@@Afzalalamhvac main is field 1 month se kam Sikh rha hu sir senior log sirf dekhne k liye bolte h krne liye kuchh milta hi ni h is bare me kuchh information share kijiye sir please
HVAC AC ke under me sab dipart aa Jata hai .... chiller system bhi aur package dx unit bi ...... better hai HVAC chiller technician sirf special chiller technician hogaa...sab Field ka Kam na milega
depend padta jis jagah par lagaya gya hai wo location koun sa hai jaise sea side ka coductivity alag hota hai water me hardness miniral calcium namak jyadh hota hai waha ka condition alag hota hai ...ham plan kar rahe hai kisi din is topic par banayenge vedio kitna hona chahiye...
@@majidkhan6248 Bhai kyaa hai pata nahi mobile ka setting me kyaa ho gya h reply de dene ke bad direct comments section me show nahi ho Raha hai bad me mail check kyaa usme milaa .....aap ke pas do option hai short form and long ...time hai aapke pas to dimploma 3 sal ka Kare ya iti pata karke usme karee ...ya ek 6 mahina ka hota hai short course wo tata me kahi se Kar le
Sir maine BE in Mechanical engineering ki hai, but currently as a Assistant chiller technician gulf me Kuwait me mujhe higher post ke liye kya karna hoga?
2 sal Kam karke aa jayee aur waha par apne aap ko BE ka mind chod ke labor ke jaisa Kam karke ek ek chiz ko sikhe aur dekhe supervisor Kya Kar Raha h engineer Kya Kam Kar Raha h aur big post wale ka kyaa kam hai.....bad me aap India me aake supervisor ka experience show karke supervisor me acha salary me chale janee ka tab Tak acha se theory and practical sikhe this is my suggestion
@@nabilmapari5123 jab confidence ho jayegaa Kam ka to afcos aap dhundh saktee h....all ready bahut sare offer aate h ...aap ek bare Jaye idia mil jayegaa
Bahut bahut dhanyawad Bhai is topic ka intezar tha
Chalie acha ache se mind laga Kar sikhiyee
Aapka prayas bahut aacha hai
sukriya
I m ur new subscriber sir aapki vdeos bahut knowledge full hote h skip krne ka mnn hi ni kiya.
Thanks
@@Afzalalamhvac main is field 1 month se kam Sikh rha hu sir senior log sirf dekhne k liye bolte h krne liye kuchh milta hi ni h is bare me kuchh information share kijiye sir please
@@mojahidhussain9768 kia information ham share hotaa dhire sab milega wait kare
Bahot bahot sukriya sir ❤️❤️❤️.
Zazakallah khair
Very good..informative video
Thanks 😊 My friend
Very good expalanation
Thank you
Sabse acha koun hai AC, HVAC ya CHILLER TECHNICIAN?
HVAC AC ke under me sab dipart aa Jata hai .... chiller system bhi aur package dx unit bi ...... better hai HVAC chiller technician sirf special chiller technician hogaa...sab Field ka Kam na milega
👍👍👍
Sir ,
Pipeing Connection par ek video bnaiye
split ac and hvac full details me
Okay
Thoda wait Kare is par bhi bana denge
Hlw sir
Bhai ye air cooled chiller me Rtac kya jota hai?
Pata nahi me bhi pahli bar na sunaa hu dekhe kisi aur se Puch Kar ...hame to idia nahi h
Assalamualaikum bhai FCU ka water balancing out hojaye toh uska GPA kaise check kare or kaise calculation kare ek video banaye na uske upar
Walekum asslam....thik hai us par ek vedio banate hai .... normally aap supply temp ke hisab se arjest Kar skate hai
@@Afzalalamhvac shukriya bhai jazakhallh khair
Practical v btayega sir
Ok
Lead and lag bataiye sir please
Aapka question samjhe nahi
Chiller me blow down kitne din bad karte he sir plzz boliye
Din baad nhi, conductivity reach hone ke baad krte, SB site ka Alg alg rhta h conductivity mainta krne ka
depend padta jis jagah par lagaya gya hai wo location koun sa hai jaise sea side ka coductivity alag hota hai water me hardness miniral calcium namak jyadh hota hai waha ka condition alag hota hai ...ham plan kar rahe hai kisi din is topic par banayenge vedio kitna hona chahiye...
@@Afzalalamhvac sir joldi video chaiye please
Nahi controling ko mai nahi samjha paya, lekin aab. All explain kar dunga. Chiller technician jobs ka tha
very good
Bhai ek video banao ki experience wale iti ya diploma certificate kaise le pls bahut zarurat h
bhai uske liye padhna hoga ...aur duplicate kam bhut hote hai wo aap khud soche me galat recomonded na karunga ......
@@Afzalalamhvac padhunga Bhai iisdt iska certificate sahi rahega aur iska admission aur kitne month Ka h pata krke bata sakte hain
@@Afzalalamhvac aap zawab nhi diye
@@majidkhan6248 Bhai kyaa hai pata nahi mobile ka setting me kyaa ho gya h reply de dene ke bad direct comments section me show nahi ho Raha hai bad me mail check kyaa usme milaa .....aap ke pas do option hai short form and long ...time hai aapke pas to dimploma 3 sal ka Kare ya iti pata karke usme karee ...ya ek 6 mahina ka hota hai short course wo tata me kahi se Kar le
@@Afzalalamhvac thanks bhai
Bhai main bhi try kar raha hu interview pass karne ka
ho jayega thoda theory par dhyan de
HVAC operator ki salary kitna lagta hai freshers ka gulf and India me
Sir maine BE in Mechanical engineering ki hai, but currently as a Assistant chiller technician gulf me Kuwait me mujhe higher post ke liye kya karna hoga?
2 sal Kam karke aa jayee aur waha par apne aap ko BE ka mind chod ke labor ke jaisa Kam karke ek ek chiz ko sikhe aur dekhe supervisor Kya Kar Raha h engineer Kya Kam Kar Raha h aur big post wale ka kyaa kam hai.....bad me aap India me aake supervisor ka experience show karke supervisor me acha salary me chale janee ka tab Tak acha se theory and practical sikhe this is my suggestion
@@Afzalalamhvac sir 2 saal baad dubai me visit visa pe aake job dhundna kaisa rahega
@@nabilmapari5123 jab confidence ho jayegaa Kam ka to afcos aap dhundh saktee h....all ready bahut sare offer aate h ...aap ek bare Jaye idia mil jayegaa
vacuum compound gauge to bataya
samjhe nahi aap kiya kahna chahte hai
Mujhe se client iska controling puchha tha
Aap Bata diyee the
Sar mo n, skeen par de please
Thik h bhut jald upload karenge no ..thoda busy h