Still a very sensitive topic....with still low acceptance..involving embarrassment...hesitation...humiliation...hats off to dimple for living at her own terms without bothering about the society ❤👍
Kam se , dress se koi gender tay nahi hote . Gaon me / specially thora economic conditions jiska itna accha nahi hote har koi har kam karte hai . I am a single working lady . Mere liye kam me koi gender nahi . Jaha mai rehti hun har kam khud karna parta hai . Single working man k liye yehi hota hai , kam me koi gender ki bat nahi har kam khud ko karna parta hai . Kuch logo ko male ho ya female office se helping staff milte hai ta khudko jyada kuch nahi karna parta hai . Sab working men and women comfortable dress pehena sahte hai jis dress se kam me parechani bhi na ho and dress pehen neka arth / matlab bhi rahe . Hamare ancient India me ladies warrior bhi thay . Jiske liye jindegi gujarne k liye kamane k liye har woqt chinta hai unko ye sochne ka time nahi uska gender kya hai . Gaon me / kabhi kabhi town me bhi kabhi kabhi job kisi ghar me male na ho ta females sare jimmedari uthate hai . Jis ghar me female na ho us ghar me bhi males sare jimmedari uthakar kam karte hai . Gender k liye itna sochna ek luxurious style hai mere khyal se .
A great mom dad
God Bless you dear
Still a very sensitive topic....with still low acceptance..involving embarrassment...hesitation...humiliation...hats off to dimple for living at her own terms without bothering about the society ❤👍
Jai shree krishna 🙏🙏
Speechless ❤
So inspired ❤❤
Thanks Josh talk for this fantastic work
I Am Also a Transmen...Female to Male 💪🏻🏳️🌈🏳️⚧️🫀
Amazing conversation ❤❤
Radhe Krishna 🙏🚩🙏
Same 😢 problem 😭😔 meri family bhi mujhe except ker le god
Namaste Richaji 🙏
Namste didi🙏🙏🙏
❤
Kam se , dress se koi gender tay nahi hote . Gaon me / specially thora economic conditions jiska itna accha nahi hote har koi har kam karte hai . I am a single working lady . Mere liye kam me koi gender nahi . Jaha mai rehti hun har kam khud karna parta hai . Single working man k liye yehi hota hai , kam me koi gender ki bat nahi har kam khud ko karna parta hai . Kuch logo ko male ho ya female office se helping staff milte hai ta khudko jyada kuch nahi karna parta hai . Sab working men and women comfortable dress pehena sahte hai jis dress se kam me parechani bhi na ho and dress pehen neka arth / matlab bhi rahe . Hamare ancient India me ladies warrior bhi thay . Jiske liye jindegi gujarne k liye kamane k liye har woqt chinta hai unko ye sochne ka time nahi uska gender kya hai . Gaon me / kabhi kabhi town me bhi kabhi kabhi job kisi ghar me male na ho ta females sare jimmedari uthate hai . Jis ghar me female na ho us ghar me bhi males sare jimmedari uthakar kam karte hai . Gender k liye itna sochna ek luxurious style hai mere khyal se .
🙏🙏👍🏻
👏🙏🙏
Namaste Richaji🙏
But ak female body me ander se ,aatma se male mhsus ho to use lesbian bolte hai.....
😂😂😂😂 nahi ek women jab women ko like krti h use lesbian kehte h
Meri ghar wale nhi manre
Please help me 🙏🙏
❤❤