ماشاء اللہ بہت ہی اچھے طریقے سمجھایا ہے اپ نے اللہ تعالی اپ کے رزق میں برکت دے اور اسی طرح کی ویڈیو اپ بناتے رہے ہیں اور ہمیں سکھاتے رہیں کہ کیا کیا سلائی مشین میں نقص ہوتے ہیں تو ہم ان کو فکس کرلیں
Asalam o alekum bhai mene is trha khila machine ko lekn ab gazz js jaga pe h whan se hil nhi rha mtlb sui ko jb oopr neeche krte hn to js tool se oopar neeche krte hen wo to ho rha h lekn gazz nhi hil rha to ab kapra kese us m fit hoga,masla ho gya hbplease hal bata fen bhai.
Bhai is men Kafi problems ho sakti hen Aap ka shuttle box men dheela ho Sakta he Sui Wala gaz deela ho Sakta he gaz ki timing out ho sakti he sui tedi hosakti he
Walaikum assalam .kafi had Tak achi video banae hay lakin Bhai aek ring light zarori hay wo lay lain ta k roshni say ho video main kafi asani say cheezain dykhani gi .or main nay ap k or video dykhi hain kuch cheezain choti choti wo ap batana bhol jatay hai ap bohat experience d hain shayhad is waja say ap ko ho sakta hay k lagta ho k Bata zarori nahi hay . Is video main ap nay rod ko Uper say this k nechy kiya us per camera lay k he nahi gay ye important step tha dykha q k meray jaisay banda ho to usay pata he na chalay ye nechay kaisay adjust ho Raha hay ..baki video ka topic or ap ki mehnat ko main appreciate kartay ho . Inshallah ap meri bat ko positive lay gay .main chahta k ap k follower barhain . Jazakallah
میری مشین موٹے کپڑے پر صحیح چلتی ہے لیکن باریک کپڑے پر سلائ میں کپڑا اکٹھا ہوتا ہے۔۔۔۔چنٹیں بنتی ہیں سلائ میں۔۔جب کھینچ کر سیدھا کرتے ہیں تو سلائ ساری ٹوٹ جاتی ہے۔۔۔۔۔مہربانی کر کے اس کا حل بھی بتائیں
بہت شکریہ۔۔آپ نے جواب دیا لیکن دھاگا لوز کر کے بھی دیکھا۔۔ڈبی سے بھی اور اوپر کی سائیڈ سے بھی ۔۔۔۔ڈبی بھی بدل دی۔۔بس نرم کپڑا جیسے کہ لان ۔۔۔جارجٹ ۔۔شیفون وغیرہ سلائ میں اکٹھا ہوتا ہے۔۔۔
Assalamu alekum Bhai aik bat batao mery pas kabhi aisi machine ati hy jo pehly to saheeh chalti rehti hy jab repairing k liy ati hy pehly ki tara setting nhi bethti yani needle nechi jati hy to shettl k ooper lagti hy too many times this is happend???why?
Is Tarah ja fault machine dekhne se pata chalta he But I tell you some tricks first of all Tight thread of matha Then check out the needle plate Needle plate pe needle lagne se needle plate ka sorakh khrab ho jata he Box aur shuttle pe bi agar needle lag jae to phir bi ye fault aa Sakta he You should check these fault keenly
(1)sab se pehle dabi ki pati check Karin us ke donon saidon pe bend hote hain wo to Nahin toota huwa (2)pati ki khol ke us Ka bend ziyada Kar den (3)kaller pe lagane wali ukram Ka tukra kat ke dabi ke Ander wali saide pe Rakh den darmiyan men soorakh Nikal ke In sha Allah masala hal ho jae GA Is pe men ek video bi Baba Doon ga.
Needle ke thora uper jo spring wali platain hoti hain jis mai se dhaga guzar ker sui mai dala jata hai jis ke patch ko ghuma ker loose or tight kia ja sakta hai bakhia drust kerne ke lye ........ uss mai se bar bar dhaga nkal jata hai salai ke doran
@@afsheenmalik2888 wese udhar se dhaga kabhi bahir Nahin nikalta But men AP ko tariqa bata data Hoon Us ka nut kholen aure spring aure Thali ko bahir nikal kar achhi Tarah safe kar ke laga den sahih ho jae ga Aure ye fault tab ho Sakta he jab matha bohat Purana ho agar matha bohat Purana he to Phir new Le kar laga len
Gi aap ki Jo carrier wali shaft he us ka purza loose he us ko tight karna pare ga.men Koshish karoon ga us pe video banaon But aap ko us ka chhota sa solution batata Hoon aap needle plate ka screw Le kar Jo niche chhoti shaft lagi hui he us ke Sath right side pe purza he jis se shaft ghoomti he us men ek sorakh ho ga wahan pe screw tight kar den.
Chakkar ke pass see awaz Sirf hathi ke mun ki aarti he Agar us ki pin waghaira Nikal jae to Phir awaz aarti he Wese chakkar ke pass see awaz Nahin aati
MashaAllah ap ka samjhanay ka trika boht acha ha
ماشاء اللہ بہت ہی اچھے طریقے سمجھایا ہے اپ نے اللہ تعالی اپ کے رزق میں برکت دے اور اسی طرح کی ویڈیو اپ بناتے رہے ہیں اور ہمیں سکھاتے رہیں کہ کیا کیا سلائی مشین میں نقص ہوتے ہیں تو ہم ان کو فکس کرلیں
MashaAllah sir .boht hi mofid video thi.mujy gaz link chang karny ka tarika batad dein.😊😊
Bhai apki dand ral wali video se meri machine ka masla hal ho gya tha....Allah apko kamyabi dey sehat k sath...Ameen
Thanks ji
Very nice sar
Bhai ap ka bohat shokrea ap ne to Mera masla he Hal kr dia me to apni machine see tang he a gae the
Informative video
Zaberdast
جزاك الله
Ok
Marsha Allah
بھائی جان مشین اگر یہ دھاگہ توڑے تو کیا کرنا چاہیے
Thnx
Salam bhai moty kpray mashin dhaga torti hn plz woh btain
اَلسَلامُ عَلَيْكُم وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ
سر جی مشین موٹا کپڑا نہیں کھینچتی ویسے سوٸ بھی نہیں توڑتی
Nice 👍
Happy Rashi Karne Ka tarika bataen
Plz dubble paar k sath mugzi lgana bata deen
Asalamualaikum
Asalam o alekum bhai mene is trha khila machine ko lekn ab gazz js jaga pe h whan se hil nhi rha mtlb sui ko jb oopr neeche krte hn to js tool se oopar neeche krte hen wo to ho rha h lekn gazz nhi hil rha to ab kapra kese us m fit hoga,masla ho gya hbplease hal bata fen bhai.
Aap mere WhatsApp number per message Karen main aapko Bata deta hoon
03144035641
Mery mashn jab chlty he to to kapry pr neshan cohrty he but k p pass asy neshan aty jyse motyr saycal chyi ho
Aap pair wale gaz ka pressure kam Karen Pyar wale gaz ke upar pressure cap lagi hoti hai usko jo hai na thoda loose karen to fir se hi ho jaega.
Meri machine butterfly company ki h us ka koi paich nai h simple machine h us ko kon c sui lagy gi
Aap mere WhatsApp number per uski tasvir send Karen main aapko Bata dun ga
Jab Kar Tu Pic Bnata hon To kalar k Darmean Mashing Tanka karti ha
Bhai is men Kafi problems ho sakti hen
Aap ka shuttle box men dheela ho Sakta he
Sui Wala gaz deela ho Sakta he gaz ki timing out ho sakti he sui tedi hosakti he
Walaikum assalam .kafi had Tak achi video banae hay lakin Bhai aek ring light zarori hay wo lay lain ta k roshni say ho video main kafi asani say cheezain dykhani gi .or main nay ap k or video dykhi hain kuch cheezain choti choti wo ap batana bhol jatay hai ap bohat experience d hain shayhad is waja say ap ko ho sakta hay k lagta ho k Bata zarori nahi hay . Is video main ap nay rod ko Uper say this k nechy kiya us per camera lay k he nahi gay ye important step tha dykha q k meray jaisay banda ho to usay pata he na chalay ye nechay kaisay adjust ho Raha hay ..baki video ka topic or ap ki mehnat ko main appreciate kartay ho . Inshallah ap meri bat ko positive lay gay .main chahta k ap k follower barhain . Jazakallah
Thanks for appreciating
And you gave good suggestions
Thanks a lot
Ap ki shop kahan hai
G
I am from Muridke
Batain Kiya fault he
I will try to solve your problem
میری مشین موٹے کپڑے پر صحیح چلتی ہے لیکن باریک کپڑے پر سلائ میں کپڑا اکٹھا ہوتا ہے۔۔۔۔چنٹیں بنتی ہیں سلائ میں۔۔جب کھینچ کر سیدھا کرتے ہیں تو سلائ ساری ٹوٹ جاتی ہے۔۔۔۔۔مہربانی کر کے اس کا حل بھی بتائیں
Aap dhage loose chalayen
بہت شکریہ۔۔آپ نے جواب دیا لیکن دھاگا لوز کر کے بھی دیکھا۔۔ڈبی سے بھی اور اوپر کی سائیڈ سے بھی ۔۔۔۔ڈبی بھی بدل دی۔۔بس نرم کپڑا جیسے کہ لان ۔۔۔جارجٹ ۔۔شیفون وغیرہ سلائ میں اکٹھا ہوتا ہے۔۔۔
@@cricket99.offical agar deneral jyada unche Hain to usko bhi thoda sa down kar den.
Bhai machine anchor dhaga Q ni chala ti ha
Assalamu alekum
Bhai aik bat batao mery pas kabhi aisi machine ati hy jo pehly to saheeh chalti rehti hy jab repairing k liy ati hy pehly ki tara setting nhi bethti yani needle nechi jati hy to shettl k ooper lagti hy too many times this is happend???why?
Bhai aap ko gaz shuttle ki timing seekhne ki zroorat he
Aap mere chennal pe visit karain aur gaz aur shuttle ki timing ki video dekhain
@@hafizrepairingexpert6473 ok
Rrr5
Bahi meri new machine hai pr wo sai ni chal rhi bhari b hai or dhga torti hai or mota kapry pr salai ni deti
Machine neechy se dhagha aikhatta kar Rahi hai Kiya karu Bata day plz
Is Tarah ja fault machine dekhne se pata chalta he
But I tell you some tricks first of all
Tight thread of matha
Then check out the needle plate
Needle plate pe needle lagne se needle plate ka sorakh khrab ho jata he
Box aur shuttle pe bi agar needle lag jae to phir bi ye fault aa Sakta he
You should check these fault keenly
Moty kpry pe dhaga torti ha
Gi needle change karain acchi quality ki needle use karain
Bhai Meri mechion ki soyi nikl jati h or dhga boht Tor rhi
Debi ke Pati mein se dhaaga Bar Bar nikalta Hai To Kya Karna chahie
(1)sab se pehle dabi ki pati check Karin us ke donon saidon pe bend hote hain wo to Nahin toota huwa
(2)pati ki khol ke us Ka bend ziyada Kar den
(3)kaller pe lagane wali ukram Ka tukra kat ke dabi ke Ander wali saide pe Rakh den darmiyan men soorakh Nikal ke
In sha Allah masala hal ho jae GA
Is pe men ek video bi Baba Doon ga.
Spring wheal mai se baar baar dhaga nikal jata hai
@@afsheenmalik2888 Thora explain kar den samjh Nahin ai question ki
Needle ke thora uper jo spring wali platain hoti hain jis mai se dhaga guzar ker sui mai dala jata hai jis ke patch ko ghuma ker loose or tight kia ja sakta hai bakhia drust kerne ke lye ........ uss mai se bar bar dhaga nkal jata hai salai ke doran
@@afsheenmalik2888 wese udhar se dhaga kabhi bahir Nahin nikalta
But men AP ko tariqa bata data Hoon
Us ka nut kholen aure spring aure Thali ko bahir nikal kar achhi Tarah safe kar ke laga den sahih ho jae ga
Aure ye fault tab ho Sakta he jab matha bohat Purana ho agar matha bohat Purana he to
Phir new Le kar laga len
اپ کا دوکان کها هین ؟
I am from Muridke
Hafiz bhai Meri choti mashin k soi wale ghaz bar bar kapre PR silip ho haha h plz much bta dijie
G samaj Nahin aai (Gaz slip ho Raha he) Thora explain Kar den.
Insha Allah solution bata Doon ga
Bhai Meri machin ki sitil ghoom jati hai silai karty karty
Gi aap ki Jo carrier wali shaft he us ka purza loose he us ko tight karna pare ga.men Koshish karoon ga us pe video banaon
But aap ko us ka chhota sa solution batata Hoon aap needle plate ka screw Le kar Jo niche chhoti shaft lagi hui he us ke Sath right side pe purza he jis se shaft ghoomti he us men ek sorakh ho ga wahan pe screw tight kar den.
Bhai meri machine jb moty kpry p selai krti hai tu os ka gaz opr ho jata hai .
AP us ke link ka pech tight karain
@@hafizrepairingexpert6473 ok.
Asalm u alikum,,meri machine jb chalti hy to bohat awaz krti hy chakr k pas sy,, koi solution bta den,, main ny boht koshish ki k awaz na ho
Chakkar ke pass see awaz Sirf hathi ke mun ki aarti he
Agar us ki pin waghaira Nikal jae to
Phir awaz aarti he
Wese chakkar ke pass see awaz Nahin aati