Sir oreva bike me battry change kar di ho aur bad me digital meter me dikha raha hai 2000 kilometer chali hai to kya new battry 2000 kilometer chali hogi ya vo purani battry kitna chali hai vo dikha raha hoga. Please reply
Sir . Bajaj chetak .. ko.. Direct sun me park kar sakte hai kya ?? Ya fir shade nahi hai to .. normal parking cover laga k rakh sakte hai kya ?? Direct sun light me ?
Direct sunlight me wese to electric scooter nahi khada karna chahiye park in shade if u are parking for long time . 1-2 ghante chalta hai lekin subah se sham Tak nhi. Although Chetak comes with a good battery cooling system but it's safe to park under the shade
Sir I bought okaya f2t in Nov 23, company claiming range between 70 to 80 km per charge but I am getting below 60 , can you tell me the technical reason behind this
Bhai 70 to 80 km wo companywale 420 hote hai kyu ki highway smooth road neet line road pe unhone uska milage kiya hota hai 70 se 80 but tum jagha jagha trafiq me rokoge phir race karoge is se battery motor run ke waqt jyada paower leti hai and unchayi road pe to battery jyada kafat hoti hai gaddo me slow speed karne se power jyada jata hai isi liye wo utna kam dikhati hai neet road pe nonstop chalao high way pe utna deti hai
Hello Anna, if water enters into battery , will company gives warrantee ? Please advise - am using Hop Leo scooter (1 year) . Battery stopped working due to water entered inside. How to ask for replacement using warrantee.
Charger me indicator hota hai sir and agar apki gaadi me volt meter display hota hai to apko pata chal jaega ko kis voltage par aakr gaadi full charge hoti hai jese ki ampere magbus ex 64-64V par full charge hoti hai. Charger me lights aati hai us se bhi pata chal jaega
Lead battery 8 ghante me he full charge hota hai bs Aisa na ho ki battery me aadha charge hai aur phir bhi daily usko 8 ghante charge laga denge to ful jaega battery (lead) auto cut wala charger kharid lo to bhi battery ko daily overcharge nhi karna chahiye
Meri new Scotty thi jab 50 55 calti thi...fir 8 9 month Baad 30 35 km chal Rahi...he... battery check kara li... battery thik he...kya problem he bataye
Bulb CFL ya led ke illumination me aur fan speed aur behaviour me farq AA jata hai nahi to AAP kisi bhi 16A plug me extra meter lagwa le usme sabkuch show hota h👍
मेरी ev scooty चार्ज करने 55 मे full हो जाती है लेकिन 5 मिनट मे 53 मे आ जाती है यदि full चार्ज करने के तुरंत बाद mcb off कर दु तो बैटरी फूल तो नही जायेगी इसके बारे में बताये ⚠️🛵
Bhai ji aapki 6 ki 6 baat achi hai 😘😘😘
Thank you sir 😊
Keep supporting 👍
Sir oreva bike me battry change kar di ho aur bad me digital meter me dikha raha hai 2000 kilometer chali hai to kya new battry 2000 kilometer chali hogi ya vo purani battry kitna chali hai vo dikha raha hoga.
Please reply
Orevake digital meter ka bharosa nhi hai 0 zero kabhi bhi ho jata hai but meter kk reading par Battery change hone ka koi fark nhi padta.
Konsa battery lagayA
Thank you 👍👍
Bhaiya kya hm 60volt ke charger se 4 battery 12v ki lead vaali charge kar sakte hai
Bilkul kr skte h
60 waat ke charger ko 16 ampiar ke switch me lga skte hai
60 व्होल्ट 26 ah battary hai upgrade karna hai konsi le
Sir . Bajaj chetak .. ko..
Direct sun me park kar sakte hai kya ??
Ya fir shade nahi hai to .. normal parking cover laga k rakh sakte hai kya ?? Direct sun light me ?
Direct sunlight me wese to electric scooter nahi khada karna chahiye park in shade if u are parking for long time .
1-2 ghante chalta hai lekin subah se sham Tak nhi.
Although Chetak comes with a good battery cooling system but it's safe to park under the shade
@@Soulbiker thanks
@@Soulbikervery good Knowledgebal Answers 😊
Thanks
Keep supporting 😊👍
Thanks
Keep supporting 😊👍
Sir I bought okaya f2t in Nov 23, company claiming range between 70 to 80 km per charge but I am getting below 60 , can you tell me the technical reason behind this
Bhai 70 to 80 km wo companywale 420 hote hai kyu ki highway smooth road neet line road pe unhone uska milage kiya hota hai 70 se 80 but tum jagha jagha trafiq me rokoge phir race karoge is se battery motor run ke waqt jyada paower leti hai and unchayi road pe to battery jyada kafat hoti hai gaddo me slow speed karne se power jyada jata hai isi liye wo utna kam dikhati hai neet road pe nonstop chalao high way pe utna deti hai
Bhai meri scuty charge hone me lagbhag 12 gante leti hai to me uska kya kru
Battery kitne ah ki h aur charger kitne ampere k h
Hello Anna, if water enters into battery , will company gives warrantee ?
Please advise - am using Hop Leo scooter (1 year) . Battery stopped working due to water entered inside.
How to ask for replacement using warrantee.
There is no warranty against water damage. If anything exist I'll ask to company and tell you in 2 days .🤞
Agar voltage ziada a raha ho i mean 220 se ziada a rahe ho to ok ha ya nahin
Aap stabilizer laga kar charge kre
Volt strieco scooter 6
Ghnte charge pr bi thoda hi chlta h
Hii
Same problem
Sir battery charge full ho jati h to kes parker se pta kre
Charger me indicator hota hai sir and agar apki gaadi me volt meter display hota hai to apko pata chal jaega ko kis voltage par aakr gaadi full charge hoti hai jese ki ampere magbus ex 64-64V par full charge hoti hai.
Charger me lights aati hai us se bhi pata chal jaega
Sir battery full down ho Jaye or charge na ho tou kya kare
Service center par Machine hoti h us se charge ho jayegi jyada done hone ke baad ki situation mai
Thank u sir
मुझे यह पुछना है की पुराणी बॅटरी को देकर नई बॅटरी लेते समय कुछ किमत मिलती है?
बिल्कुल मिलती हैं
मिलती है। 2000रू
Do we can keep our scooty with battery in sunlight
Plz reply
No parking in sunlight and don't charge the vehicle in sunshine.
@@Soulbiker dhoop me chala naki sakte?
48 volt 32 ampere batery ke liye kitne volt aur kitne ampere ka charger chahiye?
Lead battery hai ya Li ion
LFT
Mene new battery daali h 3 month 50km tk chli but ab 30km chl rahi h battery bhi kra di h but kiya problem hogi
Battery test karwao sir
Sir agr hm apni scoty raat m 8 hour k liye charge kre to aasa to nhi hoga battery ful jaye ya fat jaye aasa kuch 🤔
Lead battery 8 ghante me he full charge hota hai bs Aisa na ho ki battery me aadha charge hai aur phir bhi daily usko 8 ghante charge laga denge to ful jaega battery (lead) auto cut wala charger kharid lo to bhi battery ko daily overcharge nhi karna chahiye
60 volt batryy ko 72 volt charger se charge kar sakte hai bhaiya
Nahi sir mat karna ya to wo charge nahi hogi aur hogi to kuch time baad battery fool jaegi ya controller kharab ho jaega
Great job Guru...😊
Sir meri scooter me pehle speed 45 to 50 thi ab 3rd mord pe bhi 35 to38 hi jati hai please reply
Controller check karwaye
Thanks for reply ☺️
Anytime bro 😊
Sir mere paas oreva e bike he usme lithium ion battery lga he jo ek bar me sirf 30 km chalti hai agar naya battery konsa dale
Bhai lithiam dala to 45000 price hai 60 volt 28ah hai wahi lead battrry dala to 15000 old battery deke wo bhi 70 km deta hai
Sir battary ki life kase kare or upay
Meri new Scotty thi jab 50 55 calti thi...fir 8 9 month Baad 30 35 km chal Rahi...he... battery check kara li... battery thik he...kya problem he bataye
Konsi company ki h
E-Xite jo bike hai esiki bareme kuch batae
Bhaiya thand m battery km chlti h kiya
Itna kuch farq nahi padta AAP ek baar battery test karwa le
Hamen kaise pata chalega ki voltage mein fluctuation ho raha hai
Bulb CFL ya led ke illumination me aur fan speed aur behaviour me farq AA jata hai nahi to AAP kisi bhi 16A plug me extra meter lagwa le usme sabkuch show hota h👍
Nice video bro ❤👍
Bhya display me parking ko kaise theek kere
Parking aane se gaadi chal rhi h ya aage he nhi badh rhi h ?
Hand break ko ek baar dabao
Sir lead acid battery ki kitini cycle hoti... I mean usko kitni baar full charge and discharge kar sakte h..
Different different hoti h apki service book m khi na khi likhi hogi definately check it out👍
Lead acid me 500 cycle hoti hai.....
मेरी ev scooty चार्ज करने 55 मे full हो जाती है लेकिन 5 मिनट मे 53 मे आ जाती है यदि full चार्ज करने के तुरंत बाद mcb off कर दु तो बैटरी फूल तो नही जायेगी इसके बारे में बताये ⚠️🛵
Lead battery life cycle kitna
गुड
Lead acid best konci rhagi
zelio
@@Soulbiker upluse kasi ha bhai
@@Soulbikerbhai mere paas 2 zelio scooter h dono ki battery saal bhar bhi nahi chalti.... Kya zelio ki batteries low quality ki hoti h??
Warranty me change Krwana chahiye, mene jitna chalaya hai usme to acharaha performance
Samjha nahi
Sir aap ne karet sahi bala hai
Thank you sir 😊
Please Sir reply
Kr Diya sir 😊
Abe ja baap ko sikha ra hai