Bhai ji 200₹ online booking krne ke bad jo entry pass milta hai uske bad koi charge to nahi lgta hai na? Aur use ek din phle submit krna hota hai ya entry krte time pls bataiyega bahut doubt hai is baare me.
Entry pass milne ke bad koi bhi charges nahi dene padte. Bus aapko uss din subhe bas entry pass and valid id proof dikhana padta hai. Or ek din pehele nahi submit karna padta. Jis din ka pass hai usi din subhe dikhana padta hai.
@@WandererMayur bahut bahut dhanyawad bhai ji,apne sare doubts clear kr diye is bare me. *Bs ek last doubt aur clear kr dijiye ki online tickets me kha se baithkr bhasm arti dekhne ko milti hai?* Jaldi jayenge agr to kya nandi mandap se dekhne ko mil skti hai kya?
Online tickets 15 din pehele book kar sakte ho, or subhe 8 baje slot open hota hai to turant book karni padti hai nahi to kich minute me full hota hai, limited ticket rehti hai sirf.
5 person at one time booking hota hai na.. sbki ID nd photo deni hogi kya.. liked ur video . Very much interested to attend bhasma aarti wishing could get the slot🙏
I've booked online ticket, Mansarovar me jyada bheed hogi kya ? By what time i should reach there? And Online ticket walo ka kuch alag line hota hai kya? Kindly reply 🙏🏻🙏🏻
Mansarovar gate par medium bheed hogi, mere video me aap dekh sakte ho. Ham bhi Mansarovar gate se gaye the. 1 AM pohoch jana, jitna jaldi jaoge utana aage jagah milegi bethane ko. Online and offline ticket ki same line hoti hai.
Har Har Mahadev ❤
Har har Mahadev 🚩
हर हर महादेव 🙏
हर हर महादेव 🙏🏻
भाई सुबह भस्मारती के लिए किस जगह से लाइन में लगना पड़ता है । कृपया बताएं
Mansarovar gate se
@@WandererMayur Bhai yaar line m kitne bje lge jldi lgte hai to bi aage number nhi aata
@@Yuvrajsingh_17 kuch log rat 12 baje bhi lagte hai line me.
Great information
Thank you 🙏🏻
Sir jaise ham log jate hai online booking karne ke baad to hame jiske naam se booking Hui hai unko akela ya ham sab ko bhi I'd proof dikhana padta hai
Jin sab ki booking hai un sabko id proof dikhana padta hai, id proof bhi same hona chahiye jo booking ke time diya tha.
But Sir booking me to ek log ka I'd proof lagta hai fhir un logo ko apne sath I'd proof leke Jana hai original I'd proof ya fhir copy
Soft copy bhi chalegi.
Please reply
Please reply
bhasm aarti me baith na hoat hai ya khade rah kar darshan karna hota hai
Bhasm aarti me baithkar dekhna hota hai, pure shrungar or aarti me 2 ghante lagte hai.
Is mobile allowed during bhasm Arati ?
Actually allowed nahi hota hai but hamare time locker ka issue tha so allowed kiye unhone.
Bhai ji 200₹ online booking krne ke bad jo entry pass milta hai uske bad koi charge to nahi lgta hai na? Aur use ek din phle submit krna hota hai ya entry krte time pls bataiyega bahut doubt hai is baare me.
Entry pass milne ke bad koi bhi charges nahi dene padte. Bus aapko uss din subhe bas entry pass and valid id proof dikhana padta hai. Or ek din pehele nahi submit karna padta. Jis din ka pass hai usi din subhe dikhana padta hai.
@@WandererMayur bahut bahut dhanyawad bhai ji,apne sare doubts clear kr diye is bare me.
*Bs ek last doubt aur clear kr dijiye ki online tickets me kha se baithkr bhasm arti dekhne ko milti hai?* Jaldi jayenge agr to kya nandi mandap se dekhne ko mil skti hai kya?
Online tickets kese book hoyengi jab bhi check karo to slot zero show krta hai?
Online tickets 15 din pehele book kar sakte ho, or subhe 8 baje slot open hota hai to turant book karni padti hai nahi to kich minute me full hota hai, limited ticket rehti hai sirf.
5 person at one time booking hota hai na.. sbki ID nd photo deni hogi kya.. liked ur video . Very much interested to attend bhasma aarti wishing could get the slot🙏
I've booked online ticket, Mansarovar me jyada bheed hogi kya ? By what time i should reach there? And Online ticket walo ka kuch alag line hota hai kya? Kindly reply 🙏🏻🙏🏻
Mansarovar gate par medium bheed hogi, mere video me aap dekh sakte ho. Ham bhi Mansarovar gate se gaye the. 1 AM pohoch jana, jitna jaldi jaoge utana aage jagah milegi bethane ko. Online and offline ticket ki same line hoti hai.
@@WandererMayur okay Thanks for replying 🙏🏻 Har Har Mahadev ❤️
Online nahi mil rha ticket@@WandererMayur
@@a_n_k_u_s_h_20 you have to book 15 days before. Slot open at 8 AM in the morning. So you have to be quick. 10-15 min me sare slot book ho jate hai.
Bro can we get seats Nandi mandapam?
If we booked online ticket
Yes you will get it. But you have to be in queue very early 👍🏼
Thanks for reply
Is mobile allowed during bhasma Arati time ?
I have the same question please tell
200 rupiya online payment karne se Entry pass mil jata hae. Uske baad extra kitna charges lagta hae aur kaha jama karna parta hae . Pls bataiye
Extra koi bhi changes nahi lagate, bas aapko online ticket print dikhana padta hai.
@@WandererMayur Thank you for the information
I couldnt get pass through online booking since the slots got full within 5 minutes. Is there any other way out?
Other way is the offline that you will get one day before from Mahakal temple itself.