Maa ji 🙏🙏🙏🙏🙏basant panchmi me jo supari se ganesh ji sthapit kiye the........ Unko bhi visarjan karna h kya...... Ya pooja ghar me rakh du fir agli baar pooja me fir yhi gnesh ji ki sthapit kar du...... Please reply maa ji
Har Har Mahadev Ma'am Wednesday Thursday day Marriage me jana hai Wednesday lahsun pyaaz khaye rahege Thursday marriage bhi hai aur Thursday vrat hai mera to Thursday haldi laga ke hair wash kr skte hai pls reply dijiyega ma'am waiting 🙏🙏🙏
Auntyji nmstey..aunty magh purnima se holi ka danda lg jayega na..to uske bad ka kumbh snan k liye ja skte h kya?hmare yha danda lgne k bad kahin ate jate nhi
Mata ji pranam.....kripya btaiye ki bhumi pujn aur niv pujn ko shivratri k din krva skte h ya koi aur subh thithi btaye ....mata ji phle bhi hmne aapse puchha tha to aapne nhi krvane ka btaye the aapne boa tha ki subh muhrt abhi nhi h so plz margdrshn kre ki hm kis thithi pr kre February mhine m shivrati uchit tithi h kya .....hm aapk hi margdrshn s koi kary krte h koi aur mera nhi h so plz margdrshn kre mata ji plz jrur se
आनटी जी नमस्ते आपके कहने पर मेरी मम्मी महा शिवरात्रि का व्रत नीर जाला 13 साल वाला करती है। इसके बाद में मेरी मम्मी को मन है। की 12 शिवरात्री करने का मन है। क्या कर सकती है।
Maa chachere sasur date kiye he 4 January ko mtlb Sawa mahina ka manyata kb mana jata he barkhi se ya suru din se kb se gina jata he ye bhi bataiyega ki sawa mahinya hone ke baad jayenge ya ja skte he kumbh
Pranam Mata jee,maa jee Ganga jee ko saree chadhane ke bad kya use ghar late h ki ,ganga jee me hi arpit kr dete h , kripya kr ke jarur bata ye , mera nevedan n
Aunty thankyou for your reply, daan kundali ke hisab se karna uchit hota hai ya varshfal ke hisab se, meri janam kundali ke hisab se mangal fourth sthan par hae aur 2025 ke varshfhal ke hisab se mangal is saal dasve sthan par hae , is sthiti mae kya mithe ka daan nahi karu ya karna chahiye, mae duvidha mae hu bahut , please baatae mujhe
Namaste aunty ji hamare yaha shivratri k din badi maa expire ho gayi thi 3 saal ho gya tb se hamare yaha koi shivratri ka vrat nhi rakhta mai unmarried hu vrat rakh sakti hu ki nhi ?? 🙏🙏
दीदी प्रणाम धन्यवाद दीदी गृह प्रवेश की पूजा सास ससुर जी करेंगे तो क्या रसोई में चूल्हे की पूजा बहू को करनी चाहिए या सासु मां को करनी चाहिए plz reply दीदी ❤
Pranam aunty ji,meri bachi September me 3 sal ki hogi,uska addmission krwana h,lekin addmission March aur April me hote h,to kya mai Basant Panchami Monday ko 1 din apni bachi ko School me bhej k subha arambh kr du,uske baad April me uska admission kra du? please bataye
Aunty ji mere ghar me abhi sirf mai or mere dono bachhe rahte h q ki meri nani sasu maa ko cancer hi gaya h last stage pe h to kuchh kaha nhi ja sakta to mere husband vahi rahkar unka seba karte h q ji unko unki maa ne nhi nani maa ne palan poshan kiya tha is karn mere husband ko maa se jyada nani maa se lagao h to abhi 2month se vahi rahte h to kabhi kabhi ghar ke bahar kuch dar jaisa lagta h but usi vakt mere ghar pure ghar bhut achhi khusbo aane lagti h or uske bar dar jaisa nhi lagta balki hm dekhne bhi jate h kya chij ki khusboo h par kuch pata nhi chalta bus khushboo aate rahti h or koi dar nhi lagti to kya h iske pahle kabhi aisa nhi hota tha abhi 3.4bar se ho raha h kya ye kuch galat sandesh h ya sahi h plzzz aap kuch bataiye hme kuch samjh nhi aa raha h plzzzz aunty ji 🙏 mere bachhe ko bhi khushboo mahsus hoti h isliye jyada chinta ho rahi h
श्री शिवाय नमस्तुभ्यं हर हर महादेव दीदी 🙏🙏
आप बहुत अच्छी जानकारी देती है क्या आप टोने टोटके के बारे में भी कुछ जानती है प्लीज बताएं
Bahut sundar gyan diya aapae ❤ dhanyawad
Thankyou aunty
Jai maa
Aaj aapki bahut yaad aa rhi thi
Mene to nhakr pile chawl ka prasad bnaya 🙏🙏
Jai maa 🙏🙏
Maa ji 🙏🙏🙏🙏🙏basant panchmi me jo supari se ganesh ji sthapit kiye the........ Unko bhi visarjan karna h kya...... Ya pooja ghar me rakh du fir agli baar pooja me fir yhi gnesh ji ki sthapit kar du...... Please reply maa ji
ऊं नमो भगवते वासुदेवाय
सुंदर जानकारी के लीय धन्यबाद
જય શ્રી કૃષ્ણ રાધે રાધે
Jai Mata Saraswati Ji 🙏🙏😊😊🙏🙏....
Sarswati maa ko khooicha de skte h plz chaldi reply kijiye plz
Aunty ji aap bahut hi achi jankari deti h mai aap ka har video dekhti hu aur aap k har video se kuch na kuch sikhti hu❤🙏🙏🙏🙏
Bahut acche se samjhate Hain 🙏🙏
Thank you anty ji🙏
Om jai shree mata saraswati ji ki hamesha hi jai ho 🙏
Thank you mata ji 🙏🙏
Har Har Mahadev Ma'am Wednesday Thursday day Marriage me jana hai Wednesday lahsun pyaaz khaye rahege Thursday marriage bhi hai aur Thursday vrat hai mera to Thursday haldi laga ke hair wash kr skte hai pls reply dijiyega ma'am waiting 🙏🙏🙏
Jai maa sarswati
जय श्री राधे राधे 🙏
बहुत ही सुंदर गीत है बहन🎉🎉🎉🎉🎉
Pranaam maa ji 🙏🙏🙏🙏🙏thank you maa ji ❤❤❤❤❤❤
🙏🏻🙏🏻 माता जी हम लोग के यहाँ 3 तारीख को है सरस्वती पूजा
🙏🙏 aunty ji
Auntyji nmstey..aunty magh purnima se holi ka danda lg jayega na..to uske bad ka kumbh snan k liye ja skte h kya?hmare yha danda lgne k bad kahin ate jate nhi
Beautiful blog ❤❤
Aunty ji hme 12 january ko baby girl huyi h to hm mayke pahli bar kb ja skte h baby ko leke
Jai maa saraswati 🙏🌺💐🌻🌷
Radhe Radhe 🙏🙏
Thanks🙏 Mam ji 🙏Information kya liya 👌👌👌👌👌👍👍👍👍👍✨😊
Jai shree ram 🙏🙏🙏🙏🙏
Didi pranaam. ❤
Guru maa roj ki pooja kese kare karke dekhaye please Guru maa
Har har mahadev di 🙏🙏🌺🌺
Aanti ji❤ 🙏 grih prwesh March, April ,may me kb h please please btaiy,aapka hr video gyanwardhk hota h 🙏
Aap March me 6,7 aur April me 25 ko grihpravesh kar sakte hai
Mata ji pranam.....kripya btaiye ki bhumi pujn aur niv pujn ko shivratri k din krva skte h ya koi aur subh thithi btaye ....mata ji phle bhi hmne aapse puchha tha to aapne nhi krvane ka btaye the aapne boa tha ki subh muhrt abhi nhi h so plz margdrshn kre ki hm kis thithi pr kre February mhine m shivrati uchit tithi h kya .....hm aapk hi margdrshn s koi kary krte h koi aur mera nhi h so plz margdrshn kre mata ji plz jrur se
Aap February me 7,8,10,15,24 ko ye shubh karya kar sakte hai
Apka bahut bahut dhanyavad
Radhey Radhey Auntyji
Jai shree Krishna 🙏🙏❤❤
Jai maa Sherawali ji
Prnam did
Pranam 🙏mataji
Nice garden
❤️ जय श्री मन नारायण ❤️🙏🏻
दिदी प्रणाम 🙏🌹
प्रणाम मां जी
🙏🙏🙏🙏
Namaste aunty ji 🙏jai mata di
Is gupt navratri ki ashtami kab hai
Ashtami 5 Feb ko hai
Pranam aunty ji ❤️🙏 beautiful aunty ji
🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
🙏🙏🌷
Aanti. Ji. Nmste❤❤🎉
Har Har Mahadev di
आंटी जी नमस्ते मैं विद्यार्थी हूं लेकिन kya मैं बसंत पंचमी के दिन छोटे बच्चों को कॉपी पेंसिल दे सकती हैं और इससे मुझे कुछ हानि तो नहीं होगी?
Aap de sakte hai
Mai to kah rhi hu ki uss din mt dijiye blki agle din de dijiyega
@@kajalseth8434right yrr
Pranam aunty ji radhe radhe 🙏
Vivah ke liye ramayan ki pankti padhne ka niyam bataiye pura padhna hai ya sirf ek panakti
Mata Ji 🙏
Aapki roti ki videos se rotiyan banana seekha.
Ek sawal hai aapse, Kya roti dough banane ke liye Tel dalna zaruri hai kya ?
Tel lagana jaruri nahi hai
@@AsanZindagi Thank you Mata Ji 🙏 reply ke liye .
Namaste aunty ji
Mami 13 saal wala mahnavratri kar rahi hai. Iiske alwa vo harek mahina Shivratri bhi karna chahati hai. Kya vo kar sakti hai ya nahi
ji haa, Aap kar sakte hai
Mataji nariyal b rakhna h kya or fir kya us nariyal ka
Is bar 2025 mein Shivratri aur Holi kab hai
Didi parnam 🙏
Didi shiv Parvati ke photo kanch ki hi to us par lal ful ya Mala chadhaye ki nhi
Aunty ji namste ,माघ purnima kab hai, kya us din se purnima ka vrat suru kr skte hain ??
Maagh purnima 12 ko hai, Aap is din se purnima ka vrat shuru kar sakte hai
@AsanZindagi ji 🙏 Bhagwan ko aapko Sawasth ,aur दीर्घायु जीवन प्रदान करें aur aap humara aise hi मार्गदर्शन करते रहें l
Kya iss din naya kitchen shuru kar sakte hain?
Kripya bataiye.
ji haa
Aapko meri maa dekhti thi 2019 tk ....aapko dekh k maa ki yaad aa jati h 😢😢
Aunty g namaste 🙏 kya basant panchami wale din mai apni beti ka annparasan kr skti hu . Plz reply jrur kijiye
ji haa
Ghar me chhota shivling rakh sakti hu ya nhi please reply me
Anguthe ke size ka Rakh sakte ho
Jb kabhi hum Bhandara krwane ko kahte hai to kitne kilo ke aata ya chawal Lena chaiye
Aap ye maatra shraddha aur samarthya ke anusaar 100 se 200 logo ke liye kar sakte hai
Mere ghar mein bhi 3ko hai
Didi pranam
Didi parnam 🙏
Didi shiv Parvati ya shiva pariwar ke photo pr lal fool ya lal safed ful ki mala chadha sakte hi ki nhi please btaiye
Jay mata 🙏🙏🙏
आनटी जी नमस्ते आपके कहने पर मेरी मम्मी महा शिवरात्रि का व्रत नीर जाला 13 साल वाला करती है। इसके बाद में मेरी मम्मी को मन है। की 12 शिवरात्री करने का मन है। क्या कर सकती है।
13 varsh ka niyam hai fir aap 14 ve ko udyapan kar de
Maa chachere sasur date kiye he 4 January ko mtlb Sawa mahina ka manyata kb mana jata he barkhi se ya suru din se kb se gina jata he ye bhi bataiyega ki sawa mahinya hone ke baad jayenge ya ja skte he kumbh
Aap Mahakumbh jaa sakte hai, aap 4 Feb ke baad jaaye par bheed waale samay me naa jaaye
Thank you Maa❤
Aunty ji meri beti kartik mah me ahoe astami ko huyi thi to uska anprasan aur mundan kin mahino me krwa sakte hai
Aap chaitra ke navratra me annaprashan kare aur Mundan karya 14 April ko kara sakte hai
Bt uska 6 month hoga to kya usme annprashan ho sakta hai
ji haa, ho sakta hai
Pranam Mata jee,maa jee Ganga jee ko saree chadhane ke bad kya use ghar late h ki ,ganga jee me hi arpit kr dete h , kripya kr ke jarur bata ye , mera nevedan n
Aap ganga ji me Arpit kar de
Aunty's ji paranam, Mera mangal unch ka hai, birthday ke din mangalwar pad raha hae , mujhe kya daan karna chahiye , Kripa batae maam
Agar mangal 10th house me uccha ka hai to aap Meeetha ka daan naa kare balki namkeen bhojan karaye
Aunty thankyou for your reply, daan kundali ke hisab se karna uchit hota hai ya varshfal ke hisab se, meri janam kundali ke hisab se mangal fourth sthan par hae aur 2025 ke varshfhal ke hisab se mangal is saal dasve sthan par hae , is sthiti mae kya mithe ka daan nahi karu ya karna chahiye, mae duvidha mae hu bahut , please baatae mujhe
Namaste aunty ji hamare yaha shivratri k din badi maa expire ho gayi thi 3 saal ho gya tb se hamare yaha koi shivratri ka vrat nhi rakhta mai unmarried hu vrat rakh sakti hu ki nhi ?? 🙏🙏
Aise me ye parv aap naa manaye
Mata Ji hamare ghar ke mandir mein man Saraswati ka photo hai kya puja ham Mandir mein Hi karenge ki bahar
Aap ghar par bhi pooja kar sakte hai
Dhanyvad mataji
Namaskar aunty ji Pranaam aapko
दीदी प्रणाम धन्यवाद
दीदी गृह प्रवेश की पूजा सास ससुर जी करेंगे तो क्या रसोई में चूल्हे की पूजा बहू को करनी चाहिए या सासु मां को करनी चाहिए plz reply दीदी ❤
Jo grihpravesh ki pooja kar raha hai vo rasoi ki pooja kar sakta hai
Pranam aunty ji,meri bachi September me 3 sal ki hogi,uska addmission krwana h,lekin addmission March aur April me hote h,to kya mai Basant Panchami Monday ko 1 din apni bachi ko School me bhej k subha arambh kr du,uske baad April me uska admission kra du? please bataye
Aap ghar par hi Basant Panchami ke din bacche ko kuch padhana shuru kar sakte hai
जय श्री राधे कृष्णा ❤❤❤ दीदी नमस्ते मेरे बेटे का शादी नही हो रही कृपा करके कोई उपाऊ बताना मै बहुत परेशान हूँ
Aunty Ghar ki Shanti k liye Kya Kare ladai jhagda ho rha h bas log ek dusre ko bol rhe h koi apni galati nhi manta h please btaye 🙏 please
Aise me aap is video ke upaay kare, kuch samay me aapko fayda jarur hoga
th-cam.com/video/Q2NgnuPudWk/w-d-xo.html
मेरे यहां ३ को है
Aunty ji mere ghar me abhi sirf mai or mere dono bachhe rahte h q ki meri nani sasu maa ko cancer hi gaya h last stage pe h to kuchh kaha nhi ja sakta to mere husband vahi rahkar unka seba karte h q ji unko unki maa ne nhi nani maa ne palan poshan kiya tha is karn mere husband ko maa se jyada nani maa se lagao h to abhi 2month se vahi rahte h to kabhi kabhi ghar ke bahar kuch dar jaisa lagta h but usi vakt mere ghar pure ghar bhut achhi khusbo aane lagti h or uske bar dar jaisa nhi lagta balki hm dekhne bhi jate h kya chij ki khusboo h par kuch pata nhi chalta bus khushboo aate rahti h or koi dar nhi lagti to kya h iske pahle kabhi aisa nhi hota tha abhi 3.4bar se ho raha h kya ye kuch galat sandesh h ya sahi h plzzz aap kuch bataiye hme kuch samjh nhi aa raha h plzzzz aunty ji 🙏 mere bachhe ko bhi khushboo mahsus hoti h isliye jyada chinta ho rahi h
Aise me aap koi chintaa naa kare, bas sham ke samay pooja ghar me diya jalakar kuch samay Bhagwan ka naap jaap kare
Suryoday k sath jo tithi nhi hoti us din Pooja nhi hoti h
नमस्ते शारदा बहन, बहुत सही समय पर जानकारी दी आपने
3 February ko hai Basant panchmi
Basant panchmi 3 February ko hai
Didi aap kumbh snan kar aai
ji haa
Jai maa sarswati
🙏🙏🙏
Didi parnam 🙏
Didi shiv Parvati ya shiva pariwar ke photo pr lal fool ya lal safed ful ki mala chadha sakte hi ki nhi please btaiye
Didi parnam 🙏
Didi shiv Parvati ya shiva pariwar ke photo pr lal fool ya lal safed ful ki mala chadha sakte hi ki nhi please btaiye
🙏🙏
Didi parnam 🙏
Didi shiv Parvati ya shiva pariwar ke photo pr lal fool ya lal safed ful ki mala chadha sakte hi ki nhi please btaiye
Didi parnam 🙏
Didi shiv Parvati ya shiva pariwar ke photo pr lal fool ya lal safed ful ki mala chadha sakte hi ki nhi please btaiye🙏
ji haa, aap Photo par chadha sakte hai