Ashmit Apna Jo daily ka kam hai vah Khud Se Kar leta hai Kyunki yah sab Main Usko bahut Pahle Se Sikha rahi hun aur yah sab sikhane bahut time lagta hai to maine isko bahut Pahle Se Sikha rahi hun isliye Apna jo hai daily routine follow kar leta hai aur baat understanding Ki Hai To Jo Main ise bolati hun yah sab baten samajhta hai aur Iske understanding badh rahi hai aur Dheere Dheere badhegi Kyunki Uske understanding per kam abhi bhi main kar rahi hun Aage Bhi karungi aur school mein abhi vah Puri Tarah Se stable Nahin Hai isliye Mujhe uske sath Jana padta hai yah understanding abhi a rahi hai ismein abhi Puri Tarah Se I Nahin Hai
Very good try
Thankyou
Bahot accha hai school kaha hai ye school
Chandigarh me
Asmit sab samjhta he baat karta he kya....aur kapde pehnna khana khana toilet jana khud karta he kya
Ashmit Apna Jo daily ka kam hai vah Khud Se Kar leta hai Kyunki yah sab Main Usko bahut Pahle Se Sikha rahi hun aur yah sab sikhane bahut time lagta hai to maine isko bahut Pahle Se Sikha rahi hun isliye Apna jo hai daily routine follow kar leta hai aur baat understanding Ki Hai To Jo Main ise bolati hun yah sab baten samajhta hai aur Iske understanding badh rahi hai aur Dheere Dheere badhegi Kyunki Uske understanding per kam abhi bhi main kar rahi hun Aage Bhi karungi aur school mein abhi vah Puri Tarah Se stable Nahin Hai isliye Mujhe uske sath Jana padta hai yah understanding abhi a rahi hai ismein abhi Puri Tarah Se I Nahin Hai
Ok.Thank you
Apka beta pencile sahi treeke se pkd leta h na
Kese seekhya apne
Cycile aa jati h?
@@priyankapawar9747 han ji pakad leta hai aur cycle yah Sikh chuka hai lekin abhi isko main Park mein hi Lekar jaati hun
@@priyankapawar9747 is per Bhi Main Ek Bar video Jarur banaungi pencil holding bhi sikhane padati hai