Assalam u alaikom bhi sab me ne bahot se logon k video deke jis tarha ap samjate ho koi r itna mihnat nhi karta bahot khoob isi trha ap video banate rhe sekne ko bahot koch mil raha h shukria
I think diagram explanation is better Aap bahut fast bataateho so didnt understand.....diagram explanation is good for all basic and experienced candiadates
Sir ek baat hai khbi khbi kisi jga por board mein jo point ka waire rheta hai esmy q fje line dekata mtlb mne ek switch se nikla point ka waire fir bhi point ka waire mein pase line milta uska wajha kya
Vai sab ye auto AR gen samja lekin ye nahi samja aaya he ki main aar load kiya he nahi samja mainka matlove pol ka powar he AR load ka kiya he pls bataye
Agr ghar ka load 11000 watts hai voltage 220 hai to changeover kitni ampere ka lagana hai aur kit kat fuse kitni ampere ka lanaga hai aur main double pole mcb aur rccb kitni ampere ka lagana hai. Plzzzz plzzz plzzzz reply
Sir automatic chanjover ki working ke bare me btaiye ki agar gov. Line or zenerater line dono ek sath agar in kar dete h to Kya reaction aayega kaise work krega is par spesical video bnaiye.
Bhaiya app se contact kese kare mujhe 63 a ka changeover chahiye Mere pass changer over hai par upper neeche wala problem kar raha hai. Aap se suggestion chahiye.
Lagbhag Har company achha Hota Hai Kuch company ka material low range Ka Hota Hai Kuch company ka high range Ka Hota Hai aur quality maybe difference hota hai Jaise RR cable Finolex polycab Is Tarah Ki job brand hai wo badhiya Mana jata hai
2 inverter hai 1 ki battery down ho jati hai to dusara on karte hai to batay 2 inverter, 2phej ka steplizer- men, aur genreter ki line ka men board kaise banay? Diagram Bana kar bhej dege tab bhi samajh jayege,
Awesome.........guru jee..... Bahut bahut shukriya batane ke liye mai puri trah samjh gya hu kya aap apna whatsapp nbr. De skte hai koi sujhaw hoga ham aapse puchhenge ..... please,!
आप 3-फेज का कनैक्शन बताये, वो मैं समझ गया। लेकिन यह मैं नहीं समझा कि, आपने ( R , Y , B ) जो तीन फेज है, उसमें से एक फेज "R" से लोड दिये हैं। यदि "R" वाले फेज किसी कारणवश खराब हो जाने पर (Y & B) वाले दोनों फेज से लोड का कनेक्शन नहीं है।यह मैं नहीं समझ पा रहा हूँ। क्या automatic connect हो जायेगा, या manually change करना होगा
Single phase ka Mota ho ja three-phase ka Mota Ho Dono ko ulta seedha connection Karke ghumiya Ja sakta hai reversing change Barse lekin Speed ke liye setup karna hoga kuch material Lagana Hoga tab kaam Jyada hoga lekin Chal ko Plt ne ke liye sirf connection change karna hoga
आपने इतना कास्ट से शिखाय thyan you sir 🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏🙏👌👍💯
Assalam u alaikom bhi sab me ne bahot se logon k video deke jis tarha ap samjate ho koi r itna mihnat nhi karta bahot khoob isi trha ap video banate rhe sekne ko bahot koch mil raha h shukria
नाइस भाई ऐसे ही वीडियो का मुझे जरूरत था
Bahut hi achhi tarah se explain kiy aapne dear thanks Nd God bless you friend
Sir g aap bhut achi jankari dete ho
Apke bnaye huwe video se acchi gyaan milti hai.
Ap outomatic changer ke bare me btaye
Aap bhut hi honest and sincere electrician and guru ho I like you bro
Sir apne bohoth achi tarha se samjate hai .Thank u
Dhanyawad Bhai jiyaisi video banane ke liye
Bhai kaunsa changeover sahi hai ?
MCB changer ya manual changer ?
30 amp havells automatic changover me double fase line input me de sakte hai ki nahi
Sir kya hal hai sir ye phuchna best Singal supply Changer kon sa hai
Thanks sir mera confuse dur ho gaya
Very good and useful information thanks
Sir 63 A rotery switch ka connection kaise kare 3 phase ka
Video padi hai bhai dekha lo
Sar jo genter ke lye chahye.oh kitne am k uss hota a.16 ka ja 32 ka 40
Reversing changer mein chaal palatna samjhaiye sir .. and Kahan , kaise please sir full detail mein...
Kya agar ham do taraf se ek single ek mein lae hain to donon set kar sakte hain
Is mein se kaun sa changeover acha hai 3 phase 100Amp k lie,plz suggest.
Home automatic change over me Dono light AC de sakte hain DC ki jagah
Like it very good. I'm sunder election
Thanks so much really you are honest to learning us...
Hello sar kiya app bata kaste h ki chegover kiyo lagate h
Nice Massage 🙏🙏🌹🌹
Ingine aur dg me kya fark hai
Sir hamin 3 fhese ko lod par singal signal fresh Lena ho to kaise kren ur janretar ka bhi signal fesh ki waiting par
Bhai kaunsa changeover sahi hai ?
MCB changer ya manual changer
Sir jaise ki aap ne bataya hai MCB changer ke bare me jaise hamara janretor on hai aur main light aa jaye to kya janretor ka supply chalega ya main ka
Gen k jagah main dene me Koi prblm nhi hoga Kya sir
I think diagram explanation is better
Aap bahut fast bataateho so didnt understand.....diagram explanation is good for all basic and experienced candiadates
Sir grid and inverter ke liye automatic changeover bataye or uski self consumption bataye please
Aap hmse ewc App pr bat kijiye
Samjhane ka tarika fast hai
Good job bhai jee
क्या एटोमेटिक चेंज ओवर जरनेटर की बजाय बिजली के दो फेस को बदल सकता है कृप्या बताएं
Sir automatic MCB changeover Sahi kam karta hai ye ekadam kharab to nahin ho jata
Thanks bro ye baton ing.gen me kiya farak plz plz plz zaroor rply me is par ek video banao
Bhai jan three phase ki main siplye kaha se aati he poll se ya kahi or se plz zaror bataye ga.
Sir ek baat hai khbi khbi kisi jga por board mein jo point ka waire rheta hai esmy q fje line dekata mtlb mne ek switch se nikla point ka waire fir bhi point ka waire mein pase line milta uska wajha kya
पीठ के चक्की मे use करणे वाले changeover कौनसे होते है
Vai sab ye auto AR gen samja lekin ye nahi samja aaya he ki main aar load kiya he nahi samja mainka matlove pol ka powar he AR load ka kiya he pls bataye
Connection video hai chenjar ki mere channel me aap un video ko dekh lijiye
Sir mujhe 3 pol mcb changeover se do motor pump chalana h kaise hoga
जानकारी देने के लिए धन्यवाद
sir generator ki supply load nhi le pa rha hai light aati hai chli jaati hai kya problem ho skti hai havells ka changeover hai
Automatic changeover की repair दिल्ली में कहा कहा होती है
sir apka vidio super hai
ऑटोमेटिक जनरेटर स्टार्ट करने के लिए जरनैटर का कौन सा तार लगेगा चेंजर में सर
Hello sir ing mai konsa line de gen ya main
Agr ghar ka load 11000 watts hai voltage 220 hai to changeover kitni ampere ka lagana hai aur kit kat fuse kitni ampere ka lanaga hai aur main double pole mcb aur rccb kitni ampere ka lagana hai. Plzzzz plzzz plzzzz reply
63 amp
Hello Sahab namaskar ek video changer ka jismein main line jernator line line inverter line ho
Sheep me DG se wielding machine ka conection kaise karte hai ....
Ya
Sheep me Electrical conection a to z tak samjhayenge kya
Ok video jld hi bnega
Sar Koi solution bataiye ki Nutal ki jagah per Ham donon is mein phase wire de sake
Sir automatic chanjover ki working ke bare me btaiye ki agar gov. Line or zenerater line dono ek sath agar in kar dete h to Kya reaction aayega kaise work krega is par spesical video bnaiye.
Ok
Sir automatic changeover me 1 maina de de 2 me generator ke jagah waha bhi lite ka de de to chalega
Ha chlega
Okk thanks sir
Sir aap ek automatic inverter on/off kaa video banaiye
Nice explation.plz explain in english telugu
Sorry only Hindi explain
or neutral back problem kia hoti hai or uska solution kia hota hai uska b aik video upload kardein kindly
Ok kuchh din ke bad
Three phase car change over Kaise Lagate Hain usme in didi ka bhi connection karna hai jaldi bataiye sar urgent hai ok sir jaldi bata
Ye sab ka price bhi bata dijiye
In automatic changers mai earthing nahi hai.. Agar earthing deni hogi kasise denge
Sir mere ghar mein 2 side se light aati hai. Mein changer lga sakta hoo. Maan lo changer ko dono side se light mil gai toh kaise work karega. Thanks
Jis side change over ko change krenge us side ka line kam krega
Sir changover kaneksan 5kilo bad stablejar kese lagana chahiye sir confujan ho raha hu abhi bata sakte hai apka bada ahsan hoga
Is me singhal mcb changeover aata hai kya
MCB changer DP Mein aata hai double pole or tpn Mein aata hai unit 3 phase plus 1 Newton
Sir hume 3 phase input le ke automatic 2 phase output lena hai to kya karna hai
Video bna dunga kuchh din bad
Sir is par video banaye ki nahi aagar banayi ho to link send Karen please
Can we use accl in intervter conction
Thanks Respected sir
DC Changeover Switch MCB type 16A 700 voltage kahan milega
Thanku sar isi or new new video banaya sar
4 phase change ke ware me bataoo home ke lyi 5kg volt metre kk liye
Senter ka rad kish dhatu ka hai
Sir motor ki chaal palatne me chenjar wiring ka video banaye please
Auto stopper का कनेक्शन दिखाइए
Video mere channel me hai dekh lijiye please
Bhaiya app se contact kese kare mujhe 63 a ka changeover chahiye
Mere pass changer over hai par upper neeche wala problem kar raha hai. Aap se suggestion chahiye.
singlephase chanoverswitch pay auperkanyapar dyarect gharka loadchalyaga or nyachaykarneay tablizer pay loadchalyaga scaneakson karayga
IGN. is Ignition, not engine. Ignition is for Gen Set self start
Sir automatic changer m main or gen dono ka ek sath line diya jya to changer kam karega
Ha
Auto stopper ke bare me batay
Change over k sath price bhi btane chahiye
Ok
Shukriya bhai ji🙏🙏
Namaste Sir, Apex 63 Tp changeover me stabilizer connection kaise hotahe, please sir ek video Diagram banake post karo.jai srikrisn sir.
3 phase miter m single phase Changeover lgana h or jo inverter ki line dali h sirf vhi chize work kre
Price of three phase changer
Sir connection ke sath bataiye
3 phase ka changeover 2 horse power ki Divas forward ki collection kaise karen
Ok video bna dunga
Gurpreet Sidhu ਚੈਜਰ ਤੋ mcb ਬੋਕਸ਼ ਵਿੱਚ ਕੈਨ
ਸ਼ਨ ਕਿਵੇ ਹੁੰਦਾ ਹੈ ਸ਼ਵਾਲ ਦਾ ਜਵਾਬ ਚਾਹੀਦਾ ਹੈ
Sabse accha cables wire kon si company ka hota hai
Lagbhag Har company achha Hota Hai Kuch company ka material low range Ka Hota Hai Kuch company ka high range Ka Hota Hai aur quality maybe difference hota hai Jaise RR cable Finolex polycab Is Tarah Ki job brand hai wo badhiya Mana jata hai
Ingine ka jo conection hai wo kesay kartay hn plz btaye....
Gerneter me hota hai mai ek video bna dunga
House wiring me automatic changer Laga kar Dikhaye aur jhalakar
Ok
reverse change single phase motor k bare m shi se btaye
2 inverter hai 1 ki battery down ho jati hai to dusara on karte hai to batay 2 inverter, 2phej ka steplizer- men, aur genreter ki line ka men board kaise banay? Diagram Bana kar bhej dege tab bhi samajh jayege,
Ek video bna dunga kuchh din bad full details me
Awesome.........guru jee..... Bahut bahut shukriya batane ke liye mai puri trah samjh gya hu kya aap apna whatsapp nbr. De skte hai koi sujhaw hoga ham aapse puchhenge ..... please,!
Only WhatsApp no 8228062237
MCB changer kya short hone pr trip hoti h ?
No
How to install change over connected two electric metre in a house ( two phase).
Power electric kidhar se dale
Video mere channel me hai
Ing ke wire generator me kaha jode
Is m sy home k liye konsa thk rehta h
Lode our aapki ikchha ke uper hota hai
आप 3-फेज का कनैक्शन बताये, वो मैं समझ गया। लेकिन यह मैं नहीं समझा कि, आपने ( R , Y , B ) जो तीन फेज है, उसमें से एक फेज "R" से लोड दिये हैं। यदि "R" वाले फेज किसी कारणवश खराब हो जाने पर (Y & B) वाले दोनों फेज से लोड का कनेक्शन नहीं है।यह मैं नहीं समझ पा रहा हूँ। क्या automatic connect हो जायेगा, या manually change करना होगा
Automatic our manually dono ho jayega jaise ek rotary switch manually keye our rile conntecter lga kr automatic
Best kon h
nice video dear
भैया जी चैंजर के द्वारा क्या किसी मोटर को उल्टा सीधा यानी दोनों तरफ घुमाया जा सकता है,मोटर की स्पीड कैसे कम ज्यादा की जाती है?
Single phase ka Mota ho ja three-phase ka Mota Ho Dono ko ulta seedha connection Karke ghumiya Ja sakta hai reversing change Barse lekin Speed ke liye setup karna hoga kuch material Lagana Hoga tab kaam Jyada hoga lekin Chal ko Plt ne ke liye sirf connection change karna hoga
Price ka details dia hota to bhat achha hota
Price ka campny ke uper dipent krta hai
Mst bhai