Sir mein government employee hu Aur SC category se belong karta hu, too mujhe kis category se form fill karna chahiye... State government ya SC category, pls bataye
Sir mene Credit card se pay kiya h now it is mentioned that agar allotment nhi hota toh bank account me pesa aaega toh bank account detail kahan dalni h
Thanks for the detail video. Maine payment kar di but documents upload karna hai. Mere ko 220 SqM wali plot slect karni hai toh woh option kahan per hai. Thanks
@@vindeshkaushik Thank you sir aapne reply kara meri bhi ye same problem thi or sir ek suggestion bhi dena chaunga ki aapko ye necessary chize video me bata deni chaiye thank you
Sir mai ek government employee hu or mai wife k naam se bhurna chata hu wife jo hai house wife hai ese mai kya karna hai Kyo ki wife k income to zero hai ITR bhi nhi hai
Mera registration govind vihar aavsiya yona mai kar diya hai Iske baad aane wali yojna hai patel nagar Kya mai apeni wife ka registration usme kar sakta hu
Bhai ji mere form me refund k liye bank details fill ka option nai aaya payment sucess h gyi kya karu jda me phone kara bole jis account say cut hue ussi me aa jyngs after draw kya karu
Sir meri salary total 3 lakh hai par incentive sahit 5 lakh income hai aur itr bhi fill krta hu to konsa Option salect kre Upto 3 lakh vala ya 3 to 6 vala
सर मेरा पेमेंट कट गया अकाउंट से ओर फॉर्म स्टेटस पेमेंट सही टाइम पर नहीं हुआ ऐसे आ रहा हे और 48 घंटे से ज्यादा हो गया ओर पेमेंट वापस नहीं आया और फॉर्म भी सक्सेसफुल नहीं हुआ में क्या करूं अब सर
@@vindeshkaushik kuchh nahi submit payment ke bad submit kar diya recipt print ho gai jda se phone par bhi control numbers aaye upload ka kahi option hi nahi aa raha
JDA Atal Vihar Yojna: th-cam.com/video/oc3-HpKVWsQ/w-d-xo.html
Govind Vihar JDA Scheme: th-cam.com/video/M_YpKYSjPpg/w-d-xo.html
WhatsApp Group: shorturl.at/lbtBv
Sir ek insaan tino yojna me form bhar skta hai ky
Or janaadhar me name hai unme se 2 log bhar skte h ky
मैं सेवानिवृत्ति केंद्रीय कर्मचारी हूं नवंबर 2023 में रिटायरमेंट हुआ है मैं किस कैटेगरी में फॉर्म अप्लाई करूं
Aapki family income ke accordingly aap respective category ke plots ke apply kar sakte hai!
Thanks sir bahut achchi jankari share ki aapne sabhi doubt clear kar diye
Welcome! 🙂
Kya same no se same naam se
Do scheme mein apply kar sakte hain kya jaise ki govind vihar and atal vihar yogna ..
Kindly reply
payment ke baad koi dusra page nahi dikh rha h.... aage kaise proceed kare ?
Kya ek housewife apni Pati ki income ke Aadhar per hIG group mein plots ke liye aavedan kar sakti hai kya
Yes!
फॉर्म सबमिट करते समय कुछ डॉक्यूमेंट चाहिए क्या
Sir mera or father dono ki income count krke apply ker skte hai kya
Nahi! Husband-Wife ki add hoti hai family me!
@vindeshkaushik joint family me ho to. Jan aadhar ek hi ho to. Family income me hi count honge na
Abhi ke liye bas apply karna h na, agar allotment hua uske bad documents upload karne h. Right?
Right! 💯
भाई विधवा का फॉर्म कोनसी केटेगरी में आएगा
Pls riply
@@RavisinghaniA90014 Agar unke pass koi property nhi hai to Destitute and Landless Single Women!
Document upload ka to koi option hi nahi hai...or booklet mein bhi kahi pr bhi likha nahi ki kya kya document upload karne hai
Documents upload nahi karne, documents after allotment chahiye!
Jis method se payment kia h usi method par refund hoga right?
Right! As mentioned in the official brochure.
Sir Aadhar card pan card and other document jo aap last Mein Bata rahe ho yah kahan per upload karna hai yah option Nahin mil raha hai
Sir last date se phle documents upload krna jaruri h ya lottery k baad bhi kar skte h btaye please
Documents lottery ke baad chahiye! Abhi nahi...
@vindeshkaushik thanks sir 🙏🙏
BhI abhi banl details kaise dale paise cut gye bank details dalne ka ni aadha refund k liye
Lottery m agr name aagya...tho search kaise krenge
Authority aapko allotment letter bhejegi aur list bhi website par upload ki jayegi!
सर क्रेडिट कार्ड से पेमेंट करने म क्रेडिट कार्ड म ही जायेगा क्या।
Hanji
डॉक्यूमेंट का तो कहीं कोई ऑप्शन ही नहीं आ रहा अपलोड करने का अपलोड कहां पर करें
Form fill krte time Document submit krna h kya
Nahi, Documents allotment ke baad chahiye!
Sir mera registration ho gaya hai lekin abhi document kab lagane honge please reply
Documents upload nahi karne abhi, Vo allotment ke baad chahiye!
@vindeshkaushik thank you sir
Payment kisi aur ke upi id se kar skte he kya
Sir meri 5 lac per annum income hain aur mere father ki 15 lac ,toh total gross income hui 20 lac , kya main mere naam se HIG mein apply kr skta hun?
Aapke father income add nhi karni aapko! Khud ki income ke base par hi apply kar sakte ho!
@@vindeshkaushik अगर पति और पत्नी की मिलाकर सकल आय 19 लाख है तो ?
@@TheDayaram Tab aap HIG ke liye apply kar sakte ho!
Sir lottery me name nahi aya tho registration amount vapas mil tho jayega na
Yes!
Sir मैंने QR code से payment किया है ( क्रेडिट कार्ड से) तो payment भी क्रेडिट कार्ड में आयेगा क्या।
Most probably!
दोनो स्कीम मे आवेदन कर सकते ह क्या सर
Yes!
Sir document upload kahan se karna hai
Documents upload nhi karne hai, documents required after allotment.
सर फोटो ओर vdo कब डाउन लोड कब होंगे। हमने पेमेंट कर दिया
Download karne ka option show nhi ho rha hai!
Jiski job nhi bo bhi form apply kr skta h kya sir
Yes!
@vindeshkaushik income certificate kaise lagega fir sir
Sir mein government employee hu Aur SC category se belong karta hu, too mujhe kis category se form fill karna chahiye... State government ya SC category, pls bataye
Kisi bhi category me apply kar sakte ho!
ST categary wala konsa select hoga option
Kya ek aadmi dono sceame me aaply krr skta hai?
Yes!
@vindeshkaushik Documents abhi chahiye ya allotment k baad sir
भाई जी ITBP को अर्द्ध सैनिक बल नहीं माना हैं इसमें जबकि ITBP एक CRPF और BSF की तरह ही एक अर्धसैनिक बल है।
इसका कुछ उपाय है तो बताइए।
Iske baare me kuch nhi bta sakte Sir!
Sir mene Credit card se pay kiya h now it is mentioned that agar allotment nhi hota toh bank account me pesa aaega toh bank account detail kahan dalni h
Bank account ki details fill nahi karni hai kahin. Most probably refund aapke credit card me hi aa jayega!
Thank you for responding
Thanks for the detail video. Maine payment kar di but documents upload karna hai. Mere ko 220 SqM wali plot slect karni hai toh woh option kahan per hai. Thanks
Documents abhi upload nahi karne hai aur Plot size select nhi karna, Income category select karni hai, accordingly plot category select ho jayegi...
@@vindeshkaushik FIR KAB HOGE DOCUMENTS UPLOAD
@@VijayTech2022 Documents after allotment!
Sir General category me kon konse document ready rakhne honge
Sir moolniwas kitne din me ban jata h
@@arunmaharshi5170 Ban jayega within 1 week. Tehsil me jakar baat karna aap!
2 schme me apply kar sakte h jya ek saath
Yes!
Sir jiski annual income 7-8 lakh h vo konsi category aayega
MIG Type A
Payment to ho gya per documents upload kaise karne hai ye kahan se karne hai or kab
Documents after allotment!
सर नमस्कार
मैने अभी ये फॉर्म भरा
पेमेंट सफल हो गया पावती भी आ गई।
अब बाकी डॉक्यूमेंट कहा अपलोड करे।
जैसे आधार pan itr ईटीसी
Abhi documents upload nahi karne hai, vo allotment ke baad chahiye! 🙂👍
@@vindeshkaushik ok sir thank you
And special thanks for your prompt response 🙂
@@vindeshkaushik Thank you sir aapne reply kara meri bhi ye same problem thi or sir ek suggestion bhi dena chaunga ki aapko ye necessary chize video me bata deni chaiye thank you
@@everythinghabibi69 Ji Bilkul!
Sir Jesé payment Kardia QR SE fir refund kse aayega
State govt employees chooes krne pr bhi categary bharna pdega kya..
Avedn ko kenshi krna h to rpye vaps aayege
Ek name se ya alg name se. Husband wife alg alg krde kya
Nahi!
@vindeshkaushik ek vihar me ek. Alg alg vatika m to kr skte hai
Sir sainik category me plots mila to kitne rs me milega last me?
Pls help
Vo depend karta hai aapne konse plot size ke liye apply kiya hai!
Sir alg alg scheme me ek vykti bhr skta h kya
Yes!
Sir mai ek government employee hu or mai wife k naam se bhurna chata hu wife jo hai house wife hai ese mai kya karna hai
Kyo ki wife k income to zero hai ITR bhi nhi hai
Kar sakte ho apply but income ITR aapka hi lgega!
Submit kaha karna hai ye to ni bataya
Payment karne ke baad submit ho jayega!
Can delhi govt employee apply for this scheme? Kindly reply.
If you're a domicile of Rajasthan, you can apply.
Thanks @@vindeshkaushik
Agr kisi ki income 6 lakh se kn ho to wo apni income se upr ki category me apply kr skta h?
Nahi!
Can apply whose income is greater then 20 lakh
Yes!
@vindeshkaushik my income is greater than 20 lakh can I apply for MIG B
Family income means in joint family
Sir army person income certificate officer se sign kale fillp karna h ky
Bhai Documents kaha upload karne hai yai option kaha per hai please batao bhai
Documents upload nhi karne hai, allotment ke baad chahiye documents!
Mera registration govind vihar aavsiya yona mai kar diya hai
Iske baad aane wali yojna hai patel nagar
Kya mai apeni wife ka registration usme kar sakta hu
Kar sakte ho!
Kahi dusre registration mai rs na kat jaye sir
Documents kse upload honge
Documents upload nhi karne abhi! Documents after allotment chahiye!
Sir meri itr 3.50 lakh aur meri wife ki itr 2.55 bhari h last year to konsi income group me form bhare
3.50+2.55 = 6.05 Lacs... MIG Type A
Payment refund kaise hoga agar plot nhi mila to
Jis method se aapne payment ki, same method se refund hoga!
sir mera papa job krte hai mai khuch nhi krta kya mai form bhr shkta hu aur income kya dhikhao pls btao
Agar aapki age 18+ hai to aap apply kar sakte but uske liye appko income certificate chahiye!
@@vindeshkaushik income certificate kaise bnwana pdega
@@AJAYKUMAR-in1xr Tehsil se!
is process ke baad application form kese fill karna hai
Watch this video: th-cam.com/video/Uww9SvbP9IM/w-d-xo.html
डॉक्यूमेंट तो बाद में होते हैं ना जब लॉटरी निकल जाती है
Hanji, Baad me chahiye Documents!
Kisi aur ke UPI se payment kar skte he kya
Plot ki lambai kya h l
Ye detail available nhi hai!
Bhai iski condition aisi bhi hai kya ki jiske naam se apply karna hai uske naam pe rajasthan mein koi ghar nahi hona chahiye?
Sir login password kya hoga
Mene payment krdi
Ab login kese krna hai Dobara
Please help sir
Payment hogi but aagey kuch nahi hora
Aapka form submit ho gya hoga!
@ sir check kaha se kre
Ki form submit hogya
SSO id se login k baad bhi kahi kuch show ni hora
Please sir help
Aapka WhatsApp number dedo
@@vindeshkaushik sir me form download nahi kr paaya
Eske lie help kro sir plz
Me form Kaise download kru
फॉर्म भरते समय पैसे अकाउंट से कट गए है लेकिन फॉर्म में फेल्ड लिखा आ रहा है 72 घंटे से ज्यादा हो गया है अब कहां संपर्क करे कि पैसे वापस आ जाए
@@chandrabhansinghshekhawat8639 agar apka aaye to btana Mera bhi Paisa cut ho gya h
Can a person from Delhi or UP can apply in this scheme. No relation with Rajasthan.
No!
Sir payment kr diya but failed bta rha h paise cut gye kya kre
Bhai same here...btao kya kre?
Bhai ji mere form me refund k liye bank details fill ka option nai aaya payment sucess h gyi kya karu jda me phone kara bole jis account say cut hue ussi me aa jyngs after draw kya karu
Vo refund aa jayega khud! Don't worry!
@@ANKURSHARMA-ed7fk bhai JDA ka number dedo
person residence in rajgarh can apply for this scheme??
IS SCEME M PLOT H YA FLAT
Plot!
Abhi koi document upload nahi karna h lottery ke baad upload hoge
Form m refund ka option to aa nhi rha h nhi mila plot to pese bafis kese aynge account m sir refundable wala amount
Kisi ki income 20L+ ho to vo kaise apply karen?
Select 18-20 lacs income and apply!
Always be short & brief & fast
Sure! 🙂
Sir meri salary total 3 lakh hai par incentive sahit 5 lakh income hai aur itr bhi fill krta hu to konsa Option salect kre
Upto 3 lakh vala ya
3 to 6 vala
Yupp
3-6 wala Babu
If someone is in SC category. Can he apply under "unreserved" category?
Yes!
Document upload kese hoga
Documents upload nhi karne abhi! Vo allotment ke baad chahiye!
सर मेरा पेमेंट कट गया अकाउंट से ओर फॉर्म स्टेटस पेमेंट सही टाइम पर नहीं हुआ ऐसे आ रहा हे और 48 घंटे से ज्यादा हो गया ओर पेमेंट वापस नहीं आया और फॉर्म भी सक्सेसफुल नहीं हुआ में क्या करूं अब सर
Authority ko payment receipt ya screenshot email kardo aur call karo unhe. Aur bank se bhi contact karo ek bar!
Bhai apka payment aa gya kya successful ho gya kya hua
Apka payment ka status kya h mera bhi failed ho gya but account se paise kat gye kya kre
Same here
Aa jaaye to guide me
Sabhi log aavedan karna Bata rahe hain but document upload karna Koi Nahin bata raha
Documents upload nahi karne hai! Documents are required after allotment! 🙂👍
jinki income 7 lakh se 12 lakh k beech me hai vo konsa option select kare
@@vikramsinghrajawat5579 Good 👍
MIG-A
serving jawan konsi category select kare
Sir serving soldier konsi category se apply krega
कोई बंदा आइ टी आर नहीं भरता है तो आय प्रमाण पत्र कैसे बनेगा?
Ban jata hai! Tehsil jana aap ya fir kisi Jan seva Kendra se contact karna!
31st is the last due date extended, mai apki help kr sakta hu bharne me
Ye refundable hai ya non refundable hai
Refundable!
Well explained
Thanks! 🙂
Viklang catagory aati h kya
Yes!
sir annual income 12lakh+ hai , kya hum family ke 3 member apply kr skte hai kya ?
Only one member from one family can apply!
Hi, Sir
Ek Ghar se 2 form bhar sakte h kya.???
@@morirco.164 Ek family se ek application form allowed hai!
Viklang h to kya apply kr skta h
Kar sakte hai!
M haryana ka hu meri wife rajasthan ki h to kya m apni wife ke name se fill kr sakta hu ??
Nahi!
Prateek aurilia me nikle the vaise koi h abhi
भाई पब्लिक को गुमराह क्यों कर रहा है यार डॉक्यूमेंट कहां अपलोड करें
वर्तमान में जो चीज मांग रहे हैं वही बताओ नाआप
🎉🎉❤❤
3 Lak me milega Palot ya nhi
अगर भाई लॉटरी में हमारा नाम नहीं आता तो यह पैसे वापस मिल जाएंगे क्या
Yes!
@@vindeshkaushik kitna wapas milega...?
Vapas Pase kitne milenge
@@rudrasharma.4995 1000 katega
1000 not refundable
If someone is a government employee, can he apply under unreserved category?
Yes!
Husban wife alag alag apply kr skte hai kya
Nahi!
Documents upload ka option nahi aa raha
Payment karne ke baad kya option aa rha hai?
@@vindeshkaushik kuchh nahi submit payment ke bad submit kar diya recipt print ho gai jda se phone par bhi control numbers aaye upload ka kahi option hi nahi aa raha
Same here , payment kr di but koi option nhi aya . Na hi koi mail , message confirmation ka kuch nhi aya
Kese karna h upload
@@tikamjangid8431 nhi krne , lottery nikli uske bd krne h
इस एरिया में जमीन की मार्केट रेट क्या है
Market rate reserve rate se zyada hai! Sushant City me 30-35000 ke rate hai!
But iske aaspas without JDA 12-13 per gaj hai
M OBC se hu form bharte time OBC category nahi aata, m konse category se form bharu
Unreserved!
Documents upload option kha hai
Payment ke baad konsa page aa rha hai?
@@vindeshkaushik payment ke bad koi nhi page nhi aaya
Payment bhi ho gaya
@@bhagwansinghrathore1 Login karke dekho firse, ab kya show ho rha hai?
Reserve rate kya hai
14,000/- per Sqm
Mein air force me hu job krta hu ......toh mein kya meri wife ho housewife h .......uske ke naam se form bhar skta hu kya ?????
Bhar sakte ho! Lekin income aapki bhi count hogi!