Aur Mera doosra sawal ye he k mujh pe jaga jaga F.I.R katwai ja rahe hen aur Mujhe police court aate huwe ya Jate huwe pakar Le koi pata nhn aur court attendence b lazmi deni he 2 cases men ab mujhe kia Karna chahiye k mujh b alag alag cities men F.I.R B Na hon aur men court b ja sakoon. Q k ho Sakta he mujh pe usi din koi fir darj kar k arrest karlen ya mujhe arrest kar k koi fir darj karlen is surat men mujhe kia Karna chahiye. Mujh pe pehle Jo fir karwai gai wo b mujhe pehle arrest Kiya gaya aur phir fir darj ki gai.
FIr register karnay say phley police walay aap ko batataye hai kay aap kay against application ai hai baki ager koi FIR hoti hai to aap as per bail karwa le
Good job 👍.sir shadi k 2 1/2 mah bad husband ne laraie ki aur me maikay a gae I was pregnant but koe lenay ni Aya beta hua phir b ni na hi koe kharcha dia 3 Saal maikay Rahi phir dhokhay se razinama kia k ab esa ni ho ga kharcha pay kiye bagiar.phir 7 mah Rahi watta satta tha Bhabhi ne khula le li jb k me again pregnant thi husband ne kaha Ghar ja k Aram karo phir lenay ni Aya koe kharcha b ni Kiya beti hue to hospital a k just bill pay kiaya aur kuch kapray beti k lye lay but Ghar ni le k giya ab me 4 mah se Ami k Ghar hu to kia suit for maintenance kr sakti hu? husband koe kaam ni karta us k father air Bhai support kartay hn usko?aur ki apna zever aur jahaiz wapis le sakti hu without divorce k?
. Property ki Registry agr DC rate pr krwa rhy hain to Registry me in writing mention kr skty hy k (token , biyana , or baqi raqam) ki surat me ye ye amount is date pr Malik ko ada ki gai ?
Sir hamare pas receipts nahi thi judge ne 17A pr case decree kr diya 100000, jb k hm ne 2018000 ka dawa Kiya tha,ab appeal mai hame kaise as per list recovery mil skya hai
Slam sir g, ap sy ye pochna tha k agr bv khula ka case krti h to kia wo zewar ya jo b sman wgera h wo ly skti h kia plz sir zror btana wait rhy ga apka
Sir. Meri bivi ne khula ka muqadma darj kia he aur Haq mahar men ne de diya tha Lekin us ne suit men likha he mujhe nhn diya ab kia Karun aur dahej ka Saman itna likha he Jo men dekha b nhn kabi 16 lakh ka aur wo apna Kuch Saman Le kar b gai Apne Walden k Ghar pata nhn kia Kuch q k hum miyan bivi akele rehte the aik Ghar men 3 Saal ho gae shadi ko.
case ko aap contest karay us apni statement may lekay kay ye haq mahar le gi hai , baki us nay ager itna saman jaheez lek diya hai to koi issue ni itna kon sa mel jana hai jo us ka samana para hai us ki list aap court ko de de
Conjugal rights mein jhoota ilzam lagaya gaya hai dowry legaye hai wife Ab maintenance k case mein sub cheezon ki receipt nhn hai tu kiya judge dilwa dega dowry
Sir, 2 choty bachy hain mery, Bina Kisi wajha k wife ki maa wife ko ly gai aur any nahi deya, 8 months TK wife ko manata raha, bachon se bhi nahi milny dety hain, dhamkiyon se tang a kr divorce deya ... Jahez ka Saman ki kul maleyet 150000 hai, ab court me 1800000 ka jhuta case kr deya hai, is k elawa 15000 pr bachon k maintanence koi receipt bhi nahi hai... Is pr bhi Kya sabiqa wife k Haq me degree ho ga... Jub k wo jhoot bol Rahi hai..
Sir ye Pakistan h yahn Kuch bhi krlen court bika hota h apny haq k liye larty Hain lkin sth wo glt ka deta h maire TU kl he ki new bt h na haq kia na jaiz kia jehz qabza krliya court ne unka sth dia maire TU Shadi ko he 2 months huay thy ya baap ki halal kamayi NH Dekhi rishwat per court k judge reader layer ne unka sth dia
samaan jheez ka case agr larki nay withdraw kia ho razi namay ki base par kia wo dobara dier kar sakti hai
Sr khrchy ka kes chal rha hq mhr bi kas chal rha mery chuhr ny tlaq khud de ab saman ni de rha ab kya krnye kaes krne
Mry pas court ka khula notification mojod Hy . 4 sal phly .
To is base p dosri shadi k Liye kafi Hy??
Sr rsednye to hm ny sbhali hi ni
Agar saman dia hi nahi or gahli reciped laga de to pher adlat kia karty ha
. Registry me jo kemat malba likhi jati hy wo property ki constructed DC value K mutabik likhi jati hy?
ji
. Jis property ka land record manual hy uski Registry krwaty huy "Punjab land record authority" ki 1 hzar fee deni pary gi?
ji ni
Agreement to sell / 32a challan me FLOOR k option pr 1st or 2nd floor ki value ground floor ki nisbat kam ban rai hy? is ki kya waja hy?
ji 1st floor aur 2nd floor kay rate different hotay hai aap ka jo b floor hai us kay hissab say payment kar de
. Agreement to Sell kliay e stamp property k DC rate k mutabiq le lyn to chal jy ga? Ya property ki Asal qimat k mutabiq lena chiye?
DC per le saktay hai no issue , but agreement to sell may amount asal hi lekay ge
. Sir baz log Agreement to Sell krwa k us pr relevant police station se stemp lgwa lety hain, kya ye trika b thek hy ?
Aur Mera doosra sawal ye he k mujh pe jaga jaga F.I.R katwai ja rahe hen aur Mujhe police court aate huwe ya Jate huwe pakar Le koi pata nhn aur court attendence b lazmi deni he 2 cases men ab mujhe kia Karna chahiye k mujh b alag alag cities men F.I.R B Na hon aur men court b ja sakoon. Q k ho Sakta he mujh pe usi din koi fir darj kar k arrest karlen ya mujhe arrest kar k koi fir darj karlen is surat men mujhe kia Karna chahiye.
Mujh pe pehle Jo fir karwai gai wo b mujhe pehle arrest Kiya gaya aur phir fir darj ki gai.
FIr register karnay say phley police walay aap ko batataye hai kay aap kay against application ai hai baki ager koi FIR hoti hai to aap as per bail karwa le
Bhai agr shohar biwi mgs me talaq de mgs b maojod ho wo adalt me ye sabit kar sakti hi kih talaq howa hi
Good job 👍.sir shadi k 2 1/2 mah bad husband ne laraie ki aur me maikay a gae I was pregnant but koe lenay ni Aya beta hua phir b ni na hi koe kharcha dia 3 Saal maikay Rahi phir dhokhay se razinama kia k ab esa ni ho ga kharcha pay kiye bagiar.phir 7 mah Rahi watta satta tha Bhabhi ne khula le li jb k me again pregnant thi husband ne kaha Ghar ja k Aram karo phir lenay ni Aya koe kharcha b ni Kiya beti hue to hospital a k just bill pay kiaya aur kuch kapray beti k lye lay but Ghar ni le k giya ab me 4 mah se Ami k Ghar hu to kia suit for maintenance kr sakti hu? husband koe kaam ni karta us k father air Bhai support kartay hn usko?aur ki apna zever aur jahaiz wapis le sakti hu without divorce k?
kia wife ki death ke bad nani claim krsakty dowry uske husband se 3 saal bad ??? court se.? plz tell me
. Property ki Registry agr DC rate pr krwa rhy hain to Registry me in writing mention kr skty hy k (token , biyana , or baqi raqam) ki surat me ye ye amount is date pr Malik ko ada ki gai ?
bht h fazool law hai hmra country ka
orat jaye jhot bol rhe ho wah wah wah kia country hai hmra or kia law hain idr sun k acha lga
Agar jhez k case m shohar na ay frst date py b or half k tym py b to Kya Hoga ? Next
Sir hamare pas receipts nahi thi judge ne 17A pr case decree kr diya 100000, jb k hm ne 2018000 ka dawa Kiya tha,ab appeal mai hame kaise as per list recovery mil skya hai
Slam sir g, ap sy ye pochna tha k agr bv khula ka case krti h to kia wo zewar ya jo b sman wgera h wo ly skti h kia plz sir zror btana wait rhy ga apka
ji suit file kar sakti hai
property ki Verification kliay agr hm path pathwar or sarkar hasil krty hain, to Registry k elawa wo hamy kon kon se documents deyn gy?
Registry per aap ko surf original Registry melay gi aur koi ni
Agar husband nh man aur kahe k zada saman maine shadi k bad khud liya hai to kya us k is bayan ki koi ahmiyat hai
Sir agar koi bnda kisi k plat par apna ghar bna ley or jaga os k name par na ho to kya wo jaga ya pesay leny ka haq rakhta hai
kisi ki zameen per us nay bana kar khud galat kiya hai koi right ni hai legally us kay pass
Thanks sir g
Welldon so nice jee good info thanks
sir agar bhai Fot ho jay to Bhen bhai k beta Se law sakti Han Prpoerty ka hisab please answer
matlab hisa law sakti hai
Sir.
Meri bivi ne khula ka muqadma darj kia he aur Haq mahar men ne de diya tha Lekin us ne suit men likha he mujhe nhn diya ab kia Karun aur dahej ka Saman itna likha he Jo men dekha b nhn kabi 16 lakh ka aur wo apna Kuch Saman Le kar b gai Apne Walden k Ghar pata nhn kia Kuch q k hum miyan bivi akele rehte the aik Ghar men 3 Saal ho gae shadi ko.
case ko aap contest karay us apni statement may lekay kay ye haq mahar le gi hai , baki us nay ager itna saman jaheez lek diya hai to koi issue ni itna kon sa mel jana hai jo us ka samana para hai us ki list aap court ko de de
Nice video
قصہ مختصر ۔
لڑکی کے بیان پر فیصلہ کر دیا جائے گا چاہے وہ جھوٹ بول رہی ہو ۔
یہ کیسا انصاف ھے ۔
مندرجہ ذیل سوالات کے جواب ضرور دیں بہت شکریہ
Jazak Allah
Dia 2 lack ka samam jehaz aur last bana do 20 lac ke tu phr kia honga..
Bhai agr shohar biwi mgs me talaq de mgs b maojod ho wo adalt me ye sabit kar sakti hi kih talaq howa hi
Is video k maqsad oraton ko is baat pe werghalana hy k wo bagair kisi saboot k b dawa kren.
Conjugal rights mein jhoota ilzam lagaya gaya hai dowry legaye hai wife
Ab maintenance k case mein sub cheezon ki receipt nhn hai tu kiya judge dilwa dega dowry
ji receipts ni b hai to koi issue ni
JazakAllah
Sir, 2 choty bachy hain mery, Bina Kisi wajha k wife ki maa wife ko ly gai aur any nahi deya, 8 months TK wife ko manata raha, bachon se bhi nahi milny dety hain, dhamkiyon se tang a kr divorce deya ... Jahez ka Saman ki kul maleyet 150000 hai, ab court me 1800000 ka jhuta case kr deya hai, is k elawa 15000 pr bachon k maintanence koi receipt bhi nahi hai... Is pr bhi Kya sabiqa wife k Haq me degree ho ga... Jub k wo jhoot bol Rahi hai..
Bhai kia updates hain?
Jis band ny saman jahaz lya hi nhi tu wo banda tu bachra pas gy
Mera hai
Sir ye Pakistan h yahn Kuch bhi krlen court bika hota h apny haq k liye larty Hain lkin sth wo glt ka deta h maire TU kl he ki new bt h na haq kia na jaiz kia jehz qabza krliya court ne unka sth dia maire TU Shadi ko he 2 months huay thy ya baap ki halal kamayi NH Dekhi rishwat per court k judge reader layer ne unka sth dia
Reply plz
Lanat ha aisy nzam py koi qanoon ni ha yahan py