Kuch nai hai bohut assan hai jaise corona ke time vaccine ke liye slot book kiya tha baise hi book karna hota hai.ttd ka app download kare notice khud ate honge.online book karne se apne mon se date choose kar sakte hai.
@@wanjarishashikant6479 ha ji hotel booking ke liye ye jaruri nahi ki apke pas koi darshan ticket ho bina kisi darshan ticket ke bhi aap jab chahe tab hotel book kar sakte he
@@pratyushparida7983 raste me tirumala hills par yatra karte samay bich raste me counters bane hue he kindly watch my full video isme mene pura bataya he ki pedal yatra ticket kab or kaha milte he dear 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
January Pure Month Rush Bahut rahta becasue of Venkateshwara ekadashi and new year rahi bat kid ki to agar apka kid 1 year under he to parent ke sath kid ko specail entry darshan mil jate he wahi mandir pahuchte hi aap waha management office pauch jana balaji mandir ke bachche or uske birth certicate ke sath birth certificate hona sath me compulsory he
Thank You Sir.... Ek sawal Tha Paidal jane wale bhaktjano ko abhi bhi Tickets dete hai kya current days me????? mujhe laga pehele dete the abhi nahi ? please reply 9 Janu 2025 ko jane wale hai online tickets nahi mila hai. hum paidal jane wale hai.... please suggest chalne ke liye kabh suru kare taki hame Divya darshan ke ticket mile
@@as8401 dear wese to mene video me diwya darshan ke bare me detailed me bataya kindly watch full video by the way fir bhi bata du pedal jane walo ke liye to first priority he slotted tickets ki aap early morning 8 am se chalna start kare else chalna start karne se pahle waha niche jaha yatra shuru hoti he waha bhi ek bar confirm karle jay govind apaki yatra ewam darshan achche ho
Bhaiya hum 11th dec ko 8 bje morning mein chennai airport pahuch jayenge aur 12th dec afternoon mein 3 bje ke around hume tirupati balaji se nikalna hai to kya hum sarvadarshan slotted ticket line mein lag jayen? Aur hamari pehle se koi hotel ki booking nahi hai to kya hum direct tirumala mein ja kar private hotel ki booking kar skte hain ya phir tirupati mein ticket counter ke pass hotel ki booking kare. Kaun sa option better rahega?
Aap tirupati shahar jese hi pahuche sabse pahle to aap balaji mandir jae jo tirupati shahar se 25 km dur he waha jakar mandir management ya darshan karke bahar nikalne wale bhakto se puche ki free darshan line me rush kitna he agar rush kam ho to bina hotel book kare sidhe line me lag jaiye agar rush bahut jyada ho to fir wapas tirupati shahar jakar hotel lele or fir rat 2 baje sarwa darshan slotted ticket counter me lagkar ticket lele agar apko early morning 6 ke pahle ya 7 ke pahle ka time mil gaya to apke darshan aram se 5 se 6 ghanto me ho jaege or agar bich darshan me aap line se bahar nikalna chaho to aap bahar nikal bhi sakte he manaegemt apko bich line se bahar kar dega agar apki flight ka time ho raha hoga to
Pahle to koshish kare 65 above age walon ke liye online ticket agar available ho ttd ki website par to waha se book karle agar waha tickets full ho gae ho to fir sidhe bala ji mandir ke pas waha management ka darshan se ralates office he waha par wo bujurg or unka adhar card ke sath jae waha se wo sidhe senior citizen darshan ki line me unhe lagwa dege 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
heartily Thanks sir for valuable inforation Pls give me my question answer Ham 16-17jan 2025 me jane wale hai tab vaikunth dwaram open hota hai to koe other processs hai ?? 1) free line kya kya sath rakha ja skta hai if time 12-24 hour lage to khane pine sudvida kese hoti hai 2) online 10-19 jan ticket book nahi ho rahi nahi. not allocated to kab kar sakenge.
@@user-mq9dr4qm5t answer for 1 question = nothing you can carry with you accept small carry hand bag and rahi bat khane pine ki to mandir management apko sari chije provide karega samay samay par waha bane rooms me jo darshan ke liye bane he waha sara arrangement hota he washroom bhi Answer 2 = jesa ki mene video me bataya he ki 90 din ki already online tickets booked rahti he 90 din ke bad ka slot har mahine ki 24 tarikh ke bad open hota he
Can anybody get the VIP entry pass by paying 10000 or is there any specific requirements to get the VIP pass, and as soon as we pay the amount we will get the entry pass for the same day or we have option to choose the slot
@@vikramjadhav7237 no by paying 10000 only you will not get the vip pas you must have any specific officer post of any sector specially government one then only you can get this 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
10th January ekadashi darsan ki bareme kuch malum hai?hum do ladies 10/11/12ko anjane me tirupati Jane ko intejaam karchuka, kaise Darshan hoga pata nahi.
Tirumala me kyo stay karege aap agar apko slot ticket mil gaya aap to waha sidhe us time par jae darshan ke liye jo apko ticket me mila he or rahi stay ki bat to aap shreeniwas complex me stay kar sakte he jo tirupati shahar me he or wahi apko tickst bhi mil jaege
@@pradeepsingh-it6mh तिरुमाला मे नहीं मिलते सर्वदर्शन स्लोटेड टिकट तोरुपति शहर मे 3 जगह मिलतेहै कृपया आप पूरा video देखे मेने अच्छे से सारे स्थानों के बारे मे बताया he🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@@dineshchandrasahu2758 free darshan bina kisi ticket wale darshan ke liye aap 24 ghante me kabhi bhi tirumala balaji mandir darshan ke liye ja sakte he or kabhi bhi line me lag sakte he
@@dineshchandrasahu2758 free darshan 24 ghante uplabdh rahte he aap kabhi bhi darshan line me lag sakte he par ho sake to early morning subhah 5 ke pahle darshan line me lage to darshan jald se jald hone ki po ssiblity high hoti he 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
@@singh9282 ha hoti he online par jin cityzen ka slot book ho jane par online booking nahi ho pae agar to wo waha jakar bhi slotted ticketa le sakte he specially agar wo above 65 years he to
Ji nahi tirumala me private hotels nahi hai tirumala me sirf trust ke bhakt niwas and hotel niche tirupati me private hotels hai Om Namo Venkatesaya 🙏@@avanishkumar1472
Very nice information thank you so much
@@niketashah5953 welcome dear
जय श्री तिरुपति बालाजी, जय हो 🙏🙏🙏
@@ushavermahomechannel jay govinda
Bhu devi complex
Shri niwas complex
Vishnu niwas complex
Plzz correct shree vinash
Or T TD means TIRUPATI Tirumala devasthanam
@@Jogendraparihar1221 ok thanks and now kindly tell me any goodness of video if possible 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
thank you so much for this info i was very confused about darshan in Balaji now i got my answers related darshan thanks again
@@radhikapatidar-u5g Most Welcome dear
Thanks bunch for this valuable information specially for balaji devotees
@@steadfastEnglishclub thank you for your valuable response
Thank u sir etni Acchi jankari dene k liya
@@padmachauhan934 most welcome dear for any more quary call me 9755612931
Accha information diya sir
@@Vishakhasdiighe dhanywad ji Jay Govinda
Vah sir
@@yogeshjoshi9156 thanks dear
Apka video dekhkr ab to Tirumala jane ki ichcha hi khtm ho gyi 😢
Ye to ab balaji hi jane ki apki ichcha kyo khatm hui balaji ki krapa se mene ye video banaya tha bhagwan balaji aap par bhi krapa kare 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Wese bhi itne sare positive comments me abhi tak koi negative comment nahi aya tha to comment box khali khali lag raha tha ab thik lag raha he 😂😂😂😂😂😂😂
Kuch nai hai bohut assan hai jaise corona ke time vaccine ke liye slot book kiya tha baise hi book karna hota hai.ttd ka app download kare notice khud ate honge.online book karne se apne mon se date choose kar sakte hai.
TTD means तिरुमला तिरुपति देवस्थानम
यहाँ दर्शन कठिन है
Thanks
@@dnyaneshwarbharekar8561 welcome dear
How many laddu can purchase by person?
@@RKsSportSpotlights you can buy many as you wish no caping
without darshan ticket, kya tirumala me hotel mil sakta hai?
@@wanjarishashikant6479 ha ji hotel booking ke liye ye jaruri nahi ki apke pas koi darshan ticket ho bina kisi darshan ticket ke bhi aap jab chahe tab hotel book kar sakte he
@chetanyadav8669 information will help us lots thank you sir
पैदल यात्रा का टिकट कहा मिलता है
@@pratyushparida7983 raste me tirumala hills par yatra karte samay bich raste me counters bane hue he kindly watch my full video isme mene pura bataya he ki pedal yatra ticket kab or kaha milte he dear 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
❤❤❤
@@Sachin-0808 thanks dear
Jai Govinda.... January 10-14 m rush kaisa hota h...kids k kya facility h... krapya ek short video m btaye....
January Pure Month Rush Bahut rahta becasue of Venkateshwara ekadashi and new year rahi bat kid ki to agar apka kid 1 year under he to parent ke sath kid ko specail entry darshan mil jate he wahi mandir pahuchte hi aap waha management office pauch jana balaji mandir ke bachche or uske birth certicate ke sath birth certificate hona sath me compulsory he
Thank You Sir....
Ek sawal Tha Paidal jane wale bhaktjano ko abhi bhi Tickets dete hai kya current days me????? mujhe laga pehele dete the abhi nahi ? please reply 9 Janu 2025 ko jane wale hai online tickets nahi mila hai. hum paidal jane wale hai.... please suggest chalne ke liye kabh suru kare taki hame Divya darshan ke ticket mile
@@as8401 dear wese to mene video me diwya darshan ke bare me detailed me bataya kindly watch full video by the way fir bhi bata du pedal jane walo ke liye to first priority he slotted tickets ki aap early morning 8 am se chalna start kare else chalna start karne se pahle waha niche jaha yatra shuru hoti he waha bhi ek bar confirm karle jay govind apaki yatra ewam darshan achche ho
@chetanyadav8669 ji sir ji mene pura video dekh liya ji.. Dhanyawad sir yatra suru kerne se pehle jarur jankari le lunga.. Govinda Govinda 🙏🏻
Bhaiya hum 11th dec ko 8 bje morning mein chennai airport pahuch jayenge aur 12th dec afternoon mein 3 bje ke around hume tirupati balaji se nikalna hai to kya hum sarvadarshan slotted ticket line mein lag jayen? Aur hamari pehle se koi hotel ki booking nahi hai to kya hum direct tirumala mein ja kar private hotel ki booking kar skte hain ya phir tirupati mein ticket counter ke pass hotel ki booking kare. Kaun sa option better rahega?
Aap tirupati shahar jese hi pahuche sabse pahle to aap balaji mandir jae jo tirupati shahar se 25 km dur he waha jakar mandir management ya darshan karke bahar nikalne wale bhakto se puche ki free darshan line me rush kitna he agar rush kam ho to bina hotel book kare sidhe line me lag jaiye agar rush bahut jyada ho to fir wapas tirupati shahar jakar hotel lele or fir rat 2 baje sarwa darshan slotted ticket counter me lagkar ticket lele agar apko early morning 6 ke pahle ya 7 ke pahle ka time mil gaya to apke darshan aram se 5 se 6 ghanto me ho jaege or agar bich darshan me aap line se bahar nikalna chaho to aap bahar nikal bhi sakte he manaegemt apko bich line se bahar kar dega agar apki flight ka time ho raha hoga to
For more information call me 9755612931
@@chetanyadav8669 Thanks bhaiya aapne itne ache se reply kiya hai, main ab aise hi karungi. Jai govinda🙏
16 dec ka koi ticket hai kya
@@Aashiyana13 no not available all have been booked
I have asthma and weak heart yoh how can i see darshan fastly
@@angelvandanapacheria4867 then only plan specialenry darsha online ticket where you will get good services as well less time of darshan
Sar yah bataiye ki 21 January ka ticket kata sakte hain kya
@@hemlataDas-ko5dn Not available all tickets have been booked
Dhyan rahe ki adhar card ki birth date ke anusar age 65 se upar hona chahiye tabhi unhe special senior cityzen wale darshan milege
वैकुंठ एकादशी के बारे मे
@@panduranghajare9131 ye video all kind of darshan ke bare me tha dear
65 age ke upar walo ke liye kha jana hoga kya krna hoga plzz btaiye
Pahle to koshish kare 65 above age walon ke liye online ticket agar available ho ttd ki website par to waha se book karle agar waha tickets full ho gae ho to fir sidhe bala ji mandir ke pas waha management ka darshan se ralates office he waha par wo bujurg or unka adhar card ke sath jae waha se wo sidhe senior citizen darshan ki line me unhe lagwa dege 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
heartily Thanks sir for valuable inforation
Pls give me my question answer
Ham 16-17jan 2025 me jane wale hai
tab vaikunth dwaram open hota hai to koe other processs hai ??
1) free line kya kya sath rakha ja skta hai if time 12-24 hour lage to khane pine sudvida kese hoti hai
2) online 10-19 jan ticket book nahi ho rahi nahi. not allocated to kab kar sakenge.
@@user-mq9dr4qm5t answer for 1 question = nothing you can carry with you accept small carry hand bag and rahi bat khane pine ki to mandir management apko sari chije provide karega samay samay par waha bane rooms me jo darshan ke liye bane he waha sara arrangement hota he washroom bhi
Answer 2 = jesa ki mene video me bataya he ki 90 din ki already online tickets booked rahti he 90 din ke bad ka slot har mahine ki 24 tarikh ke bad open hota he
@@user-mq9dr4qm5t kindly watch my full video i have given full information about all darshan options
Can anybody get the VIP entry pass by paying 10000 or is there any specific requirements to get the VIP pass, and as soon as we pay the amount we will get the entry pass for the same day or we have option to choose the slot
@@vikramjadhav7237 no by paying 10000 only you will not get the vip pas you must have any specific officer post of any sector specially government one then only you can get this 🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Mere papa above 65 hain par mummy 62 ki hain to kya aise mein mai aur mummy bhi papa ke saath senior citizen wali line mein ja sakte hain?
Nahi kewal papa ko hi special line me entry milegi
@chetanyadav8669 okay
10th January ekadashi darsan ki bareme kuch malum hai?hum do ladies 10/11/12ko anjane me tirupati Jane ko intejaam karchuka, kaise Darshan hoga pata nahi.
Amraw 3 jon jabo
Tikit paini ki hobe jani na
Are plastic bottles allowed in Tirumala?
@@vaibhavshersande413 no even you will not get it at any shop
Sir, hme to slotted ticket Tirupati se raat me 2 baje milega, To phit hm room stay Tirumala me kese krenge?? 🤔
Tirumala me kyo stay karege aap agar apko slot ticket mil gaya aap to waha sidhe us time par jae darshan ke liye jo apko ticket me mila he or rahi stay ki bat to aap shreeniwas complex me stay kar sakte he jo tirupati shahar me he or wahi apko tickst bhi mil jaege
त्रिमाला में सर्वदर्शनम टिकट मिलते हैं क्या
@@pradeepsingh-it6mh तिरुमाला मे नहीं मिलते सर्वदर्शन स्लोटेड टिकट तोरुपति शहर मे 3 जगह मिलतेहै कृपया आप पूरा video देखे मेने अच्छे से सारे स्थानों के बारे मे बताया he🙏🙏🙏🙏🙏🙏
Sir free darshan hetu direct tirumala ja sakte hai
@@dineshchandrasahu2758 free darshan bina kisi ticket wale darshan ke liye aap 24 ghante me kabhi bhi tirumala balaji mandir darshan ke liye ja sakte he or kabhi bhi line me lag sakte he
@@dineshchandrasahu2758 free darshan 24 ghante uplabdh rahte he aap kabhi bhi darshan line me lag sakte he par ho sake to early morning subhah 5 ke pahle darshan line me lage to darshan jald se jald hone ki po ssiblity high hoti he 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏
भाई वैकुंठ एकादशी का तिकीट करणे का
@@RamdasPatil-zo1gh बहुत भीड़ रहेगा उस दिन मुश्किल होगा
Sr citizen ki booking bhi online hoti hai.
@@singh9282 ha hoti he online par jin cityzen ka slot book ho jane par online booking nahi ho pae agar to wo waha jakar bhi slotted ticketa le sakte he specially agar wo above 65 years he to
Yes hoti hey same 90 din phele
Thank u Sar aapane Hamen bahut pyari Jankari Di
@@Cute_mansis._0.2 Thanks A Bunch Dear Mansi God Bless You Jau Govinda
Kya tirumala me private hotel he
@@avanishkumar1472 yes bahut he
@chetanyadav8669 ok thanks, me samjaha keval tripathi trust ke hi he..
Ji nahi tirumala me private hotels nahi hai tirumala me sirf trust ke bhakt niwas and hotel niche tirupati me private hotels hai Om Namo Venkatesaya 🙏@@avanishkumar1472
No
@@pavanmeda1308 sir कुछ कह रहे हे बहुत होटल हैं कुछ no लिख रहे हैं। सर कृपया सही जानकारी दे दे
Shri vinash nahi sir, Shri Vishnu Nivasham
@@user-pr7hy9jx5s bhai shree nivas complex par bhi tickets milte he or aap jo bata rahe he waha par bhi milte he
@chetanyadav8669 wo Srinivasam Complex hai
@@user-pr7hy9jx5s ok dear
तिरूपति मंदिर के स्टाफ को हिंदी नहीं आती हिंदी जो कि राष्ट्रभाषा है
@@dhirajagrawal8940 isme staff ki galti nahi he waha ke education system or administration ki galti he
300 वाला तिकीट कब चालू होगा वैकुंठ एकादशी का
300 वाले सारे टिकट्स फुल हो चुके he उस दिन वाले
दर्शनार्थी को अनापर गंवार बताते हैं
Kon batate he bhai
@@chetanyadav8669 मंदिर के मैदान में सुरक्षा वाला गेट पे
कल की बात है एवी तो सबकी कैमरा रिकॉर्डिंग भी हो जाएगी