Bhai main June 2019 se ride kar raha hu. Seat comfortable nahi hai. Baaki 45 se 50 ka average mileage bhi milta hai with power petrol ke sath or 160 ki heesab se baaki sob thik hai. 45000 km ho gaya. I am happy with rtr 160 4v ke sath. Only seat thorda comfortable hona sahiye.
हर्षित भाई,,इस बाइक के बारे में बिलकुल आपने सही बताया है,,ये बाइक के बराबर 160cc में और कोई बाइक नही हो सकती,,इसमें बैठते ही लगता है,,की जैसे हम सांड की सवारी कर रहे हैं,,इतनी दमदार बाइक है,, हर feature के बारे में,,और जो इसको बकवास बोल रहे हैं,,वो बाइक चलाना छोड़ दें,,।क्योंकि इससे बेहतर और क्या हो सकता है।। धन्यवाद🙏🙏
Sab se bekar bhai 4v mai lekar pachta rahu hu eska sabse bekar Handling hai aur eska bild quality bhi bekar hai esse accha tha is parice rang mai 160/ 180 2V bast hai 4v se..
Maha bakwas bike naam Ki 4v and 160 hai even n160 2v hai wo bhi isko beat kat deti hai isse better options hai 160 me ye bus naam ki rtr hai and looks to maha fuddu
Bilkul vai....Pehle N160 me 127 me limiter thi but ab E20 model pe 137 pe limiter ati ha initial vi improve hua ha hence it easily beats 2v n 4v both....upor se milage jaha 4v me 40-45 milta ha wohi N160 me 50-55 mil jata ha!!! Price vi kam ha 3-5k. (Dual channel abs version) Hence N160 is a far better option.
. sidha baat maat lo .... 30 ka milage deta hai city me 160cc😂 .... 122-125 se upar gya hi nhi.... na power na milage.... bas tvs ka jhunjhuna.... maintenance bhi bahut hai ... paint quality to 1 no ghatiya hai.....tyre to lag rha mithai vala rubber se bna hoga.... itna slippery hai... bass log isko dekha dekhi me le leta hai.... includes me...😅kuchh kharab hua to service centre ki bas me nhi hai thik karna.. .gari lene ke khuch din baad hi handle se aavaj aane lag gya.... abhi tak sahi nhi hua.... 5months ho gya.... spare part to hamesha order karna parega.... ek showroom me nhi hai matlab kahi nhi hai.... ek drain bolt washer ke liye 3 showroom gye fir bhi nhi mila....😑hoga bhi nhi dega haramkhor sab... fir local market se leke aaya😂😂 life ka pehla bike hai.... aur bhi lenge lekin TVS ka product jindegi me kabhi nhi....😂 ye agar non Indian hota to kab ka gayab ho jata.... vocal for local ne jinda rkha😂😂 go to non Indian brand....vo bhi tax paid karta hai...aur achha product banata hai😊
Bhai yea latest version Bali Apache 160 4v nahi hai 😂😂
Because of you i am clear to buy this bike. Thank you❤❤❤❤❤😊😊😊
Looks like you have become a fan of 4v in the 160cc segment. Vaise GOOD PRO ❤
😂 thank pro
Sitting comparison with apache 160 2v ??
Or bahi single sile he Sai hai ki ke dual disk mai rear mai abs nahi hai jis wajah se hamesha sleep hote hai
@everyone can anyone help with the Apache 160 4v ? I am confused between latest two colors Black and Red one. Which color should I choose?
Apache 160 4v Mai 17. 55 ps milti hai or naye Bali Apache 160 4v dual Chanel abs variant Mai 17.6 ps power milti hai or torque 14.73 n.m
Kya negative point nikala hai bhai osm 🔥🔥
Bhai main June 2019 se ride kar raha hu. Seat comfortable nahi hai. Baaki 45 se 50 ka average mileage bhi milta hai with power petrol ke sath or 160 ki heesab se baaki sob thik hai. 45000 km ho gaya. I am happy with rtr 160 4v ke sath. Only seat thorda comfortable hona sahiye.
आपकी बाइक में chain set,या कोई कुछ और पार्ट तो नही बदलवाया??
Bro abhi kitna mileage please accurate batana?
Are bhai purani bike ko tune 2024 version likh rakha hai ..😂😂
4V is ❤ just 💞
E20 petrol Bali Apache 160 4v alag hai ishe 😂😂 kya mato vlogar banega re tu itna bhi nahi pata 😂😂
हर्षित भाई,,इस बाइक के बारे में बिलकुल आपने सही बताया है,,ये बाइक के बराबर 160cc में और कोई बाइक नही हो सकती,,इसमें बैठते ही लगता है,,की जैसे हम सांड की सवारी कर रहे हैं,,इतनी दमदार बाइक है,, हर feature के बारे में,,और जो इसको बकवास बोल रहे हैं,,वो बाइक चलाना छोड़ दें,,।क्योंकि इससे बेहतर और क्या हो सकता है।। धन्यवाद🙏🙏
Isme slipper clutch hai kya?
Nahi bhai
Mere pass rtr 180 thi Iskandar power zyada h aur mileage bhi 160 se 5-6km Kam h vk better h isse
Mob nhi ha😂😂
1.65 lakhs should I buy
I need Community bike sometimes speed not important to me
@@rszone1173yes bro but buy dual channal abs version.. i own it and you will never regret that ..🎉
Go for 160 2V
Baki ke youtuber to eska milage 45 to 50 batate hai
Sab se bekar bhai 4v mai lekar pachta rahu hu eska sabse bekar Handling hai aur eska bild quality bhi bekar hai esse accha tha is parice rang mai 160/ 180 2V bast hai 4v se..
Haan bhai handle bohot idhar udhar hota hain😢
Build quality 😂😂😂😂 be bhai bahot bekar hai ... body nahi rahegi to engine ka kya karega.khelega😂😂😂😂😂😂
Maha bakwas bike naam
Ki 4v and 160 hai even n160 2v hai wo bhi isko beat kat deti hai isse better options hai 160 me ye bus naam ki rtr hai and looks to maha fuddu
Bilkul vai....Pehle N160 me 127 me limiter thi but ab E20 model pe 137 pe limiter ati ha initial vi improve hua ha hence it easily beats 2v n 4v both....upor se milage jaha 4v me 40-45 milta ha wohi N160 me 50-55 mil jata ha!!! Price vi kam ha 3-5k. (Dual channel abs version) Hence N160 is a far better option.
. sidha baat maat lo .... 30 ka milage deta hai city me 160cc😂 .... 122-125 se upar gya hi nhi.... na power na milage.... bas tvs ka jhunjhuna.... maintenance bhi bahut hai ... paint quality to 1 no ghatiya hai.....tyre to lag rha mithai vala rubber se bna hoga.... itna slippery hai... bass log isko dekha dekhi me le leta hai.... includes me...😅kuchh kharab hua to service centre ki bas me nhi hai thik karna.. .gari lene ke khuch din baad hi handle se aavaj aane lag gya.... abhi tak sahi nhi hua.... 5months ho gya....
spare part to hamesha order karna parega.... ek showroom me nhi hai matlab kahi nhi hai.... ek drain bolt washer ke liye 3 showroom gye fir bhi nhi mila....😑hoga bhi nhi dega haramkhor sab...
fir local market se leke aaya😂😂
life ka pehla bike hai.... aur bhi lenge lekin TVS ka product jindegi me kabhi nhi....😂 ye agar non Indian hota to kab ka gayab ho jata.... vocal for local ne jinda rkha😂😂
go to non Indian brand....vo bhi tax paid karta hai...aur achha product banata hai😊
@@pritamkr31 u need gixer 150 phir
sabse bekar hain...engine quality re not good...