Kinaray sookhne ka reason light nhi hhota sirf. Kinaray black hoke isliye sookhne lagte hain kyunke plant ko overwater ker dete hain. Jab ooper ki matti 2-3 inch dry ho jab pani dete hain agar indoor rakha ho. indoor ko agar 2 din baad baghair pani xhek kiye denge to plant ki roots gal jaati hain
apki video dekh k main gae the is sundy yaha sy lai ho plants...bihat bihat achy plnats ha mgr ab kuch msla hora ha olnts main to khan sahb jabw he nhe dyry hn
@@cactusandherbs sahe ha apka bohat bihat jazak ALLAH INSY BOLYGA K FITTONIA OR BEGONIA KI HANGING BASKIT KE SOIL KA BATA DAIN OR TURTAL VINE KI LEAF NA YELLOW HORI HA OR ISKO PANI KB DAY OR WANDRING JEW KI BHE LI THE INSY HANGING BASKIT ISKA BHE K ISKO PANI KB KB DAIN...INKY GATE SY ENTR HOTY HE HANG HOWE HA WO...SAR AP PLZZZ PUCH LYGA INSY INKO CALL BHE KRI THA INKA NET PHIR OFF JARA THA
@@cactusandherbs walikumasalm...or sar plzzz insy ye bhe puchyga ka wadalia ka plant ha mera iski bhe leaf na yello hori ha jo new ari ha wo bhe or old bhe
turtle vine li insy to is ky leaf na yellow hory hn or fittonia or begonia inko hanging main lagana tha to puchti k kesi soil lo is k lye..mgr khan sahb jawb nhe dyry hn
Money plant ko pani mein lagana kaafi asaan hai aur yeh bohat achi tarah se grow karta hai. Yahaan kuch aasan steps hain: Pehle ek healthy money plant ki cutting kaat lein jo 4-6 inches lambi ho. Isme kuch (2-3) nodes honi chahiyein, kyunki yahi jagah se roots nikalti hain. Nodes woh hisson ko kehte hain jahan patte grow hote hain, in nodes ka pani mein rehna zaroori hai. Jo nodes pani mein submerged honge, unke paas se patte hata dein taake ye pani mein gal na jayein aur pani ko ganda na karen. Aap ek clear glass ka container istemal kar sakte hain, ismein roots dekhne mein asani hoti hai aur ye showpiece ki tarah bhi lagta hai. Container mein pani bhar ke aap is cutting ko dal dein. Nodes ko pani mein rehne dein aur patte pani ke upar rehne dein. Tap water use kar sakte hain, lekin agar pani me chlorine ho to usay pehle kuch ghanton ke liye khula chhod dein taake chlorine evaporate ho jaye. Har 1-2 haftay baad pani ko zaroor change karein taake ye fresh aur bacteria-free rahe. Money plant ko indirect sunlight pasand hai, toh ise kisi roshni wali jagah par rakhein, lekin direct sunlight mein na rakhein kyunki is se pattay jal sakte hain. Normal ghar ka temperature is ke liye best hai. Kuch hafton mein roots nikalna shuru ho jati hain. Jab roots achi tarah se develop ho jayein, to ye pani mein hi grow karti rahegi.
@@cactusandherbsBhai salam. Kya mujhe Lahore me Apne Ghar k leye plants chahen mil sakte hen TCS karaker. TCS Ka me Khud arrange kerlonga Apne surf pack kerna ha zaroor bataen ager koi jogar Jo sake Tu. JazakAllah
بہت اچھی وڈیو ھے
جزاک اللہ خیرا
Kinaray sookhne ka reason light nhi hhota sirf. Kinaray black hoke isliye sookhne lagte hain kyunke plant ko overwater ker dete hain. Jab ooper ki matti 2-3 inch dry ho jab pani dete hain agar indoor rakha ho. indoor ko agar 2 din baad baghair pani xhek kiye denge to plant ki roots gal jaati hain
Jazak Allah Bhai ya baat bhi ho sakti hay.
Nice information
Aur outdoor rkha ho to chalega ya jal jaega
Mashallah zabardast ❤❤❤
Jazak Allah
Masha Allah healthy and bushy plants
Masha Allah sir g ghr MN long Kali mirch ilachi sbzi r Kali badyan b lgany ka tariqa bty
G In Sha Allah zaroor banygay
Thank you very much🇦🇺
Thank you so much dear 😘 ❤️ 💖 💕
Wow beautiful sharing dear friend 🤗 bahot achi information thanks 👍👍
So nice of you
بہت خوب زبردست ویڈیو بنائی گئی ہے 🎉🎉
Jazak Allah
apki video dekh k main gae the is sundy yaha sy lai ho plants...bihat bihat achy plnats ha mgr ab kuch msla hora ha olnts main to khan sahb jabw he nhe dyry hn
AoA
Maien Kal nursery jawnga in Sha Allah tu khan sb say pohch kar aap ko Bata doenga
@@cactusandherbs sahe ha apka bohat bihat jazak ALLAH INSY BOLYGA K FITTONIA OR BEGONIA KI HANGING BASKIT KE SOIL KA BATA DAIN OR TURTAL VINE KI LEAF NA YELLOW HORI HA OR ISKO PANI KB DAY OR WANDRING JEW KI BHE LI THE INSY HANGING BASKIT ISKA BHE K ISKO PANI KB KB DAIN...INKY GATE SY ENTR HOTY HE HANG HOWE HA WO...SAR AP PLZZZ PUCH LYGA INSY INKO CALL BHE KRI THA INKA NET PHIR OFF JARA THA
@@cactusandherbs main ny waha zakir sy bhe pucha tha apka k apki video dekh k aie hn hum...ap ka waha roz ka jana hota ha?
@@cactusandherbs walikumasalm...or sar plzzz insy ye bhe puchyga ka wadalia ka plant ha mera iski bhe leaf na yello hori ha jo new ari ha wo bhe or old bhe
Thanks Khan sahib
JAZAK ALLAH
Wonderful sharing!👍👍🌿🌿
Thank you! Cheers!
👍
Thanks 😊
Sr g is mosam MN ye konpal LG sakti h
No
Masha Allah masha Allah.. aapki nursery kahan hai mujhe plants khareed ney hain
Address description maien hay
Al Madina Nursery Gulstan e Johar Block 15 Near FBR office Karachi
Bhai plz bta de k ye Money plant wali Nursery kis jaha he
Gulstan e Johar Block 15 Near FBR office Karachi Khan Muhammad Madina Nursery
MashaAllah zabardast
sar ap batega plzzzz k ye soil inhony kesy bana ha
50 Percent garden soil and 50 Percent gober khad
@@cactusandherbs or gardan soil main hum agr balo miitti or inky pass jo go organic ki compose ha wo dal dan 50 50?to sahe rahyge kia ye soil?
@@uroojkhaliq4983 G acha ho jay ga
@@uroojkhaliq4983 okay 👍
Thanks for you sharing my friend
Thanks a lot! 😊
👍👍
turtle vine li insy to is ky leaf na yellow hory hn or fittonia or begonia inko hanging main lagana tha to puchti k kesi soil lo is k lye..mgr khan sahb jawb nhe dyry hn
Inki nursery ka address btaden please
Gulstan e Johar Block 15 Near FBR office Karachi
@@cactusandherbs
Thank you so much
Jo spray krty hn plz us ka name batyn kuch 20 20 bola samgh ni i
Grow more 20 20
ya aap ko old sabzi mandi say mil jay gi
Apki narsari kis jagahe
AoA
Gulstan e Johar Block 15 Near FBR office al madina nursery khan Muhammad
Very nice 👍
Thank you 👍
Br ye kis place pay hay .TA K IN CAY CONTACT KIA JA SAKAY .YEA AT LEAST PHONE MO HI DISPLAY KER DAYEN
Bhai description maien address or phone number hay
Gulstan e Johar Block 15 Near FBR office Karachi khan Muhammad
Ya narsari khn ha
Gulstan e Johar Block 15 Near FBR office Karachi khan Muhammad
Address please.i an from islamabad.
Gulstan e Johar Block 15 Near FBR office Karachi cell No 03212873353
where is this necessary
Gulstan e Johar Block 15 Near FBR office Karachi
اس موسم میں لگ جاۓ گی ابھی سردی تو نہیں ھے راولپنڈی میں
g in sha Allah lag jay ga
Like 9
Superb upload my friend 😊
Thank you! Cheers!
Sr g is k party pily q ho jaty hn
Pani zada ho jata hay ya kam
2nd proper light nahi milti
Nursery location kia hy
gulastan-e-johar block 15 near fbr office Khan muhammad cell no. 0345-2366282
Address plz
Gulstan e Johar Block 15 Near FBR office Karachi
Yeah liquid kahan sey mil jata hai plz jwab zaroor dein mjhe bhot shok money plant ka magar jal jati har bar
Old sabzi mandi karachi
@cactusandherbs hum to pindi rehtay
Price of each plant
AL MADINA NURSSARY
CELL NO.03452366282 KHAN MUHAMMAD
Price money plant complete
Stating 250 to 2090
MashaAllah
Jazak Allah
Aleo vera bi
G
In Sha Allah
AOA
03212873353
Tomorrow is Sunday and remember your promise of plant tour video
In Sha Allah
Location
+92 345 2366282 gulstan e Johar block 15 near FBR office karachi
Superb ❤
Thank you
Pani main laganay ka tareeka bata dain please.
Money plant ko pani mein lagana kaafi asaan hai aur yeh bohat achi tarah se grow karta hai. Yahaan kuch aasan steps hain:
Pehle ek healthy money plant ki cutting kaat lein jo 4-6 inches lambi ho. Isme kuch (2-3) nodes honi chahiyein, kyunki yahi jagah se roots nikalti hain.
Nodes woh hisson ko kehte hain jahan patte grow hote hain, in nodes ka pani mein rehna zaroori hai.
Jo nodes pani mein submerged honge, unke paas se patte hata dein taake ye pani mein gal na jayein aur pani ko ganda na karen.
Aap ek clear glass ka container istemal kar sakte hain, ismein roots dekhne mein asani hoti hai aur ye showpiece ki tarah bhi lagta hai.
Container mein pani bhar ke aap is cutting ko dal dein. Nodes ko pani mein rehne dein aur patte pani ke upar rehne dein.
Tap water use kar sakte hain, lekin agar pani me chlorine ho to usay pehle kuch ghanton ke liye khula chhod dein taake chlorine evaporate ho jaye.
Har 1-2 haftay baad pani ko zaroor change karein taake ye fresh aur bacteria-free rahe.
Money plant ko indirect sunlight pasand hai, toh ise kisi roshni wali jagah par rakhein, lekin direct sunlight mein na rakhein kyunki is se pattay jal sakte hain.
Normal ghar ka temperature is ke liye best hai.
Kuch hafton mein roots nikalna shuru ho jati hain. Jab roots achi tarah se develop ho jayein, to ye pani mein hi grow karti rahegi.
Ap ki location
Gulstan e Johar Block 15 Near FBR office Karachi
Tulsi bi
In Sha Allah
Bbayie ye jagha kahan he
Gulstan e Johar Block 15 Near FBR office Karachi
Adress Gulistane johar 15 Fbr k pass
Adress please bata dien
Gulstan e Johar Block 15 Near FBR office Karachi
@@cactusandherbsBhai salam. Kya mujhe Lahore me Apne Ghar k leye plants chahen mil sakte hen TCS karaker. TCS Ka me Khud arrange kerlonga Apne surf pack kerna ha zaroor bataen ager koi jogar Jo sake Tu. JazakAllah
Adress to bta den bhai
Gulstan e Johar Block 15 Near FBR office Karachi khan Muhammad Almadina Nursery
Stick wale
App is say pehlay video dekhen
In money plant price kia ha
Starting 200 to 1500