Ye paddy rone ke 21 din baad kiya jata hain. Karne se jo kira hita hain, jaise ricw hispa pani me gir ke mara jata hain. Plant me e mechanical boost up hota hain jo tiller ka number barane ke kam karta hain.
Hummare mai pani nahi hai to karne se chalega kya... Paddy lagane k kitne din bad second does Fertilizer dena padta hai or kon kon sa dene se achha rahata Hai..
@@ilovemyindia7198 pani nehi hone se kar sake hain. Weight thoda kam rakhna chahiye. Fertilizer ka second dose 42 se 45 days ke andar dene se achha hota hain. Urea 4-5 kg per bigha of 33 decimal (paddy ke growth ke hisab se hota hain ye dose). Growth achha hone se 4 kg, nehi to 5 kg. Sath me MOP (Muriate of Potash) 5 kg dene se bahut achha result mil sakta hain. Potash plant ko majbut banata hain, dana achha hota hain.
It is done at 21 days after transplanting. It helps to keep rice hispa population below ETL. Number tiller will be more leading to better yield as it gives a mechanical boost up to the plants.
Ise bushening keheta hain. Ye ropne ke 21 din baad krna chahiye. Karne se kuch kira mar jate hain sath sath mechanical boost up hota hain. Finally tiller ka number jada hota hain. 🙏🙏
Pattern sahi hai,keet se bachane hetu uttam upay, prevention to chemical..
Aap ne sahi bola. Ye keera se bachane ke liye uttam upai hain. Dhanyabad. Bhagban aapka vala kare. 🙏🙏
Indonesia same pattern cropy rice , people they come from India..
So nice of you. Thank you so much. ❤️❤️
Ye kiun kia jata hai dhan mai
Ye paddy rone ke 21 din baad kiya jata hain. Karne se jo kira hita hain, jaise ricw hispa pani me gir ke mara jata hain.
Plant me e mechanical boost up hota hain jo tiller ka number barane ke kam karta hain.
Hummare mai pani nahi hai to karne se chalega kya... Paddy lagane k kitne din bad second does Fertilizer dena padta hai or kon kon sa dene se achha rahata Hai..
@@ilovemyindia7198 pani nehi hone se kar sake hain. Weight thoda kam rakhna chahiye.
Fertilizer ka second dose 42 se 45 days ke andar dene se achha hota hain. Urea 4-5 kg per bigha of 33 decimal (paddy ke growth ke hisab se hota hain ye dose). Growth achha hone se 4 kg, nehi to 5 kg.
Sath me MOP (Muriate of Potash) 5 kg dene se bahut achha result mil sakta hain. Potash plant ko majbut banata hain, dana achha hota hain.
1 acre mai kitna kya kya dene padenge sir.. Bigha matlab mai samjha nahi sir
@@ilovemyindia7198 3 bigha me 1 acre hota hain. Isi hisab se sayad aap calculation kar sake ho. 🙏🙏
এই টা কিসের জন্য দেওয়া হয়।
Kéo như thế này để làm gì
It is done at 21 days after transplanting. It helps to keep rice hispa population below ETL.
Number tiller will be more leading to better yield as it gives a mechanical boost up to the plants.
Ye kya hai
Ise bushening keheta hain. Ye ropne ke 21 din baad krna chahiye. Karne se kuch kira mar jate hain sath sath mechanical boost up hota hain. Finally tiller ka number jada hota hain.
🙏🙏
😂🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉🎉
Thanks a lot.