Bhaiya please reply karo model paper bus navbodh aur Prabodh ka mil gaya hai aur baki Ajay mala aur exam master ka kahi nahi mil raha kya karu please batao .... 🙏🏻 Mein pcm ka student hu class 12th mein navbodh and prabodh ke alawa koi aur model paper nahi aata kya bhaiya please reply karo
@@tarkeshwarkumar2035 bro apne school ke teachers se sampark karo unko free me milta h agar nahi to comment karo ki kaun se district se ho mai pta kRta hu
BRO bhut se school me pre boards me aisa hota h par mere hisab se aap ne phle se kam se kam 40 to 50% syllabus pda hoga i think agar 1 week / 10 days baad aapka exam chalu ho rha ho to aapko apne level ko is beech 70%-80% tak pahuchao aur exam days me usko revise kar ke chale jana। aur agar exam hall me koi out of the box question aate hai to apni bina padhe question solve karne ki ability check karna h kyoki board exam me bhi aisa ho sakta h iske liye bhi apne ko taiyaar rhna h all the best ❤️👍 bro
Bhai suno to ek bahut bada confusion hai use dur karo na please 🥺 Mai class 12th science me hu please bataiye ki CG board 12th ke board exam me board ke paper me kaun si book se question diye jaate Hai NCERT se ya fir navbodh se ya fir Prabodh se please batao mai tension me hi hu please help me Aur
12th me dekho bio ka pura paper conceptual hota h aur phsics ko bhi aap navbodh prabodh kisi se bhi pad sakte ho chemistry ka pichle 2 sal se system bigda hua h uske liye aap apna pura sallaybus compleate rakho kyoki usme Blueprint bhi follow nahi ho rha h to aapko apna sallaybus ke according chhote bade sabhi question DEEPLY padhna aur agar maths ki baat h maths me navbodh ko preferrence dena bro nayi video aayegi to aur douts clear ho jayenge all the best bro 👍 koi aur douts ho to comment kro ❤️
Bhaiya class 10 ka aadarsh uttar ka pdf provide karaye na please ❤❤❤
Bhaiya chemistry ka bna do please
Sir aap PCB ka imp and Hindi+English ka important questions batana please sir 🙏
Thanks very much bhai❤ya
Welcome bro
Thankyou bhaiya ❤❤❤❤
All the best bhaiyon keep it up
Thanks bhaiyaaa🎉🎉
PCM questions please. ....❤
Pcb or hindi english ka imp question ❤
Bhaiya chemistry
Bhaiya please reply karo model paper bus navbodh aur Prabodh ka mil gaya hai aur baki Ajay mala aur exam master ka kahi nahi mil raha kya karu please batao .... 🙏🏻 Mein pcm ka student hu class 12th mein navbodh and prabodh ke alawa koi aur model paper nahi aata kya bhaiya please reply karo
@@tarkeshwarkumar2035 bro apne school ke teachers se sampark karo unko free me milta h agar nahi to comment karo ki kaun se district se ho mai pta kRta hu
@@teachandlearnindia raipur bhaiya
Thanks you bro ❤
Welcome bro
Hindi important questions
Hii guys tum log ke pass modal paper h kya
Nahi hai
social science class 10th
Bhaiya 90% ka strategy video bana do subject wise and apna journey bhi batana 10th ka😊
Ok bro I WILL as soon as possible 🙂👍👍
@@teachandlearnindiabhaiya jaldi lao video 😊
OK bro
Mera bhi 10th me 96 thaa
Bhaiya humare school me pre board ke time per 1 din ka bhi chutti nhi milta hai😢 koi pura syllabus kaise padh lega
BRO bhut se school me pre boards me aisa hota h par mere hisab se aap ne phle se kam se kam 40 to 50% syllabus pda hoga i think agar 1 week / 10 days baad aapka exam chalu ho rha ho to aapko apne level ko is beech 70%-80% tak pahuchao aur exam days me usko revise kar ke chale jana। aur agar exam hall me koi out of the box question aate hai to apni bina padhe question solve karne ki ability check karna h kyoki board exam me bhi aisa ho sakta h iske liye bhi apne ko taiyaar rhna h all the best ❤️👍 bro
Sst science ka
Sir apka answer sit mil sakta hai kya
Bhai tum 10th 12th ke topper ho tab bhi tum berojgaar ho
Bhaiya model pepar se lag bhag kitna % question aata hai
Agar acche se pure model paper ke sabhi set ko padhoge to minimum 70% to ban hi jayega bro lekin ईमानदारी se padhna dost all the best 👍🏆
12Th me kitna aaya tha
86 maths stream me tha
Bhai suno to ek bahut bada confusion hai use dur karo na please 🥺
Mai class 12th science me hu please bataiye ki
CG board 12th ke board exam me board ke paper me kaun si book se question diye jaate Hai NCERT se ya fir navbodh se ya fir Prabodh se please batao mai tension me hi hu please help me
Aur
12th me dekho bio ka pura paper conceptual hota h aur phsics ko bhi aap navbodh prabodh kisi se bhi pad sakte ho chemistry ka pichle 2 sal se system bigda hua h uske liye aap apna pura sallaybus compleate rakho kyoki usme Blueprint bhi follow nahi ho rha h to aapko apna sallaybus ke according chhote bade sabhi question DEEPLY padhna aur agar maths ki baat h maths me navbodh ko preferrence dena bro nayi video aayegi to aur douts clear ho jayenge all the best bro 👍 koi aur douts ho to comment kro ❤️
🎉🎉❤❤❤@@teachandlearnindia