bass ak doubt tha, aur bhi platform pe live mock hota hai, har jaga 30k jyada nehi dete. idhar 1.5 L har bar kaise possible hai, pre me bhi same he rehta tha. kuch toh garbar hai,aur hum soch rahe ki hamara rank kam araha hai
Mains ke nahi hai bhai itne aur upar se hard question bhi har bacche hi sahinkarn jaa rhe same question pundit me hota to 50% bacche sahi krte yha 95% kar jate@@examsathi18
SIR 20:19 pr aap keh rehe ho repeat ka mtlb 2 bar or hoga ek bar already ho gyi h process.......iss hisab se to repeated two more times hotw to aap to 4 bar krdete ....... Ek process hue..mere ankho ke saamne replacement wali.... Mne kisi or ko btaya ki bhai iss repeatation 2 times hue.... ( I'm indicating towards the process and saying this) To kehne ka mtlb yehi hota h ki process is done two times Jb 3 bar krwana hoga na to waha more word dega wo....hmesha..... Ya bolega ( process is done 3 times= done two more times) Aap cgl mains 2022 utha ke dekh lo sir language😊
Sir, 43:40 , m=32 then Series 36, 48, 60, m+28, 2m-23,107 will be 36, 48, 60, 60, 41, 107 Now it is not in ascending order. If we arrange in ascending order 36, 41, 48, 60, 60, 107 then Median will change to (48+60)/2=54. How is it possible?
✅SSC Super Elite - www.oliveboard.in/myaccount/buypayu/ssc.php
✅Score Booster MCQ Course SSC CGL Tier 2 - 2024 - Hinglish - www.oliveboard.in/score-booster-mcq-course-ssc-cgl-tier-2-2024-hinglish-1459/
✅40 Days MCQ Course SSC CGL Tier 2 - 2024 - Hinglish - www.oliveboard.in/40-days-mcq-course-ssc-cgl-tier-2-2024-hinglish-1427/
✅SSC CGL Tier 2 - 2024 Revision + Practice Course - Hinglish - www.oliveboard.in/ssc-cgl-tier-2-2024-revision-practice-course-hinglish-1381/
bass ak doubt tha, aur bhi platform pe live mock hota hai, har jaga 30k jyada nehi dete. idhar 1.5 L har bar kaise possible hai, pre me bhi same he rehta tha. kuch toh garbar hai,aur hum soch rahe ki hamara rank kam araha hai
nahi bhai dene wale hai bahut 😅😅
Scam Bhai scam 😅😅
Mains ke nahi hai bhai itne aur upar se hard question bhi har bacche hi sahinkarn jaa rhe same question pundit me hota to 50% bacche sahi krte yha 95% kar jate@@examsathi18
Ha Bhai hamko bhi thoda ajib lagta hai. Maine Kai bar notice Kiya hai.
Bhai students ko attract krne ke liye multiplier use krte hai ye log 😂
SIR 20:19 pr aap keh rehe ho repeat ka mtlb 2 bar or hoga ek bar already ho gyi h process.......iss hisab se to repeated two more times hotw to aap to 4 bar krdete .......
Ek process hue..mere ankho ke saamne replacement wali....
Mne kisi or ko btaya ki bhai iss repeatation 2 times hue.... ( I'm indicating towards the process and saying this)
To kehne ka mtlb yehi hota h ki process is done two times
Jb 3 bar krwana hoga na to waha more word dega wo....hmesha..... Ya bolega ( process is done 3 times= done two more times)
Aap cgl mains 2022 utha ke dekh lo sir language😊
Yes shi bolre ho ap...😊
Sahi laha bhai , confusion tha isme
I think dono hi sahi hain
2X p dekh rh hu phir v lagg rha bhot slow btaa rhe h 😅
46:55 yeh kaise pta chalega ki org principal pe nhi lagana interest, bache huye pe lagana hai. question mein kya yeh key-phrase hoga "repays .....towards return of borrowed principal" ?
Team ko bolye ki thoda ganja kaam fuke.. qsn rong options na de
Sir, 43:40 , m=32 then
Series 36, 48, 60, m+28, 2m-23,107 will be 36, 48, 60, 60, 41, 107
Now it is not in ascending order. If we arrange in ascending order
36, 41, 48, 60, 60, 107
then Median will change to (48+60)/2=54.
How is it possible?
-23 nhi +23 kr lo
Mistake hai question mein. Mera bhi isi vajah se answer nai aaraha tha