@@CareerCivilservice mene correspondence address chandigarh ka document upload Kiya he. Jaha abhi me reh Raha hu. Permanent address gwalior he. Form cancel to nahi ho jayega na? Centre to kahi bhi aa jaye me chala jaunga...
Sir mera form bar bar panjiyan ki details fill krwa raha hai reload ho kr aur sare documents bar bar fill krne pad rhe hai, bank khata dharak ka naam b bar bar red bata raha ....kya kru please guide krw
sir mppsc form filp mai graduation mai subject opsen mai last marksheet kai subject dalnan hai yaha phir all semester kai subject filp karna hai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@@Life_is_On_ Aapne Jis stream se Graduation kiya hai uske subject likh sakte hain.For example Jaise B.A. kiya to Esme jo Main subject hai jaise HISTORY, POLITICS, ECONOMIC , ye subject likhna hai.
@@kapilpatel2712 Es bar vacancy nhi aayi forest service ki.ydi form fill tak aa jati hai to jisne abhi form bhar diya unko forest ka bharne ke liye edit ka option de diya jayega
@@shrinivas4679 photo , signature, passbook ki photo ki size check karke upload kijiye,aur koi bhi details fill karte time bech me coma (,) ka use mat kijiye,to form submit ho jayega.try kijiye
Nhi sir coma ka use nhi kiye hai kahi bhi but bhi pata nhi kyo Aisa ho Raha hai try kr rahay hai form fill karne ke baad next pr click kr rahay hai but fir se usi process pr aa ja Raha hai form fill krne ke.
Adress proof kaun sa attach karna he? Permanent ya correspondence?
@@ravishkumar3615 jo address upload karkege usi anusar exam center milega. Parmanent upload kar dijiye.
@@CareerCivilservice mene correspondence address chandigarh ka document upload Kiya he. Jaha abhi me reh Raha hu. Permanent address gwalior he. Form cancel to nahi ho jayega na? Centre to kahi bhi aa jaye me chala jaunga...
@@ravishkumar3615 koi problem nhi hai, Bas sabhi information sahi fill hona chahiye.
@@CareerCivilservice ok sir
Passbook wale column m name me mistake bta rha h...jbki name shi dal rha plz help
@@hirmalbarde5814 Dobara se form ki sabhi details fill kijiye ,aur kisi bhi letter ke sath dot (.) Ya coma (,) use mat kijiye to fill ho jayega.
Rojgar panjiyan ki renewal month january 2025 hai to Registration number whi wala daal sakte hai kya
@@aanchalBansinge Yes,wahi fill kar sakte hai,but rojgar Panjiyan ko Renew bhi kar lijiye
Sir mobile number band ho gya kese renewal karay ab
@@aanchalBansinge Ydi rojgar Panjiyan expire ho gya hai aur mobile no bhi band ho gya to New Panjiyan kar lijiye,uske bad form me fill karein.
Sir mera form bar bar panjiyan ki details fill krwa raha hai reload ho kr aur sare documents bar bar fill krne pad rhe hai, bank khata dharak ka naam b bar bar red bata raha ....kya kru please guide krw
Passbook ki black and white scanned photo upload Kari h..koi problem to nahi hogi?
@@jahnvimishra9433 Colour wali photo hai to usko upload kijiye,nhi hai to esi ko kijiye
Me GDS hu
Ex service me kuch fill kru ya nhi
Sir please check your full name and confirm moving ahead problem 😢😢 please solved
Same problem please batay kaise solve hui
Yes same problem please resolve anyone
@@NehaYadav-mj5oj please kahi aur se form fill krwao mera resolve ho gya
Subject mein ug ki degree mein mechanical ki spelling galat hogai hai me ki place pe machanical engg koi problem?????? Sir ji
@@upaamboy2390 etni se mistake me koi problem nhi hai,but,aapke personal information ki spelling me mistake nhi hona chahiye.
Rent agreement expire ho gya h 4 mahine se
Usi ko dal de kya ya alternate kya dal sakte h please reply
@@prakashchandel3576 eske alwa other documents laga sakte hai video dekhiye alternate document list.ya notification me dekhiye.
sir mppsc form filp mai graduation mai subject opsen mai last marksheet kai subject dalnan hai yaha phir all semester kai subject filp karna hai 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@@Life_is_On_ Aapne Jis stream se Graduation kiya hai uske subject likh sakte hain.For example Jaise B.A. kiya to Esme jo Main subject hai jaise HISTORY, POLITICS, ECONOMIC , ye subject likhna hai.
Sir other state Wale students kon sa caste certificate lgaenge plz btaiye
@@shaliniyadav7689 Other State ke liye Cast Certificate nhi lagega,"UR" Category se fill hoga.Cast certificate sirf mp domicile ke liye lagega
General me count honge other state bale isliye cast certificate ki jrurat nhi h
Jisko forest services ka bhi bharna h , unko wait karna padega kya?
@@kapilpatel2712 Es bar vacancy nhi aayi forest service ki.ydi form fill tak aa jati hai to jisne abhi form bhar diya unko forest ka bharne ke liye edit ka option de diya jayega
@CareerCivilservice ji thankyou
Sir, main form submit kr diya h, but photo par name and date nhi diya h... Koi problem nhi naa hoga
Sir mera form cancel ho ja Raha hai sab kuch sahi sahi fill krne ke baad bhi ,so please sir eska solution bataiye
@@shrinivas4679 photo , signature, passbook ki photo ki size check karke upload kijiye,aur koi bhi details fill karte time bech me coma (,) ka use mat kijiye,to form submit ho jayega.try kijiye
Nhi sir coma ka use nhi kiye hai kahi bhi but bhi pata nhi kyo Aisa ho Raha hai try kr rahay hai form fill karne ke baad next pr click kr rahay hai but fir se usi process pr aa ja Raha hai form fill krne ke.
Apka issue solve hua?
I am facing the same issue
Nhi hua Bhai @@AffectionateLagoon-vo2xj