Islam Musalman ko Ameer dekhna chahta hai Ghareeb nahi.

แชร์
ฝัง
  • เผยแพร่เมื่อ 11 ต.ค. 2024
  • Speaker : Maulana Syed Firoz Haider Abidi
    Presented by Syed Irfan Abbas Anchor Channel win Mumbai

ความคิดเห็น • 18

  • @UmarSheikh013
    @UmarSheikh013 6 หลายเดือนก่อน

    Subhanallah

  • @haideralikazmi7839
    @haideralikazmi7839 4 ปีที่แล้ว +3

    Allah jawahre masommen mai jagah de qibla ko

  • @ahmedkhomeni1910
    @ahmedkhomeni1910 4 ปีที่แล้ว

    Subhanallah qibla

  • @pritulmachineshaider6487
    @pritulmachineshaider6487 4 ปีที่แล้ว

    😍 Qibla sehat ka khaas khayal rakhe, Aap ka wazan badhta hua nazar Aa raha, khyal rakhe 🤲🤔

    • @indian7330
      @indian7330 3 ปีที่แล้ว +1

      Jnab inki is duniya se rukhsati 2002 me ho gayi thi , great। Scholar ❤️

  • @ahmedshirazi2057
    @ahmedshirazi2057 4 ปีที่แล้ว

    BEHTAREEN KHUDBAA

  • @ghsaik1
    @ghsaik1 3 ปีที่แล้ว +1

    Nabi SAW ne muflisi ki zindagi psand ki... duniya ko ba zaroorath kamana pasand kiya nake acche se accha...ye gumrah ulema ummath ko ghark karke chodenge... Allah SWT ne bhi wahi kahan ye ek doosre se behtar kamane ki quahish mein ye log qarbron ko ja milenge....

    • @faizanhaider3637
      @faizanhaider3637 3 ปีที่แล้ว +1

      Jab apke paas kuch hoga tabhi to dusre ki bhi help kar sakte ho bhai maulana bilkul thik keh rhe h

    • @ghsaik1
      @ghsaik1 3 ปีที่แล้ว

      @@faizanhaider3637 yahan kuch hone ki nahi bhai ameer hone ki bath hori

    • @faizanhaider3637
      @faizanhaider3637 3 ปีที่แล้ว

      @@ghsaik1 bhai ameer honge tabhi to gareeb ki help kar sakte ho wo alag baat hai koi na karna chahe aur uske dil me lalach aa jaye. For example koi beemar hai uska operating hona hai aur aap uski madad karna chahte hai aur apke paas paisa nhi hai phir aap uski madad nhi kar sakte na aap ameer honge apke paas paisa hoga tabhi help kar sakte ho ameer hokr rah e khuda me kharch kro

    • @faizanhaider3637
      @faizanhaider3637 3 ปีที่แล้ว +2

      Ye choti si clip hai ho sakta hai puri majlis me acche se explain kiya ho inhone

    • @indian7330
      @indian7330 3 ปีที่แล้ว +1

      Janab paisa kamao dusron ki madad karo ye aakhrat ka hi kaam hai ,
      Or paisa kamakar jodte hi raho or kaam nhi lao kisi ki madad na karo sirf duniya hi samjo ye aakhrat ka kaam hai ,
      Hazrat Ali as ka quol bilkul sahi hai,
      Maslan agar agar koi haqim , pm bnkr logon pr zulm karta hai kisi duniyavi logon ko to usne aakhrat ko chor diya , lekin agar koi haqim huqumat karke mazlumon ki madad karta hai to aakhrat ke liye kaam hua , dono ne duniya me hi rehkr kiya hai kaam to lekin maqsad alag ho gya, ek ne khuda ko khush kiya ek ne duniya ko। ,
      Aaiye ab maal ki baat, sirf kamaoge to duniyavi hai lekin kamakr zakat, khums doge garibon ki madad karooge to wo aakhirat ke liye hain , ummed karta hun aapka shak dur ho gya hoga ,ok, shukriya ❤️

  • @aliasgarkhan5196
    @aliasgarkhan5196 4 ปีที่แล้ว

    Phir to Uske liye bahut paisa kamana padega Uske liye duniya me dubna padega hazrat Ali ra ka qaul h duniya aur akhirat ek dusre ki sautan h ek ko razi Karo to Dusri naraz ho jati h

    • @indian7330
      @indian7330 3 ปีที่แล้ว

      Janab paisa kamao dusron ki madad karo ye aakhrat ka hi kaam hai ,
      Or paisa kamakar jodte hi raho or kaam nhi lao kisi ki madad na karo sirf duniya hi samjo ye aakhrat ka kaam hai ,
      Hazrat Ali as ka quol bilkul sahi hai,
      Maslan agar agar koi haqim , pm bnkr logon pr zulm karta hai kisi duniyavi logon ko to usne aakhrat ko chor diya , lekin agar koi haqim huqumat karke mazlumon ki madad karta hai to aakhrat ke liye kaam hua , dono ne duniya me hi rehkr kiya hai kaam to lekin maqsad alag ho gya, ek ne khuda ko khush kiya ek ne duniya ko। ,
      Aaiye ab maal ki baat, sirf kamaoge to duniyavi hai lekin kamakr zakat, khums doge garibon ki madad karooge to wo aakhirat ke liye hain , ummed karta hun aapka shak dur ho gya hoga ,ok, shukriya ❤️

  • @AzadariBisaunaSadat
    @AzadariBisaunaSadat 4 ปีที่แล้ว +2

    Subhanallah

  • @haideralikazmi7839
    @haideralikazmi7839 4 ปีที่แล้ว +2

    Subhanallah