 hai free fire review kar raha hai ..😅😅😅😅
BGMI ka bhi review kiya hai bhai :
th-cam.com/video/zBxU0ND1Rq4/w-d-xo.htmlfeature=shared
Free fire Asus Rog mein bhi lag karta hai, vishwas nhi toh TG FozyAzay ki live stream dekh lena
Please bhi ❤❤
Bhai up siad village side rahete ho is liye network kadap aa raha haye
Aap sahi bol rhe hai, mera net hamesha kharab rehta hai 😅😂
Bhai reel ke liye kaisa phone hai
Iska camera bahut accha nhi hai, agar camera aur mic accha chahiye toh Samsung ya Redmi ka phone kharidiyega
Bhai game record karte time ya normal game khelte tim hang to nahi karta batao please ❤❤❤
Nahi Bhai , yeh gameplay 1440p 60 fps pe dekhlijiye aapko koi bhi lag nhi dikhega. Iss phone mein kinemaster pe editing bhi acchi hoti hai
Thanks brother aur heat hota hai ya nahi❤@@M.SRIJAN
Bhai phone badiya hai na normal gaming ke liye 2 ghante raat ko 1 ghanta din ko khelta hu bas mere ko 5g or storage chayiye camera ke liye chayiye best hai na
Best toh hai kyunki aap 2-3 ghante hi game khelte ho. Agar 4 hours + gaming karni hai toh yeh phone sahi nhi hai, heat karne lagta hai. Mein bhi din bhar mein 1-2 ghante hi khelta hu
Bhai ye phone kaha milega bta sakte ho kya
Yeh phone Flipkart aur Amazon dono pe milega
Take a look at this Motorola g54 5G (Mint Green, 256 GB) on Flipkart
dl.flipkart.com/dl/motorola-g54-5g-mint-green-256-gb/p/itm9f608c1154160?pid=MOBGQFX8XGUATGRT&cmpid=product.share.pp&_refId=PP.2d7ff58b-c6a3-4000-af9a-1a09325c32f8.MOBGQFX8XGUATGRT&_appId=CL
Filip cart pe moto g5 g54
Poco ka mobile tagda rahta hai❤
poco mein toh heat bhi kam hota hai isme bahut heat karta hai
Hello bhai 2 hour game khelne pe phone kitna heat hota h please reply 😭😭
aapko screen uncomfortable lagne lagega aur toh aur back side bahut heat matlab ekdum 50degree jitna garam ho jaayega. Soch rha hu ki ek heating test pe video upload karu
Shi me 😮
@@lucky__reacts haa
@@M.SRIJAN bhai me le rha hu toh jada nhi sirf raat ko 2 ghanta game or baki TH-cam per me vdo edit krke upload ke pau toh kya ye phone iss kabil h 8 256 variant me
Bhai Phone heat Hone par lag issues Hota he kya Ya fer achha chalta he sirf heat hota he?
Heat hone se koi lag issue nhi hota hai sirf heat hota hai, agar aap chaho toh phone cooler le sakte ho jisse heat ho ga hi nhi, ungraduate gamer jab phone mein khelte the na tab woh live stream mein phone cooler use karte the taaki heat nhi ho.
@@M.SRIJAN thankyou So Much Bhaii ❤️❤️lots of love From Odisha 🫂🫂
Bhai FF khelne pe heat hota hai kya??
Haa 2 ghante se jyada khelne pe bahut heat hota hai.
bhai aur reviews mei toh btare hain ke moderate heat hota hai aur btare han ki itna bhi nhi hota ke haath pe pakad na sake?@@M.SRIJAN
@@M.SRIJAN aur full charge kitne der mei hota hai??
@@Msi696 1 hour 30 min ke undar mein full charge ho jaata hai
@@Msi696 Bhai aur reviews ka toh nhi pata par Free Fire Max ko Max graphics pe 2 ghante se jyada khelne pe heat hota hai.
Is mobile par jio ka network kaisa chalta hai?
Abhi 1 week pehle ek software update aaya tha uske baad net ab thik chal rha hai.
Pink high me achha nahi lagta hai😂
Default dpi kya hai 12/256gb
Default dpi :- 432
Love you bro... ❤❤❤❤
Ye network Mobile ka problam nahi hai ye Game ka Glitch hai and 5G lounch halhe Mai hua hai na islya ping high ho Raha hai Mera mobile Mai ve ping problem hai
Ok thanks for telling 👍🏻
Hallo bi kasha ho
Thik hu
Hii sir please reply me keya iss phone me voice changer ha please reply me ❤❤❤
Nhi uske liye aapko app download karna padega
@@M.SRIJAN kon sa
Koi bhi voice changer jo playstore pe mil jaaye
Ping problem jio sim ka sath hota hai 😂
Yes you are right par abhi 1-2 din pehle software update ke baad sab thik ho gya hai, 100mb ka update tha security aur stability.
bro 15k ke range me kon sa phone le lu
Aap moto G54 ya Poco X5 5G mein se koi dekhlo. But aapko Motorola mein heating issue dekhne ko milega.
Bhai yar is phone me head lagega ki nahi
Ya phir tum hi head nahi mar rahe😅
Bhai head lagte hai isme woh bahut precise
Yeh video dekhlijiye :-
th-cam.com/video/JXUihBCm73s/w-d-xo.htmlfeature=shared
Yaa yeh video dekhlijiye:-
th-cam.com/video/Y_7IZsIVErw/w-d-xo.htmlfeature=shared
Hello bhai phone me jyada hiting issu h kya?
Ji haa bhai, aapko iss phone mein 2-3 ghante se jyada khelne pe bahut heat hone lagta hai. Game ekdum smooth chalti hai par screen aur back itna garam ho jaata hai ki aap khel hi nhi paoge.
Ye mobile 1 din bhi nahi chala liya uske pejle din hi game crash, lagging, and on game mobile switch off hone laga tha
Aisa kaise ? Aapka phone manufacturing defect wala ho sakta hai kyunki mein abhi isi phone se aapko reply kar rha hu aur yeh mera primary phone hai. Abhi BGMI testing ka bhi video aa rha hai
Free fire sensetive plz
Sensitivity:-
General - 97
Red dot , 2x , 4x , Awm - all 100
Free look - 30
DPI - 432
Thank you bro😊
@@M.SRIJAN😅
Are bhai tere yaha pe 5g acche se nahi pakadta he tere yaha pe network accha nahi ne phone ko kyu dosh sera he galt Information mat de audience ko😂
haa bhai meine shuru mein phone ko dosh diya tha kyunki mujhe laga ki phone mein net nhi sahi chalta but mere ghar mein sabhi logo ko net ki dikkat aa rhi hai, mere area mein net nhi chalta sahi se. Soch raha hu ki wifi lagwa lu airtel ka
Bhai ping bhut high hai
Bhai mere yaha nahi ayega mere network achha aata hai
Badia hai bhai 👍🏻
Bhai resfreah rate kitna rakhne se game mast chalta h?? And btw sensi bhi bata de
Refresh rate 120hz rakhne se game ekdum smooth chalta hai. By the way my sensitivity:-
DPI 432
In game sensi :-
General 94
Red dot 100
2x 100
4x 84
Sniper scope 70
Free look 50
@@M.SRIJAN😂
Bhai phone ka review Dena hai to BGMI ka de Free Fair to 2gb me bhi runn karta hai 😅😂
Ok bhai, mein review Dene ki koshish karunga
Thanks for your suggestion 😊👍🏻
Bot game ka review kyun de bgmi bot game hain😂
Bhi apka UID muja da da na
Bhai ye phone heat hota h kya ?
Sach bolu toh thoda heating aata hai 1 hour gaming pe, 2-3 hours se jyada game nhi khel sakte iss phone pe because of heating. Phone slim hai isliye heating hoti hai.
But good for normal use without gaming
Isse tagda Mera phone chalta hai .... NAME:- REALME NARZO 20, 4GB 64GB .... kisiko settings chahiye to batao...
Bro mere paas bhi Realme ka Narzo 50A tha jo 4gb 128gb tha Helio G85 processor ke saath, usme game ultra pe lag karta tha aur aap keh rhe ho ki aapka 4gb mein 12gb Ram waale se tagda chalta hai
@@M.SRIJAN Bolo to dikha de.... Abhi bhi ultra par khelte
@@GamerAayushYT merko haradoge 1v1 me mera 4gb ram ka h
@@GamerAayushYTlo bhei request bhejo
1421402365
@@An_ordinary_flutist YE LO MERI ID 396720766
IGN:- ASTON
Bhai mobile heat hota h kya game khelne se ??
or hota h toh kitni deer me
Around 30 minutes mein ultra pe heat hota hai aur standard aur smooth pe 1 hour pe heat hona shuru hota hai. Phone achha hai par heating issue thoda feel hota hai
@@M.SRIJAN us hisab se bhai Lena chaiye ye mobile
@@avhiichauhan Agar 3-4 ghante ya usse jyada gaming karni hai toh yeh phone nhi Lena chahiye but agar 1-2 hours gaming and normal use ke liye achha hai is budget mein. Yeh phone mein khud use karta hu, iss mein video editing bhi achhi hoti aur according to price range 2K (1440p) tak editing ho jayegi Kinemaster mein.
@@M.SRIJAN ok thanks brother ❤️
Bhi mara friend request lalana free fire ma
Itna accha quality screen recording kasa huya mera to nahi hota
Aap jo default screen recorder hai usse kariye aur voice over ke liye earphone ka mic use kariye.
Main yah video Moto g54 mein dekh raha hun❤
Op bro 👍🏻
Kya aapke phone main bhi freefire main internet ta problem ho Raha hai ?
@@sujay_arts ji haa bhai, mere phone mein bhi Internet aur ping problem dekhne ko mil rha hai.
4g me khela karo bhai
Ok , waise ping ab thik aati hai , mere area mein net sahi nhi chalta.
Ascha vhi coment ascha karta ho tum
Phone heat hota hai kya ??
Haa bhai 2-3 ghante se jyada khelne pe heat hota hai
Hii
Hii
Voice changer hai Kya bhai isme😊
Nhi bro, uske liye koi alag se app use kar sakte ho aap.
Bhai jaldi reply kro mujhe kal hi phone lena hai
Kya esme game accha chlega
Heating issue se problem ni hai
Plzz reply
Bhai isme heating issues ki problem hai, agar 2 hours se jyada game khela aapne toh phone ekdum boil ho jaayega
Game bahut smooth chalta hai but heat bahut hota hai
Tum konshe class ma parta ho
Lag hota ha ultra pe??
Nhi bro lag nhi hota hai Ultra pe
Mane aj order kara h mint green(12/256) 16,000 m
Thik rhega nh?
Haa 👍🏻 mein pearl blue order Kiya tha kyunki mujhe mint green color kuch khaas nhi laga
@@M.SRIJAN sorry Bhai mene cancel krke poco x5 pro kardiya 6/128 GB Bala 17,000 m
Processor sd778G
Camera 108+8+2 mp h
Xfinity display h 😂
It's okay woh bhi badia hai agar aapka budget accha hai toh go for Samsung or OnePlus
5g off karke khelo internet problem nehi hoga
Okay bro 😊
Bro poco x5 5g vs moto g54 vs infinix note 30 5g konsa lu batao please 8gb ram lunga par gaming aur screen size best combination konsa he ?😢
Poco x5 5g ka display inme se sabse best hai ( sAmoled ) but uska processor( SD 695 ) inme se sabse bekar hai, Moto G54 ka processor ( Dimensity 7020 ) inme se sabse best hai aur display bhi medium hai but heating issue hota hai toh lambe time Tak gaming nhi kar paayenge, Infinix note 30 5G ka display bhi medium hai par jaldi kharab hota hai aur processor bhi poco se achha but moto se bekar hai ( medium hai ( Dimensity 6080 )).
Camera Infinix ka sabse accha hai
Gaming ke liye Moto aur Infinix thik thak hai but 2-3 hours se jyada nhi khel paayenge aap
Agar aap movies, anime ya web series dekhte hai toh uske liye poco ka display best hai
Agar aapko 6 hours + gaming aur eSports practice ke liye koi gaming phone chahiye toh aapko thode high class phones lene chahiye.
Mera to 3g me bhi 50 ka ata hai
Badia hai bhai 😂 mera toh 5g pe bhi 70-80 aata hai
Maine bhi yahi liya hu Bhai 😅
Mein bhi, waise performance accha deta hai
Isme voice changer horaha h kya freefire m
Nhi , uske liye koi app install karna hoga
Or infinix note 30 5g m h kya voice changer
Bhi eaa Raha mara UID: 2807460661
Nice ❤
Thanks Brother ♥️
Nai Bhai Mera 4g VOLTE PHONE HAI USME MERA BHI PING JYADA HOTA HAI PARESAAN HO GAYA HU 5G AAYA HAI TO 4G SLOW HO GAYA HAI
Yeh baat aapne sahi kahi, meine bhi yeh problem face ki hai
By the way, Happy Makar Sankranti
Hiii
Hi