नई अपडेट Delete Student on prerna portal|prerna portal se student delete kaise kare|student rollback
ฝัง
- เผยแพร่เมื่อ 9 ก.พ. 2025
- सत्र 2024-25 में prerna portal per student delete kaise kare | dbt student delete kaise kare | TC generate kaise kare
✅ शिक्षक डायरी, सभी टेक्निकल समस्याओ, लेटेस्ट विभागीय अपडेट एवम सभी शैक्षणिक सामग्रियां एक ही जगह पर👇 अभी ज्वाइन करे हमारा Whatsapp Group:
👉chat.whatsapp....
Telegram group link:
t.me/joinchat/...
Other Important Video :
✳️ School Readiness Module 1 to 3 Quiz Answers
• School Readiness Quiz ...
✳️ Loksabha Chunav 2024 All Important Videos
• Loksabha Chunav 2024
✳️ TC Generate सत्र 2024-25 prerna portal per student delete kaise kare
• TC Generate सत्र 2024-...
✳️ सत्र 2024-25 Prerna Portal par Student Transfer kaise kare | Student verify, delete class,SR edit,CWSN
• सत्र 2024-25 Prerna Po...
✳️ Shikshak Diary Class 1 to 5 pdf 27 April 2024 तक 2024-25
• Shkshak Diary 2024-25
Queries Covered:
Prerna DBT App
Prerna Portal se Student transfer kaise kare
prerna portal student registration
prerna portal per student delete kaise kare
prerna portal par Student ko verify kaise karen
prerna portal par verify student ko delete kaise kare
prerna portal par naam kaise delete kare
prerna portal par student transfer kaise kare
student rollback in prerna portal
delete student in prerna portal
#prernaportal #missionprerna #teacherseducationcorner
Brc se role back ho jayega school level pe to band ho chuka h role back
Sir bache ka adhaar number purane school se linked h aur unko delete krna nhi aa rha pls procedure bta dijiye kaise delete kre??
New school main admission nhi ho rha h issliye
Please reply sir 😭🙏🏻
One video on this pls 🙏🏻🙏🏻
बहुत ही सही जानकारी सर🙏
🙏
Household survey ke baare me bataye prerna portal per per last year ke data me hi updation hoga ya fir se Sara surve online feed karna hoga
Abhi detailed aadesh aane ka wait kijiye
sir mera abhi sarvekshan parivar complete nhi hua h ab chl nhi rha h kbtk hoga shi
18 June se start hona tha ab 25 June se start hoga, tab complete kr lijiyega
Sir ji humne do bachhe palayan k kaaran hataye. Par ab unhone jaane ka faisla badal diya. Humne portal par roll back kar liya hai. Par dbt app par wo bachhe nhi show kar rahe. Dbt app par kis tarah aayenge. Wahan ek baar delete karne k baad koi option nhi wapas laane ka. Please help kya karna hai iske liye.
Prerna portal ka data apne aap kuch samay bad dbt app par update ho jayega, wait kijiye
@@teacherseducationcorner Ok sir ji. It's very stressful sometimes. Data sahi ho jaaye bas.
@@teacherseducationcorner sir ji jo 2 bachhe roll back kiye the Aaj phir dropout me chale gye. Abhi phir roll back kiya. Roll back k baad dropout me kyun chale gye. Agar Aisa phir hua toh iska kya solution.
Sir koi samadhan bataye
Sir new registration galat ho jane par kya hum usko delete karke fir se registration kar skte hai?
Details edit kr lijiyega dbt app par, delete mat kijiye
@@teacherseducationcorner or agar kisi student ka ya kisi student ke parents ka aadhar verification attempt 0 ho jaye to kya kare?
Ek or problem ye aa rhi hai ek student ke father or mother kisi ka bhi aadhar verify nhi ho rha hai... Aise situation me kya kare?
Thanku sir
Portal pe ek bacche ka duplicate registration me dikha raha hai...uska dusre govt.school me naam dikha raha hai aur mere school ki detail bhi...ab iska kya karein...duplicate bacche ki haajiri bhari jayegi register Mein..namankan register me likha hai uska naam..kya karein?????
Delete karna hoga us student ko jaha par padne nhi ja raha hai
Sir student mark as cwsn a rhe hai all student biklang a rhe hai sir to kaise hataye unko sir plzzz help sir
Vidya Samiksha Kendra me call krke edit krwa lijiye
Sir hmre wha 25+Students aise h unki mere incharge sir ne tc generate kr di h wo Students palayan kr gye h other state m kuch Students pados k pvt m jaate h wo school bagair manyta prapt h ab aise bacche dropbox m jb jyege unko kaise hataye jaye ? Jo other state h m wo study b ni krte h factory m kaam krte h
Udise ke dropbox ka karya abhi nhi karna hai, wo session end me start hoga, tab ki process share kar di jayegi
Batch banne ki prakriya ke baad kya bachha BRC se delete ho sakta h????
Nhi
Sir ji agar bachha palayan kar Anya jile me Jaa Raha hai toh kya option le. Mere yahan se 2 bachhe May month me doosre jile me chale jayenge, kyunki unka Ghar unke gaon me ban gya hai. Yahan rent par rehte the.
Aap पलायन reason select karke delete kar de. Vaise aapke case me dusre jile ke teacher ko student import kar lene chahiye, usse aapko delete nhi karna padega
Har baache ke hisab se situation alag hoti hai.sabko tc nahi generate kar sakte,isliye faltu ki jarurut nhi..duplicate hi sahi option hai..delete karne ka
@@teacherseducationcorner wo private me jayenge.
I only rely on your info sir: 👍
Thanku. I appreciate that. Keep supporting
Transfer student ko revert kaise kare
Sir ji parivaar sarvekshan online feeding par video banaye. It will b very helpful. Coz many r asking that age is not changing. I haven't started online feeding yet. Waiting for your guidance
As per new order house hold survey will start from 17/06/2024. So soon I ll be uploading a detailed video
@@teacherseducationcorner Thanku sir
Delete karte samay tc date galat pad gai hai to kya karna hoga
Ab edit nhi hoga, aise hi rhne de
Other state ka student ka admimsion kaise kare
New registration
नया रेजिस्ट्रेशन करते समय अगर कोई बच्चा दो बार रजिस्टर्ड हो जाये एक ही एस0 आर0 नंबर पर तो क्या करें
Ek ko delete kr de duplicate registration reason se
Sir agar do school mai ek student ka registration ho jaaye to kya kre
Ek School se delete krna padega
TC bana kar TC book mein rakhe rahein ... ???
Jb kabhi bhavishya mein unke parents ko zaroorat hogi to we le jaayenge. Kya yahi matlab hua sir ji ????
Yes, tc bana lijiye, jarurat hogi to khud le jayenge. Magar private school Wale baccho ko tc dena avoid kare. Unhe jarurat nahi padti
@@teacherseducationcorner फिर उन्हे डिलीट कैसे करे। पोर्टल पर TC upload karni padegi naa. Mere yahan 2 bachho ko hatana hai, wo private me Jaa rahe hai ab.
Sir ky Kiya aapne