Mam he is not a Modern mufti ..Islam itself is a Modern religion..Some people misguided us but now it's over..Naa me wahabi Na mai Babbi ,Mai hu Muslim Ilmi kitabbi.
تمام اہلِ سنت والجماعت حنفی، مالکی، شافعی، حنبلی مسلمان شرعی مسائل اور قرآن و سنت کی تشریحات اور دینی تعلیمات سے آگاہی صرف اپنے اہلِ سنت والجماعت حنفی، مالکی، شافعی، حنبلی علماء ہی سے حاصل کریں۔
"ye meri qismat me likha tha..." bahut umda jumla kaha aap ne... dar-asl yahi kahna chaahye magar afsos hum "meri qismat hi kharaab hai..." jaise jumle bol kar Allaah ki naraazgi ka sabab dhoond lete hain...
Sajdae tilawat agar usi waqt karen to behtar hai...agar kisi waja se kar nahi payen to us para/juz ko padh ke ya khatam karke sajda karlen....quran ko khatam karke sajde karna durust nhi hoga.. jazakallah
السلام وعلیکم علی بھائی جزاک اللّٰہ خیرا کثیرا میرا آ پ سے سوال ھے کہ مارکیٹ میں ناخنوں کو رنگین کرنے کے لئے میں نیل پالش کی بجائے مہندی کا رنگ ملتا ہے وہ میں استعمال کرتی ہوں کیا یہ شرعی لحاظ سے درست ہے کیونکہ کہا جاتا ہے کہ اس میں کیمیکل ڈالا جاتا ہے
@@AffanTanveer Maine Jo sawal kiya uska anss den makru wali BT se me agree nae maqru hota hai hilal haram k beech Ali bhai be shayad woh hadees nae dekhi
Sir mere mutabiq makrooh ka matlB na pasandida hay Ap kha skty hain lakin NABI AKRAM S A W W nay pasand nahi ki Lakin humary liye mana b nahi ki Maslan moun say nawala nikal jaye tu wo makrooh ho ga
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ بھائی آپ نے تو مسئلہ بیان کیا ہے نا کہ عورت کی ڈلیوری کے بعد چالیس دن نماز نہیں پڑھ سکتی اس میں اب تھوڑی سی مس انڈراسٹینڈنگ کر گئے ہیں عورت ڈلیوری کے بعد نماز استاد تک نہیں پڑھ سکتی جب تک بلڈ کا مسئلہ ہوتا ہے مطلب ذرہ بلڈ آتا رہتا ہے مطلب اس کی لمٹ چالیس دن سے زیادہ نہیں ہوسکتی اگر چالیس دن سے پہلے بلڈانہ بند ہو جائے تو عورت پر نماز فرض ہو جاتی ہے
Aoa Sir mara aik question h k hazrat Ali R.A ko mola Ali q khty hn jahan tk mera knowledge h mola to Just Allah ko khty hn To kya kisi insan ko Mola khna jaiz h?
محترم : مولا کے عربی میں معنی مالک یا اختیار رکھنے والے کے ہیں ، اختیار سارا رب کا ہے، جنگ میں کماندار کو بھی عرب مولا کہتے تھے، علم کے ماہر کو بھی اس علم کا مولا کہا جاتا تھا
Salam sir... Namaz k duran paon k darmiyan ka fasla kitna hona chayea. Wuzo paon sa start krna chaeya ya haton sa. Mayat ko rasta mein la jata huwe koi kalmat parhna chaeya ya ni... Plzzz ans thankx
bhai ap ki pahki bat paon ka darmiyan zara be fasla na rakha bs paon tich hona chaea bs . ap ki dosri bat wazo hatho sa start krna chayea or paon pr hatm krna chaea ap ki 3 bat ka muja elam ni ha sorry main ap ko confirm kr ka bta do ga ..
Mera ek sawal h please Ali bhai jawab de,kya ghar me kaam krne wale khadim aur khadima inn sab ke bartan glass etc alag rakhna chaiye.Hadish ki roshni se please samjhayen.
Ali Bhai agr hlal janwar ki hr chez hlal hai to Kia kapura or Jo kapurun Ka sath lga hota hai wo be hlal hai or pher Kia gay Yan bakry ki be wo donu chezaen hlal Hain ?
Sr me is bat se agree krta k makroo nhi qk sahi bukhari Maine bhi parhi PR mujhe hadees number yaad nae but maine kisi molvi ko follow nhi kiya khud prha k RASOOL ALLAH SAW ki dawat ki gyi wahn Jo ek BRI chipkali hoti hai gaon side Maine but dekhe ek do feet k b hote woh b dastar khana pe banaa k rkha gya apne khaya nhi PR uthane ka b nae khaya AGR woh haram hoti to kisi ki himaat hoti pesh krne ki dastsrkhan pe
Sir wo apne ilm ke liye pouchna ye tha ke bukhari shareef me konse no. Pe hadees e shafaat ki ye baat btai gai ke wo ap(S.A.W) ne khana khane ke doran biyan farmai plz rahnumai ki giye ga
aoa, ye b btaen jwaab dyty huye sir jo aurat 40 days pehly bleeding sy free hojaye.. foran e ghussal kr k nimaz quran jari krdy... khamkha napaak na baethi rahy... aadha jwab dia hy sp ny.. mukaml awareness dyen..
Bhai....ik iltejah hy Rab se...k wu mjy muaf krdy....kynki mae hr roz jati hu apni ami ki qabr pr ..ik sal 4 maheeny hony ko hy.....kya mjse mera Rab naraz hoga?
Assalam o Alaikum regarding nifaas if it clears before 40 days then? Should wait for 40 days or should start praying when it’s clear? Please reply. I will accept only Ali Bhai’s reply others don’t need to reply please.
2 maslo per ali bhai or ziada tehqeeq kren kion k nafas ki umer agar 40 din ha to wo namaz nai parh sakte. Lakin agar 40 din se pehle hi bleeding ruk jaye to aurat paak ho jati ha or us pr namaz farz ho jati ha. Isi tarha haiz me b ap nekaha k aurat quraan nai parh sakti. Kion nai parh. Aurat bs quraan ko chhoo nai sakti. Agar ek aurat ko 10 din tk haiz ayen to kya wo 10 din tk quraan na parhe. This is wrong. Ahle hadees ulama ka fatwa ha k aurat quraan parh sakti ha kion k ye napaki Allah ki taraf se ha. Or Aap amma Ayesha ko goad me sir rakh k quraan parhte thay jb wo haiz me hoti thi to haiza aurat kion nai parh sakti
Baqi qabrustan main aurtoon ka jana isiay mamno hai k kafi bidaat in aurtoon ki hoti hain jo duniya bhar sy ati hain aur is hi waja sy saudi aurtoon ko bhi rok dia hai
Sir, kindly explain how the wash basin is پاک as you said in this video. When we wash our hands on the basin that were used earlier to clean ourselves on the toilet, how do you think it is paak I'd appreciate your reply. Thank you
sir agar takhnay align karnay hain tou phir angoothay be align honay say masla haal ho jana chahey. Agar aik baat pur kiaas hah tou phir doosri pur kiuen nahe
Plzz mje btain k am tor pr hm agr kisi insan k lia tu ka word use krty hain to kaha jata h k btameezi se bt kr raha h phr hm Allah k lia tu ka word q use krty hain...???
Mubarak ho bhaio. Aik our firka musalat ho chuka ham per. Har firka hamesha say aisay he shuru hua hay. Ankareeb malal bhe ham pe isi tarah musalat ker de jay ge. Bas intzaar....
Kaari saab Kiya 12rabbi.ul.awal ko eid milaad.ul.naabi manai jati h khushi ka din hota h hum rasool k ummati h os month melaad karwaty h par Mari ek dost h wahabi h os ka kehna h k kahe b Nai likha k eid milaad ul. Naabi manani chaya na milad karwana chaya batao kaha likha h ye agr Nai likha to Matlb k humry naabi ny Apna deen mukamal he nai Kiya.... please kari saab is masly ko describe Kary I am still waiting please please please Mari request h kindly mary msg pa video zaroor banana please
Bhai jo orat haiz ma ho or wo quran k tarjma tafseer ke class lati ho to wo class miss na kar saky majbori ha to quran ni parh sakti kiya es halat ma b class miss na kar skti ho plzzz zror jwb dy.
Arbi Quran ko touch nahi kar sakte periods mei. Yani ayat ke uppar ungli nahi rakh sakte, bina touch kiye parh sakte hain. Mobile pe Quran parh sakte hain kyuke beech mei screen hai direct touch nahi hota alfaz pe.
انجنئر صاحب آپ سب کانام لیتے ہیں حضور ص کےاہلیبیت اطہار کی حدیث کیوں نہیں بیان کرتے۔جیسےکہ آپ اپنی جد کے بارے میں آپ جانتے ہیں آپ کے دوست احباب نہیں جان سکتے
@@lennok8lennok846 mare bhai wuran pak zikar ni hai azkar wo hotay jo ap bina wazu k parh saktay jase tasbeeh ayat drood etc quran pak ko khul k parhne k lae wazu ka hona zarori hai ma zubani ni dakh k parhne ki bat kar raha.coz haeez ma orat na pak hoty wo wazu ni kar sakty to quran ni parh sakty sorf azkar kar sakty hai...hope so ap ko ans mil gaya hk ga
@@adeelrajputoffical sir hum zubani parhney ki baat kar rahey hen !! agar ksi shakhs ko quran ki 1 surat yaad he to wo zubani kiun ni parh sakta bagher wazoo k !! ye question he sir !
0:38 lekin khana khate hue Yani agar mun men nawala ho to na bolen ... Q k saans ki naali men bh ja sakta hay ... Han nawala halaq se utarne k bad bola ja sakta
Mujhe ye btaye periods men kesi murdy ki patriyan jo party hy parh sakte hy means quran ki surah drood qalma kuch bhi jo jo yaad ho qk zaban to paak hy please koi btaye
V modern easy going and practical mufti.......👌👌👌👌
Gud
Mam he is not a Modern mufti ..Islam itself is a Modern religion..Some people misguided us but now it's over..Naa me wahabi Na mai Babbi ,Mai hu Muslim Ilmi kitabbi.
MAA SHA ALLAH
ALLAH PAAK apko apne hifzo amaan m rakhain.
Ameen
Is tarha students Ali Bhai sy question kr rahy hn aur Ali Bhai jawab dy rahy hn ,y week mn aik bar zaroor Hona chahiy
Jab sey mey ney ap ki vedio dehki hein Alhumdulilah mujey din malmoot mey azfa hoa hey Allah pak ap ko lambi ummer our sehat atta fermaiy ameen
Allah pak ap ko lambi zindgi de...deen ko itna asan bna dia or smjha dia...Allah ka ehsan hai...bht bht shukria ap ka
تمام اہلِ سنت والجماعت حنفی، مالکی، شافعی، حنبلی مسلمان شرعی مسائل اور قرآن و سنت کی تشریحات اور دینی تعلیمات سے آگاہی صرف اپنے اہلِ سنت والجماعت حنفی، مالکی، شافعی، حنبلی علماء ہی سے حاصل کریں۔
Technically maqsad suff sedhi kurna...subhanallah mery nabi ny bohut mehnat ki .sallulahu alaehi wasallum.
Ma sha Allah Allah apko salamat rakhe Aameen
Ali bhai ap na hoty to me to deen se door ho geya tha
MashaAllah
Salamat raho
Allah aap ko kareeb tar kre deen se humare liye b dua kijiye ga
Lagta hai ap kay ghar main Quran Paak nahi hai? Quran parho ap kaisay deen say dur ho saktay ho?
Masha Allah. Allah pak apko sehat de ameeen
MashAllah Ali bhai Allah pak apko salamat rakhy
مرنے سے پہلے اے مسلمان کرلے اس پر غور
بابوں کا خدا اور کتابوں کا خدا اور💓
Wah true
Aap ka bat smjhae ka triqa bohat acha he
❤صًَلى اللّهُ عَلَيْهِ وَسَلّم❤
سُبْحَانَ اللَّهِ وَبِحَمْدِهِ، سُبْحَانَ اللَّهِ
العَظِيم
❤صًَلى اللّهُ عَلَيْهِ وَسَلّم❤
اللّٰهُمَّ أَنْتَ رَبِّي، لَا إِلٰهَ إِلَّا أَنْتَ، خَلَقْتَنِيْ وَأَنَا
عَبْدُكَ، وَأَنَا عَلَى عَهْدِكَ وَوَعْدِكَ مَا اسْتَطَعْتُ، أَعُوْذُ بِكَ مِنْ شَرِّ مَا صَنَعْتُ، أَبُوءُ لَكَ بِنِعْمَتِكَ عَلَىَّ وَأَبُوءُ لَكَ بِذَنْبِيْ، فَاغْفِرْ لِيْ، فَإِنَّهُ لَا يَغْفِرُ الذُّنُوْبَ إِلَّاأَنْتَ۔
❤صًَلى اللّهُ عَلَيْهِ وَسَلّم❤
A
SALAL'LAHO ALAIHE WA'ALAI WASALAM pura darood likha krein plz
ALLAH apkO sehat walii lmbhii zinDagii ata farmay Ameen
حیض کے دنوں میں جو زیكراوازكار کیا جاتا ہے کیا اسے تسبیح کے ساتھ کر سکتے یا ہاتھ کے پوٹو ن پے گن سکتے
ماشاللہ ماشاللہ علی محمد صاب بہت زبردست
Jazak Allah
Aap bohot nek ho mashallah
Practical ho mashallah
Aasalamu Ali kum Ali bhai jn mein bohat perishan hou.... Mera leya dua kerin Allah mg pr reham kera... 😔😔😔
"ye meri qismat me likha tha..." bahut umda jumla kaha aap ne... dar-asl yahi kahna chaahye magar afsos hum "meri qismat hi kharaab hai..." jaise jumle bol kar Allaah ki naraazgi ka sabab dhoond lete hain...
Msaha Allah bahut khoob every question and given short ànswer
ماشاء اللہ تبارک اللہ
🌹🌸🌷💐🌷🌸🌹
Sajda e tilawat ka tariqa bataye or kiya tamam sajdey quran shareef khatm krney k baad kr saktey hai ?or aap ka kon sa firqa hai
Sajdae tilawat agar usi waqt karen to behtar hai...agar kisi waja se kar nahi payen to us para/juz ko padh ke ya khatam karke sajda karlen....quran ko khatam karke sajde karna durust nhi hoga.. jazakallah
السلام وعلیکم علی بھائی جزاک اللّٰہ خیرا کثیرا میرا آ پ سے سوال ھے کہ مارکیٹ میں ناخنوں کو رنگین کرنے کے لئے میں نیل پالش کی بجائے مہندی کا رنگ ملتا ہے وہ میں استعمال کرتی ہوں کیا یہ شرعی لحاظ سے درست ہے کیونکہ کہا جاتا ہے کہ اس میں کیمیکل ڈالا جاتا ہے
lagana to jaiz hai mgr wazu ka masla ap sun len video me
@@AffanTanveer کس ویڈیو میں مینشن کر دیں مہربانی ہوگی
@@AffanTanveer bhai ap meri bat or mera sawal Mirza bhai tak pohncha sakty hain????
@@AffanTanveer Maine Jo sawal kiya uska anss den makru wali BT se me agree nae maqru hota hai hilal haram k beech Ali bhai be shayad woh hadees nae dekhi
A.o.a..sir apki btain boht achi hoti hain..MashAllah u hav great knowledge..
Masha Allah ali bhai
Sir mere mutabiq makrooh ka matlB na pasandida hay
Ap kha skty hain lakin NABI AKRAM S A W W nay pasand nahi ki
Lakin humary liye mana b nahi ki
Maslan moun say nawala nikal jaye tu wo makrooh ho ga
السلام علیکم ورحمتہ اللہ وبرکاتہ بھائی آپ نے تو مسئلہ بیان کیا ہے نا کہ عورت کی ڈلیوری کے بعد چالیس دن نماز نہیں پڑھ سکتی اس میں اب تھوڑی سی مس انڈراسٹینڈنگ کر گئے ہیں عورت ڈلیوری کے بعد نماز استاد تک نہیں پڑھ سکتی جب تک بلڈ کا مسئلہ ہوتا ہے مطلب ذرہ بلڈ آتا رہتا ہے مطلب اس کی لمٹ چالیس دن سے زیادہ نہیں ہوسکتی اگر چالیس دن سے پہلے بلڈانہ بند ہو جائے تو عورت پر نماز فرض ہو جاتی ہے
سلامت رہیں علی بھائ
آمین
I like your video
MashaAllah
❤
Ali Bhai ap say personal masail kis tarah say discuss kr saktay hn .
Aoa Sir mara aik question h k hazrat Ali R.A ko mola Ali q khty hn jahan tk mera knowledge h mola to Just Allah ko khty hn
To kya kisi insan ko Mola khna jaiz h?
محترم : مولا کے عربی میں معنی مالک یا اختیار رکھنے والے کے ہیں ، اختیار سارا رب کا ہے، جنگ میں کماندار کو بھی عرب مولا کہتے تھے، علم کے ماہر کو بھی اس علم کا مولا کہا جاتا تھا
Salam sir... Namaz k duran paon k darmiyan ka fasla kitna hona chayea.
Wuzo paon sa start krna chaeya ya haton sa.
Mayat ko rasta mein la jata huwe koi kalmat parhna chaeya ya ni... Plzzz ans thankx
bhai ap ki pahki bat paon ka darmiyan zara be fasla na rakha bs paon tich hona chaea bs .
ap ki dosri bat wazo hatho sa start krna chayea or paon pr hatm krna chaea
ap ki 3 bat ka muja elam ni ha sorry main ap ko confirm kr ka bta do ga ..
Bhtren yar Allah pak ap ko lambi umar ata kren
Mera ek sawal h please Ali bhai jawab de,kya ghar me kaam krne wale khadim aur khadima inn sab ke bartan glass etc alag rakhna chaiye.Hadish ki roshni se please samjhayen.
Ali Bhai agr hlal janwar ki hr chez hlal hai to Kia kapura or Jo kapurun Ka sath lga hota hai wo be hlal hai or pher Kia gay Yan bakry ki be wo donu chezaen hlal Hain ?
Sr me is bat se agree krta k makroo nhi qk sahi bukhari Maine bhi parhi PR mujhe hadees number yaad nae but maine kisi molvi ko follow nhi kiya khud prha k RASOOL ALLAH SAW ki dawat ki gyi wahn Jo ek BRI chipkali hoti hai gaon side Maine but dekhe ek do feet k b hote woh b dastar khana pe banaa k rkha gya apne khaya nhi PR uthane ka b nae khaya AGR woh haram hoti to kisi ki himaat hoti pesh krne ki dastsrkhan pe
علی بھائی اللہ آپ کو سلامت رکھے
Sir wo apne ilm ke liye pouchna ye tha ke bukhari shareef me konse no. Pe hadees e shafaat ki ye baat btai gai ke wo ap(S.A.W) ne khana khane ke doran biyan farmai plz rahnumai ki giye ga
Assalamualaikum...ali sir ny kha k haiz mien aurat jo k hafizah ho to wo quran bilkul na parh skti hana prha skti ha...isk hawaly se ahadees?
Agar bleeding nhi ho rhi to bhi 40 din tk pak nhi ho sakti?
Jb Allaah Ta'aalaa ne namaaz mu'aaf kr di hoi hai , to tilaawat 7 din keun nahi chhorri jaa sakti
Muhammad Ali sahab kis maslaq k hain???
Thanx apne bata dia horat qaber pe ja sakti hay werna humane yahi suna tha nai ja sakti.to me b nai jati the .
U live long bhai
❤️
⬅️⬅️⬅️⬅️❤️ subscribe
Mashallah
Kya ye masail hanfi log bhi amal me la sakty jai
Bhai ye bataa do bakre k kapoore hahaal hai ya nahee... I am Amjad Ali from India Punjab
aoa, ye b btaen jwaab dyty huye sir jo aurat 40 days pehly bleeding sy free hojaye.. foran e ghussal kr k nimaz quran jari krdy... khamkha napaak na baethi rahy... aadha jwab dia hy sp ny.. mukaml awareness dyen..
excellent
❤
Mash Allah
Very.good.i.like..you.speach
Love u ali bhi ap molvio ki manji or thoko plz
👍👍
H AYISHA R A.. no baat or h ...un ki tarah aam aurten nahi hen shirk karna shuru kar den gi .is liye un ka na jana behter h
MAI NAMAZ PADH KE BHAUT SAAL HOGAI MAI KOI GALAT SHOK NAHI KARTA NA HAI BUS NAMAZ NAHI PADHTA NA QURAN PADHA HAI
Really good
Ali bhai dua ma ye keh sakty ha k Ya Allah apni Habeeb saw k sadqy?
S.A.W.W pura likhtay hain....dosra ap drood parh k NABI k sadqae mang saktay.drood b mange k NABI ka sadqa he hai
Bhai....ik iltejah hy Rab se...k wu mjy muaf krdy....kynki mae hr roz jati hu apni ami ki qabr pr ..ik sal 4 maheeny hony ko hy.....kya mjse mera Rab naraz hoga?
Allah sy maafi mangen.woh maaf krny wala hy.
Ali bhai Qaber pe dobara mati daal skty hae
Kya periods ki halat mein aur darood shreef prh skti hai ya koi wazeefa kr skti?
Yes Ali bhai said Quran ki hath na lagayein or quran na parhein darood ziker or quran ki duayein perh sakti hein
Assalam o Alaikum regarding nifaas if it clears before 40 days then? Should wait for 40 days or should start praying when it’s clear? Please reply. I will accept only Ali Bhai’s reply others don’t need to reply please.
Masla 42 which he referred for all such questions.
Farheen Azhar Jazak Allah khair
2 maslo per ali bhai or ziada tehqeeq kren kion k nafas ki umer agar 40 din ha to wo namaz nai parh sakte. Lakin agar 40 din se pehle hi bleeding ruk jaye to aurat paak ho jati ha or us pr namaz farz ho jati ha. Isi tarha haiz me b ap nekaha k aurat quraan nai parh sakti. Kion nai parh. Aurat bs quraan ko chhoo nai sakti. Agar ek aurat ko 10 din tk haiz ayen to kya wo 10 din tk quraan na parhe. This is wrong. Ahle hadees ulama ka fatwa ha k aurat quraan parh sakti ha kion k ye napaki Allah ki taraf se ha. Or Aap amma Ayesha ko goad me sir rakh k quraan parhte thay jb wo haiz me hoti thi to haiza aurat kion nai parh sakti
Correct. Quran paak pe ungli rakh ke nahi parh sakte jahan arbi alfaz hain. Mobile pe bhi Quran parh sakte hain periods mei.
Naiii napaki k halat me nai padnaa
Baqi qabrustan main aurtoon ka jana isiay mamno hai k kafi bidaat in aurtoon ki hoti hain jo duniya bhar sy ati hain aur is hi waja sy saudi aurtoon ko bhi rok dia hai
Ali Bhai, you are doing great job
Asslam.o.alaiqum bahi Kia bachy ki paidaish k bad aurat k bartan alaida rakhny chaia
Sir, kindly explain how the wash basin is پاک as you said in this video. When we wash our hands on the basin that were used earlier to clean ourselves on the toilet, how do you think it is paak
I'd appreciate your reply. Thank you
sir agar takhnay align karnay hain tou phir angoothay be align honay say masla haal ho jana chahey. Agar aik baat pur kiaas hah tou phir doosri pur kiuen nahe
Asalam o alikum Ali bhai kia khargosh helal hay,,,,
yes
Menses ki halat main qurhan sun saktey hai
Mashallah Subhanallah jazakallah
Inka konsa firqa hai?
Plzz mje btain k am tor pr hm agr kisi insan k lia tu ka word use krty hain to kaha jata h k btameezi se bt kr raha h phr hm Allah k lia tu ka word q use krty hain...???
Mubarak ho bhaio. Aik our firka musalat ho chuka ham per.
Har firka hamesha say aisay he shuru hua hay. Ankareeb malal bhe ham pe isi tarah musalat ker de jay ge. Bas intzaar....
Salam Ali bhai .apse bat husakti hy zururi bat hy please bhai
Ap konse maslaq se hai?
Maslak hota hai bhai
Corona (covid-19) social distancing ki wajah se paon se paon nihin mil parahe hain.......is k baray main kuch bataen
Ma apki is bat sy agree ni krti. K jo chez halal ha uski har chez halal ha
Kaari saab Kiya 12rabbi.ul.awal ko eid milaad.ul.naabi manai jati h khushi ka din hota h hum rasool k ummati h os month melaad karwaty h par Mari ek dost h wahabi h os ka kehna h k kahe b Nai likha k eid milaad ul. Naabi manani chaya na milad karwana chaya batao kaha likha h ye agr Nai likha to Matlb k humry naabi ny Apna deen mukamal he nai Kiya.... please kari saab is masly ko describe Kary I am still waiting please please please Mari request h kindly mary msg pa video zaroor banana please
Bhai jo orat haiz ma ho or wo quran k tarjma tafseer ke class lati ho to wo class miss na kar saky majbori ha to quran ni parh sakti kiya es halat ma b class miss na kar skti ho plzzz zror jwb dy.
Arbi Quran ko touch nahi kar sakte periods mei. Yani ayat ke uppar ungli nahi rakh sakte, bina touch kiye parh sakte hain. Mobile pe Quran parh sakte hain kyuke beech mei screen hai direct touch nahi hota alfaz pe.
Kissi bhi saheeh Hadeeth mein mana nahi hai, jo bhi rawayat hai woh kuch na kuch کمزور hai
انجنئر صاحب آپ سب کانام لیتے ہیں حضور ص کےاہلیبیت اطہار کی حدیث کیوں نہیں بیان کرتے۔جیسےکہ آپ اپنی جد کے بارے میں آپ جانتے ہیں آپ کے دوست احباب نہیں جان سکتے
اگر حلال جانور کی ھر چیز حلال ھے تو کیا آپ اس کا گوبر کھا لیں گے ؟
Diamg ka istamal karo bhaii gobar janwar ka hisaa thore h
Pagal😁😅
Haz men chuay bager aayat ko tor k parh skty hen studant or teacher donu ali Bhai ki kitabun me nhi ho gi ye bat lekn prh skty hen
Ni parh sakty upri info lo haeez ma quran ni parh saktay ....sirf azkar kar saktay..
بکرے کے خصییے Testies کے حلال یا حرام کے بارے میں بتاٸیے۔۔۔
Ferhat hashmi nay btaya thA k haiz main ourat Quran prh skti hay touch nai kr skti,please clearify
Agar Quran parhny ki ijazat hoti to namaz ki bhi hoti keo k namaz main main bhi Quran ki suraten hi parhi jati han
Ayathul kursi and maozathain psr sakthi hay periods ma
Bilkul parh sakty hai.zubani azkar kar sakty hain quran pak ni parh sakty.
jo aurat hafiz e quran ho wo bagher chooney k apney hifz se quran kiun ni parh sakti ?? !!
Ni parh sakty sirf azakar kar sakty
@@adeelrajputoffical
sir koi daleel ?
quran b to zikr he !!
@@lennok8lennok846 sirf azkar ur ayat parh sakty....sahi muslm ma hai refrence yad ni ....dakh k batao ga ap ko
@@lennok8lennok846 mare bhai wuran pak zikar ni hai azkar wo hotay jo ap bina wazu k parh saktay jase tasbeeh ayat drood etc quran pak ko khul k parhne k lae wazu ka hona zarori hai ma zubani ni dakh k parhne ki bat kar raha.coz haeez ma orat na pak hoty wo wazu ni kar sakty to quran ni parh sakty sorf azkar kar sakty hai...hope so ap ko ans mil gaya hk ga
@@adeelrajputoffical sir hum zubani parhney ki baat kar rahey hen !! agar ksi shakhs ko quran ki 1 surat yaad he to wo zubani kiun ni parh sakta bagher wazoo k !! ye question he sir !
Bhai mujhey lagta Hai pal set pal Milaney ka Matlab sushi sat agey pechey nahi
0:38 lekin khana khate hue Yani agar mun men nawala ho to na bolen ... Q k saans ki naali men bh ja sakta hay ... Han nawala halaq se utarne k bad bola ja sakta
Mujhe ye btaye periods men kesi murdy ki patriyan jo party hy parh sakte hy means quran ki surah drood qalma kuch bhi jo jo yaad ho qk zaban to paak hy please koi btaye
Quran ki tilawat nhi kr skti is k ilawa darood Shareef or kalma or sub duain or zikr azkar kr skti hain
Acha Thanku so much
Padh skte hai ji siwaai quran majeed ko bina chhuee
Ramzan may hayz k dino 6 rozy kany chahy ya 7
Nabi(saw) KE zamanae Mae tu QUR'AN kitab ki Surat mae thha hee nahin
Wo parhti te yaha mirza sahab phisal gaye h
Ap sy agr sawal pochna ho tu kesy kren???
Witatar mamaz ka tariqa bta dain
Ye scholar kis firqy sy taaluq rkhty hain?
Koi firqa nahin ha bahi inka.. sab ko danda dya hua ha inhon nain :p
جو پوچھتا ھے کہاں لکھا ھے آنکھ حلال ھے اسے یہ نہ کہیں کہاں لکھا ھے گردہ حلال ھے بلکہ یہ پھکی دیں کہ کہاں لکھا ھے آنکھ حرام ھے.
Rasool Nabi Peghamber m kya frq hy?