LMV-TR se ...4 wheeler or 3 wheeler commercial vehichles to chala hi sakte hai....lekin 2 wheeler commeicial bike chala sakte hai or 4 wheeler private white number plates ki vehicles or 2 wheeler white or yellow number plates ki gafiya?
apne ek video me kaha ki lmv licence se ab loding gadi bhi chala sakte hai jo gadi 7۔5 ton se kam ki hai۔۔۔۔۔aur ab bol rahe hai ki lmv se loding gadi nahi chala sakte۔۔۔۔kia ab kanun cheng jo gaya hai aur ek bat puchna hai ki 3 wheeler loding ke liye kia koi dusra gv licence banta hai
Sir hamara exam ka question he please reply licence renewal karne ke act anusar 3 mahine pahale ya tin mahine bad ye hai kya 1 sal bad ya 1 sal pahile kar sarte in dono me se konsa sahi hai. Naya act1988 me badlav 2019 ke anusar . Please reply sir police bharti exam ka saval hai. Nahi to apna number dedo...... please sir
Achhi jankari di hai ❤🎉🎉
💓
आप सीधा सीधा बोल सकते थे सफेद नबर प्लेट वाली कार चला सकते है LMV से और हेवी गाड़ी के लिए हेवी DL अलग होता है
Loading three Wheeler chalane ke liye konsa license banaye? Ye loading three wheeler mai mere business ke liye use karta hoo.
New guide line me NT lmv linces se transport vichal chla sakte h kya??????
Sir Transport ke liye chalna hai aur personal use ke liye bhi chalana hai toh konsa licence banaye?
Kya LMV se two wheeler chala sakte hai?
LMV-TR se ...4 wheeler or 3 wheeler commercial vehichles to chala hi sakte hai....lekin 2 wheeler commeicial bike chala sakte hai or 4 wheeler private white number plates ki vehicles or 2 wheeler white or yellow number plates ki gafiya?
lmv nt licence se office ya farm me driver k rup me kam kar sakte hai ya police pakti hai toh fine lagta hai ?
Mere pass LMV NT licence hai...
Kya mai Bolero pickup 1.4 chala sakta hu??
Gross vehicle waight -4000kg
Sir delhi best RTO konsa hain jaha pass hona asaan hai Bike se driving test dene ke liye??
Loading Auto ke liye kaunsa Licence banwana chahiye..?
Loding three wheeler ma konsa license chaiye
Sir NT and TR yah donon ek hi licence mein banva sakta hai
Haa
lmv tr se three wheeler porter m chala sakte h kya bhai
loading wala
reply bro
Nahi
LMV se 2wgeeler chal sakte hai??
Sar ji mein Naya heavy licence banvaya aur 2018 ka number hai aisa bhi hota hai kya sabji reply dijiye
Bolero picup
apne ek video me kaha ki lmv licence se ab loding gadi bhi chala sakte hai jo gadi 7۔5 ton se kam ki hai۔۔۔۔۔aur ab bol rahe hai ki lmv se loding gadi nahi chala sakte۔۔۔۔kia ab kanun cheng jo gaya hai aur ek bat puchna hai ki 3 wheeler loding ke liye kia koi dusra gv licence banta hai
Lmv nt licence se 3 weeler loading chala sakte?
No
Sir Lmv Nt se online Auto Rickshaw Chala Sakte Hai Kya
Hello sir, Mere pas Lmv NT license hai, mai dost aur bhaika personal car chala sakta hun kya?
Ji haa
Lmv only Wale dl se kon kon vehicle chala sakte hain
Yehi
LMV NT licence se kon kon se Gari Chala sakte
Hi Sir I Am Holder Of Lmv NT DL And I am drive Auto Rickshaw Yes Or No Please Reply Sir🙏🏻
No
@@TechnicalAlokji aur hamare Yahan ke RTO broker kahate Hain ke yah chalega Lmv nt In Gujarat State Tu ab main kya Karun Sir Please Reply Me Sir🙏🏻
Near driving school kese pata karen.
Bhai hamare rajdoot bike ka fitness badh sakta hai kya
Aap what's app par meg kariye
lmv licence si baeh mel sakataha
Bike cala chakti hai keya sir
Hi sir odisha me lmv tr licence Nehi hotahe
Lmv tr licence se lmv nt Vehicle chala sakte hai
No
Lmv nt allowed bike or not
Bike ke liye MCWG banwaye
Sir ab to licence pe sirf LMV hi likha ata hai kyu
Lmv nt licence se 7500 .tak koi v gari chala sakte h kya ...
Video poora dhyan se dekhiye sab kuch bataya h isme
Mana dekh h isliye puch Raha h. Apka puran video me apna bol th..
Jaldi jawab da do
Lmv tr licence nahi banta hai
Sab banta h bhai kon sa banwana h aapko
Lmt nt se bike allowed hai
Sir hamara exam ka question he please reply licence renewal karne ke act anusar 3 mahine pahale ya tin mahine bad ye hai kya 1 sal bad ya 1 sal pahile kar sarte in dono me se konsa sahi hai. Naya act1988 me badlav 2019 ke anusar .
Please reply sir police bharti exam ka saval hai.
Nahi to apna number dedo...... please sir