सब ठीक है पर मोटर के स्टाटर से स्टार्ट करेंगे मोटर को तब तो स्टाटीग कंडेंसर काम करेगा परंतु दूसरी या तीसरी जगह से मोटर स्टार्ट करेंगे तो स्टाटीग कंडेसर कैसे काम करेगा समझ में नहीं आया और आपने मोटर स्टार्ट भी कर दिया बताए ❤
Video is very good. But apne starter ko baypass kiya hai. tabhi apne starter ke green switch per wire connect kiya hai or black switch ko koi connection nahi diya. Tabhi starter 10 amp le rha hai. Ese mai submersible khrab ho jata hai. Starter ko kabhi by pass nhi krna cahiye
dekhiae sar ismein kya hota hai main aapko Bata deta hun yahan per hamara ampere jyada rahega to motor per is tarike se yah applians Kam nahin aaega to aapka intezar kam leta hai aur starting switch button press nahin karna padta aur is condition mein yah achcha formula hai Maine 10 se 15 site per kam kiya hai abhi tak koi bhi problem nahin hai na motor jalne Ka Na motor jaam hone ka aur acche tarike se ran bhi ho raha hai iske liye mere pass aur upay hai iske liye connection jo hai do aur lekar Jana starting switch button ka taki hamara acche se starting ka bhi kam hai
Fault kabhi bta kr nahi hote. Mera daily ka yahi kam hai. Common si bat kisi bhi company ny Ager start bnaya hai. To usme do switch lgaye hai. Ek green or ek black. Ko to reson hoga tabhi lgaye hai. Or apne usko by pass kr diya hai. Apko ye sahi lgta hoga. But this is wrong connection
Motor Naya ( NEW ) chalega Starting ka torque bhi zaroori hai submersible me Green button 2 pole switch lagwalo bhai log ye b theek hai motor start nahi howa to contractor on hi rahega MCB off howa to theek hai warana motor jaljayigi
Aapne sahi kaha sabhi youtuber galat dhang se bataate hai jab motor cscr motor hai to usko start karne ke liye starting torqe ke liye start capicitor ka connection jaroori hai uske liye 5wire Or doble no jaroori hai
hello ek hi ghar me alag alag floor me kaise connection honge. ground floor par do and first floor par do and second floor par ek ...pls help me ...pls reply soon
@@kamleshelectrician agar ground floor par do jagah and first floor par do jagah and third floor par ek ....iske liye jo line daali jaygi wo ek hi hogi ya alag alag dalni hogi teeno floor par pls help
# meri ek request hai ki aap jo lal wale ko series banate laye ho aap ne ushke par nisan nahi lagaya kya aur tha starter mein koi sab bhi series bana sakte hai kya ki jo series banate laye ho usi ko switch mein nikal ke series banana hai
6 modular dord se aage Jo 6 waiyar gaya wo waiyar aage kaha gaya hai Edhar estatar me jo waiyar gaya udhar Tak ka to pura video hai lekin 6 modular ke age jo 6 waiyar gaya wo kaha gaya Please reply me sar
Sir aap apna no share karenge, main Delhi se hun aur humare yaha mujhe koi mil nhi Raha h ye kaam karne vala, mujhe Aisa hi kaam karana h. Ek doubt h ye ek hi meter se chalega ya alag-2 meter se chalega?
motor trip ho rhi bar bar aise krne pr. sirf main box se chalu krne pe theek se chl rhi hai. main box k green switch me charon tare lgi pr twoway wale me sirf do hi tarein kyu?
aapka kahana yah hai khali trip ho raha hai on nahin ho raha hai kya on off karna hai to video Dhyan se dekhiae aur rate Wale Ko series mein karna hai switch ko
Bahut must video Bhai jaan 👍
thank you
बहुत शानदार मुझे थोड़ा सा डाउट था अब वह क्लियर हो गया. बहुत धन्यवाद आपका कमलेश जी.
करंट भी अलग अलग घर से होना भैया
❤❤❤
Bohot badhiya Kaam hai ji Aap ka❤
New January chahiy
Sab mistri bhai ka knowledge check karne ke liye video dala hai bhai
Bahut sundar jankari di.
Thankyou sir bahut achi tara samaz aagya ek hi bar me aapse bahut kuch sikhna hai
Bhai 3 different different energy metre se 1 samarsebal motor ko kese start and stop kare piz batao
बहुत अच्छा है भईया धन्य बाद
Sir jaise apne btya to smj aa gya but agr 4 jgh chalne ke liye agr alg alg mutter se contains krna ho to aise hi hoga and hm iski jhg MCB lga skte h
ok
Very nice video ati sunder
3 switch wali star delta stater ke liye video banaye sir ( जिसमें तीन बटन होते हैं -हरा , पीला, लाल)
Aapka ye Bala vedio bahut achha laga
सब ठीक है पर मोटर के स्टाटर से स्टार्ट करेंगे मोटर को तब तो स्टाटीग कंडेंसर काम करेगा परंतु दूसरी या तीसरी जगह से मोटर स्टार्ट करेंगे तो स्टाटीग कंडेसर कैसे काम करेगा समझ में नहीं आया और आपने मोटर स्टार्ट भी कर दिया बताए ❤
chalo iske liye video jaldi a raha hai
Ghar ke andar mujhe pata chalna chahie ki bahar motor chale ya nahin chal rahi
Aur apna apna metre se chalana hai
Sab kuch to thik hay , but dusri jagase stating capacitor ko power keyse milega jara samjhanese achha hoga sir
Wow very good bhaiya je super 👍
Acchi Jankari dene ke liye dhanyvad sar
शानदार व्हिडिओ है सर जी।
Very good work sir
Thanks
Sabhi jagah lal button series me aur Hara button parralal me hota hai
Main vi wahi bolraha hoon
Supar video sir.( 0.75 hp se 0.5hp sabmarisibal motar chal sakte he)
Start push start conder push ho hai her samay jab bhi motor chalu hoga
Super sir👍👍
3fase ka motor kobe isa he chalasakti hokya kamlesh Bhai agar hosakatho video Karo Bhai
Lal button series me hota hai
Stop button k out put p lagana hai Red wire
ok
👍
Nice video sir
Video is very good. But
apne starter ko baypass kiya hai. tabhi apne starter ke green switch per wire connect kiya hai or black switch ko koi connection nahi diya. Tabhi starter 10 amp le rha hai. Ese mai submersible khrab ho jata hai. Starter ko kabhi by pass nhi krna cahiye
dekhiae sar ismein kya hota hai main aapko Bata deta hun yahan per hamara ampere jyada rahega to motor per is tarike se yah applians Kam nahin aaega to aapka intezar kam leta hai aur starting switch button press nahin karna padta aur is condition mein yah achcha formula hai Maine 10 se 15 site per kam kiya hai abhi tak koi bhi problem nahin hai na motor jalne Ka Na motor jaam hone ka aur acche tarike se ran bhi ho raha hai iske liye mere pass aur upay hai iske liye connection jo hai do aur lekar Jana starting switch button ka taki hamara acche se starting ka bhi kam hai
Fault kabhi bta kr nahi hote. Mera daily ka yahi kam hai. Common si bat kisi bhi company ny Ager start bnaya hai. To usme do switch lgaye hai. Ek green or ek black. Ko to reson hoga tabhi lgaye hai. Or apne usko by pass kr diya hai. Apko ye sahi lgta hoga. But this is wrong connection
क्या बात है सर 👌👌👌👌👌😊😊
Ek starter se panch gharon se connection dene aur apna apna matter chalna chahie vah Ghar mein ek indicator bhi chalna chahie hamare pass
लल्लनटॉप लल्लनटॉप
Miter alag hona chsiye
महाशय, आप कहां रहते हैं। मैं भी तीन जगह से मोटर On/Off का स्वीच लगवाना चाहते हैं। आप कर सकते हैं ।
Sir MCB ya dp shiwch se warring kaise kre
Is pr ek video bna dije
ok
Sar do Lal via Mein Ek series mein jodna hai ya direct kaun sa alag Jana hai
r wire ko series mein jodna
Diagram Dena sar
Left side कैसा वायर ले गए हो उसका विडियो दिखाओ
ok
Starter normal par ya koi dusra
Very good
thank you
Single capacitor wali starter Mein yah connection kar sakte hain ya nahin aur ye switch laga sakte hai No - Nc
aapka starter jo hai contractor wala rahana chahie
@@kamleshelectricianBhai apka mobile number Mil sakta hai
@@kamleshelectricianwithout conductor wala hai bhai
Five different energy meter please
Jio Vir g
Kamlesh ji yah batao last mein series ki wire ka kya karna hai agar अलग-अलग kar kar tape marni hai ya jodna hai
series karna hai off switch ko
Pls float switch on&off. Auto.
Very Very good
Alagh alagh mitar se isi type ka kese karenge
Hi sir
Bhi shab again 6tar kha ge yi to bto
तार कीतना दूसरी तक ले जा सकते हैं
Kareeb 100 meter Tak to Kam a jaega usse jyada experiment nahin kiya hun na
Series koi se bhi wire ko ka sakte h
Sir poora starter ko khol ke batayo red wala wire kha pr lagate hai
red wala wire series mein hota hai
Vv good 👍👍
Thank s,🙏🙏🙏
Super bro
thank you
Main shoes
स्टाटरसे बोडँ कितना ज्यादासे ज्यादा दूर रख सकते हे बताव
Ye saman kha par milega
Is system Mein start point ko series Mein karna hai aur stop and andiketar ko pelar mein krna h ky bhai ji
sar aap galat Bata rahe ho vahan per parlour mein karna hai start wale ko aur stop Wale Ko karna series mein video dekhiae na aapko samajh a jaega
Iske saath 5 submeter ka connection karke dikhaiye
ok
Motor Naya ( NEW ) chalega
Starting ka torque bhi zaroori hai submersible me
Green button 2 pole switch lagwalo bhai log ye b theek hai motor start nahi howa to contractor on hi rahega MCB off howa to theek hai warana motor jaljayigi
Aapne sahi kaha sabhi youtuber galat dhang se bataate hai jab motor cscr motor hai to usko start karne ke liye starting torqe ke liye start capicitor ka connection jaroori hai uske liye 5wire Or doble no jaroori hai
Yes , incomplete circuit.
Iska drawing banake bhejiye
Sar Lal wala wire antim Chor ko bataen kahan Joda hai
Red wire jo series me Dale h to dono me se ek wire dairect last Wale me joint h our ek red jo h ek dusre mein series h right
Aise connection karne se motor kharab ho jaega motor per bahut jyada load padega Kyunki starting condensar ka bhi nahin Karega
Very nice
thank you
Lekin starting capacitor ka kiya hoga wo to kam nahi karega
motor aise hi free rahata hai bro uske liye bhi upay hai aapko motor free rahega to is Tarika ka dekhne ki use karna hai
starting capacitor connection kaha gaya
Gjb
Bhai prectical kro to saf to kro sidhi sidhi wayar leke jate or luping karte chle jate to समझ भी आता समझ ही nhi aaya ab to
Aap 6 wayre kaha se le kar aaye hai
Agar aik meter chal raha ho aur same time pe dusra admi ne switch on Kiya to kya hoga
koi problem nahin hoga
1 painal ko 5 jagh se 5 mitar se kaise chalega
Band kahi se bhi kar saktey h
ok
Esme satrting condesher kaise Kam karega
ismein Khali running kam aata starting nahin aaega starting ke liye alag se aur dopahar ke liye wiring banana padega
hello ek hi ghar me alag alag floor me kaise connection honge. ground floor par do and first floor par do and second floor par ek ...pls help me ...pls reply soon
aap jitne floor per le jao switch ko aap or not kar sakte ho ek samarsebal motor ko
@@kamleshelectrician agar ground floor par do jagah and first floor par do jagah and third floor par ek ....iske liye jo line daali jaygi wo ek hi hogi ya alag alag dalni hogi teeno floor par pls help
pls reply soon
# meri ek request hai ki aap jo lal wale ko series banate laye ho aap ne ushke par nisan nahi lagaya kya aur tha starter mein koi sab bhi series bana sakte hai kya ki jo series banate laye ho usi ko switch mein nikal ke series banana hai
han sar sabko series karna hai ♥️ switch ka sabko series karna hai
Submiter fitting kaise kare sob switch main
Bhai jaan aap red baten ki wairing aap kabi serise me lage rahe ho or kabhi paralal me laga rahe ho
2way 3phese ko banane hoga kya oill statar me please reply
ho jaega
Can we use one timmer switch for one starter motor for 5 way on /off switch please make video on it sir
BAR BENDIG KA CONECSAN DAIGRAM BTAEYAGA
very nice ggggg
thank you
Can you please make this video using 5 timmer switch so, that if We forget to turn off pump moter will automatically turn off
Diagram karke do je
Jo 6 wayre room ki taraf se aaya hai yo kaha ka kaneksan hai
Starter capacitor to work nhi karega. Start hone me jab hamlog dusre swichboard se on karenge
Vah Aage Jo wire gaye hain vah wire kahan lagenge Neele wale aur Kale wale
you parallel rahega aur red wala jo hai series rahega
6 modular dord se aage Jo 6 waiyar gaya wo waiyar aage kaha gaya hai
Edhar estatar me jo waiyar gaya udhar Tak ka to pura video hai lekin
6 modular ke age jo 6 waiyar gaya wo kaha gaya
Please reply me sar
Agar aap se baat karna hai to kaise kare
Sir aap apna no share karenge, main Delhi se hun aur humare yaha mujhe koi mil nhi Raha h ye kaam karne vala, mujhe Aisa hi kaam karana h.
Ek doubt h ye ek hi meter se chalega ya alag-2 meter se chalega?
3 hp ka motor hai, sayed 3 phace hai, to ise ye trick kaam karegi????
Plz relay
kam a jaega
Electric Gyeser ke liye kitane mm ka wire dalana best rahega??
2.5 sq
2.5 mm
Kahi agar confiuj lag raha hai to aap se kaise contact kar
Yah Jo Ek number ka Laga Hai shoes Uske Aage Jo Neela wire Aur Kala wire hai vah kahan ja raha hai ko Aage virus kahan ja rahe hain
No...nc. me baat..Karo sir.
Kitna confusion