@@RepairingGyaan ok. Koi aur video me bole ki just on off se theek ho jaega, but nahi hua. Another video said open and replace power jumper cable etc...
Aisa nhi hota ap apne nearest kisi ko dikhao agar service centre available hai to waha bhi dikha sakte ho but cost of repair bahut hota hai local me dikhane se cost Kam ayega and kaam bhi ban jaega
Sir me receiver se Chennal change kar raha tha to meri ungli receiver ke upar pada jisse mughe khatarnak karrant laga jisse receiver band ho Gaya uske bad vo on nhi ho Raha hai bataiye kya karan hai please reply
Melbourne Galaxy 4 ke set top box me Antenna ka wire nikalne se set top box on hota hai...aur antenna ka wire lagane par set top box on nahi ho raha hai to kya kare.......!
Wire short hai kahi se ya lnb short ho gaya hoga jab antena ki cable short hoti hai ya lnb to aise hi hota hai baar baar lagane se card bhi kharab ho jayega
Bro, mere dd free dish set top box mein sound se related problem aa rhi hai.. Iski left channel se audio k sath humming aati hai... Aur jab mein TV se lage AV wire ka left leed nikaal deta hu to humming khatm ho jaati hai... Kya fault hoga? Help plz🙏
Sir mera purana home theatre hai usmein power a raha hai lekin valum Nahin a raha hai main uska ic Bhi check kiya thik hai valum ka jo hai vah bhi direct Kiya vah karne se bhi hi volume Nahin a raha hai to aap uska solution de please
Apne itna acha samjhaya inta clear video banaya apne bachche v samajh jayega,,,ummed hai aise hi age bade ap
Super bro
Very nice job
very bice video. mera samsung 32inch smart tv vertical lines aur red blue green lights a rahi. kaise diagnose aur repait karun?
Sorry I have no idea about this
@@RepairingGyaan ok. Koi aur video me bole ki just on off se theek ho jaega, but nahi hua. Another video said open and replace power jumper cable etc...
Aisa nhi hota ap apne nearest kisi ko dikhao agar service centre available hai to waha bhi dikha sakte ho but cost of repair bahut hota hai local me dikhane se cost Kam ayega and kaam bhi ban jaega
@@RepairingGyaan ok....
सरिया इनपुट की जगह पर से वोल्टेज कैसे नीचे से पलट में से बाहर पड़ गया तो वह कहीं से अर्थिंग और फीस नहीं दे सकते
मैं समझा नही आपने क्या पूछा
भाई मेरे dth मे 5v पिन में 2.2v आ रहे हैं। बाकी वोल्टेज सही आ रहे हैं। और डिस्प्ले मे लाईट नहीं आ रहे है। फॉल्ट किस मे हो सकता हैं। प्लीज बताईए जरुर।
5v pin me 5v ya minimum 3.5v ana cahiye resistor aur capacitor change kar ke dekho
Sir me receiver se Chennal change kar raha tha to meri ungli receiver ke upar pada jisse mughe khatarnak karrant laga jisse receiver band ho Gaya uske bad vo on nhi ho Raha hai bataiye kya karan hai please reply
wire body se short ho gai hogi ek bar open krke check kar lo but make sure plug unplug karne ke baad karna
@@RepairingGyaan konsi wire
Ac supply main wire
Body se direct hogi
Is ke uper ek video bhi bana dijiye please
Dth ka wire laga ke check kr rahe ho Kya
Melbourne Galaxy 4 ke set top box me Antenna ka wire nikalne se set top box on hota hai...aur antenna ka wire lagane par set top box on nahi ho raha hai to kya kare.......!
Wire short hai kahi se ya lnb short ho gaya hoga jab antena ki cable short hoti hai ya lnb to aise hi hota hai baar baar lagane se card bhi kharab ho jayega
Sir me mahut paresan ho gya meri help kijiye ye bataiye diod kon sa or kis number ka kaha per laga hot hai
Hello bhai power supply se sound aara ha or setup box on nahi hora khu horaha
Sir mera jo Reciver he usme supply audio video card tak perfect bata raha hai lekin on nahi hora he kya problem hoga?
Motherboard me problem hoga
@@RepairingGyaan motherbord reletd video nahi ha.
Bro, mere dd free dish set top box mein sound se related problem aa rhi hai.. Iski left channel se audio k sath humming aati hai... Aur jab mein TV se lage AV wire ka left leed nikaal deta hu to humming khatm ho jaati hai... Kya fault hoga? Help plz🙏
AV cable acha quality ka use kro
Left side ke jack ko clean karo aur ek baar wire palat kar dekho
भाई मुझे हो डिश के पीछे साऊंड जोडणे कावायर अंदर कहा किट से जॉईंट होत आहे
पॉवर का वायर पावर सप्लाय मे जोडो नीचे सफेद जगह पे लगाणा
Very nice
Thanks
सर जो अपने इनपुट
sir mere capsitter 240 dc aa rha hai kiya kru
Capacitor change kro
electronic kam baut mushkil hota hai ye samaj se bahar hai
Agar sikhne ki lagan hai to ise sikha ja sakta hai
Thank you for watching
Sir mera purana home theatre hai usmein power a raha hai lekin valum Nahin a raha hai main uska ic Bhi check kiya thik hai valum ka jo hai vah bhi direct Kiya vah karne se bhi hi volume Nahin a raha hai to aap uska solution de please
Koi resistor ye track to damage nhi hai